• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Ajeeb si love story (completed)

Notebook

Active Member
1,511
3,006
143
Update # 17

Himansh- tum jab chaho yahan aa sakti ho Pari aur tum bahut khus naseeb ho .

Himansh uth kar chala gaya jab ki Pari uski baat ko samjh kar sakte me baithi rah gayi .

Pari ke liye Himansh ki baatein achambhit kar dene wali thi . Uski baaton ka jo bhi matlab nikal raha tha wo samajh kar bhi Pari usase anjan bani rahna chahti thi lekin uske pet me ajeeb si gudgudi ho rahi thi Himansh ki kahi gayi baaton ko yaad karke .

Himansh to muskurata hua apne bed room me chala gaya tha jabki Pari kaam karne me lag gayi thi lekin jab jab aaina uske samne aata wo khud ko hi dekh kar sharma uthti thi . Wo khud hi nahi samjh pa rahi thi ki use ho kya raha hai . Kyu Himansh ka muskurata hua chehra baar baar khayalon me aakar uski bechaini badha raha tha . Khud se hi poonchhne lagi wo ,

Pari- uff ye mujhe kya ho raha hai . Mai Himansh sir ke bare me aise soch bhi kaise sakti hoon . Mujhe khud ko rokna hoga yaar par jab jab wo meri side dekh kar smile karte hain meri heartbeat kyu badh jati hai . Itni thand me bhi paseene kyu aane lagte hain . Ek kaam karti hoon mai unki side dekhungi hi nahi . Haan haan ye theek rahega .

Pari khud se baatein kar rahi thi , usko andaja bhi nahi raha ki Himansh aa kar uske peechhe khada ho gaya .

Himansh- tum khud se bhi baatein karti ho ?

Pari- n nahi to mai to sheeshe se baatein kar rahi thi .

Himansh- chalo tumko Dr ke paas le chalu lagta hai tumhare sir ki chot abhi theek nahi huyi:lol:

Himansh ne Pari ke kareeb jakar kaha .

Pari- hmm le chalein aap mujhe lekin ilaj pahle aap karwaiyega . Aap ko jyada jarurat hai .

Himansh- mujhe kya hua hai :hmm:

Pari- aaj ki ghatna ?

Himansh- shut up Pari aur dobara bolna bhi mat ye . Jaan le loonga agar kisi ne tumko kuchh kaha samjhi .

Himansh ne gusse se kaha

Pari- sorry mera matlab wo nahi tha, :(

Himansh- janta hoon ki tum dhakkan ho .

Pari- dhakkan nahi hoon mai :beee: lekin aap mere liye kab tak ladenge sab se mai to is poori duniya me akeli hoon khair next time mai khud ladoongi :flex: mai itni bhi kamjor nahi hoon:evillaugh:

Pari wapas apne kaam me jut gayi par Himansh ka dil ab Pari me doobta ja raha tha .

Himansh- sari jindgi ladoonga . Antim saans tak ladoonga . Tumhari jimmedari ab meri hai bas tumko kaise kahoon ki mai tumse bahut bahut jyada wala pyar karta hoon .

Himansh khud se to is pyar ko sweekar kar chuka tha par Pari se kahne ki himmat usme nahi thi .

Pari aur Himansh ek doosre ko door se dekh kar hi aah bhar rahe the . February ki gulabi thand aur ye parwan chadhta ishq behad khushnuma ho gayi thi dono ki sham aise me long drive ki hasrat liye Himansh ne Pari se poonchha .

Himansh - Pari ghoomne chalein ?

Pari- nahi mujhe wapas bhi to jana hai .

Himansh- kal chali jana .

Pari - koi majjaq hai kya sir . Aunty ko kya bolungi ? Aap ko pata hai sab mere bare me buri baatein sochne lagenge :(

Himansh- ek din me kya ho jayega :(

Pari- ladki hoon sir . Raat Raat bhar bahar rahne par log mere character par hi finger put on karne lagenge . Aisi galti hi kyu karna .

Himansh- are haan bilkul sahi kah rahi ho . Ok chalo tumko drop kar deta hoon .

Pari- are abhi thoda ruk sakti hoon itni kya jaldi hai .

Himansh- nahi tumko koi kuchh bol dega . Chalo abhi .

Pari samjh gayi ki Himansh ko bura lag chuka hai lekin Par kar bhi kya sakti thi . Apni hand bag lekar chal padi Himansh ke peechhe peechhe . Parking me bhi Himansh muh fulaye raha . Pari bhi kuchh nahi boli . Kya karti wo use to " manana hi nahi aata tha kyu ki usase to koi pahli baar rootha tha " . Himansh ki building se Pari ke orphanage tak dono chup chap baithe the lekin iske baad jo hua wo aur bhi chaunkane wala tha .

Himansh ne Pari ke orphanage ke samne car roki hi nahi aur seedhe chalta raha . Pari ne jab use rokna chaha to uske chehre ki shararti smile dekh kar kuchh bhi nahi bol saki sir sharma kar window se bahar dekhne lagi .

Himansh Pari ko lovers point wali pahadi par le gaya . Yahan ka khoobsurat najara pyar bhare dilon ko aur bhi muhobbat se bharne wala tha . Bahut khush thi Pari Himansh ki ankahi muhobbat ki sohbat me lekin abhi uski pareshaniyon ka ek daur aur bhi bacha hua tha jo jald aane wala tha .
 
Last edited:

Aryan s.

Active Member
744
1,383
139
:applause: :applause:
Such a superb story...
Beautifully written....
Pari is too cute and innocent....
Lekin lagta hai Reveka chup ho kar baithni wali ladki nahi hai....
Keep it up...
:thanks: for such a beautiful story
 
Assassin

Staff member
Moderator
4,493
3,977
159
Update # 17

Himansh- tum jab chaho yahan aa sakti ho Pari aur tum bahut khus naseeb ho .

Himansh uth kar chala gaya jab ki Pari uski baat ko samjh kar sakte me baithi rah gayi .

Pari ke liye Himansh ki baatein achambhit kar dene wali thi . Uski baaton ka jo bhi matlab nikal raha tha wo samajh kar bhi Pari usase anjan bani rahna chahti thi lekin uske pet me ajeeb si gudgudi ho rahi thi Himansh ki kahi gayi baaton ko yaad karke .

Himansh to muskurata hua apne bed room me chala gaya tha jabki Pari kaam karne me lag gayi thi lekin jab jab aaina uske samne aata wo khud ko hi dekh kar sharma uthti thi . Wo khud hi nahi samjh pa rahi thi ki use ho kya raha hai . Kyu Himansh ka muskurata hua chehra baar baar khayalon me aakar uski bechaini badha raha tha . Khud se hi poonchhne lagi wo ,

Pari- uff ye mujhe kya ho raha hai . Mai Himansh sir ke bare me aise soch bhi kaise sakti hoon . Mujhe khud ko rokna hoga yaar par jab jab wo meri side dekh kar smile karte hain meri heartbeat kyu badh jati hai . Itni thand me bhi paseene kyu aane lagte hain . Ek kaam karti hoon mai unki side dekhungi hi nahi . Haan haan ye theek rahega .

Pari sheeshe me dekh kar khud se baatein kar rahi thi , usko andaja bhi nahi raha ki Himansh aa kar uske peechhe khada ho gaya .

Himansh- tum khud se bhi baatein karti ho ?

Pari- n nahi to mai to sheeshe se baatein kar rahi thi .

Himansh- chalo tumko Dr ke paas le chalu lagta hai tumhare sir ki chot abhi theek nahi huyi:lol:

Himansh ne Pari ke kareeb jakar kaha .

Pari- hmm le chalein aap mujhe lekin ilaj pahle aap karwaiyega . Aap ko jyada jarurat hai .

Himansh- mujhe kya hua hai :hmm:

Pari- aaj ki ghatna ?

Himansh- shut up Pari aur dobara bolna bhi mat ye . Jaan le loonga agar kisi ne tumko kuchh kaha samjhi .

Himansh ne gusse se kaha

Pari- sorry mera matlab wo nahi tha, :(

Himansh- janta hoon ki tum dhakkan ho .

Pari- dhakkan nahi hoon mai :beee: lekin aap mere liye kab tak ladenge sab se mai to is poori duniya me akeli hoon khair next time mai khud ladoongi :flex: mai itni bhi kamjor nahi hoon:evillaugh:

Pari wapas apne kaam me jut gayi par Himansh ka dil ab Pari me doobta ja raha tha .

Himansh- sari jindgi ladoonga . Antim saans tak ladoonga . Tumhari jimmedari ab meri hai bas tumko kaise kahoon ki mai tumse bahut bahut jyada wala pyar karta hoon .

Himansh khud se to is pyar ko sweekar kar chuka tha par Pari se kahne ki himmat usme nahi thi .

Pari aur Himansh ek doosre ko door se dekh kar hi aah bhar rahe the . February ki gulabi thand aur ye parwan chadhta ishq behad khushnuma ho gayi thi dono ki sham aise me long drive ki hasrat liye Himansh ne Pari se poonchha .

Himansh - Pari ghoomne chalein ?

Pari- nahi mujhe wapas bhi to jana hai .

Himansh- kal chali jana .

Pari - koi majjaq hai kya sir . Aunty ko kya bolungi ? Aap ko pata hai sab mere bare me buri baatein sochne lagenge :(

Himansh- ek din me kya ho jayega :(

Pari- ladki hoon sir . Raat Raat bhar bahar rahne par log mere character par hi finger put on karne lagenge . Aisi galti hi kyu karna .

Himansh- are haan bilkul sahi kah rahi ho . Ok chalo tumko drop kar deta hoon .

Pari- are abhi thoda ruk sakti hoon itni kya jaldi hai .

Himansh- nahi tumko koi kuchh bol dega . Chalo abhi .

Pari samjh gayi ki Himansh ko bura lag chuka hai lekin Par kar bhi kya sakti thi . Apni hand bag lekar chal padi Himansh ke peechhe peechhe . Parking me bhi Himansh muh fulaye raha . Pari bhi kuchh nahi boli . Kya karti wo use to " manana hi nahi aata tha kyu ki usase to koi pahli baar rootha tha " . Himansh ki building se Pari ke orphanage tak dono chup chap baithe the lekin iske baad jo hua wo aur bhi chaunkane wala tha .

Himansh ne Pari ke orphanage ke samne car roki hi nahi aur seedhe chalta raha . Pari ne jab use rokna chaha to uske chehre ki shararti smile dekh kar kuchh bhi nahi bol saki sir sharma kar window se bahar dekhne lagi .

Himansh Pari ko lovers point wali pahadi par le gaya . Yahan ka khoobsurat najara pyar bhare dilon ko aur bhi muhobbat se bharne wala tha . Bahut khush thi Pari Himansh ki ankahi muhobbat ki sohbat me lekin abhi uski pareshaniyon ka ek daur aur bhi bacha hua tha jo jald aane wala tha .
Dil ki dhadkane thama dene wala, chehre pe muskurahat chhod Jane wala update tha bhai :love: bohot kam baar aisa hota he ke koi kahani padhte padhte usme Dub jata he aur khud ko usi kahani ka hissa samazne lagta hai :applause: you're going good :dj: keep writing
 
  • Like
Reactions: Notebook

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,339
259

wooooow superb, loving update hai bhai
isska intezaar tha mujhe ke kab donon ek dusre ko pyar bhari nazron se dekhe
kab ek dusre ko samajh mein aaye ke donon ek dusre ko chahne lage hein...
chalo yeh to shuru ho gaya
magar ab kia yaar kaun si pareshani ane wala hai ab donon ke beech ,
yeh kia pareshani ko suspense bana ke rok diya update ko bhai
aap ne bahut hi achi tarike se sab kuch likha hai bai mujhe baot passand aya.... bus ek choti si baat hai jiss ke baare mein aap ko ek pm kar raha hoon :D
keep it up bro :thumbup:
 
  • Like
Reactions: Notebook

Notebook

Active Member
1,511
3,006
143
Mast update hai,
Dekhate hai ye kis tarah se pareshaniyon ka mukabala karte hai. Waiting for more
Please thoda bada update diya karo itne se man nahi bharta.
Thanks:yo: mukabla karna to ishkzadon ka naseeb ban chuka hai :D bada chhota update ho hi ja raha hai :D Poori try rahegi bada karne ki :dost:
 
Top