• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Everyone has a story

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
Emma tow lagta h Ruthven ke Pyar me pad gayi h jiski bhanak tak nahi h Ruthven ko ki Emma kia kia soch Rahi h
Sahi kaha usko bilkul idea nahi hai
Baherhal dekhte h Ruthven kaise doctor tak pahochta h
Dekhte hai
Doctor ne Lisa ki auqat Bata pata di Tum mere kia ho ziada chapad chapad Kara tow tumhare ooper bhi experiment ker Dalunga lekin doctor ne shasha ki tareef kerke lisa samne kerke lisa ke Dil me or nafrat bhardi
Ek ladki se dusri ladki ki tareef sahan kaha hoti hai bhai
Lagta h Maya or James pe padti nahi h itlye dono ek doosre ko Marne ki BAAT ker rehe h ager huwa ager waisa huwa tow
Achae aur burae ek sath kaise rah sakti hai bhai?
Baherhal dekhte h aage kia hota h
Behtareen zabardast shaandar update
Thank you bhai. Keep supporting
 
Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
UPDATE-19
Emma aur ruthven aaj ek restaurant me bathe the. Evening ka time tha. Emma ko ruthven kahi jata dikh gaya aur khul gaye uski lottery

Uske dilo dimag me to ruthven pehli mulakat me hi bas gaya tha. Ab to vohi rahta tha pure time uske dimag me aur eski vajah se uske kaam par bhi effect pad raha tha

Vo ache se concentration nahi kar pa rahi thi aur aaj to use daat bhi sunani padi thi halanki daat ke baad uske senior ne use samjhaya bhi kyuki aaj se pehle kabhi aisa hua nahi tha

Emma ek brillant student rahi thi. Usne kabhi study ya internship ke sath compromise nahi kiya tha esliye uska mind kyu divert hai, koe problem to nahi hai ye sab janane ke liye uske seniors se baat hue thi

Halanki emma ne jada kuch bataya nahi bas juth bol diya ki tabayet kharab hai. Fir jaise hi bahar nikli vaise hi ruthven jata dikh gaya

Sara stress bhul kar ek smile naach gaye uske chand se mukh kar

“Ruthveeennn” vo thodi joor se boli jisko sun ruthven ko mud kar dekna pada

Ruthven- chhila kyu rahi ho? Sun sakta hu main?

Emma- sorry. Ek dam se sarma gaye emma usko khud nahi pata chal raha tha ki vo aise paglo ki tarah kyu chhilaye

Ruthven- lunch is on you today girl

Emma- why?? Why me??

Ruthven- main feminism ko support karta hu. So kal maine khilaya tha aaj tum khilaoge

Emma- fine. Lets go

Ruthven- aise kaun jayega? Smile karo pyaar se request karo tab to samne wala kuch soche. Aisa to ye lag raha hai ki main jabardasti piche pad gaya hu tumhre

Emma- My dear Ruthven. Kya aap mere sath lunch karne ki kripa karoge? Hume bahut acha lagega

Ruthven- better but improvement ki bahut jarurat hai
Aur ruthven aage badh gaya vahi emma ne tej kadam bada kar uski speed match ki aur fir uske hatho me apna hath daal diya

Ruthven ne ek baar emma ki taraf dekha jisne apni najar jhuka li thi aur hatho par pakad tight kar li thi. Chehre par sarm aur muskan ka mila jhula bhaav tha uska

Ruthven ne kuch bola nahi aur bas chalne laga

Ruthven- aaj ka din lagta hai acha nahi gaya?
Kuch der ki khamoshi ke baad ruthven bola

Emma- kya?? Tumhe kaise pata???
Shocked emma ne pucha

Ruthven- chehra padhna janta hu main. Aur muskaan ke piche dukh kaise chhupaya jata hai esko bhi

Emma apne man me lagta to nahi tum chehra padh sakte ho

Ruthven- kuch kaha??

Emma- padh lo chehra mera aur jaan lo

Ruthven- nice. Ladki sikh rahi hai. Good good

Emma- vaise kaha ja rahe the??

Ruthven- kahi nahi. Acting kar raha tha kahi jane ki taki tumhe dikh jau aur tum rok lo mujhe

Emma- acha? Aur kyu rukna chahte the tum?

Ruthven- tumhe nahi pata?
Emma ki aankhon me dekhte hue ruthven bola aur jis tarah se dekha usne ek second ke liye to dhak se ho gaya emma ka dil fir vapas najar jhuk gaye aur “nahi” bas etna bol paye

Ruthven- fir batane ka kya fayda?

Emma- tum chehra pad sakte ho na main nahi? Mujhe kaise pata chalega??

Ruthven- kis restaurant me jana hai?

Emma- jo tumhri aankhon ke samne hai

Ruthven- bola tha padh sakta hu main chehra dekha bina tumhre bole tumhri jagah par le aaya main

Emma- ok my Einstein lets go
Aur dono ander ghus gaye

Jada bheed nahi thi kuch hi log bathe the to emma aur ruthven bhi ek jagah dekh kar kone me bath gaye aur emma ne khane ka order kiya

Ruthven- don’t you think ki jisko aap date par leke aaye ho order usko karna chahiye?

Emma- oh aisa hai kya? Fir to kal meri pasand ka aana chahiye tha? Hai na?

Ruthven- nahi. Since kal mere pass option nahi tha to main apni pasand ka laya lekin aaj tumhre pass bahut options the fir bhi tumne mujhe ek baar bhi nahi pucha. So disappointed

Emma- i am sorry. Acha batao kya khaoge?

Ruthven- ab rahne do. Aise maang kar kuch karana pasand nahi mujhe

Emma- sorry na. Maine socha nahi etna mujhe pata nahi tha tum bura maan jaoge. Main cancel kar deti hu ye wala fir tum order kar dena
Emma ko sach me laga ki ruthven ko bura lag gaya hai aur esliye uska chehra bhi utar gaya tha

Ruthven- its okay. Main bhi to dekhu ladkiyo ko makeup ke alava bhi kuch order karna aata hai kya

Emma- pagal. Blush blush

Kuch hi der me unka khana aa jata hai aur vo khane lagte hai

Ruthven- vaise kaha tak pahuchi?

Emma- kya?

Ruthven- tumhri tumhre role model se milne ki baat?

Emma- i dont know yaar. Abhi ka dekh ke to lagta nahi ki vo log mujhe include karenge bhi ya nahi but i will try my best

Ruthven- you have to aur bhulna mat mujhse kya promise kiya hai tumne

Emma- ha ha nahi bhuli hu. Pehle mera to confirm ho jaye fir tumhe bhi milva dungi

Ruthven- tumhe human experiments ke bare me kitna pata hai?

Emma- matlab?

Ruthven- matlab ki aisa ho raha hai kya? Ki scientist human par experiment kar rahe ho?

Emma- kyu puch rahe ho?

Ruthven- it fascinates me. I mean bahut jagah padha hai but real hai ya nahi eska idea nahi hai

Emma- soviet union ke time par to hota tha aur abhi jaise maine bataya tha ki ek project inhuman ke bare me jiski vajah se sarkaar hi chali gaye thi to kuch na kuch to sachae hogi hi na esme

Ruthven- hmm. Ho sakta hai. Ye jo project tha esme kise ke naam bahar nahi aaye the na?

Emma- agar koe aisa project kar rahe honge to unke pass kitni power hogi? Bahut jada na? To vo apna naam nahi bacha payenge??

Ruthven- but agar government involve hai to opposition bhi to piche pad jayegi?

Emma- politics is not that simple. Koe kisi ke sath nahi hota aur koe kisi ke opposite nahi hota. Har jagah apna fayda dekhte hai log

Ruthven- ye to sachae hai. Tumhre according aise logo ke sath kya karna chahiye?

Emma- mujhe lagta hai unko help ki jarurat hai. Unko kuch mental problem jarur hogi tabhi vo aisa kuch kar pa rahe hai. I dont think koe bhi normal insaan kisi dusre insaan ke sath aisa kar sakta hai

Ruthven- terrorists ke bare me nahi suna kya?

Emma- tumhe dono same lagte hai?

Ruthven- similarities to hai.

Emma- ha hai lekin kya vo mentally stable hai? Unka bhi to brain wash hua hai

Ruthven- acha agar kisi ka brain wash hua hai to kya hum medical science ke jariye use theek nahi kar sakte?

Emma- kosis kar sakte hai but result kya aayega uske bare me sure nahi hai and to be honest result acha aata nahi hai

Ruthven- what about someone jiski memory ja chuki hai? Uske liye kuch hai?

Emma- therapy hai bas but most important ye hai ki vo apne know ya loved ones ke aas pass rahe. Apni jaan pachan ki jagah par rahe. Tabhi kuch ho sakta hai ya fir intezaar. Intezaar karo ki kab uske dimag ki impales me harkat ho aur uski kuch yaad aaye

Emma- now no more stupid questions. You are ruining our date

Ruthven- ohh i am so sorry girl. To kya main apke liye dance kar sakta hu? May be mujra? Aapko acha lagega

Emma- idea bura nahi hai but yaha nahi jab hum dono akele honge tab karna. Bas main dekhna chahti hu tumhe mujra karte hue aur koe nahi

Ruthven- jab hum akele ho? Hai? Kyu akele hona hai?

Emma- pagal

Aise hi khana khatam karte hai fir emma bill pay karti hai aur dono paidal chalne lagte hai

Andhera chah gaya tha aur thandi thandi hawa chal rahi thi. Vaise bhi vaha bahut jaldi andhera ho jata tha

Emma- kitni jaldi time beet gaya na?

Emma- kya hua?

Ruthven edhar udhar dekh raha tha bilkul serious chehra liye

Ruthven- something is not right. Move fast
Aur usne emma ka hath tightly pakad liya aur tej kadmo se aage badhne laga tabhi

Do aadmi aage se do piche se aur do do side se unko gher lete hai. Emma ye dekhte hi buri tarah dar gaye thi kyuki vo log drug addict lag rahe the aur darvane bhi

Vahi ruthven ke chehre par koe emotions nahi the

Ruthven dheere se- daro mat main hu na aur apna ek hath uske baju par lapet leta hai

Aadmi- jo bhi hai bina kisi chalaki ke hume de do. Koe chalaki ki to samjh lena kya ho sakta hai tum dono ke sath

Aadmi 2- abe chutiya hai kya? Kya mast maal hai. Es londo ko yahi nipta kar ladki utha lete hai aur maje karenge. HAHAHAHAHA
Ek shatani hasi hasta hai vo jiske baad emma aur jada dar jati hai

Unke ek ek kadam apne pass aate dekh uski dhadkan bahut tej hoti ja rahi thi aur ruthven par pakad bhi

Khaaaccchhhhh ek aawaz aaye emma ke kaano me aur uska pura chehra khoon se san gaya kyuki jo samne se unhe marne aaya tha chaku se ruthven ne uske hi chaku se uska galaa kaat diya tha

Ek bahut tej chhikh nikli emma ke muh se lekin vaha use sunane wala koe nahi tha

Vohi chaku dusre bande ke dil me utar gaya aur jaise ghuma ghuma kar hum jagah chodi karte hai vaise hi ruthven uske dil me ek rasta bana diya

Piche se ek ne laat mari ruthven ko aur emma thodi door ho gaye

Ab vo ruthven ko saaf saaf dekh pa rahi thi aur uske samne khade do bando ko bhi jinke chehre par gussa bahut jada dikh raha tha

Ahhhhh ek aur tej chhik nikali un dono bando me se ek ke muh se ruthven ne uske hath ko tod diya tha aur vo jaise hi jamin par bathne laga uske gardan mud chuki thi. Baki sareer abhi bhi tadap raha tha usko jo emma ki aankhon ke samne pada tha

Aakhiri ye sab dekh kar bhagne ki sochne laga lekin tab tak bahut der ho chuki thi aur uski pith par etne jada ghaav de diye the ruthven ne ki jagah jagah pichkari ki tarah khoon bahane lag gaya tha aur fir ek aakhiri kick uske sar par maar kar uska bhi ant kar diya ruthven ne

Emma ye sab dekh kar bahut buri tarah dar gaye thi. Uska pura sareer dar ke mare kaap raha tha aur muh pura khoon se sana hua tha

Ek bande ki shirt faad kar ruthven ne jaldi se emma ka chehra saaf kiya aur use leke emma ke flat aa gaya…..
 
big king

Active Member
621
1,056
123
UPDATE-18
Emma ke sath lunch date ke baad ruthven vaha se nikal jata hai. Emma use rokna to chahti thi lekin rok nahi paye aur vaise bhi kya bol kar rokti use?

Uske jane ke baad emma apne aapko kosti rahi ki ye bol kar rok deti vo bol kar rok leti. Fir khud par hi gussa ho jati.

Number bhi nahi liya tha usne. Ye to pata nahi tha emma ko ki ruthven phone hi nahi rakhta to number deta kaha se?

Bahut der tak khud par gussa rahi uske baad kisi tarah khud ko samjhaya aur abhi jo etna acha time spend kiya uske baare me soch kar muskurane lag jati hai

“Next time number le hi lungi kisi bahane se but uske liye to milna padega na us se? Agar vo ab dobara nahi mila to? Emma be positive . Agar kismat me hume milana likha hi nahi hota to hum kabhi milte hi nahi. I am sure dobara bhi milenge aur baar baar milenge”

Emma ko aisa experience kabhi hua hi nahi tha. Humesha se books me ghusi rahi vo. Na kabhi pyaar ke bare me socha na hi kisi ne use es direction me jane ka allow kiya. Rough bachpan se gujar kar vo yaha aaye thi. Jo kiya khud kiya khud ke dam par kiya aur ab jab finally use koe mila to kaise conversation continue rakhe ye samjh hi nahi paye

Sote waqt tak uske dimag me ruthven aur uski corny baatein hi ghumti rahi jo uske chehre par bahut pyaari smile banaye hue thi

En sab se anjaan ruthven apne hotel pahuch gaya tha. Usko to idea hi nahi tha ki vo kya karke aaya hai. Vo to kisi bhi tarah se doctor tak pahuchna chahta tha aur uske liye jo bhi karna pade vo kar raha tha. Piche hatna to uski training ka part hi nahi tha

Room me pahuch kar thodi aur research karta hai fir so jata hai

Vahi dusri tarah doctor aur lisa ki raas leela ke baad subah dono aur jada energy ke sath apne kaam me lag chuke the

Unke upar se free hand bhi mil chuka tha aur cash flow ki to koe kami hi nahi thi unke pass

Lisa- doctor ab kya?

Doctor- ab apna time aa gaya hai lisa. Hum le aaye hai apna time

Lisa- matlab?

Doctor- matlab ye ki ab hume koe rok tok to hai nahi kisi chhij ki kami bhi nahi hai esliye ab main vo karunga jiske liye etna waqt diya hai maine

Lisa- main abhi bhi kuch nahi samjhi doctor

Doctor- kaash tum shasha ki jitni intelligent hoti. Tum mere bistar tak hi raho aur jo bolu vo karo

Lisa- kya vo abhi tak apne dimag se nahi gaye hai? Maine kya kami chhodi hai?
Narajgi se boli lisa

Doctor- Shasha shasha thi. Uski jagah koe nahi le sakta. Aaj main etna kamyaab hua hu uska bahut jada shrey shasha ko jata hai. Vo to us kambhak ruthven ke pyaar me pad gaye aur sab chopat ho gaya

Lisa- usne apko dokha diya fir bhi aap uski tareef kar rahe ho?

Doctor- sachae ko thukraya nahi ja sakta. Ruthven shaw ko control karna sabke bas ki baat nahi thi. Abhi tak jitne subject mere pass aaye hai ruthven sab se toughest tha. Esliye usko control me rakhna behad muskil kaam tha. Vo to shasha ne use apne jaal me phasaya aur kaam aasan ho gaya

Lisa- vo etni hi achi thi to bhaga kyu diya use? Jao le aao use. Mujhe kyu rakhe hue vo?

Doctor- ek baat tumhe clear kar deta hu main lisa. Tum yaha apne talent ki vajah se nahi ho. Tum yaha ho kyuki mera dil tumhri khubsurati par aa gaya tha. Agar dobara mujhse aise baat ki to tumhe bhi un sabject ke jagah fek dunga main aur tum me etni himmat hai bhi nahi ki pehli stage bhi bina mare paar kar sako

Lisa- i am sorry. Aage se nahi hoga
Lisa janti thi hi ki doctor kaisa insaan hai. Vo ek minute bhi nahi lagaye uske sath experiment karne me. Aise me etni moj masti, had se jada salary, freedom chhod kar jana bewakufi hogi. Vaise bhi yaha se jana matlab maut ke pass jana

Lekin uske dil me shasha ke liye aur jada jehar bhar gaya. Pehle bhi kam nahi tha lekin jab jab doctor shasha ki tareef karta tha usko bahut gussa aata tha. Kuch kar nahi sakti thi esliye kuch bolti nahi thi. Ab usko laga jab doctor har raat uske jism ke sath khelta hai to vo kuch bhi bol sakti hai esliye aaj bol diya lekin jaldi hi doctor ne usko uski sahi jagah dikha di

Ek aur naye subah ho gaye. Ye subah bhi pehle wali ki tarah hi kuch naya nahi lane wali thi. Ruthven apne kamre me batha apne bare me soch raha tha

Vo kaha se aaya hai, kaise laya gaya hai, kya uska koe parivaar bhi hoga kya uska parivaar usko yaad karta hoga?

Bahut sare khayal ghum rahe the uske dimag me. Ek insaan jisko apne astitav ka kuch nahi pata vo kis muskil ghadi se gujar raha hoga eska andaja hum aap nahi laga sakte

Apni taraf se sari kosis kar raha tha vo ki kuch to pata chale lekin abhi tak aisa ho nahi paya tha. Na to khud ke bare me vo kuch jaan paya tha na hi apne dusmano ke bare me aur na hi apne parivaar ke bare me

Bahut sare permutation combination laga kar usne decide kiya ki sabse pehle doctor se mulakat important hai aur vo bhi kisi ke through

Vo samne se nahi jayega kyuki usme uske expose hone ke chances bahut bad jayenge aur ab usko ye bhi nahi pata tha ki kis parkaar ka khatra vaha mojud hai

Agar vo log ruthven par experiment kar sakte hai to aur kisi par kyu nahi kar sakte? Agar aisa hua aur vaha ek se jada assets hue to akele bina tayari ke jana bilkul bhi samjhdari nahi hogi

Yehi sab sochte hue ruthven badi barike se apna har kadam utha raha hai. Vo florida bhi esliye hi aaya tha nahi to ja to sidha new york bhi sakta tha aur vaha uske sare dusman bhi mojud the lekin aisa kiya nahi usne

Bahut soch vichar kar ke vo so gaya.

Chief- any new information?? Pure staff ke beech me khada hokar usne pucha

Jaha khada tha uske charo taraf bahut badi badi computer screen lage hue thi. Har screen par kuch na kuch alag chal raha tha

Ek jo uske theek samne thi us par bahut sari photos dikh rahi thi. Jisme ek jani pahchani thi aur ek par black photo par question mark laga hua tha

Agent- no sir

Chief- sarm aaye thodi bahut no sir kahte hue? Nahi aaye hogi im sure…

Agent- we are trying sir

Chief- kya karu main tumhre trying ka? Aur kya fayda etni badi agency ka jo ek terrorist ko nahi dund pa rahi?

Agent- mamoli to hai nahi sir. Dunia ka sabse bada terrorist hai

Maya- i beg you pardon but kis basis par aap usko terrorist bol rahe ho?

Chief- maya ab firse suru mat ho jana please

Maya- ek don me aur ek terrorist me fark hota hai. Sayad tumhe eska antar pata nahi hai james

Chief ka asla naam james collins bhule to nahi na?

Chief- maya kaam par dhayan de?

Maya- main yaha kis shart par aaye thi? Yaad hai na? No nonsense no politics. Hum ek spy agency hai jo humare desh ko khatro se bachati hai na ki humare desh ko khatro ke aage khada kar de

Chief- I know where you are going so please stop and focus

Maya- ok. So humare pass jo photo hai vo bahut saal purani hai. A.I ki help se vo ab kaisa dikhta hoga ye sketch banao. Last location jis tower ki thi mujhe vaha par us time kon kon mojud tha un sabki puri kundali chahiye sath me un sab jagah ki bhi jaha par ye black cobra spot hua hai. We have lots of work to do guys so be prepared

Chief- maya a minute please in my cabin?

Aur chief apne cabin ki taraf chala jata hai aur sabko sab kuch samjha kar maya bhi uske piche piche chal deti hai

Maya ek middle aged husan ki devi. Age 40 ke aas pass hogi lekin etni jada fit hai ki koe uski age sakal dekh kar to bilkul nahi guess kar sakta. Har ang apne aap me shresth hai uska. Aur pichwada to yudh karane me kabil hai

Divorce ho chuka hai kyuki dominate karne wali aurat hai. Lekin had se jada intelligent jiski vajah se vo aaj yaha par etni badi spy agency me chief ke bahar wali kursi par batha di gaye thi

In james cabin

Chief- vaha kya kahna chahti thi tum? Tumhe idea bhi hai eska natija kya ho sakta hai?

Maya- files padhi hai maine. Project inhuman,U.S super solider ki. Bahut kuch likha tha usme

Chief- stop right there. Ye baat dobara khule me mat karna maya

Maya- kyu? Tumhe dar hai kahi subject 001 vapas to nahi aa jayega? Ya main kahu ruthven shaw.

Chief- tumhe pata nahi hai kis direction me ja rahi ho tum maya

Maya- dara rahe ho?

Chief- samjha raha hu. Project inhuman humara failure raha hai aur vo ab dafan ho chuka hai to gade murde ab na ukhado.

Maya- james jo ho gaya vo ho gaya lekin agar mujhe jara si banak bhi lagi ki aisa kuch dobara suru hua hai to tumhre hatho se tumhri mayat nikalungi main yaad karna

Chief- main yaad rakhunga lekin tum bhi ek chhij yaad rakhna dobara ruthven shaw ka naam tumhre muh ke bahar nahi nikalna chahiye varna jo tumne kaha same vo main tumhre sath karunga

Interesting update bhai. Next update ka intajaar rahegaa bhai 👌👌👌👌👌👌
 
  • Like
Reactions: Naik

big king

Active Member
621
1,056
123
UPDATE-19
Emma aur ruthven aaj ek restaurant me bathe the. Evening ka time tha. Emma ko ruthven kahi jata dikh gaya aur khul gaye uski lottery

Uske dilo dimag me to ruthven pehli mulakat me hi bas gaya tha. Ab to vohi rahta tha pure time uske dimag me aur eski vajah se uske kaam par bhi effect pad raha tha

Vo ache se concentration nahi kar pa rahi thi aur aaj to use daat bhi sunani padi thi halanki daat ke baad uske senior ne use samjhaya bhi kyuki aaj se pehle kabhi aisa hua nahi tha

Emma ek brillant student rahi thi. Usne kabhi study ya internship ke sath compromise nahi kiya tha esliye uska mind kyu divert hai, koe problem to nahi hai ye sab janane ke liye uske seniors se baat hue thi

Halanki emma ne jada kuch bataya nahi bas juth bol diya ki tabayet kharab hai. Fir jaise hi bahar nikli vaise hi ruthven jata dikh gaya

Sara stress bhul kar ek smile naach gaye uske chand se mukh kar

“Ruthveeennn” vo thodi joor se boli jisko sun ruthven ko mud kar dekna pada

Ruthven- chhila kyu rahi ho? Sun sakta hu main?

Emma- sorry. Ek dam se sarma gaye emma usko khud nahi pata chal raha tha ki vo aise paglo ki tarah kyu chhilaye

Ruthven- lunch is on you today girl

Emma- why?? Why me??

Ruthven- main feminism ko support karta hu. So kal maine khilaya tha aaj tum khilaoge

Emma- fine. Lets go

Ruthven- aise kaun jayega? Smile karo pyaar se request karo tab to samne wala kuch soche. Aisa to ye lag raha hai ki main jabardasti piche pad gaya hu tumhre

Emma- My dear Ruthven. Kya aap mere sath lunch karne ki kripa karoge? Hume bahut acha lagega

Ruthven- better but improvement ki bahut jarurat hai
Aur ruthven aage badh gaya vahi emma ne tej kadam bada kar uski speed match ki aur fir uske hatho me apna hath daal diya

Ruthven ne ek baar emma ki taraf dekha jisne apni najar jhuka li thi aur hatho par pakad tight kar li thi. Chehre par sarm aur muskan ka mila jhula bhaav tha uska

Ruthven ne kuch bola nahi aur bas chalne laga

Ruthven- aaj ka din lagta hai acha nahi gaya?
Kuch der ki khamoshi ke baad ruthven bola

Emma- kya?? Tumhe kaise pata???
Shocked emma ne pucha

Ruthven- chehra padhna janta hu main. Aur muskaan ke piche dukh kaise chhupaya jata hai esko bhi

Emma apne man me lagta to nahi tum chehra padh sakte ho

Ruthven- kuch kaha??

Emma- padh lo chehra mera aur jaan lo

Ruthven- nice. Ladki sikh rahi hai. Good good

Emma- vaise kaha ja rahe the??

Ruthven- kahi nahi. Acting kar raha tha kahi jane ki taki tumhe dikh jau aur tum rok lo mujhe

Emma- acha? Aur kyu rukna chahte the tum?

Ruthven- tumhe nahi pata?
Emma ki aankhon me dekhte hue ruthven bola aur jis tarah se dekha usne ek second ke liye to dhak se ho gaya emma ka dil fir vapas najar jhuk gaye aur “nahi” bas etna bol paye

Ruthven- fir batane ka kya fayda?

Emma- tum chehra pad sakte ho na main nahi? Mujhe kaise pata chalega??

Ruthven- kis restaurant me jana hai?

Emma- jo tumhri aankhon ke samne hai

Ruthven- bola tha padh sakta hu main chehra dekha bina tumhre bole tumhri jagah par le aaya main

Emma- ok my Einstein lets go
Aur dono ander ghus gaye

Jada bheed nahi thi kuch hi log bathe the to emma aur ruthven bhi ek jagah dekh kar kone me bath gaye aur emma ne khane ka order kiya

Ruthven- don’t you think ki jisko aap date par leke aaye ho order usko karna chahiye?

Emma- oh aisa hai kya? Fir to kal meri pasand ka aana chahiye tha? Hai na?

Ruthven- nahi. Since kal mere pass option nahi tha to main apni pasand ka laya lekin aaj tumhre pass bahut options the fir bhi tumne mujhe ek baar bhi nahi pucha. So disappointed

Emma- i am sorry. Acha batao kya khaoge?

Ruthven- ab rahne do. Aise maang kar kuch karana pasand nahi mujhe

Emma- sorry na. Maine socha nahi etna mujhe pata nahi tha tum bura maan jaoge. Main cancel kar deti hu ye wala fir tum order kar dena
Emma ko sach me laga ki ruthven ko bura lag gaya hai aur esliye uska chehra bhi utar gaya tha

Ruthven- its okay. Main bhi to dekhu ladkiyo ko makeup ke alava bhi kuch order karna aata hai kya

Emma- pagal. Blush blush

Kuch hi der me unka khana aa jata hai aur vo khane lagte hai

Ruthven- vaise kaha tak pahuchi?

Emma- kya?

Ruthven- tumhri tumhre role model se milne ki baat?

Emma- i dont know yaar. Abhi ka dekh ke to lagta nahi ki vo log mujhe include karenge bhi ya nahi but i will try my best

Ruthven- you have to aur bhulna mat mujhse kya promise kiya hai tumne

Emma- ha ha nahi bhuli hu. Pehle mera to confirm ho jaye fir tumhe bhi milva dungi

Ruthven- tumhe human experiments ke bare me kitna pata hai?

Emma- matlab?

Ruthven- matlab ki aisa ho raha hai kya? Ki scientist human par experiment kar rahe ho?

Emma- kyu puch rahe ho?

Ruthven- it fascinates me. I mean bahut jagah padha hai but real hai ya nahi eska idea nahi hai

Emma- soviet union ke time par to hota tha aur abhi jaise maine bataya tha ki ek project inhuman ke bare me jiski vajah se sarkaar hi chali gaye thi to kuch na kuch to sachae hogi hi na esme

Ruthven- hmm. Ho sakta hai. Ye jo project tha esme kise ke naam bahar nahi aaye the na?

Emma- agar koe aisa project kar rahe honge to unke pass kitni power hogi? Bahut jada na? To vo apna naam nahi bacha payenge??

Ruthven- but agar government involve hai to opposition bhi to piche pad jayegi?

Emma- politics is not that simple. Koe kisi ke sath nahi hota aur koe kisi ke opposite nahi hota. Har jagah apna fayda dekhte hai log

Ruthven- ye to sachae hai. Tumhre according aise logo ke sath kya karna chahiye?

Emma- mujhe lagta hai unko help ki jarurat hai. Unko kuch mental problem jarur hogi tabhi vo aisa kuch kar pa rahe hai. I dont think koe bhi normal insaan kisi dusre insaan ke sath aisa kar sakta hai

Ruthven- terrorists ke bare me nahi suna kya?

Emma- tumhe dono same lagte hai?

Ruthven- similarities to hai.

Emma- ha hai lekin kya vo mentally stable hai? Unka bhi to brain wash hua hai

Ruthven- acha agar kisi ka brain wash hua hai to kya hum medical science ke jariye use theek nahi kar sakte?

Emma- kosis kar sakte hai but result kya aayega uske bare me sure nahi hai and to be honest result acha aata nahi hai

Ruthven- what about someone jiski memory ja chuki hai? Uske liye kuch hai?

Emma- therapy hai bas but most important ye hai ki vo apne know ya loved ones ke aas pass rahe. Apni jaan pachan ki jagah par rahe. Tabhi kuch ho sakta hai ya fir intezaar. Intezaar karo ki kab uske dimag ki impales me harkat ho aur uski kuch yaad aaye

Emma- now no more stupid questions. You are ruining our date

Ruthven- ohh i am so sorry girl. To kya main apke liye dance kar sakta hu? May be mujra? Aapko acha lagega

Emma- idea bura nahi hai but yaha nahi jab hum dono akele honge tab karna. Bas main dekhna chahti hu tumhe mujra karte hue aur koe nahi

Ruthven- jab hum akele ho? Hai? Kyu akele hona hai?

Emma- pagal

Aise hi khana khatam karte hai fir emma bill pay karti hai aur dono paidal chalne lagte hai

Andhera chah gaya tha aur thandi thandi hawa chal rahi thi. Vaise bhi vaha bahut jaldi andhera ho jata tha

Emma- kitni jaldi time beet gaya na?

Emma- kya hua?

Ruthven edhar udhar dekh raha tha bilkul serious chehra liye

Ruthven- something is not right. Move fast
Aur usne emma ka hath tightly pakad liya aur tej kadmo se aage badhne laga tabhi

Do aadmi aage se do piche se aur do do side se unko gher lete hai. Emma ye dekhte hi buri tarah dar gaye thi kyuki vo log drug addict lag rahe the aur darvane bhi

Vahi ruthven ke chehre par koe emotions nahi the

Ruthven dheere se- daro mat main hu na aur apna ek hath uske baju par lapet leta hai

Aadmi- jo bhi hai bina kisi chalaki ke hume de do. Koe chalaki ki to samjh lena kya ho sakta hai tum dono ke sath

Aadmi 2- abe chutiya hai kya? Kya mast maal hai. Es londo ko yahi nipta kar ladki utha lete hai aur maje karenge. HAHAHAHAHA
Ek shatani hasi hasta hai vo jiske baad emma aur jada dar jati hai

Unke ek ek kadam apne pass aate dekh uski dhadkan bahut tej hoti ja rahi thi aur ruthven par pakad bhi

Khaaaccchhhhh ek aawaz aaye emma ke kaano me aur uska pura chehra khoon se san gaya kyuki jo samne se unhe marne aaya tha chaku se ruthven ne uske hi chaku se uska galaa kaat diya tha

Ek bahut tej chhikh nikli emma ke muh se lekin vaha use sunane wala koe nahi tha

Vohi chaku dusre bande ke dil me utar gaya aur jaise ghuma ghuma kar hum jagah chodi karte hai vaise hi ruthven uske dil me ek rasta bana diya

Piche se ek ne laat mari ruthven ko aur emma thodi door ho gaye

Ab vo ruthven ko saaf saaf dekh pa rahi thi aur uske samne khade do bando ko bhi jinke chehre par gussa bahut jada dikh raha tha

Ahhhhh ek aur tej chhik nikali un dono bando me se ek ke muh se ruthven ne uske hath ko tod diya tha aur vo jaise hi jamin par bathne laga uske gardan mud chuki thi. Baki sareer abhi bhi tadap raha tha usko jo emma ki aankhon ke samne pada tha

Aakhiri ye sab dekh kar bhagne ki sochne laga lekin tab tak bahut der ho chuki thi aur uski pith par etne jada ghaav de diye the ruthven ne ki jagah jagah pichkari ki tarah khoon bahane lag gaya tha aur fir ek aakhiri kick uske sar par maar kar uska bhi ant kar diya ruthven ne

Emma ye sab dekh kar bahut buri tarah dar gaye thi. Uska pura sareer dar ke mare kaap raha tha aur muh pura khoon se sana hua tha

Ek bande ki shirt faad kar ruthven ne jaldi se emma ka chehra saaf kiya aur use leke emma ke flat aa gaya…..
Very interesting update bhai. Next update ka intajaar rahegaa bhai 👌👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍
 
  • Like
Reactions: Naik

parkas

Well-Known Member
30,553
65,881
303

Bahut hi badhiya update diya hai Lone survivor bhai....
Nice and excellent update....
 
  • Like
Reactions: Naik

Asad123456

Member
156
214
43

Nice update bro 💯👍
 
  • Like
Reactions: Naik
Top