• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Bollywood : Ek Randikhana

Ilokli

New Member
76
102
34

Machine ka Prayog
Bholu ke haath machine toh lag gayi thi par usse yeh samajh nahi aa raha tha ki aisa sach mai ho bhi sakta hai yaa nahi. Yaa phir yeh machine mehez ek jhoot hai. Ab yeh pata karne ka toh ek hi raasta tha ki uss machine ka kisi par istamaal karke dekha jaaye. Aur Bholu ko iske liye ek perfect insaan ko jaanta tha. Bholu soch raha tha ki agar iss machine ka istamaal vo vani par karega toh voh usko vash mai karke khudko pyaar karne par majboor kar sakta hai par agar galti se bhi yeh machine bekaar nikli toh voh kahi ka nahi bachega. Bholu bahut hi jyaada tension mai tha ki ab voh aise mai kya kare. Phir Bholu sochta hai ki voh kyu na isse ekbaar jashan par try kare aakhir vo itna mandbuddhi aur moorkh hai ki voh kuch na samajh paayega aur Bholu aaram se usse apni baato mai uljha kar machine ko test kar sakta hai. Ab Bholu seedha class mai jaata hai aur Jashan ko thodi der ke liye bahar bulata hai. Aur usse kehta hai.
Bholu - Yaar Jashan mere haath na bahut kamaal ki machine lagi hai isse tum apni affection rate ko dugana kar sakte ho jisse log tumhe pasand karne lagenge aur ladkiya tumpe marne lagengi aur tumse pyaar karne lagengi yaha tak ki beenish bhi.
(Bas idhar hi jashan pighal jaata hai kyunki voh beenish ko bahut pasand karta tha aur beenish par uski bahut zyada hawas thi)
Jashan - Kya sach mai aisa ho sakta hai.
Bholu - Haa iske manual mai aisa likha toh hai.
Jashan - Chal phir mere upar iss machine ko try kar.
Bholu - Thik hai.
Aur Bholu uss machine ko jashan ki taraf point karke chala deta hai. Aur jashan vash mai aake bolta hai kya hukum hai mere maalik.
Aur Bholu jashan ko poori tarah se hypnotise nahi karta aur band kardeta hai.
Jashan- Kaam Hogaya ?
Bholu - Machine ke hisaab se toh hogaya. Ab ek baar test karke dekh.
Aur Jashan seedha beenish ke paas chal deta hai aur uska haath pakad leta hai aur itne mai hi beenish uske gaalo pe ek zordaar thappad raseed kardeti hai. Aur kehti hai "Shakal dekhi hai toone apni mote lambe badsurat saand saala ek class mai 3 baar fail ho chuka hai aur mujh jaisi padhi likhi hamesha awal rehne vaali husnmalika ka haath pakad raha hai. Jaake apni shakal dekh pehle teri aukaat nahi hai mere aas paas bhatakne ki bhi haath pakadna toh bahut door ki baat hai." Aur itne mai hi saari class hasne lagti hai aur jashan ko bahut hi jyada apmaanit mehsoos hota hai. Aur voh yeh pratigya karta hai ki voh Bholu se apna Badla lekar rahega par dusri aur Bholu ko yeh yakeen hogaya tha ki yeh machine sachme kaam karti hai. Aur ab voh kuch bhi kar sakta hai. iSs machine ki madat se.

TO BE CONTINUED.....

  • Like
Reactions: Naik

Naik

Well-Known Member
20,207
75,226
258
Badhiya
Machine tow kaam ker rahi h lekin Bholu jashn ki ego hurt ker di dekhte h jashn kia kerta h or bholu bhai pehla shikar kiska kerte h
Shaandaar update
 
227
674
93

Dekhte ha ab ya kispa use karta ha.
Next update thoda bada and jaldi dena please.
Ilokli
 
Last edited:

Ilokli

New Member
76
102
34

Badlav
Yeh yakeen hojaane ke baad ki machine sachme kaam karti hai Bholu bahut jyada khush hojaata hai aur har tareeke ki cheezo ke baare mai sochta hai jo voh iss machine ki madat se paa sakta hai. Bholu ab seedha principal office mai jaata hai. Aur Principal ma'am ko apne vash mai karleta hai aur hukum deta hai -:
Bholu - Ab tum mere vash mai ho mere adheen ho.
Principal - Ab mai poori tarah se aapke vash mai hu.
Bholu - Ab tum mere adheen ho aur meri har aagya ka paalan karogi.
Principal - Ab mai aapki har aagya ka paalan karungi janab.
Bholu - Thik hai toh ek resignation letter taiyaar karo aur apni principal ki position se resign kardo aur mujhko naya principal appoint karo.
Principal - jo hukum mere aaka.
Aur principal apna resignation letter aur Bholu ka appointment letter taiyaar karne lagti hai .
Bholu - Ab aayega naa maza jab mai principal banunga aur mere haath mai poori power hogi aur usse mai jo chahu voh kar sakunga.
Bholu - Oye sun mai jaa raha hu thoda tehelne jab tak tu letter taiyaar kar aur mic pe announcment kar.
Aur phir Bholu corridoor mai nikal padta hai tabhi usko satyendra sir milte hai voh usko rokte hai -:
Satyendra - Ae kaha ghoom raha hai tu.
Bholu - Chal chal aukaat mai reh jaanta nahi hai kisse baat kar raha hai tu.
Satyendra - Ae behen ke lode pagal hogaya hai kya.
Bholu - Saale gaali kisko de raha hai.
Satyendra - Abey madharchod nikal yaha se apni class mai jaa.
Bholu - Behen ke lode apne baap ko gaali de raha hai.
Satyendra - Abey hai kon tu .
Bholu - Iss school ka naya principal hu .
Satyendra - Acha aur satyendra hasne lagta hai.
Bholu - Abey jaa chala jaa chod raha hu tujhe saste mai.
Aur satyendra aur zor hasne lagta hai aur Bholu ke gaal par ek zordaar tamacha maar deta hai.
Aur tabhi announcement hoti hai ki Bholu abse school ka naya principal hai.
Aur yeh sunkar satyendra ki fat jaati hai aur voh Bholu se maafi maangta hai par Bholu usse maaf nahi karta voh usko saza deta hai.
Bholu - Mai tumhare behaviour se khaasa pareshan hu jab tum principl se iss tareeke se baat karte ho toh school ke students ka kya karte honge. Mai aapse behad dukhi hu aapko ek teacher banne ka koi haq nahi hai aur aapko tameez sikhaana behad zaroori hai isliye aajse aap teaher nahi school ki maid hai aur ab maid ke kapde hi pehnenge aur girl washroom ki saaf safai karenge.
Satyendra - Ji sir.
Aur Bholu zor se hasne lagta hai aur apne room mai yaani principal office mai jaata hai aur principal ko dismiss karta hai aur kuch naye rules ke baare mai sochne aur banane lagta hai.

TO BE CONTINUED
 
Ilokli great update but was to short will be looking forward how as a principal bholu sab ka maja lega
 
Top