- 8,687
- 29,811
- 219
Click anywhere to continue browsing...
Lagne lag jayega kuch to enki baaton se ab bhai. Keep supportingBahut badhiya update hai Bhai.....
Kuch nhi lag raha inki baato me...fir bhi koi baat nhi.....aap apni free time niklakar hamare liye likh rahe hai to hum manage kar lenge.....dekhte hai kab tak ruthven chhup sackta hai.....or kahani kab aage badhti hai.....
Waiting for next update
Bilkul aisa hi kuch ruth aur ipsita karenge bhai. Aapme aur unme thoda sa fark hai aap legal tarike se kaam kiye aur vo illegal tarike se karengeकई साल पहले की बात है । एक बैंक मे मेरी फिक्स्ड डिपॉजिट थी । प्राइवेट बैंक उन दिनो था नही , सिर्फ गवर्नमेंट बैंक ही थे ।
फिक्स्ड डिपॉजिट करने के बाद मै भुल गया था कि कभी मैने कोई रकम बैंक मे जमा भी की थी ।
कुछ वर्ष बाद किसी के याद दिलाने पर यह याद तो आ गया कि मैने बैंक मे फिक्स्ड डिपॉजिट की थी लेकिन कितनी रकम फिक्स्ड डिपॉजिट की थी यह याद नही था । किस बैंक मे डिपॉजिट की थी यह भी याद नही था । दरअसल फिक्स्ड डिपॉजिट का पेपर्स- रसीद भी खो गई थी । पता नही मेरे याददाश्त को भी उस वक्त क्या हो गया था !
मैने अंदाजन अनुमान लगाया कि इन फलां फलां तीन वर्ष के दौरान मैने फिक्स्ड डिपॉजिट किया होगा । शहर मे कुल मिलाकर छ बैंक उन दिनो थे लेकिन मेरा एकाउंट तीन बैंक मे ही रनिंग कंडीशन मे था ।
उस वक्त न ही मोबाइल का युग था और न ही इन्टरनेट का । बैंक मे सिर्फ रजिस्टर पर ही एंट्री हुआ करती थी ।
मै बारी बारी तीनो बैंक गया और मैनेजर से दरख्वास्त करके तीन साल का रजिस्टर चेक किया । अंततः तीसरे बैंक यानि स्टेट बैंक ऑफ इंडिया मे वह फिक्स्ड डिपॉजिट दिखाई दिया । और मुझे अपना रकम प्राप्त हुआ ।
क्या ही बेहतरीन स्टाफ हुआ करते थे बैंक मे उन दिनो !
Internet se pehle jo documents hua karte the vo kabhi online hue hi nahi. Jaisa aapne kaha ki register me dundne se aapko aapke paise mile vaise hi ab bhi unko registers me hi dundne se sayad safalta mileमेरे कहने का तात्पर्य यह है कि मै उस वक्त जब इन्टरनेट का नामोनिशान तक नही था तब भी थोड़े-बहुत कोशिश करके अपनी रकम ढूंढ सका और प्राप्त कर सका । अब तो इन्टरनेट का जमाना है । सभी बैंक एक दूसरे से कनेक्टेड भी है ।
Bilkul kar sakti hai lekin kya ruth usko karne dega? Mujhe nahi lagta. Usne pichle update me bhi ipsita ko aisa karne se saaf mana kar diya thaइप्सिका बिल्कुल सही कह रही है कि रूठवेन के बचपन के उस उम्र का एक आकलन कर उसकी गुमसुमदगी की रिपोर्ट प्राप्त की जा सकती है ।
और जहां तक बात है कि इप्सिता यह किस प्रकार करती है तो भाई , खुबसूरती और हुस्न मे बड़ी ताकत होती है । वो वगैर मर्यादा की दीवार लांघे मात्र अपनी अदाओं , लटके झटके से , त्रिया चरित्र प्रदर्शन करके वो सबकुछ हासिल कर सकती है जो मर्द लाख कोशिश कर के भी प्राप्त नही कर सकता ।
Bhai do teen reason hai jiske vajah se usne india se start kiya. Pehla to ye uska idea nahi tha. Ipsita ne idea diya aur vo abhi india me hai esliye vahi se suru karna chahta hai. Dusra karan ye hai ki abhi tak kafi log use bol chuke hai ki vo india se lagta hai. Tisra karan hai US me charo taraf uske dusman ghum rahe hai. Abhi vo puri tarah prepare nahi hai vaha ki condition handle karne me.वैसे मुझे लगता है रूठवेन को इस तहकीकात की शुरुआत पहले अमेरिका से करनी चाहिए थी । वो अमेरिकन एजेंसी के लिए कार्य कर रहा था । हो सकता है वहीं किसी भारतीय अप्रवासी के घर से उसका अपहरण किया गया हो । अमेरिका मे भी भारतीय की तादाद बहुत अधिक है । और भारत के मुक़ाबले वहां छानबीन जल्दी हो सकती है । भारत का नम्बर बाद मे आ सकता था ।
Bahut bahut sukriya mere bhaiबहुत खुबसूरत अपडेट भाई ।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट।
Brilliant updateUPDATE-30Doctor- you found him?
Chief- abhi nahi. Lekin jis pull se vo kuda hai vo aage jake ek nadi me milta hai aur vo nadi aadhe US ko cover karti hai
Doctor- es se koe fayda nahi hone wala. Vo kahi se bhi bahar nikal sakta hai. Kahi bhi ja sakta hai. He is my trained subject etni information kafi nahi hai usko dudne ke liye
Chief- mujhe pata hai. Us route par us time kon kon se ship mojud thi maine sab track karaye hai
Doctor- aur?
Chief- usme ek unidentify hai. Chhoti boat hai. Kisi ladki ne rent par li thi lekin vapas nahi karaye
Doctor- shasha???
Chief- shasha nahi hai. Uski photo to dikhaye thi lekin vo nahi hai. Fake naam hai fake chehra.
Doctor- chehra fake ho sakta hai naam nahi
Chief- kya matlab?
Doctor- insaan naam random nahi chunta. Aisa naam chunta hai jis ka us se koe na koe sambhand jarur ho esliye kya naam tha us ladki ka?
Chief- Diana
Doctor- apne data base me chek karo es naam ka koe agent humane employe kiya tha kya kahi aur sath me es naam ki history aur humare sath koe sambandh
Chief- vo to maine karne ko bol hi diya hai. Lekin jo etna bada attack plan kar sakti hai vo koe normal ladki nahi ho sakti
Doctor- subject ka kis kis ladki se rishta raha hai ye dekhna padega.
Chief- ye mujhe kaise pata chalega? Vo tumhra subject hai tumhe pata hona chahiye na ye?
Doctor- etni sari hai ki agar line me khada karoge to koe meter lambi line lag jayegi
Chief- kyaaa???
Doctor- aise koe chhij nahi thi jo maine usko sikhaye nahi thi aur jiske kamyaab hone ke hazaro test nahi kiye the. Usme ye bhi thi
Chief- un sab ladkiyo ki list hai tumhre pass?
Doctor- jarurat nahi hai
Chief- kyu?
Doctor- jadatar ko usi ke hatho se marva diya tha maine
Chief- jadatar? Eska matlab kuch jinda hogi?
Doctor- mujhe lagta hai usme emotions jagne lag gaye the lekin humne kabhi notice hi nahi kiya. Jab suru ka test phase chal raha tha tab main sab check karta tha aur tab sari ladkiya mari gaye thi lekin uske baad maine us par viswaash karna suru kar diya aur dekhna band
Chief- doctor agar mujhe teri jarurat nahi hoti to tujhe teri hi lab me kaat deta. Etni badi galti kaise kar sakte ho tum????
Doctor- pehla pehla experiment tha jisne kuch positive growth dikhaye thi.Main over confident ho gaya tha.
Chief- tera over confidence ek din hum sabko marva dega jin jin ladkiyo ko tune check nahi kiya unki list do mujhe
Doctor- vo…..
Chief- kya vo?? Ye mat bolna tere pass list bhi nahi hai?
Doctor- kya fayda tha list rakhne ka? Kisi ke hath lag jati to? Aur agar koe check kar leta aur usko pata chalta sab maar chuki hai to kya hota? Main loose end nahi rakhta
Chief- tumne loose end nahi pura ka pura rasta loose chhod diya hai. Main bata raha hu doctor teri maut bahut dardnaak hogi
Doctor- hum apas me ladte rahenge ya subject ko dundne ki bhi kosis karenge?
Chief- ek vaha maya ne meri gand maar rakhi hai aur ek yaha tune. Pata nahi aage aur kya kya dekhna padega. Aur kuch bhi bacha hai to moka pada hai abhi bhi bata de
Doctor- mujhe kal ek speech ke liye bahar jana hai. Kuch hospital ke logo se bhi interview hai uske baad main apni taraf se kamaan sambhal lunga. Hum jaldi se jaldi dund lenge james usko
Chief- aisa hi hona chahiye doctor nahi to humari kabar khood dega vo****
Ipsita- do guard hai bas. Mujhe pura andaja hai tumne unko chakma dene ka plan bana bhi liya hoga
Beach ke entrance se thodi door khade ruthven se kaha
Ruthven- yeah right but unhe chakma dene se kuch nahi hoga. Vo hume practice karte dekh sakte hai
Ipsita- uska bhi solution nikal liya hoga tumne?
Ruthven- jada over estimate nahi kar rahi ho tum mujhe? Simple sa ladka hi to hu main
Ipsita- baato me hi waqt kharab karoge kya? Aadhi raat pehle se hi ho chuki hai
Ruthven- lets go jump karke chalte hai. Back side me jaha ped vagra hai vaha practice karenge. Vaha se enko aawaz bhi nahi aayegi aur hume dekh bhi nahi payenge
Ipsita- jump karke? Ye koe ek feet ki diwar hai jo jump karke chale jaoge?
Ruthven- ab tum mujhe under estimate kar rahi ho?
Ipsita- ok batao kya karna hai?
Ruthven- ye samne hotel dekh rahi ho?
Ipsita- ha aankhen hai meri
Ruthven- esme ghusenge aur first floor se kood jayenge. Simple
Ipsita- okay lets go
Es baar ipsita ne jada kuch nahi kaha kyuki dusra koe sahi option use lag nahi raha tha aur waqt bhi kafi kharab ho chuka tha
Ruthven aur ipsita dono chori se us hotel me ghuse aur first floor par lagi khidki se kood gaye. Ruth ko to kuch nahi hua lekin ipsita gand ke bal giri to use thoda dard jarur feel hua
Ruthven- told you simple
Ipsita- ahh meri back mud gaye hai sayad
Ruthven ne bina kuch bole usko aage se apni bahoo me bhara aur kadakkk ek aawaz aaye kyuki usne ipsita ko tej jhakad liya tha. Ahh bhi nahi nikal paye uske muh se aur agli hi second sab theek
Vo vapas bahut time ke baad ruth ke etna kareeb aaye thi to chehre par ek muskaan aa gaye lekin agle hi pal ruth us se alag ho gaya
Gand me halka dard abhi bhi baki tha lekin kamar bilkul theek ho chuki thi. Gand ke bare me bichari batati bhi to kya?
Esliye chhup chhap ruth ke piche piche chalne lagi. 10 minute ki paidal chaal se dono apni jagah pahuch gaye the
Ruth- tumhe daud kar aana chahiye tha. Warmup ho jata
Ipsita- ho chuka warmup. Dekho kitne pasine aa rahe hai?
Ruthven bina dekhe hi- well lets start then
Ruthven- apne chehre ko sunya rakho matlab koe bhi expression nahi hona chahiye us par. Agar tumhe pata hai tum harne wali ho ya marne wali ho tab bhi chehre par koe bhavna nahi aani chahiye. Tumhe agar koe tood sakta hai to vo tum hi ho esliye kabhi bhi apni kamjori kisi ko mat dikhana
Ipsita- hmm
Ruthven- now punch me with your right hand. Jaise hi ipsita ne apna hath utha kar usko marna chaha. Ruthven ne beech me hi uske hatho ko rok diya sidhe rakho hath apna. Last time bhi bataya tha na?
Hath bilkul sidha rakhna chahiye aur dusre wale hath ko free nahi chhodna. Right hand ke just baad left se attack karna hai. Dhayan do ipsita
Ipsita- sorry
Usne fir se try kiya aur es baar bilkul vaise hi kiya jaise ruthven ne bataya tha. Nice vo bola aur ab left hath se right kidney ke pass.
Hath agar muda to tumhe hi chot aayegi
Ipsita ne vapas bilkul sahi se kiya
Ruthven- good now you are serious
Ruthven- ye punching practice tumhe ab ghar par karni hai aur bahut jada karni hai. Main tumhe human body ke weakest point batata hu jab tum real fight me utrogi tab vaha use karna esko
Ipsita bilkul dhayan se jo jo ruth bol raha tha bilkul dhayan laga kar sun rahi thi. Ruth bhi usko sare body parts ke bare me batane laga. Male me kaha attack karna hai female par kaha karna hai. Kitni jor se karna hai kitni baar karna hai
Ek ek chhij badi detail se bataye ja raha tha aur ipsita ek sincere bache ki tarah pure dhayan se sun rahi thi
Ruthven- yaad ho gaya?
Ipsita- mostly
Ruthven- lets fight then. Apne aapko hold mat karna kyuki agar tumhe aisa kiya to main double force se dard dunga tumhe
Ipsita- i will be glad for that
Ruthven- kuch kaha?
Usne sun to liya tha ipsita ne kya bola lekin vo na to abhi khud ko distract kar sakta tha aur na hi ipsita ko esliye anjaan banana hi sahi laga usko
Fir dono ne ladna suru kiya aur tab tak ladte rahe jab tak ipsita puri tarah down nahi ho gaye ho.
Uske hatho me bahut tej dard hone lag gaya tha. Maar to vo ruth ko rahi thi lekin dard usko ho raha tha. Ab jab koe lohe jaise sareer par najuk hatho se marenge to kya hoga? Vahi hoga jo abhi ipsita ke sath ho raha tha
Pasine me puri tarah bheege hue vo jamin par hi bath gaye. Saase bahut tej chal rahi thi aur uske ubhaar buri tarah upar niche ho rahe the
Bahut hi jada seductive lag rahi thi vo es waqt. Agar ruth pehle jaisa behave uske sath karta to abhi usko pakad kar chhum leta lekin usne bilkul bhi interest nahi dikhaya
Ruthven- punching bag banana padega tumhre liye
Ipsita- mujhe aise training nahi mili hai. Main bas coordinate karti thi. Kisko kya karna hai kaha jana hai kaise jana hai aur jo information mili usko safely agency tak kaise pahuchana hai main bas yehi dekhti thi
Long range fight bhi maine khud hi seekhi thi just in case agar meri kisi ladki ko help ki jarurat ho to main door se hi unki help kar saku. Close range fight nahi sikhaye jada mujhe
Ruthven- judge nahi kar raha hu main tumhe but jis jung me tum utarna chahti ho usme tumhe har condition ke liye prepare hona padega
Ipsita- tumhe lagta hai main etne kam samay me ye sab kar paungi?
Ruthven- it depends on you. Agar tum sach me apna badla lena chahti ho to tum kuch bhi kar sakti ho lekin agar ek percent bhi doubt hai tumhre dimag me to nahi kar paogi
Ipsita- hmm
Ruthven- lets go home
Aur vo mud ke chal diya. Ipsita ko apna hath bhi nahi diya usne khada hone ke liye jiske liye usne koe mind bhi nahi kiya aur uske piche piche chalne lagi
Thak bahut gaye thi esliye jaldi se jaldi room par pahuch kar fresh hona chahti thi vo. Un dono ki kismat bhi achi thi ki guard so chuke the esliye bina koe mahnat kare vaha se nikal kar apne room par aa gaye
Ipsita sidhe bathroom chali gaye aur shower lene lag gaye aur ruth dusre bathroom me
Dono lagbhag same time par hi bahar nikale. Ipsita ne ek loose nighty pahan rakhi thi aur ruth ne sirf shorts
Ipsita- kuch socha hai maine. Apne geele baalo ko piche ki taraf karte hue boli
Ruthven- i know. Tumne yehi socha hai na ki hume yaha se start karna chahiye? Kyuki kuch time to hai hi humare pass yaha par?
Ipsita- hmm. Ek jagah hum baar baar nahi aa ja sakte esliye yahi se start karna sahi rahega
Ruthven- tumhe pata hai ye sare documents kaha available hote hai?
Ipsita- mainly headquarter par honge. Ek department hota hai jaha closed cases rahte hai
Ruthven- headquarter hai to security bhi hogi
Ipsita- ha lekin sirf bahar vaha nahi hogi jaha hume kaam hai. Ek ya do police karmi hi honge vaha
Ruthven- hume time jada chahiye har ek file ko dekhne ke liye aur agar humne guards ko nuksaan pahuchaya to pura goa humare piche pad jayega
Ipsita- i have an idea
Ruthven- what you’re waiting for?
Ipsita ne apna bag khola aur usme ek box nikal kar bahar rakh diya
Ruthven- aaram se kholna nahi to bomb fat jayega
Sarcastically ruth bola
Ipsita bas muskuraye aur fir vo box khol diya
Ruthven- eye lenses? Wait ye alag kyu dikh rahe hai?
Ipsita- technology bahut milti hai US ke agents ko
Ruthven- kya hota hai es se?
Ipsita- hume enko laga kar sari files ko sirf dekhna hai ye apne aap sab kuch record karte jayenge jisko hum yaha aakar check kar sakte hai. I know time esme bhi lagega….
Ruthven- no no its really good. Es se bahut fayda hoga
Ipsita- kab karna hai?
Ruthven- i think hume do se teen dino me yaha se move karna padega to mujhe lagta hai last day par hi karte hai kyuki uske baad to yaha se gayab hi hona hai
Ipsita- cool then. Gets some sleep you look really terrible my old man
Ruthven- FUCK YOU…..