• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest BHEEMA THE WARRIOR (completed)

Sunil20121995

Active Member
840
3,644
139
UPDATE 7
raat mein jab main soya hua tha
toh mujhe bahut bechaini ho rahi thi
dil ghabra raha tha pata nahi kyun
subah hum wahan se nikal gaye

chanda wahan se jaate hue
gaon ke raasto ko dhyan se dekh rahi thi
uski aankho se aansu behne lage

tabhi preet ne chanda ke kandho pe hath rakhkha

preet..ab rone ka nahi
jindagi jeene ka waqt hai

chanda..aapka bahut bahut shukriya maalkin

preet..ab tum kisi ki ghulam nahi rahi
isi liye ab tumhara na koi maalik hai
aur na tum kisi ki ghulam ho


chanda kuchh nahi boli
aur phir hum pahunch gaye
apne gaon
main jaise hi gaadi se neeche utra
meri najar window pe padi

wahan payal khadi mujhe hi dekh rahi thi
main apni najrein fer liya
aur phir chanda ko leke apne room mein aagaya

room mein aate hi chanda chaunk gayi
kyunki mera room kisi naukar ka room toh nahi tha
woh bilkul aisa hi room tha
jaisa haveli waalo ka room tha

chanda..aap ghulam hi hain na

main..kuchh aur baat karo yaar
yeh maalik aur ghulam ke alawa
kuchh aur sujhta hai ki nahi

chanda..jee maaf kar dijiye

main..kuchh din mere sath hi raho tum
uske baad gaon mein ek ghar dilwa dunga
aur naukri bhi lagwa dunga

chanda kuchh nahi boli
aur phir neeche zameen pe baith gayi


preet apne room mein leti hui thi
itni der ke safar se woh thak chuki thi
tabhi room mein thakur ki badu bahu
ritika aayi

preet use dekhke uth gayi
woh dono ek dusre ke saamne baithi hui thi

ritika..toh kaisa raha tumhara safar

preet..achcha tha didi

ritika..plan kamyab hua

preet..jee

Ritika..iska matlab ab meri baari hai

preet..sabar nahi ho raha hai na didi

ritika..shut up

preet..bheema jaisa mard duniya mein koi nahi hai

Ritika..tumhare maayke mein tumhare aur bheema ke beech jo bhi hua
woh wohi khatam ho gaya
yahan woh sab karne ke baare mein sochna bhi mat

preet..yahi baat bheema ne bhi mujhe boli

Ritika..theek hai ab aaram karo
aur yeh bheema ke sath kaun ladki hai

preet..woh humare ghar mein ghulam thi
bheema ne use azaad karwa diya

Ritika..aur itni asaani se use azaad kar diya tumhare ghar waalo ne

preet..haan usmein kya hai

Ritika..aaj main saasu maa se sab baatein kar lungi
tumse agar woh puchhein toh bas haan keh dena

preet..ek baat bataiye mujhe toh saasu maa roz taane maarti hain
surjan ki dusri shaadi karne ki dhamki deti hain
isi liye maine yeh raasta apnaya

Ritika..main apne pati se bahut pyar karti hoon
pichhle 7 saalo mein ek baar bhi unhone mujhse kabhi koi shikayat nahi ki
lekin ab mujhe unki aankhon meinn
mayusi dikhti hai

preet.. lekin problem agar jeth ji mein hai
toh aap unhein ilaaj karwane ko kyun nahi kehti

Ritika..is maamle mein har mard ek jaise hote hain
woh kabhi nahi maan sakte
ki kami unmein hai
ab yeh sab baatein chhodo
main jaa rahi hoon saasu maa ke paas

preet.. theek hai aap jaaiye
main so rahi hoon

aur Ritika wahan se nikalke
apni saas ke paas pahunchi
jo tv serial dekhne mein busy thi

Ritika.. maa aapse kuchh baat karni hai

meenakshi..sun rahi hoon beta

Ritika..woh America se meri ek dost aayi hai
aur usne mujhe kuchh bataya hai

meenakshi..kya bataya hai

Ritika..usne mujhe bataya ki woh mere baanjhpan ka ilaaj kar sakti hai

meenakshi..kya

Ritika..haan maa
usne kaha hai ki use bas 15 din chahiye

meenakshi.. tumhein jaisa theek lage kar sakti ho

Ritika..kya main preet ko bhi kal apne sath le jaaun

meenakshi.. pehle mujhe us doctor se baat karao

Ritika ne number dial kiya
aur phir phone meenakshi ki taraf badha diya
sab kuchh achche se puchhne ke baad
meenakshi ne phone ritika ko wapas de diya


meenakshi..theek hai tum use bhi apne sath le jaana

ritika wahan se chali gayi

tabhi wahan ranjeet singh ki dusri biwi
Chandrika aagayi

chandrika..kya hua didi aap pareshan dikh rahi ho

meenakshi..badu bahu keh rahi thi
ki uski ek dost doctor hai
jiske paas uske baanjhpan ka ilaaj hai
woh use 15 din mein theek kar degi

yeh sunke chandrika ki aankhein fati ki fati reh gayi

didi yeh tum kaisi baatein kar rahi ho
tumhari dono bahu baanjh nahi hai
tumhare dono bete pet se karne layak nahi hai
maine hi toh unhein aisa banaya hai
taaki woh waaris na paida kar paayein
aur thakur sahab mujhe chhoti najar se na dekhein
jarur tumhari dono bahu kahin munh kaala karwane jaa rahi hoon
ab maza aayega
chandrika man mein yeh sab soche jaa rahi thi

tabhi meenakshi ne use awaj diya

meenakshi.. kya hua chhoti

Chandrika.. kuchh nahi didi
main toh bhagwan se prarthna karti hoon
ki dono bahu jald jald se humein waaris de dein


main apne room mein baitha hua tha
chanda tv dekhne mein busy thi
tabhi munimjee room mein aagaye

main unhein dekhke khada ho gaya

munimjee..bheema tumhare pita ab is duniya mein nahi rahe

main..toh

munimjee..toh tumhein meri sath chalna hoga

main..kahan

munimjee..aaj bahut sawal kar rahe ho

main.. main wahan jaake kya karunga

munimjee..apne pita ki chita ko agni doge
aur kya karoge

main.. kyun

munimjee.. kyunki tumhare alawa tumhare pita ka koi aur beta nahi hai
ab beti toh chita ko agni nahi de sakti na

main..main nahi jaaunga

munimjee.. thakur sahab ka hukm hai

main bina kuchh kahe munimjee ke sath nikal pada

kuchh der baad hum kisi ghar ke bahar the

andar se zor zor se rone ki awaj aarahi thi

main..seedha shamshan hi chalte
yahan kyun leke aaye hain

munimjee.. apne pita ke shav ko kandha bhi toh dena hai tumhein

man kiya munimjee ke daant tod doon
lekin main unhein kuchh nahi bol sakta tha
unhone mujhe woh pyar diya tha
jo bachpan mein bachcho ke liye shayad jaruri hota

aur munimjee mujhe leke andar gaye

safed kapde mein lipta mere so called pita ka shav rakhkha hua tha

aur usee lipatke 3 ladki aur ek aurat roye ja rahi thi
kuch mard bhi ro rahe the



phir sabne kaha ki ab shamshan chalna chahiye leke

tabhi sabki najar munimjee pe padi
munimjee ko sabne parnam kiya

munimjee..geeta tumhara beta aaya hai

use apne pita ka chehra dikha do

Geeta
175628063_256086022523930_3961578102797015303_n.jpg

yeh sunke sab meri taraf dekhne lage
us aurat ne mujhe dekha
aur dekhti rahi

tabhi sabse chhoti waali
aake mujhse lipat gayi
aur rone lagi

main use apne aap se alag nahi kar paaya

tabhi us aurat ne kapda hataya
aur us insaan ka chehra dekhke
main shocked reh gaya

yeh nahi ho sakta
gurudev


15 saal pehle
surjan ne mujhe bahut maara tha
mere sharir mein dard ho raha tha
koi nahi tha
jo mere is dard ko khatam kar sake
main tadap raha tha

tabhi mere kandhe pe kisi ne hath rakh diya
main apni mundi uthake dekha
toh ek budha insaan the
jiske hath mein laathi thi

main..aap kaun hain

main tumhara apna hoon

main..yeh apna kya hota hai

unhone mujhe dekha
aur mere sar pe hath fer diya

apna use kehte hain jo bure waqt mein sath nahi chodta

main..aap mere apne kaise hue
tab kahan the
jab surjan ne mujhe jaanwaro ki tarah maara
pichhle do din se maine kuchh nahi khaaya
aisa lagta hai ki pichhle janam mein maine bahut paap kiye the
isi liye mujhe yeh saza mil rahi hai

kahan dard ho rha hai

main..poori sharir mein

unhone mere sar pe hath rakhkha
aur kuvhh hi palo mein mera dard khatam ho gaya

ab bhi dard ho raha hai

main apna sar na mein hila diya

ab main chalta hoon

main..aap kahan jaa rahe hain

kuchh jaruri kaam hai

main..phir aap kab aayenge

jab tum bulaoge

main..main toh aapka naam bhi nahi jaanta

tum jo chahe mujhe bula sakte ho

main..main aapko kya bulau
rishto se mujhe nafrat hai
haan main aapko gurudev bulaunga

theek hai apna khyal rakhna
phir woh gayab ho gaye
unke gayab hote mere saamne khaane ki plate aagayi
itna bada plate tha
ki usmein kayi tarah ka khaana tha
aaj se pehle main aisa khaana nahi dekha tha
main khaane laga
aur jaise hi mera pet bhar gaya

plate gayab ho gayi.....
 
Last edited:

Bunny..

🅒︎🅞︎🅞︎🅛︎
1,188
5,121
143
lajwab superbbbb awesome fabulous fantastic update............
keep posting bhai.............
waiting for next update...........
 
Top