Yar mai aik aisi kahani dhoond raha hun jo maine yahe parhi thi thakur type ki thi pr ab mil nahi rahi us kahani mai
1. Aik ladka apni nanai ya daadi ka sth rehta hai maa baap nahi hote
2. Jis se pyaar krta hai us shaadi nahi hoti baad mai pehli biwi shaadi krwa ti hai pari naam hota hai shyd or dctr hoti hai
3. Jis se pehli shaadi hoti hai wo itefaq hota hai bua ki waja se krta hai or wo iska buisness sambhaalti hai
Bas ye kuch cheeze yaad hai iska naam ya kahai ka link shar ekrdo