• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Bepanaah Ishq (Completed)

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
14,958
38,048
258
Update 66
Nandini: Toh kaisa raha tumdono ke college ka pehla din.

Dono: Achha thaa.

Nandini: Aur Sonal kaisa laga surprise.

Sonal: Bahot jorr ka laga. Main inko waha dekh kar bahot shock hogyi thi.

Nandini: Hasne lagti hai. Chalo ab fresh hojao aur lunch karlo.

Sonal: Jii. Yeh bol Sonal apne kamre mein jaane lagti hai toh Nandinj usko rokhti hai.

Nandini: Waha kaha jaarahi ho Sonal.

Sonal: Apne kamre mein bhabhi.

Nandini: Woh ab tumhara kamra nhi hai. Waha toh tum bas isiliye thi ke tumhe sidiyan na chadni padhe. Par ab tumhare pairr thikk hogaye hai isiliye tumhara samaan upar ke kamre mein shift kardiya gaya hai.

Sonal: Par iski kyaa jarurat thi bhabhi. Main yaha thikk thi.

Nandini: Woh kamra guest room hai Sonal. Aur tum koi guest nhi ho balki humari family member ho. Isiliye ab koi sawaal jawaab nhi. Chalo tumhe tumhara naya kamra dikha deti hu.

Sonal bhi chup chaap Nandini ke saath chali jaati hai.

Nandini: Yeh hai tumhara naya kamra. Aaj se tum yehi rahogi. Pasand aaya. Phir mann mein bolti hai. Jab tak tumhari yaadash wapas nhi aajati.

Sonal: Yeh kamraaaa.

Nandini: Kyaa hua pasand nhi aaya.

Sonal: Nhi aisi baat nhi hai. Kamra bahot achha hai. Par bahot jaana pehchana lag raha hai. Pata nhi kyo iss ghar ki harchiz har kona mujhe bahot jaana pehchana lagta hai.

Nandini: Mann mein. Aakhir jaana pehchana kyo nhi lagega Sonal. Yeh tumhara ghar hai. Tum iss ghar ki dusri bahu ho.

Sonal: Kyaa bhabhi kyaa sochne lagi aap.

Nandini: Aah. Kuch nhi. Tum woh sab mat socho. Tum bas ab apne padhai mein dhyaan do. Aur agar kisi chiz mein problem ho toh bagal wala kamra tumhare teacher ka hi hai. Kabhi bhi help le lena.

Sonal: Jii.

Nandini: Chalo ab jaldi se fresh hoke niche aajao aur lunch karlo. Yeh bol Nandini nichhe chali jaati hai.

Sonal kamre ko phir se dekhne lagti hai par apni soch ko durr kar fresh boke nichhe aake lunch karleti hai.

Raat ko sab Sonal se uske college ke baare mein puchte hai aur surprise ke baare mein bhi puchte hai.

Agle din as usual Sonal aur Raj college ke liye nikalte hai aur jaisa decide hua tha waise hi Raj Sonal ko college se thodi durr utaar deta hai.

Raj: Yaha se akeli jaa paogi toh.

Sonal: Haa main yaha se chali jaungi.

Raj: Thikk hai. Toh chutti ke baad yehi milte hai.

Sonal: Hmmm.

Yeh bol Sonal waha se chali jaati hai. Aur Raj usko jaate hue dekhte rehta hai.

Raj: Sonal umeed yehi karunga ke jald se jald tumhe sab yaad aajaye. Bahot akela feel kar raha hu. Pehle jab tum harwaqt mere saamne thi mere paas thi tab mujhe uski kadar nhi thi. Aur ab uske liye tadap raha hu.

Yeh sab sochte hue hi Raj college pahonch jaata hai.

Idher Sonal jab college mein enter karti hai toh waha baithe 2 ladke baate kar rahe the unn mein se ek ladke ki nazar Sonal padhti hai aur usko dekhte hi woh hosh khoo baithta hai.

Ladka: Abee yeh kaun hai. Pehle toh isko kabhi nhi dekhaa.

Dusra ladka kal ragging karne wale group mein bhi tha.

Ladka 2: Bhai yeh aapke hi class mein hai. Kal aayi thi. Humlog gaye the iske paas par bahot attitude hai isme. Hum aage badhte tabhi beech mein woh naya accounts ka teacher aagaya

Ladka: Abe main pehle din college kya nhi aaya lagta hai bahot kuch hogyaa.

Ladka 2: Haa bhai.

Ladka: Naam kyaa hai iskaa.

Ladka 2: Pata nhi bhai. Naam pucha toh bola jaake professor se puchlo.

Ladka: Hmm. Hari mirchi. Shivam ko Hari mirchi bahot pasand hai. Chal be chalke thoda hii hello karte hai.

Yeh bol Shivam uss ladke ke saath Sonal ke pichhe pichhe Canteen mein chala jaata hai jaha Sonal apne group ke saath baithi baate kar rahi thi.

Shivam: Abee yaha toh ek se badh ke ek hai. Lagta hai iss saal saari pariyan yahi aagayi hai.

Ladka 2: Lagta toh yehi hai bhai.

Shivam: Hiii. I am Shivam.

Sab Shivam ko aise dekhte hai jaise koi ajooba dekh liya ho.

Vishal: Hmm bolo kyaa kaam hai.

Shivam: Kaam tumse nhi inse(Sonal) hai.

Sonal: Hairaani se. Haa boliye kyaa kaam hai.

Sonal ki awaaz sunte ji jaise Shivam ghayal hojaata hai.

Shivam: Tumse dosti karni hai.

Sonal: Not interested.

Shivam: Hmm attitude. I like it. Abhi interest nhi hai. Hosakta hai baad mein interest hojaaye. Yeh bol Sonal ko ghurne lagta hai.

Sonal: Chalo class ke liye late horaha hai.

Shivam: Excuse me. Main yaha tumse baat kar raha hu aur tum ignore kar rahi ho.

Sonal: Maine ek baar boldiya hai mujhe koi interest nhi hai toh kisliye baat kar rahe ho. Now please excuse me.

Yeh bol Sonal jaane lagti hai toh Shivam phir se beech mein aajata hai.

Varun: Dekh bhai apni yeh chichhori harqat band karde. Warna bekaar mein peet jaayega.

Shivam Varun ki baat sunn hasne lagta hai.

Shivam: Abee tu jaanta hai main kaun hu.

Vishal: Kyo tujhe nhi pata tu kaun hai. Toh jaake apne dimaag mein ilaaz karwaa. Aur aise akele naa ghuma kar kahi kisine kidnap karkiya toh.

Vishal ki baat sunke sab hasne lagte hai.

Shivam: Yaha naye ho isiliye mujhe nhi jaante. Mera naam Shivam hai Shivam. Iss college mein har koi jaanta hai mujhe aur mere boxing ko.

Boxing ka naam sunke Varun Neha Soniya aur Vishal thoda muskura deta hai.

Varun: Le bhai Vishal yeh tere liye aaya hai tu dekh hum chalte hai. Chalo sab.

Sonal: Dekho yaha bekaar mein tamasha mat karo. Warna mujhe majburan principal ko complain karna hoga.

Shivam: Tamasha toh tum kar rahi ho. Main tumse dosti karne aaya tha. Par tum toh apna attitude dikhane lagi.

Sonal: Aur main tumse dosti karna nhi chahti. Thats it

Shivam: Aur woh kisliye.

Sonal: Ajeeb hai. Tumhe lagta hai koi dimaagi problem hai tabhi baat samaj nhi aati.

Abhi koi kuch bolta tabhi pichhe se awaaz aati hai

What happened what’s the problem?

Sab pichhe ghum ke dekhte hai toh waha principal khada tha.

Principal: Tumlog yaha kyaa kar rahe ho. Class mein kyo nhi ho.

Principal ko dekh kar Shivam aur uske saath aaye uss ladke ke paseene nikalne lagte hai.

Shivam: Kuch nhi sir. Hum toh bas Hi hello kar rahe the.

Soniya: Achha Sir ko dekhte hi baat palat di. Jabardasti ki dosti se sidha Hii Hello.

Soniya ki baat sunke Shivam ab darr jaata hai.

Principal: Jabardasti ki dosti. Matlabb

Varun: Matlab sir yeh college ka jaane maana student jisko yaha sab jaante hai aur saath hi iske boxing ko bhi yeh humari dost se jabardasti dosti karne ke pichhe padha hai jabki isne isko saaf mana kardiya tha. Aur ab humara raasta rokhe khada hai.

Principal: Haaa toh jara mujhe bhi batao kaun ho tum. Aur yaha college mein padhne aate ho yaa yeh chichhori harqate karne.

Shivam: Sorry Sir. Galti hogyi.

Principal: Don’t say to me. Say to her and them. Aur agli baar aisi koi bhi complaint nhi aani chahiye.

Shivam: I am Sorry.

Principal: Now everyone go to your classes. And you be careful next time.

Phir sab apne apne class mein jaane lagte hai. Shivam innlogo ko gusse se ghurr ke dekh raha tha khaash kar Sonal Soniya aur Varun ko.

Shivam: Inhone mere khilaaf principal ko bola. Dekhlunga inhe.

Idher yehlog class mein jaate hue hasne lagte hai.

Varun: Uss Shivam ka chehra dekhne layak tha. Principal ke saamne kaise bhiggi billi ban gaya tha.

Soniya: Sahi kaha.

Ishita: Achha hua principal aagaye. Warna bekaar mein aur tamasha hota.

Varun: Aree kuch hota toh hum sambhal lete. Jab dosti ki hai toh dosti nibhayenge bhi.

Soniya: Waaah kyaa baat ki hai. Dil jeet liya tune mera.

Varun: Jo mere kisi kaam ka nhi. Yeh bol hasne lagta hai. Aur waha se bhaag jaata hai.

Varun ke saath baaki sablog bhi hasne lagte.

Soniya: Kyaa bola tu. Rukh tujhe abhi batati hu. Yeh bol Soniya bhi Varun ke pichhe bhaagne lagti hai.

Neha: Lo Yaha bhi inki nautanki start hogyi.

Sonal: Matlab.

Neha: Matlab yehdono harwaqt ekdusre se aisi hi ladte rehte hai. Jabse inko jaana hai harwaqt bas aisi hi ladte jhagarte dekha hai.

Vishal: Par ekdusre pe apni jaan chidakte hai.

Sonal: Matlab yeh dono pure Tom & Jerry hai.

Neha: Puri tarah se.

Vishal: Achha main chala class mein. Yeh bol Vishal nikal jaata hai.

Phir baaki sab bhi apne apne class mein chale jaate hai.

Thodi der baad Raj class mein aata hai aur padhane lagta hai.

Neha ki nazar jab Raj pe aaj achhe se padhti hai toh woh usko dekhte hi reh jaati hai.

Neha: Mann mein. Haayee yeh humare accounts teacher hai. Inko dekh kar toh mere dil ka balance sheet bigad gaya. Kitne smart and handsome hai yeh. Yeh jinki bhi kismat mein honge uski kismat mein toh sirf aur sirf Profit hi hoga. Loss ka column toh hoga hi nhi. Yehi sab sochte hue woh Raj ko dekhne lagti hai.

Raj ki nazar jab Neha pe padhti hai toh woh dekhta hai woh usko hi dekhe jaa rahi hai.

Raj: Hey you second bench corner seat stand up.

Neha ko toh hosh hi nhi tha. Woh toh Raj ko hi dekhe jaa rahi thi. Soniya Neha ko hilaati hai.

Soniya: Oyee uthh Sir bula rahe hai tujhe.

Neha: Haklaate hue. Yes Sir.

Raj: Abhi abhi maine jo samjhaya hai woh jara repeat karna.

Neha: Mann mein. Marr gayi Neha. Maine toh dhyaan hi nhi diya. Sir ke saamne aaj pehla impression hi down hogyaaa. Ab kyaa karu.

Raj: Whats your name?

Neha: Ghabrate hue: Nehaa.

Raj: Haa toh miss Neha. Jara bataogi class ke time pe tumhara dhyaan kaha tha. Main bahot se notice kar raha tha par tumhara dhyaan board mein naa hoke kahi aur hi tha.

Raj ke bolne se puri class Neha ko dekhne lagti hai.

Neha: Apna sir jhuka ke. I am sorry sir.

Raj: Seat Down. Aur abse apna dhyaan sums mein lagao.

Sonal: Mann mein. Hmm imteresting. Padhate toh achha hai. Aur saath mein puri class mein nazar bhi hai ke kaun kya kar raha hai. Aur abhi tak ek bhi sums mein halki si bhi garbar nhi hui hai.

Neha: Mann mein. Kardiya na apna pehla impression kharab. Ab woh kya soch rahe honge mere baare mein.

Soniya: Dheere se. Oyee dream queen kiske sapne dekhe jaa rahi hai. Apne khayalo se bahar aao warna issbar sidha class ke bahar dikhogi.

Soniya ki baat sunke Neha apne khayalo se bahar aati hai aur sums pe dhyaan dene lagti hai par uska chera pura utar chuka tha.

Kuch der baad class over hojaati hai.

Raj: So class aajke liye itna hi. Agar koi confusion hai koi doubt hai toh usko ready karke rakho recess ke baad ka pehla period mera hi hai toh usme clear kardunga. Is that clearrr.

Sab: Yes Sir.

Phir Raj waha se chala jaata hai.
Wahhhhh jabrdast mindblowing superbbb speechless update.......
waiting for next update.......
 
Naik

Well-Known Member
20,242
75,379

Shivam n socha apni badayi karunga tow shayad koyi ladki empress ho jaye lekin ulta pad gaya
Principal n achche se jhaaad dia
Dekhte h aage shivam kia harkat kerta h
Badhiya shaandaar update
 
Prem pyasa

Member
283
980
94
Update 8
Aarav: Achha hua main nhi gaya. Warna yeh toh mere haath aur pairon ko todd deti.
Samar: Sahi kaha bhai aapne. Dekho pura mall utha laayi aur mere haath pair ka band baja diya.
Shruti: Chinta mat kar beta. Shaadi ki shopping baaki hai. Tab chaloge tum.
Aarav: Dekhte hai.
Phir yehlog sabko apni shopping dikhane lagte hai.
Smita: Rajj ki sherwani toh bahott achhi hui hai. Kisne select ki.
Aarav: Sahi kaha Mummy. Bhaiya ki sherwani sach mein sabse best hai.
Nandini: Choti mummy yeh Sonal ne select ki hai. Sirf Raj ki nhi Karan aur iski bhi isne hi select ki hai.
Aarav: Mere liye. Kaha hai dikhaiye. Maine toh pehle hi le li thi par koi nhi.
Nandini: Yeh rahi.
Aarav: Kyaa baat hai Sonal di. Bahott achhi choice hai aapki. Mujhe bahot pasand aaya. Thank you.
Smita: Sach mein beta. Bahot achhi choice hai tumhari. Humhe bhi bahot pasand aayi yeh sherwani.
Sonal: Khush hoke. Thank You.
Ragini: Nandini innteeno ne kuch nhi liyaa.
Nandini: Liya hai Mummy. Yeh log toh bahot mana kar rahi thi. Par humne jabardasti dilaya.
Smita: Bahot achha kiya.
Meera: Aree humari shopping toh Jaipur mein hi hogyi thi. Bekaar mein dilaya.
Ragini: Koi bekaar mein nhi hai. Aree yeh humare bachhe hai.
Savitri: Chalo ab tumlog jao aaram karo.
Phir yehlog apne apne kamre mein aajate hai.
Sonal room mein aate hi dance karne lagti hai khushi mein.
Sonal: Jab se bhabhi ne bola hai Rajjj single hai tabse mujhe naachne ka mann kar raha tha. Aaj main bahot khush hu. Bahotttt.
Ab toh main Rajjj se aur bhi jyaada pyaar karne lagi hui. Bahot jald unko bhi mujhse pyaar hojayega. Main apni taraf se puri koshish karungi. Inn 2 saalo mein mujhe har koshish karni hogi.
Idher Jaipur mein Vicky roj Sonal ke ghar ka chakkar lagata par waha ghar band milta.
Vicky: Yehlog kaha chale gaye. Sonal ko call karta hu toh busy hi aata hai.(Kyoki Sonal ne Vicky ka number block kardiya thaa). Tabhi waha se unka padosi jaaraha hota hai.
Vicky: Hello Uncle. Main Samar ka dost hu. Uske saath college mein padhta hu. Kyaa aap bata sakte hai wohlog kaha gaye hai.
Aadmi: Aree wohlog toh mumbai gaye hai kisi relative ke yaha.
Vicky: Ooo. Kab tak aayenge.
Aadmi: Yeh toh nhi pata. Phir woh aadmi waha se chala jaata hai.
Vicky: Ooo. Toh yehlog ghumne gaye hai. Dekhte hai kab tak aate hai. Inke aate hi gharwalo se baat karta hu rishte ki.
Aise hi din gujarne lagee dekhte dekhte Sagai ka din aagaya.
Uske ek din pehle Nandini ke ghar wale bhi aagaye. Jisme uski maa papa aur uski behen Payal thi.
Nandini: Mummy Papa Payal kaise hai aaplog.
Nandini Mummy: Hum achhe hai meri bachhi. Tu kaisi hai. Khush toh hai naa.
Nandini: Main yaha bahot khush hu mummy. Mujhe lagta hi nhi hai ke yeh mera sasuraal hai. Mujhe lagta hai main maayke mein hi hu. Yaha sab mujhse bahot pyaar karte hai. Harchiz ko pyaar se samjhane wali dadi hai. 2 maa papa jaise saas sasur behen jaisi nanad hai bhai jaise devar hai.
Nandini mummy: Khushi toh tere chehre se hi jhalak rahi hai. Tu khush hai toh hum bhi khush hai.
Ragini: Aaiye aaiye Samdhi ji Samdhan ji. Kaise hai aap.
Nandini Mummy: Hum achhe hai aap kaisi hai.
Ragini: Hum bhi achhe hai. Jab se yeh pagal yaha aayi hai koi kaam karne hi nhi deti. Sirf aaram karwati hai. Payal kaisi ho tum.
Payal: Achhi hu Aunty. Shruti didi kaha hai.
Nandini: Choti woh toh apne room mein hai chal wahi chalte hai. Mummy Papa aaplog baate kariye.
Yeh bol Nandini Payal ko leke waha se nikal jaati hai.
Nandini ke maa baap usko khush dekh kar bahot khush the aur unke aankho mein khushi ke aansu aagaye.
Nandini Payal ko leke shruti ke paas aati hai jaha pehle se hi sab baithe hue the.
Shruti: Payal tum aagayi. Kaisii hooo.
Payal: Achhi hu. Didi. Aap kaisi hai. Btw congratss. Aakhir aapko aapka pyaar mil raha hai. Yeh baat usne kisi ko dekh kar boli thi. Warna kuch log toh aise hote hai jo itna darte hai ke ghar mein bol hi nhi sakte.
Aarav: Ab unki bhi koi majburi hogi. Jiske wajah se wah darte honge.
Shruti: Areee Payal aisi baat kyo kar rahi ho. Koi pasand aagaya hai kyaa.
Payal: Nhii didi. Mujhe toh aisa koi naa dikha ab tak.
Shruti: Aao baitho. Aur inse milo. Yeh hai Swati yeh Sonal aur yeh Samar. Jaipur se aaye hai.
Payal: Hello.
Teeno: Hiii.
Shruti: Aur yeh hai Payal. Nandini bhabhi ki behen. Aur batao Payal kyaa kar rahi ho aajkal.
Payal: Bas B. Tech final year chal raha hai didi.
Shruti: Waahh. Kaunsi college se.
Payal: Emperial College. Ishu ko pata hai toh.
Nandini: Areee waah. Chalo yeh achha hua. Lo Sonal tumko ek aur saathi mil gayi. Payal Sonal usi college se Interior designing ke upar masters kar rahi hai.
Payal: Ooo. Achhi baat hai.
Nandini: Toh tumko aur Ishu ko iske saath rehna hoga. College mein isko koi problem nhi honi chahiye.
Payal: Don’t worry didi. Hum pura khayal rakhenge.
Aarav: Chaliye bahot kaam hai. Kal sagai hai. Baate karne se kaam nhi hoga.
Payal: Aap jao naa. Aapko kisne roka hai. Jo kaam karne ka hota hai woh toh hota nhi aur badi badi baate.
Nandini: Tum dono aate hi start hogye. Jao tum jaake fresh hojao. Phir baate karna.
Phir Payal chali jaati hai fresh hone.
Phir sagai ka din aajata hai sablog kisi na kisi taiyaari mein lage hue theee.
Beauticians ko ghar hi bula liya gaya tha sabko ready karwane ke liye.
Savitri: Aree abhi tak sagai ki angoothi nhi aayi.
Ragini: Aree haa maa ji. Sabse jaruri chiz hi nhi aayi. Ab kyaa karee.
Savitri: Rajjjj.
Raj: Ji dadi.
Savitri: Raj beta Sagai ki angoothi abhi tak nhi aayi. Tu jaake le aayega.
Raj: Jii dadi. Main abhi le aata hu. Kaunsi shop pe jaana hai.
Ragini: Yeh toh Nandini ko pata hai. Nandini yaha aana.
Nandini: Ji mummy.
Ragini: Beta abhi tak sagai ki angoothi nhi aayi. Tum Raj ko jaldi se address de do. Woh le aayega.
Nandini: Aree mummy angoothi thodi der pehle hi aagayi hai. Mere paas hi hai.
Raj: Lo hogyaa phir toh.
Ragini: Areee. Achhaa huaa. Warna bekaar mein Raj ko jaana hota.
Thodi der baad Ishant Yash aur Ishita aajate hai.
Ishant ko stage pe baithaya jaata hai Ishita upar ladkiyon ke paas chali jaati hai. Yash Raj ke paas aajata hai.
Raj: Aur thoda late se aajata.
Yash: Bhai bhul mat. Main ladke walo ki taraf se hu. Bhaiya ke saath hi naa aunga. Aur dulhe ka bhai hu so give respect. Yeh bol hasne lagta hai.
Raj: Ha ha pata hai. Aur Respect usse di jaati hai jo uske layak ho. Yeh bol Raj hasne lagta hai aur Yash muh bana leta hai.
Thodi der mein saari ladkiyan Shruti ko leke aajati hai.
Guests mein jitne bhi bachelor ladke the sab ladkiyon ko hi dekh rahe theee. Sabki nazre inpe hi tiki hui thi.
Ishant ki nazar Shruti se hatt hi nhi rahi thi. Woh muh khole usko hi dekh raha tha.
Tabhi bagal se Ishita bolti hai.
Ishita: Bhaiya aise kyaa dekh rahe ho. Aapki hi hai.
Ishita ke aise bolne se Ishant jhepp jaata hai aur Shruti sharma jaati hai.
Idher Raj ki nazar jab Sonal pe girti hai toh woh bhi usko hi dekhte rehta hai. Raj toh ek pal ke liye palke jhapkana hi bhul jaata hai.
Sonal lag bhi bahot khubsoorat rahi thi. Silver White colour ka lehengha pehna tha. Ek toh woh pehle se hi gori thi aur upar se ab beauticians ke haath se makeup. Jo uski khubsoorati mein chaar chand laga raha tha.
Sonal jabse neeche aayi thi tabse uski nazar Raj pe hi thi. Jab woh dekhti hai Raj usko hi dekhe jaaraha hai toh woh sharmaa jaati hai.
Usko aisa lag raha tha usko Raj ki nazre chuu rahi hai isiliye woh sharma ke Samar ke pichhe chup jaati hai.
Idher Samar Ishita ko hi dekhe jaa raha tha. Usne bhi yeh notice kiya par kuch bola nhi.
Raj ke nazar se jab Sonal gayab hui tab usko khayal aaya woh abhi kya kar raha tha. Jo Raj ko kaafi ajeeb lagta hai. Isiliye woh waha se apni nazar hata leta hai par Sonal ki nazar Raj ke upar hi thi.
Idher Swati aur Yash ki nazar ekdusre ke upar hi thi. Dono hi jaante the dono ekdusre ko dekh rahe hai. Swati toh sharma ki apni nazre neeche karleti hai par chor nazro se woh Yash ko hi dekh rahi thi. Aur Yash toh bas usko hi ghurr hi raha tha.
Aarav aur Payal ka bhi yehi haal tha. Par Payal ne usko completely ignore kiya hua tha.
Aise hi thodi der mein Sagai ki rashm start hoti hai. Ishant aur Shruti ekdusre ko angoothi pehnaate hai. Aur unko stage pe hi baitha diya jaata hai.
Shruti: Karan bhaiya Raj Yash Aarav. Aaj meri sagai hai. Aaplog dance nhi karenge. Bhabhi Swati Sonal Samar Ishita jao aaplog bhi.
Yash: Aree jarur karenge. Kyo Raj Aarav Samar.
Raj: Nhi mere se nhi hoga. Tumlog karo.
Shruti: Rajj mere liyee. College mein tu kitna achha dance karta tha aur gaata tha. Kya mera bhai mere liye yeh nhi karega.
Aarav: Chaliye naa bhaiyaa.
Raj: Thikkk hai.
Phir yehlog dance karte hai. Raj gaana gaata hai. Swati ne Shruti aur Ishant ko bhi join karwaya.
Smita Raj ko naachta gaata dekh bahot khush thi.
Sirf Smita hi nhi Yash Karan Nandini Shruti Ishant sab Raj ko aise enjoy karte dekh bahot khush thee. Sonal bhi Raj ko hi dekhe jaa rahi thi. Aur usko aise dance aur gaate dekh woh bhi bahot khush thi.
Dekhte dekhte sham khatam hoti hai. Saare guest Shruti aur Ishant ko congratulate kar chale jaate hai.
Ab sirf ghar ke members hi reh gaye the.
Yash: Aaj bahot maza aaya hai naa Rajj.
Raj: Haaa bahot maza aaya. Bahot waqt ke baad itna enjoy kiya hai.
Nandini: Isiliye toh kehti hu Raj. Aise hi apni life enjoy karo.
Raj: Jii bhabhi. Koshish karunga ab aise rehne ki.
Ishant: Achha Papa ab hum chalte hai.
Ashok: Thikk hai beta. Sambhal ke jaana.
Phir Yash Ishant aur Ishita sabka aashirwaad leke nikal jaate hai.
Ragini: Chalo ab tumlog bhi change karlo aur sone jao. Saara din bahot thakawat hui hai.
Phir sab apne apne kamre mein jaake change karke sojaate hai.
Par kuch jan ko neend nhi aayi thi.
Sonal apne bed mein lete hue Raj ke baare mein hi soch rahi thi.
Sonal: Aaj Raj mujhe kaise dekh rahe the. Kitni sharm aarahi thi mujhe. Mera yeh sajna sawarna success raha. Main toh Raj ke liye hi itna ready hui thi taaki woh mujhe dekhe. Aur mera ready hona success raha. Mujhe toh aisa lag raha hai jaise abhi bhi Raj ki nazar mujhe dekh rahi hai.
Yeh sochte hue woh sharma jaati hai. Aur aankhe band karleti hai. Par apni jab apni aankhe band karti hai toh usse Raj dikhai deta hai.
Sonal: Yeh Raj toh mujhe sone hi nhi de rahe hai. Aankhe band karne se hi unka chehra dikh raha hai. Ufff Rajjjj yeh kyaa kardiyaa aapnee.
Phir woh aankhe band karke sone ki koshish karti hai. Thodi der baad usko neend aajati hai.
Idher Raj bhi apni apne bed mein lete hue soch raha tha.
Raj: Yeh aaj kya hua thaa. Main aaj Sonal ko iss tarah kyo dekh raha tha. Kyaa soch rahi hogi woh mere baare mein. Mujhe khud kitna ajeeb lag raha hai. Maine aajtak kisi aur aisa nhi dekha sivaay uske. Phir aaj Sonal ko main aise kyoo dekh raha tha. Nhii yeh galat hai. Mujhe aisa nhi karna chahiye thaa. Raj bhi yehi aab sochte hue so jaata hai.
Idher Shruti toh sogayi thi par uske bagal mein leti Swati ki neend udhh chuki thi.
Swati: Kaisee ghurrr tha woh mujheee. Aur main bhi toh usko hi dekh rahi thi. Dikh bhi toh kitna smart and handsome raha tha. Aur ussdin gaadi mein bhi mujhe hi dekh raha tha. Pehli baar kisi ko dekh kar dil mein aisi feeling aayi hai. Par jo bhi kaho ladka hai bada smart.
Swati bhi Yash ko sochte hue so jaati hai.
Idher 4 jan apni socho mein gumm the.
Ishita: Kaisee ghurr raha thaa woh mujhe. Jab se aayi hu tabse hi mere pichhe hai baat karne ke sirf bahane khoj raha hai. Par kitna cute dikh raha tha.
Payal: Kaise baat karne ke liye pagal hua jaaraha hai. Par main koi baat mhi karungi.
Samar: Yaar kitni sundar thi woh. Aur kitni nautanki karti hai. Baat baat mein masti. Jaise main karta hu. Usko toh dekhte hi dil de baitha. Ab toh usko aur kareeb se janna hai.
Aarav: Abhi bhi bilkul waisi hai jaisa last time dekha tha. Bilkul bhi nhi badli. Jab pehli baar dekha tha tabhi mujhe ghayal kargayi thi. Aur aaj toh jaise maar hi diya aur jabse aayi hai ignore hi kiye jaarahi hai. Ab usko kaun samjhaye. Jab tak Raj bhaiya aur shruti didi ka clear nhi hota main kuch nhi karsakta. Pata nhi kab samjhegi.
Yeh chaar apne socho mein ghumm rehte hue hi so jaate hai.
Do logon ki sagai hui aur chaar log pyar ki raah mein kadam rakhne Ko hain. Do Ki Manzil Kareeb hai Lekin in Charo ki Manzil kya hogi?

Nice update jaguaar bhai.
 
park

Well-Known Member
8,062
9,931
173
Update 66
Nandini: Toh kaisa raha tumdono ke college ka pehla din.

Dono: Achha thaa.

Nandini: Aur Sonal kaisa laga surprise.

Sonal: Bahot jorr ka laga. Main inko waha dekh kar bahot shock hogyi thi.

Nandini: Hasne lagti hai. Chalo ab fresh hojao aur lunch karlo.

Sonal: Jii. Yeh bol Sonal apne kamre mein jaane lagti hai toh Nandinj usko rokhti hai.

Nandini: Waha kaha jaarahi ho Sonal.

Sonal: Apne kamre mein bhabhi.

Nandini: Woh ab tumhara kamra nhi hai. Waha toh tum bas isiliye thi ke tumhe sidiyan na chadni padhe. Par ab tumhare pairr thikk hogaye hai isiliye tumhara samaan upar ke kamre mein shift kardiya gaya hai.

Sonal: Par iski kyaa jarurat thi bhabhi. Main yaha thikk thi.

Nandini: Woh kamra guest room hai Sonal. Aur tum koi guest nhi ho balki humari family member ho. Isiliye ab koi sawaal jawaab nhi. Chalo tumhe tumhara naya kamra dikha deti hu.

Sonal bhi chup chaap Nandini ke saath chali jaati hai.

Nandini: Yeh hai tumhara naya kamra. Aaj se tum yehi rahogi. Pasand aaya. Phir mann mein bolti hai. Jab tak tumhari yaadash wapas nhi aajati.

Sonal: Yeh kamraaaa.

Nandini: Kyaa hua pasand nhi aaya.

Sonal: Nhi aisi baat nhi hai. Kamra bahot achha hai. Par bahot jaana pehchana lag raha hai. Pata nhi kyo iss ghar ki harchiz har kona mujhe bahot jaana pehchana lagta hai.

Nandini: Mann mein. Aakhir jaana pehchana kyo nhi lagega Sonal. Yeh tumhara ghar hai. Tum iss ghar ki dusri bahu ho.

Sonal: Kyaa bhabhi kyaa sochne lagi aap.

Nandini: Aah. Kuch nhi. Tum woh sab mat socho. Tum bas ab apne padhai mein dhyaan do. Aur agar kisi chiz mein problem ho toh bagal wala kamra tumhare teacher ka hi hai. Kabhi bhi help le lena.

Sonal: Jii.

Nandini: Chalo ab jaldi se fresh hoke niche aajao aur lunch karlo. Yeh bol Nandini nichhe chali jaati hai.

Sonal kamre ko phir se dekhne lagti hai par apni soch ko durr kar fresh boke nichhe aake lunch karleti hai.

Raat ko sab Sonal se uske college ke baare mein puchte hai aur surprise ke baare mein bhi puchte hai.

Agle din as usual Sonal aur Raj college ke liye nikalte hai aur jaisa decide hua tha waise hi Raj Sonal ko college se thodi durr utaar deta hai.

Raj: Yaha se akeli jaa paogi toh.

Sonal: Haa main yaha se chali jaungi.

Raj: Thikk hai. Toh chutti ke baad yehi milte hai.

Sonal: Hmmm.

Yeh bol Sonal waha se chali jaati hai. Aur Raj usko jaate hue dekhte rehta hai.

Raj: Sonal umeed yehi karunga ke jald se jald tumhe sab yaad aajaye. Bahot akela feel kar raha hu. Pehle jab tum harwaqt mere saamne thi mere paas thi tab mujhe uski kadar nhi thi. Aur ab uske liye tadap raha hu.

Yeh sab sochte hue hi Raj college pahonch jaata hai.

Idher Sonal jab college mein enter karti hai toh waha baithe 2 ladke baate kar rahe the unn mein se ek ladke ki nazar Sonal padhti hai aur usko dekhte hi woh hosh khoo baithta hai.

Ladka: Abee yeh kaun hai. Pehle toh isko kabhi nhi dekhaa.

Dusra ladka kal ragging karne wale group mein bhi tha.

Ladka 2: Bhai yeh aapke hi class mein hai. Kal aayi thi. Humlog gaye the iske paas par bahot attitude hai isme. Hum aage badhte tabhi beech mein woh naya accounts ka teacher aagaya

Ladka: Abe main pehle din college kya nhi aaya lagta hai bahot kuch hogyaa.

Ladka 2: Haa bhai.

Ladka: Naam kyaa hai iskaa.

Ladka 2: Pata nhi bhai. Naam pucha toh bola jaake professor se puchlo.

Ladka: Hmm. Hari mirchi. Shivam ko Hari mirchi bahot pasand hai. Chal be chalke thoda hii hello karte hai.

Yeh bol Shivam uss ladke ke saath Sonal ke pichhe pichhe Canteen mein chala jaata hai jaha Sonal apne group ke saath baithi baate kar rahi thi.

Shivam: Abee yaha toh ek se badh ke ek hai. Lagta hai iss saal saari pariyan yahi aagayi hai.

Ladka 2: Lagta toh yehi hai bhai.

Shivam: Hiii. I am Shivam.

Sab Shivam ko aise dekhte hai jaise koi ajooba dekh liya ho.

Vishal: Hmm bolo kyaa kaam hai.

Shivam: Kaam tumse nhi inse(Sonal) hai.

Sonal: Hairaani se. Haa boliye kyaa kaam hai.

Sonal ki awaaz sunte ji jaise Shivam ghayal hojaata hai.

Shivam: Tumse dosti karni hai.

Sonal: Not interested.

Shivam: Hmm attitude. I like it. Abhi interest nhi hai. Hosakta hai baad mein interest hojaaye. Yeh bol Sonal ko ghurne lagta hai.

Sonal: Chalo class ke liye late horaha hai.

Shivam: Excuse me. Main yaha tumse baat kar raha hu aur tum ignore kar rahi ho.

Sonal: Maine ek baar boldiya hai mujhe koi interest nhi hai toh kisliye baat kar rahe ho. Now please excuse me.

Yeh bol Sonal jaane lagti hai toh Shivam phir se beech mein aajata hai.

Varun: Dekh bhai apni yeh chichhori harqat band karde. Warna bekaar mein peet jaayega.

Shivam Varun ki baat sunn hasne lagta hai.

Shivam: Abee tu jaanta hai main kaun hu.

Vishal: Kyo tujhe nhi pata tu kaun hai. Toh jaake apne dimaag mein ilaaz karwaa. Aur aise akele naa ghuma kar kahi kisine kidnap karkiya toh.

Vishal ki baat sunke sab hasne lagte hai.

Shivam: Yaha naye ho isiliye mujhe nhi jaante. Mera naam Shivam hai Shivam. Iss college mein har koi jaanta hai mujhe aur mere boxing ko.

Boxing ka naam sunke Varun Neha Soniya aur Vishal thoda muskura deta hai.

Varun: Le bhai Vishal yeh tere liye aaya hai tu dekh hum chalte hai. Chalo sab.

Sonal: Dekho yaha bekaar mein tamasha mat karo. Warna mujhe majburan principal ko complain karna hoga.

Shivam: Tamasha toh tum kar rahi ho. Main tumse dosti karne aaya tha. Par tum toh apna attitude dikhane lagi.

Sonal: Aur main tumse dosti karna nhi chahti. Thats it

Shivam: Aur woh kisliye.

Sonal: Ajeeb hai. Tumhe lagta hai koi dimaagi problem hai tabhi baat samaj nhi aati.

Abhi koi kuch bolta tabhi pichhe se awaaz aati hai

What happened what’s the problem?

Sab pichhe ghum ke dekhte hai toh waha principal khada tha.

Principal: Tumlog yaha kyaa kar rahe ho. Class mein kyo nhi ho.

Principal ko dekh kar Shivam aur uske saath aaye uss ladke ke paseene nikalne lagte hai.

Shivam: Kuch nhi sir. Hum toh bas Hi hello kar rahe the.

Soniya: Achha Sir ko dekhte hi baat palat di. Jabardasti ki dosti se sidha Hii Hello.

Soniya ki baat sunke Shivam ab darr jaata hai.

Principal: Jabardasti ki dosti. Matlabb

Varun: Matlab sir yeh college ka jaane maana student jisko yaha sab jaante hai aur saath hi iske boxing ko bhi yeh humari dost se jabardasti dosti karne ke pichhe padha hai jabki isne isko saaf mana kardiya tha. Aur ab humara raasta rokhe khada hai.

Principal: Haaa toh jara mujhe bhi batao kaun ho tum. Aur yaha college mein padhne aate ho yaa yeh chichhori harqate karne.

Shivam: Sorry Sir. Galti hogyi.

Principal: Don’t say to me. Say to her and them. Aur agli baar aisi koi bhi complaint nhi aani chahiye.

Shivam: I am Sorry.

Principal: Now everyone go to your classes. And you be careful next time.

Phir sab apne apne class mein jaane lagte hai. Shivam innlogo ko gusse se ghurr ke dekh raha tha khaash kar Sonal Soniya aur Varun ko.

Shivam: Inhone mere khilaaf principal ko bola. Dekhlunga inhe.

Idher yehlog class mein jaate hue hasne lagte hai.

Varun: Uss Shivam ka chehra dekhne layak tha. Principal ke saamne kaise bhiggi billi ban gaya tha.

Soniya: Sahi kaha.

Ishita: Achha hua principal aagaye. Warna bekaar mein aur tamasha hota.

Varun: Aree kuch hota toh hum sambhal lete. Jab dosti ki hai toh dosti nibhayenge bhi.

Soniya: Waaah kyaa baat ki hai. Dil jeet liya tune mera.

Varun: Jo mere kisi kaam ka nhi. Yeh bol hasne lagta hai. Aur waha se bhaag jaata hai.

Varun ke saath baaki sablog bhi hasne lagte.

Soniya: Kyaa bola tu. Rukh tujhe abhi batati hu. Yeh bol Soniya bhi Varun ke pichhe bhaagne lagti hai.

Neha: Lo Yaha bhi inki nautanki start hogyi.

Sonal: Matlab.

Neha: Matlab yehdono harwaqt ekdusre se aisi hi ladte rehte hai. Jabse inko jaana hai harwaqt bas aisi hi ladte jhagarte dekha hai.

Vishal: Par ekdusre pe apni jaan chidakte hai.

Sonal: Matlab yeh dono pure Tom & Jerry hai.

Neha: Puri tarah se.

Vishal: Achha main chala class mein. Yeh bol Vishal nikal jaata hai.

Phir baaki sab bhi apne apne class mein chale jaate hai.

Thodi der baad Raj class mein aata hai aur padhane lagta hai.

Neha ki nazar jab Raj pe aaj achhe se padhti hai toh woh usko dekhte hi reh jaati hai.

Neha: Mann mein. Haayee yeh humare accounts teacher hai. Inko dekh kar toh mere dil ka balance sheet bigad gaya. Kitne smart and handsome hai yeh. Yeh jinki bhi kismat mein honge uski kismat mein toh sirf aur sirf Profit hi hoga. Loss ka column toh hoga hi nhi. Yehi sab sochte hue woh Raj ko dekhne lagti hai.

Raj ki nazar jab Neha pe padhti hai toh woh dekhta hai woh usko hi dekhe jaa rahi hai.

Raj: Hey you second bench corner seat stand up.

Neha ko toh hosh hi nhi tha. Woh toh Raj ko hi dekhe jaa rahi thi. Soniya Neha ko hilaati hai.

Soniya: Oyee uthh Sir bula rahe hai tujhe.

Neha: Haklaate hue. Yes Sir.

Raj: Abhi abhi maine jo samjhaya hai woh jara repeat karna.

Neha: Mann mein. Marr gayi Neha. Maine toh dhyaan hi nhi diya. Sir ke saamne aaj pehla impression hi down hogyaaa. Ab kyaa karu.

Raj: Whats your name?

Neha: Ghabrate hue: Nehaa.

Raj: Haa toh miss Neha. Jara bataogi class ke time pe tumhara dhyaan kaha tha. Main bahot se notice kar raha tha par tumhara dhyaan board mein naa hoke kahi aur hi tha.

Raj ke bolne se puri class Neha ko dekhne lagti hai.

Neha: Apna sir jhuka ke. I am sorry sir.

Raj: Seat Down. Aur abse apna dhyaan sums mein lagao.

Sonal: Mann mein. Hmm imteresting. Padhate toh achha hai. Aur saath mein puri class mein nazar bhi hai ke kaun kya kar raha hai. Aur abhi tak ek bhi sums mein halki si bhi garbar nhi hui hai.

Neha: Mann mein. Kardiya na apna pehla impression kharab. Ab woh kya soch rahe honge mere baare mein.

Soniya: Dheere se. Oyee dream queen kiske sapne dekhe jaa rahi hai. Apne khayalo se bahar aao warna issbar sidha class ke bahar dikhogi.

Soniya ki baat sunke Neha apne khayalo se bahar aati hai aur sums pe dhyaan dene lagti hai par uska chera pura utar chuka tha.

Kuch der baad class over hojaati hai.

Raj: So class aajke liye itna hi. Agar koi confusion hai koi doubt hai toh usko ready karke rakho recess ke baad ka pehla period mera hi hai toh usme clear kardunga. Is that clearrr.

Sab: Yes Sir.

Phir Raj waha se chala jaata hai.
Nice and superb update....
 
Top