• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Everyone has a story

Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
Emma Ruthven ke khayalo itna kho gayi h apne kaam per dhiyan nahi pata Rahi jiski liye usko daant bhi padi hota h hota h jab koyi pehli Baar yeh sab feal kerta h
Emma kitni khush ho gayi thi jab Ruthven samne aaya or saath m dinner bhi kia or saath Ruthven ke kayi saare swalo ka behtareen jawab dia lekin last in chaar bando ne bechari saara mood kharab ker dia or apne Ruthven bhai bila kisi marsi ke kaat faad ke rakh dia
Baherhal dekhte h ab Ruthven Emma ko kaise sambhalta h
Bahot khoob shaandar lajawab update bhai
Ruthven abhi ke liye to sambhal lega emma ko lekin jo emma ke dil ke halchal machne lagi hai usko kaise sambhalega?
Aur agar galti se emma ko sachai pata chal gaye to?
 
Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
UPDATE-20
Bathtub me emma ko batha kar ruthven uske sareer ko saaf kar raha tha. Vo abhi tak bahut dari hue thi aur kaap rahi thi vahi ruthven ne bhi usko shant karne ke liye abhi tak kuch nahi kiya tha

Na console kiya na hi kuch bola bas sidha room me aakar usko bathroom leke chala gaya aur usko saaf karne laga

Vaise ye bhi bahut jaruri tha kyuki vo khoon se kuch jada hi sani hua thi. Vo to achi baat thi ki kisi ne unhe dekha nahi aur vo shanti se flat pahuch gaye nahi to aur dikkat ho sakti thi

Halanki garam pani padne se emma ko thoda aaram jarur mil raha tha lekin baar baar uski aankhon ke samne vohi drashay aa raha tha jisme ruthven un bando ko kaat raha tha

Vo ander tak hil chuki thi. Kya kare aur kya na kare kuch bhi uski samjh me nahi aa raha tha. Aawaz to jaise nikalna hi band ho gaye thi uski

Ab sala samne tha bhi to ruthven jisko kuch nahi pata tha ki aise moment par ek ladki kaise react karti hai, kya sochti hai kya anubhav karti hai uske liye to puri dunia hi emotionless robot thi

Emma ko saaf to kar diya tha usne. Khoon bahta hua bathroom ki farsh ko laal kar raha tha lekin ab aage kya?

Kya emma se baat karni chahiye? Ya fir vapas apne roop me aakar uske sath flirt karni chahiye?

Ruthven ke pass jawab tha nahi ya fir usne sawal khud se pucha hi nahi

Ruthven- change kar lo main bahar hu aur vo uth kar bahar jane laga lekin emma ne usko jor se pakad liya bas gardan na me hilaye

Ruthven- tabeyat kharab ho jayegi agar jada der pani me rahi to

Emma ne koe jawab nahi diya to ruthven vapas vahi bath gaya aur emma ne uske hatho par apna sar rakh liya

Ek pyaare cute bache ki tarah emma apna sar ruthven ke hatho par rakhi hue thi vahi ruthven ke hath apne aap uske gile baalo par chale gaye aur vo unhe sahlane laga

Bahut der tak aisa hi chalta raha lekin dono me se bola koe bhi nahi abhi tak

Emma aankh band kar ruthven ke hatho par sar rakh kar bathi rahi aur use mahsus karti rahi vahi ruthven bas batha hua tha. Na dimag me kuch chal raha tha uske aur na hi dil me

Kisi bhi tarah es moment se bahar aana chahta tha vo kyuki agar aisa jada der chalta raha to vo emma ki mental health ke liye theek nahi tha

Ruthven- mujhe koe bacha lo. Ye ladki meri hatho ko chumti ja rahi hai. Hey bhagwan ab main kya karu?
Apne purane andaaj me aana hi pada ruthven ko aur uska asar bhi hua jo emma etni der se kuch react nahi kar rahi thi vo ek jhatke me khadi ho gaye thi aur ruthven ki aankhon me dekhne lagi

Kitni pyaari aur masoom lag rahi thi vo us waqt ki sabdo me bayan karna muskil hi nahi na mumkeen tha us waqt

Ruthven- get dressed emma. Thand lag jayegi
Behad shanti se bola ruthven jiske jawab me ha me mundi hila di emma ne

Ruthven- main bahar wait kar raha hu. Jaldi aana
Aur vo khada ho gaya lekin pehli baar ki tarah es baar bhi emma ne uska hath nahi chhoda

Ruthven- dekho mujhe koe problem nahi hai agar tum mere samne hi kapde change karna chahti ho to aur main to hu bhi bahut innocent ladka lekin kuch na ho uski guarantee nahi le sakta
Vo muskuraya emma bhi thodi si muskuraye

Ruthven- i am right here emma ghabrand ki jarurat nahi hai abhi. Main coffee bana raha hu bahar tumhre liye tum jaldi se bahar aa jao
Aur usne emma ka hath thoda dabaya fir uski aankhon me dekh kar use asvasan diya to emma ne bhi uska hath chhod diya

Bilkul aaram se bina kisi jaldbaji ke ruthven muda aur bahar aa gaya. Emma bhi ab pehle se thoda bahtar feel kar rahi thi to vo bhi khadi ho gaye aur ek baar fir se shower liya kyuki ruthven ne geele kapde se saaf kiya tha nahlaya nahi tha use aur ab emma ko nahane ki jarurat feel hue to shower bhi le liya

Fir ek lose night dress pahan kar bahar aa gaye

Ruthven hatho me coffee liye khada tha aur khada hi rah gaya

Emma es waqt geele baal liye ek loose night dress me khadi thi. Uska masoom chehra aur innocence ruthven ko apni aur aakarshit kar rahi thi

Ruthven- coffee??
Aage badh kar vo kuch karna chahta tha lekin kuch aur hi bol gaya

Emma ne coffee li aur ek sofe par bath gaye dusre wale par ruthven bath gaya

Emma- ab kya hoga?

Ruthven- kya hoga se matlab?

Emma- police ko pata chal gaya to?

Ruthven- kaise chalega? Kisi ne dekha kya hume? Aur agar koe saboot nahi to koe mujrim nahi. Yehi hai humara law

Emma- fir bhi you killed four people today

Ruthven- kab? Kaha? Kisne? Maine? Mujhe to kuch yaad nahi.

Emma- ruthven please

Ruthven- sach me mujhe to kuch yaad hai nahi. Only think jo abhi mujhe yaad hai vo hai ek behad sundari masoom ladki mere samne bathi hai aur mujhe apne aapko control karna hai. Bas yehi yaad hai mujhe aur kuch nahi

Emma(blush)- pagal

Ruthven- us ek ladki ne bana diya pagal mujhe. Ab kya hi karu main?

Emma- kis ek ladki ne?

Ruthven- hai ek. Kya hi batau uske bare me. Kitni kind hai, pyaari hai vo main bata nahi sakta. Usne mera sath tab diya jab mera koe nahi tha

Emma- acha kaun hai vo?

Ruthven- bata du??

Emma- hmm

Emma ko lag raha tha ki vo ushi ki baat kar raha hai esliye thodi sarma bhi rahi thi aur apna naam sunane ko utaru bhi ho rahi thi lekin etna to vo jaan gaye thi ruthven ko ki bina pareshan kiya vo kuch nahi batane wala ya aisa bhi ho sakta hai ki pareshan bhi kar de aur kuch bataye bhi na

Emma- batao na kaun hai vo?

Ruthven- kuch chhijo ko raaj hi rahna chahiye vohi acha hota hai

Emma- esme kya raaj? Main kya najar laga dungi usko? Kya ho jayega batane se?

Ruthven- fir kabhi bataunga fursat se. Abhi bahut kaam hai

Emma- tum vapas ja rahe ho?? Sad

Ruthven- nahi jau?

Emma- aaj mat jao please. Mujhe theek nahi lag raha

Ruthven- i can understand but main sounga kaha? Tumhre pass to ek hi bed hai??

Emma- tum bed par so jana main couch par so jaungi

Ruthven- fir mujhe acha nahi lagega ki tum apne hi room me couch par so rahi ho. Ek kaam karte hai dono bed par hi so jate hai ye better rahega

Emma- blush blush

Ruthven- but tumhe promise karna padega ki mere sath koe aisi vaisi harkat nahi karogi. Main bahut oavitar hu

Emma ka chehra sarm se bilkul laal pad gaya tha

Lekin ruthven ki en sab baaton se ek chhij jarur achi hue ki emma jo abhi aate time hua tha vo pura bhul chuki thi

Ab uske samne uska ruthven batha hua tha, uske sath flirt kar raha tha jiske khawab vo har roj hi dekh rahi thi aur aisi moment ko vo miss to bilkul bhi nahi karna chahti thi

Ruthven- dekha jawab nahi diya ja raha na? Mujhe pehle hi lag gaya tha tumhri niyat theek nahi hai mujh par. Emma kuch to sarm karo aise kisi paraye ladke ke bare me ganda ganda nahi sochte

Emma- please stop na ruthven. Kyu pareshan kar rahe ho?

Ruthven- sach bol raha hu. Bilkul sach. Ab sala humara law bhi aisa hi hai ki sara dosh londo par daal dete hai. Kare to kare kya hum?

Emma- main kal naya bed le aaungi

Ruthven- tumhra man to hai nahi lane ka. Man hai to rakho apne dil par hath aur bolo nahi sona mere sath ek hi bed par tumhe??

Emma- kyu pareshan kar rahe ho?

Ruthven- sachae ko na manae se sachae juth nahi ho jayegi

Emma- main promise karti hu koe gandi harkat nahi karungi tumhre sath. Khush ab? Phone par ek video record karke send kar du? Tumhre future ke liye

Ruthven- idea acha hai but i trust you but…

Emma- ab kya but?? Kya rah gaya ab?

Ruthven- I don’t trust myself agar maine kuch ganda kar diya to??

Emma- kar do na to
Bahut jada dheeme boli vo lekin fir bhi ruthven ne sun liya

Ruthven- kuch kaha?

Emma- nahi. Kaan badbada rahe hai tumhre

Ruthven- okay then agar maine kuch ganda kiya to its on you only aur mujhe kapde nikal ke sone ki aadat hai so bear it

Emma- pagal
Fir se dheere boli vo aur firse ruthven ne sun kar ansuna kar diya

Ruthven apni shirt nikalane laga aur emma sarmate hue chori se usko dekhne lagi

Ruthven- etna na dekho pagli pyaar ho jayega

Emma ek dam se hadbada gaye aur muskurate hue niche dekhne lagi vahi ruthven shirt nikal kar sirf ek baniyat aur pant me bed par gir gaya

Emma- pant pahan kar sote ho tum?

Ruthven- nahi but thodi safety rakhni padti hai ek ajgar hai jisko chhupa kar rakho to acha hai

Emma ki aankhen badi ho gaye ye sunte hi aur chehra bilkul pink pad gaya. Kya bole kya nahi bole kuch samjh me nahi aaya uske to vote khud bhi uth gaye aur bed ke ek kinare par let gaye

Ruthven- light band kar do

Emma ne first bina bole light of kar di aur ruthven se opposite karvat leke let gaye

Dono sone ka dikhava kar rahe the lekin so nahi rahe the. Emma chahti thi ki ye waqt ruk jaye aur ruthven aage badhe vahi ruthven soch raha tha ki subah agar emma fir se abnormal ho gaye to kya karna chahiye aur kaise uska dimag firse kaam par lagaya jaye taki usko fayda mil sake. Agar aise hi emma distract hoti rahi to uske liye musibat badh jayegi jo vo nahi chahta tha

Emma- so gaye kya

Vo apni khayalo ki dunia se emma ki bahut pyaari aawaz sun kar vapas aa gaya….
 
Naik

Well-Known Member
22,197
78,713
258
Ruthven abhi ke liye to sambhal lega emma ko lekin jo emma ke dil ke halchal machne lagi hai usko kaise sambhalega?
Aur agar galti se emma ko sachai pata chal gaye to?
Tab tow Dil ke tukde hazar huwe koyi yaha gira or koyi waha gira wala haal hoga Emma ke saath
 
Emma ko apni oot patang bato se dar nikal dia or hasne muskurane or Sharmane per mazboor ker dia Jo bahot zaroori tha
Emma ke liye bada romantic pal raha
Ab dekhte h aage kia hota h
Badhiya shaandar update bhai
 
parkas

Well-Known Member
30,629
65,979
303

Bahut hi shanadar update diya hai Lone survivor bhai....
Nice and awesome update....
 
Top