- 8,688
- 29,846
- 219
Thank you bhaiWonderful and beautiful update

Ye to sachae hi hai bas rachel ko chhod diya jaye toलड़की खुबसूरत हो और उसे इस पर घमंड भी न हो , यह हो ही नही सकता ।
Bilkul emma achi ladki hai koe sandeh nahi esmeइम्मा खुबसूरत भी है और एक अच्छी लड़की भी । जो लड़की अपने काम से काम रखे , जो सिर्फ अपने एजुकेशन से ही नाता रखे , जो अपने लक्ष्य से कभी भटके नही - उसे अच्छी लड़की नही कहा जाए तो क्या कहा जाएगा !
Yaha par ruthven na to prince charming hai, na sahjada aur na hi Casanova. Bataye kon hai ruthven yaha parलेकिन ऐसी लड़की , ऐसी भली लड़की भी अगर किसी लड़के को देखकर पहली बार मे ही फिदा हो जाए , लड़के के चार्मिंग चेहरे और स्मार्टनेस पर मर मिटे , उससे बातें करने को दिल मचल उठे तो इसका मतलब लड़का भी जरूर प्रिंस चार्मिंग होगा । शहजादा गुलफाम होगा । कैसानोवा होगा या फिर लेडीज मैन होगा ।
Usko abhi pata nahi hai es se kya galat ho sakta hai. Jab jaan jayega tab samjh jayegaखैर जो कुछ भी हो पर रूठवेन साहब के मिजाज लड़कपन से ही आशिकाना लगता है । बातें लच्छेदार और शहद मे डुबोकर करते है ।
Etni aasani se to nahi chhodni chahiye ye journey baki dekhte hai kya chal raha hai ruthven ke dimag meदेखते है इस खुबसूरत हसीना का साथ सिर्फ फ्लाइट जर्नी तक का ही है या अमेरिकन शहर के वादियों तक भी जाने वाला है ।
Thank you so much bhai. Keep supportingबहुत ही खूबसूरत अपडेट भाई।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट।
Nice update...UPDATE-17Flight se utar kar ruthven aage badh gaya. Vahi do sundariyo ko usne abhi ke liye to apne piche hi chhod diya tha. Ek thi susan jo air hostess thi aur dusri emma
Emma ke dimag aur dil me to usne gehri chhap chhod di thi aur vo etni jaldi to ruthven se bahar aane ko rahi. Sayad ruthven bhi yehi chahta tha ki abhi ke liye to vo emma ke dimag se bahar na hi aaye at least jab tak uska kaam na ho jaye
Airport se bahar aakar ruthven kisi safe jagah ki talash karne laga jo use jaldi mil bhi gaye
Uska dimag jiske bare me usko khud jada jankari nahi thi vo uski bahut madad kar raha tha. Use kaha jana hai kaise jana hai kis se baat karni hai kisko apni side lena hai sab uska dimag hi kar raha tha
Abhi bhi usko ek safe house dundne me bilkul bhi mahnat nahi lagi aur usko jagah bhi mil gaye
Room me jake fresh hua fir aage ke bare me plan banane lag gaya
Vaise to vo direct bhi london ja sakta tha jaha sab suru hua lekin usko laga ki vaha se jada acha rahega agar vo thoda door se sab observe kare aur fir dheere dheere aage badhe. Eske liye florida hi usko sabse best jagah lagi
Kuch der tak kaam karta raha fir so gaya
Subah hue aur uske kaano ke bahar police sirens ki aawaz gunjane lagi jise sunte hi vo harkat me aa gaya
Hathiyaar to the nahi uske pass lekin usko hathiyaro ki jarurat bhi nahi thi etni.
Entry exit ke bare me to vo pehle se hi pata laga chuka tha. Khidki se jhaak ke dekha to normal ho gaya kyuki police side wale makaam me kisi ko uthane aaye thi
Jise dekh kar vo vapas aaram se bath gaya fir kuch der baar tayar hoke bahar nikal gaya
Purani filmo ki tarah sar par ek cap lagaye hue thi aur gale me scarf jo thoda bahut to uski pahchan ko chhupa hi raha tha
Pehle to jake kahi kuch khaya fir ek bahut building ke bahar khada ho gaya jake
“ tu bahut kaam aane wali hai mere janeman” vo apne man me badbadaya fir aage badh gaya
Pure din yaha se vaha bhatkate hue usne nikal diya. Kaam hi information etni hi mili use ki ab ye pata chal chuka tha ki konsi jagah kaha hai aur vaha tak kaise kaise jaya ja sakta hai
Uske baad sham ko fir usi building ke bahar khada hogaya. Khud der us building ko nihara aur vaha se apne room nikal gaya
Ruthven ne vaha ek plan banaya aur fir muskurate hue sofe par let gaya aur chhat tadne laga
Uski aankhon ke samne uska plan execute hota use dikhaye de raha tha. Kaise kaise kya hona hai aur uska positive negative kya hai sab kuch bilkul saaf saaf dikhaye de raha tha use
Aise hi dimag lagate hue vo so gaya aur jab ek naye subah hue to aaj chehre par ek alag hi chamak dikh rahi thi. Jaldi hi vo tayar ho gaya. All black me vo kamaal ka lag raha tha
Kapdo se bahut fark pad jata hai. Agar ache se tarike se pahne jaye to vo aapki personality ko alag hi nikhar deti hai
Vahi aaj ruthven ke sath ho raha tha. Aaj vo kahar dha raha tha. Aur ye jaruri bhi tha uska aisa dikhna
Fir bahar nikal gaya. Kisi hotel se khana khaya aur lagbhag 1:30 usi building ke bahar aa gaya jaha pichle din do baar aaya tha
Ek baar charo taraf dekha fir ander ki taraf chal diya
Full protection thi us jagah par. Bahut sare guards the, metals lage hue the, machines thi check karne ki aur kamre to jaise har jagah hi the.
Etne jada camere the ki ruthven bhi us kamro se bachme me naakaam tha
Vo ander ghusa security se check hota hua main premises me aa gaya
Bahut badi building thi aur charo taraf log aate jate dikh rahe the. Kuch sundariya bhi thi vaha par lekin US ki tarah yaha par kapdo me thi ladkiya
Ruthven ne stairs li aur har floor par jane laga. Third par hi use vo mil gaya jiska use intezaar tha . EMMA
EK desk par bathi vo apne kaam me lagi hue thi. Uske sundar lambe baal baar baar uske chehre par aa rahe the jiski vajah se ek cute frustration uske chehre par saaf dikhaye de rahi thi
Dheere dheere chalte hue ruthven uske pass pahuch gaya
“Hungry? I got some food if you want” dheere hi bola taki koe aur nahi sun paye. Ruthven ki aawaz sunte hi emma puri tarah shock ho gaye. Vo uske dimag se abhi tak gaya nahi tha. Usne aakhiri puri raat uske bare me sochte sochte gujar di thi
Abhi bhi vo kaam hi kar rahi thi lekin dimag me ruthven ki chhavi hi chappi hue thi
Ab jab vo uske samne khada tha to kuch jawab nahi de pa rahi thi vo
Ruthven- pata hai kitne efforts laga kar apna kaam chhod kar tumhe date par le jane aaya hu main aur ek tum ho jo kuch bol bhi nahi rahi?
Teda meda chehra bana kar ruthven ne kaha
Emma- wow main i mean vo kaam….
Ruthven- kaam kar rahi thi?? To main chala jau? Aur jo lunch laya tha date ke liye vo bhi le jau?
Emma- nooo. I was just shocked… my shift will end in 30 minutes
Ruthven- part time job?
Emma-no. Fixed 6 hours job. Kisi bhi time start karo uske just 6 hours baad job finish
Ruthven- loved you. I mean loved it
Emma muskuraye. Vo janti thi ruthven kya kar raha hai lekin jo bhi kar raha tha usko to acha hi lag raha tha esliye kuch nahi kaha
Ruthven- so i just have to wait for half an hour? No problem tumhe dekhte hue kab nikal jayega ye waqt pata bhi nahi chalega
Ruthven ne first feka apne sabdo ka jaal jis se emma bach na saki
Emma- just give me a minute
Aur emma vaha se bhag jati hai. Ek minute se bhi pehle bhagte hue hi vapas aati hai “ lets go” aur apna samaan bag me dalne lagti hai
Ruthven- but abhi to time hai?
Emma- kal kar lungi cover aadha ghanta hi to hai
Aur muskurate hue ruthven ka hath thame bahar ki taraf chalne lagti hai
Ruthven- okaayy but why are you so desperate??
Ruthven ne majak ne bola to emma ki sarm se aankhen jhuk gaye
Ruthven- bataya nahi tumne?
Emma- firse pareshan kar rahe ho na?
Ruthven- nahi really. Main to lunch sath leke aaya tha. Ab mujhe nahi pata kaha jana hai
Emma- i know a place
Ruthven- your place right?
Emma- tum kabhi galat ho sakte ho?
Ruthven- tumhe pata hai na akele ladka ladki ek room me kya karte hai?
Emma- mujhe nahi pata aur na mujhe janana hai. Aaj ek ladka aur ladki ek room me lunch karenge aur bahut sari baatein bas
Ruthven- aisa hai kya?
Emma- kabhi to sidhi baat kar liya karo?
Kyu pareshan karte ho mujhe?
Ruthven- sidhi baat karunga to tumhre chehre par ye sarm ki laali kaise la paunga? Eske bare me bhi to sochna padta hai mujhe
Emma- pagal. Blush
Aise hi vo emma ke flat par aa gaye. Jada bada nahi tha lekin chhota bhi nahi tha. Aur jaise humesha ladkiya apne kamre ko saja kar rakhti hai theek vaise hi emma ne bhi bahut khubsurati se sab kiya hua tha
Ruthven- not bad ha?
Emma- kal hi to aaye hu. Ek raat me jitna hua manage karne ki kosis ki. Next time aaoge to better lagega
Ruthven- aur yahi ruk jau to?
Emma- half rent dena padega. Hehe
Ruthven- tumhe free me mil raha hai tumhri company se aur mujhse rent maang rahi ho? Not fair emma
Emma- to?? Main vaha kaam karti hu esliye mila hai. Tumhe rahna hai to batao
Ruthven- fir ye jamana kya kahega? Kahi main badnaam na ho jau??
Emma- pagal
Ruthven muskurate hue khana ek table par lagane lagta hai aur emma uski help karne
Emma- lagta nahi na koe etni jaldi aapke etna kareeb bhi aa sakta hai?
Ruthven- kaun aa gaya aapke kareeb? Mujhe pehle bata dena faltu me waqt kharab na ho
Emma bas muskurae aur fir dono lunch karne bath gaye
Emma- yaha kis kaam se aaye ho?
Ruthven- tumhre sath lunch karne
Emma- nahi i mean job se related kuch hai ya aur?
Ruthven- banjara hu. Yaha vaha ghumta hu
Emma- fir to yaha se bhi chale jaoge?
Ruthven- rukne ki vajah hogi to ruk bhi sakta hu
Emma(blush)- batao na kya kaam karte ho?
Ruthven- human behaviour par research karta hu. Esliye alag alag logo se milna pasand hai
Emma- waw quite similar to my job
Ruthven- dekha hum me kitni similarities hai? Vaise kya job hai tumhri? Main bhul gaya sayad
Emma- mera bhi kuch kuch tumhra jaisa hai. You know confidential hai esliye bata nahi sakti
Ruthven- human weapons to nahi bana rahi ho tum? Should i be scared?
Emma- hehe. Ho bhi sakta hai aur ha mujhe darke rahna main bahuy khatarnaak hu
Ruthven- lagta to aisa hi hai. Bas ek baar meri kuch meetings fix ho jaye fir dekhna kaha pahuchta hu main
Emma- kis se hai meetings?
Ruthven- human behaviour me sabse jada researched person kaun hai? Tum to janti hi hogi?
Emma- i know vo kaun hai but I promise tumse pehle meri mulakat hogi unse
Ruthven- acha? Lagta hai tumhri to fix bhi ho chuki hai meeting. Sala government ke sath kaam karta to mujhe bhi etna nahi bhagna padta
Emma- don’t worry tumne lunch khilaya hai mujhe to main unse tumhre bare me baat karke dekhungi. May be vo agree ho jaye
Ruthven- then you will owe me a kiss…..
Bahut hi badhiya update diya hai Lone survivor bhai....UPDATE-17Flight se utar kar ruthven aage badh gaya. Vahi do sundariyo ko usne abhi ke liye to apne piche hi chhod diya tha. Ek thi susan jo air hostess thi aur dusri emma