• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Everyone has a story

Lone survivor

Well-Known Member
8,641
28,762
219
जितना विचित्र रूठवेन का नाम है उतना ही विचित्र उनका पर्सनलटी , उनकी लच्छेदार बातें भी है । इनके स्मार्ट टाॅक से भला कौन हसीना पट न जाए !
यह हम पहले भी ' रचेल ' के साथ देख चुके है । शायद ऐसी ही बातों से ' शाशा ' मैडम इन पर फिदा हुई होगी और अब वर्तमान मे ' इम्मा ' भी मोहित हुए जा रही है ।
Emma aur rachel ka to maan sakta hu lekin shasha ki kahani puri alag hai
रचेल का चरित्र एक संवेदनशील , मिलनसार और परोपकार की भावना से युक्त लड़की का था ।
शाशा एक महत्वाकांक्षी और सेल्फीश लड़की थी ।
लेकिन इम्मा का चरित्र एक इनोसेंट , मेहनती , इमानदार और शर्मीली लड़की का है ।
Bilkul aisa hi hai
जिस तरह से वो रूठवेन की तरफ आकर्षित होती जा रही है , रूठवेन पर विश्वास करने लगी है और ऐसे मे अगर रूठवेन के प्रति उसका विश्वास टूटा तो फिर उसके लिए यह बहुत ही दुखद भरा एहसास होगा । और हम सब के लिए भी ।
Dil hi to todna chahta hu sabka main
रूठवेन उसका इस्तेमाल डाॅक्टर तक अपनी पहुंच बनाने के लिए कर रहा है । मतलब एक तरह से उसको एक मोहरे की तरह इस्तेमाल कर रहा है । लेकिन वो यह समझ नही पा रहा है कि बातें क्लियर होने पर इम्मा की मानसिक हालात किस तरह की हो जाएगी ।
Dukh dard peeda bas yehi rah jayega uski jindagi me
बेहतर यही होता कि वह सबकुछ साफ-साफ इम्मा को बता दे ।
सबकुछ जानने के बाद भी इम्मा उसके साथ रिलेशनशिप मे रहना चाहती है तब फिर किसी को क्या आपत्ति हो सकती है !
Eske liye usko ye to pata hona chahiye na ki vo kuch galat kar raha hai?
बहुत ही खूबसूरत अपडेट भाई ।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग एंड ब्रिलिएंट ।
Thank you so much bhai. Keep supporting
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )

Lone survivor

Well-Known Member
8,641
28,762
219
UPDATE-21
“So gaye kya” emma ki ek dabi hue aawaz ruthven ke kano me padi. Aawaz dheemi thi sayad ye soch kar boli gaye thi ki agar so gaya hoga to disturb na ho lekin emma ko kya pata tha ki ruthven gehri nind me bhi ek aahat ko mahsus kar sakta tha

“Nahi” ruthven ne sapaat jawab diya

Emma- nind nahi aa rahi na?
Emma boli aur ruthven ki taraf karvat le li

Ruthven- hmm

Emma- mujhe pata hai mujhe kyu nahi aa rahi kya main tumhra reason jaan sakti hu?

Ruthven- nahi.

Emma- hmm okay. Usne expect nahi kiya tha ki ruthven aise sapaat sabdo me nahi bol dega aur ab uske pass age kuch bolne ko nahi rah gaya tha

Ruthven- ek baat puchu?

Emma- izazat lene ki jarurat nahi hai tumhe

Ruthven- tumhra kaam par focus kyu nahi hai?

Emma ne socha tha ruthven ya to kuch faltu ki baat karega ya fir flirt lekin vo to serious tha

Emma- ye soch rahe the tum abhi tak?

Ruthven- sayad

Emma- ha kuch reason esliye nahi kar paye. Tum mujhe apna nahi bata rahe to main kyu batau?
Itarate hue emma boli

Ruthven- emma main nahi chahta meri vajah se tumhre career par koe asar pade to agar tumhre focus karna ka reason main hu to main yaha se bahut door chala jaunga

Kisi teer ki tarah chhube emma ko ruthven ke ye sabd. Ye sach tha ki ruthven ke vajah se hi vo focus nahi kar pa rahi thi lekin usko khona to bilkul bhi nahi chahti thi sayad etne kam waqt me career se jada important ho gaya tha ruthven uske liye

Emma- meri life, mera career i can do whatever i want to ruthven

Ruthven- i know. Lekin main ye bhi janta hu ki tumhre liye apna career kitna important hai plus tumne kitni mahnat ki hai yaha tak pahuchne me so i am just a bit worried

Emma- i will make sure aage aisa kabhi na ho. I promise aage se tumhe kabhi sikayat nahi aayegi

Ruthven- sikayat to abhi bhi nahi aaye bas….

Emma- sab samjh rahi hu ruthven aur tumhe apne aapko blame karne ki jarurat nahi hai. Saalo baad kuch acha ho raha hai meri jindagi me let me live please. Main ye moments khona nahi chahti

Ruthven aage kuch nahi bola bas emma ko dekhne laga emma bhi use hi dekh rahi thi. Night lamp on tha aur vaha utni hi roshini thi jitni me dono ek dusre ke chehre ko dekh sakte the

Emma ko pata nahi kya hua aur vo ek dam se aage badi ruthven ko kiss karne ke liye lekin us se pehle un dono ke lab aapas me milte ruthven piche ho gaya jiske vajah se ek embarrassing situation ho gaye emma ke liye aur ab vo apni najar churane lagi

Chehra pura laal pad chuka tha uska aur thand ke mosam me bhi halka pasina nikalna suru ho gaya tha

Agar vo kiss ho jati to etna embarrassing nahi hota emma ke liye jitna ab ho raha hai jab usne khud ladki hote hue pehal ki aur ruthven piche hat gaya

Emma ko bura to bahut laga lekin vo kuch bol nahi paye aur bolti bhi to kya bolti? Ki tum piche kyu hat gaye?

Emma- ek baat puchu?
Thodi der ki shanti ke baad emma ne kuch bol hi diya

Ruthven- tumhe bhi izazat lene ki jarurat nahi hai

Emma- tum mere se kuch matlab nikal rahe ho na?

Ruthven ki aankhen kuch mili seconds ke liye badi hue lekin emma ke notice karne se pehle hi vo normal bhi ho gaya

Ruthven- kya matlab?

Emma- tum ya to koe don ho ya fir koe jasos jise kuch chahiye aur mujhe mohra bana kar vaha tak pahuchne ki kosis kar rahe ho. Jasos ke chances bahut jada hai

Ruthven- main na hi koe don hu aur na hi koe jasos. Tumhe aisa kyu lag raha hai?

Emma- tumhe doctor chahiye na?

Ruthven- kyaa??

Emma- ruthven kya for once tum mujhse sach nahi bol sakte? Main koe bewkof nahi hu jo etna bhi nahi samjh paungi. Jis tarah se tum details nikalne ki kosis karte ho fir mujhe encourage karte ho kaam par focus karne ke liye. Tumhra sidha sidha matlab dikh raha hai

Ruthven- and still you are here with me?

Emma- to main sahi hu?

Ruthven- ab kya karogi? Chala jau yaha se?

Emma- bejhna hi hota to second mulakat par hi bejh deti but mujhe aisa lag raha hai ki tumhri intention galat nahi hai. Kya main sahi hu ruthven?

Ruthven- aur agar meri intention galat hue to?

Emma- mere pass khone ko kuch tha hi nahi.

Ruthven- aur ab? Ab bhi nahi hai kuch khone ko?

Emma- pata nahi. Kya tum mujhe bata sakte ho doctor ne tumhre sath kya galat kiya hai?

Ruthven- sorry. Nahi bata sakta

Emma- he is a dangerous person

Ruthven- still he is your idol

Emma- work idol. Aisa nahi hai main use pujti hu. Usne humare field me bahut kaam kiya hai aur main us se sikhana chahti hu thats it

Ruthven- fir to tumhe koe fark nahi padega agar usne acha kaam kiya ho ya galat

Emma- aisa to nahi bola maine

Ruthven- ek din sach tumhre samne aayega fir decide karna tumne esko apna idol bana kar theek kiya ya nahi

Emma- aur sach tumhe pata hai to tum hi kyu nahi bata dete?

Ruthven- mujhe nahi pata. Main sapno me jee raha hu. Thoda bahut dikhta hai bas ussi se kahani banane ki kosis karta hu

Emma- nahi batana to mat batao. At least mujhse juth to na bolo

Ruthven- ab jab tumhe etna pata chal hi gaya hai to fir mujhe kal yaha se chala jana chahiye. Tumse anjane me apna kaam karva sakta tha main lekin ab jab tum jaan gaye ho to galti hone ke chances bahut bad gaye hai

Emma- aur agar main galti karna chahu to?

Ruthven- to bhi main nahi karne dunga. Tumhe risk ka idea nahi hai yaha par. Jindagi maut se bhi upar ki chhije ho rahi hai main tumhe es andhkar me ab nahi jhok sakta

Emma- main tumhe jane nahi dena chahti

Ruthven- mujhe aaj nahi to kal jana to tha hi acha hua tumhe khud hi pata chal gaya aur mere dimag ki bati jal gaye nahi to pata nahi baad me kya anjaam hota

Emma- matlab mujhe tumse sab chhupa kar rakhna chahiye tha? Jaise tum sab chhupa rahe the?

Ruthven- ab kya fayda vo sab sochne ka. Sara plan dobara se banana padega ab

Emma- tum koe criminal to nahi ho na?

Ruthven- pata chalega to bataunga

Emma- matlab?

Ruthven- bahut raat ho gaye so jao. Subah kaam par bhi jana hai tumhe

Emma- hmm

Emma ka dil ro raha tha aur vo khud ko hi kosne lagi thi ki kyu usne ruthven ke samne confess kiya ki vo sab janti hai. Jaisa chal raha tha vaisa hi chalne deti to ruthven us se door nahi jata

Aankhen nam hone lag gaye thi uski lekin ab vo kuch kar nahi sakti thi. Usne ruthven ko bata diya tha ki vo jaan gaye hai ki vo uska istemaal kar raha hai aur bina koe explanation diye ruthven ne bhi bol diya ki fir vo us se door chala jayega

Emma- to kya humar rishta sirf matlab ka tha? Kya jo kuch bhi hua kuch real nahi tha?

Ruthven- so jao emma. Hum ek imaginary world me jee rahe hai esme kuch real nahi hai. Good night

Emma- matlab safe fake tha? Kuch bhi real nahi tha?

Ruthven- mujhe aisa lag raha hai jaise tum mujhse kuch sunana chahti ho? Bol do kya sunana hai main vahi kah dunga

Emma- bas sach janana hai. Kuch bhi real tha ya nahi

Ruthven- tumhre man ko jis answer se khushi mile vahi maan lo

Emma- ruthven please….

Ruthven- i was using you emma. First time jab flight par mili thi tabhi maine tumhra id dekh liya tha aur tabhi maine plan banaya ki main tumhre jariye doctor tak pahuchu aur main usi plan par chal raha tha. Kya real hai kya fake mujhe nahi pata aur na main janana chahta hu. I was using you and thats it…..
 
sorbobhuk

Well-Known Member
2,355
5,554
158

Bahut badhiya update hai Bhai...
Akhir emma ke samne ruthven ka sach samne aageya hai.....or dekhte hai ruthven ab kya karega
Waiting for next update
 
  • Like
Reactions: Naik and parkas

parkas

Prime
23,012
52,902
258

Bahut hi badhiya update diya hai Lone survivor bhai....
Nice and lovely update...
 
  • Like
Reactions: sorbobhuk and Naik

big king

Active Member
563
938
93

Interesting update bhai 👍👍
 
  • Like
Reactions: Naik
Top