• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Bastard (Completed)

Bastard 2 ?

  • Yes

  • No

Results are only viewable after voting.

Red Skull

Well-Known Member
8,584
19,810
189
Last edited:

AaRYaN8380

Kaal
1,204
3,132
143
Update..............18
idhar me raat me so gaya aur subah uth kar fresh hua
Ab aage...................
Idhar me subah me utha aur fresh ho kar sidha nichey aa gaya.mujhe sab se pehle kalpana mam se milney jaana tha.me fresh ho kar sidha nichey aa gaya aur kalpana mam se milney hi jaa raha tha to mujhe karishma chachi ne dekh liya to usne mujhe awaaz di.
Karishma................karan tum itni subah subah kaha jaa rahey ho.tum ko aaram karna chahiye tumhey kitna laga hai.
Karan.................aunty mujhe Thora kaam hai isliye me bahar jaa raha tha.
karan...................aur sorry aunty
karishma.................karan tum sorry q bol rahey ho.
Karan...................aunty kal chacha ka aisa haadsa hua aur me kal aap se milney bhi nhi aaya.wo kal aapke paas sab aurtey jamaa thi isliye aap se mulakaat nhi kar paaya.
Karishma................chalenga karan aur me bhi tum se kidhar kal mili.mere se zyaada to tum ko taklif ho rahi hongi.tum ne hum sab ki jaan bachaney me apni jaan ko jokham me daal diya tha.
Karan................aunty apney parivaar ki jaan bachaney ke liye ye sab kiya hai.isme agar jaan jaati bhi to koi gum nhi hota.
Karishma..................karan tum mujhe apna samajhtey ho to mujhe aunty nhi chachi bolo.
Karan..................thik hai chachi.
karishma................aur karan mujhe tum se kuch baat karni thi .tum ko samay mila to baad me mere room me aa jaana.
Karan..................thik hai chachi.
Hum dono ki baat khatam honey ke baad chachi apney room me chali gayee.me bahar jaaney ke liye nikal hi raha tha ke mujhe laxmi mil gayee jo shayed aaj raat hamarey ghar me hi soyee thi.
Laxmi.....................karan tum begair nashta kiye kaha jaa rahey ho.
Karan..................wo thora kaam hai isliye bahar jaa raha hu.
Laxmi..................karan mujhe tum se sorry kehna tha.
Karan.................sorry mujh se lekin q aunty
Laxmi...................karan kal ke liye.me ne tum se thori rude tarikey se baat ki thi na isliye.kal mujhe Thora tension ho gaya tha vivek ki mout se isliye.
Karan....................chalenga aunty mujhe aap ki baato ka kal bura nhi laga hai.
Laxmi..................karan tum ne kal mujhe kaha tha ke vivek ki mout ki jaanch karu lekin me ne tum ko manaa ki thi.
Karan..................ha aunty mujhe Thora ajeeb laga ke aap q inquiry nhi kar rahey ho vivek chacha ki mout ki.
Laxmi..................karan is ki wajah hai is parivaar ka pyaar jo mujhe mila hai.tum hi batao agar ghar ke logo ko pata chal jaaye ke vivek hi unke parivaar ko maarna chahta hai to socho kya un par guzrengi.
Karan.................lekin aunty ham ko is maamley me kuch to karna hi honga na.jis ne chacha ko maara wo ghar ke doosrey insaan ko bhi maar sakta hai.
Laxmi...................karan mujhe abhi bhi lag raha hai vivek ne suicide kiya hai.q ke vivek ko uski galti ka ehsaas hua honga isliye dharmindhi me usne apni jaan le li.
Laxmi.................aur karan vivek ki mout ghar me huyee hai.iska matlab to ye hota hai ke ghar ka hi koi insaan vivek ko maara honga.aur agar bahar ye khabar leak ho gayee to parivaar ki kya izzat rahrngi.aur me Is parivaar ki izzat ke liye apni jaan de sakti hu.anil sirf mera dost hi nhi hai balkey bhai jaisa hai aur me apney bhai ke parivaar ki izzat ko nilaam hotey nhi dekh sakti.
Laxmi..................aur karan ghar ke logo ko pata chalenga ke vivek ko kisi ghar ke hi sadasya ne maara hai to ghar ke log ek doosrey par bharosa nhi karengey.sab ek doosrey ko shak ki nigaah se dekhengey.hasta khilta parivaar me gham ka mahol ho jayenga.tum ko ye accha lagenga kya.
Karan...................aunty me to is parivaar ko hamesha khush dekhna chahta hu q ke ye mere dad ka parivaar jo hai.
Laxmi....................ha to karan mujh par bharosa rakho.me ne poori tarah se investigation ki hu aur investigation me pata chala ke ye murder nhi suicide hai.tum ko agar mujh par bharosa nhi hai to me phir se case ko open karti hu.
Karan..................nhi aunty mujhe aap par poora bharosa hai.aap ko case open karney ki koi zarurat nhi hai.
Laxmi..................thik hai karan.chalo ab me bhi chalti hu mujhe bhi duty me jaana hai.
Karan................thik hai aunty
Phir laxmi aunty ghar se Nikal gayee aur phir me bhi kalpana mam ke ghar par nikal gaya.mujhe alisha mam ne mujhe kalpana mam ka whatsapp par address diya tha.ushi address par me apni bike se nikal gaya.takriban 20 minute me usi address par pohoch gaya.
Me jaha pohcha wo ek purani building thi 4 manzila.kalpana mam ka ghar 2 floor tha.phir me apni bike ko park kiya aur phir 2 floor par chaley gaya.phir me ghar ki door bell bajayee to andar se 20 saal ki ladki ne door open kiya aur ye Sumona thi.
karan................ji ye kalpana mam ka ghar hai na
Sumona................ha lekin aap kon hai.
Karan.................ji me unka student hu.mujhe unse milna hai.kya me andar aa sakta hu kya.
Sumona.................ruko me massi se puch kar aati hu.
Karan..................ok thik hai.
Phir Sumona kalpana mam se andar jaa kar kehti hai ke koi ladka milney aaya hai to kalpana kehti hai usko andar aaney do.
Purvi...................kalpana ye kon sa student hai jo tum se milney aaya hai.
Kalpana................di pata nhi.honga koi.
Itne me Sumona mere paas aati hai aur kehti hai.
Sumona..................massi andar hai aapko bulaya hai.
Karan..................ok
Phir me sumona ke saath andar aa gaya aur jaisey hi andar aaya to shocked ho gaya.shocked is liye hua tha ke kalpana ke bagal me purvi bethi huyee thi.aur jaisey hi purvi ko dakha me dekhta hi reh gaya.
Idhar purvi ne mujhe bhi dekha to uske aankho se aansu nikalney lagey.idhar purvi dheerey dheerey mere karib aaney lagi thi aur uski aankho se abhi bhi aansu nikal rahey they.phir wo mere paas aayee aur usne mere chehrey par haath rakhi aur mujhe paaglo ki tarah kiss karney lagi.
Purvi................(rotey huye) karan mujhe is samay ka kab se itnezaar tha.ab agar meri jaan bhi gayee to mujhe koi afsos nhi honga.
Karan................(rotey huye) massi meri umar bhi aap ko lag jaaye.mere hotey huye aap ko kuch nhi honey doonga.
Idhar purvi mujhe paaglo ki tarah kiss kar rahi thi chehrey par.
Purvi.................karan tumhey nhi pata tujhe dekh kar meri aatma ko aaj chain mila hai.
Karan.................massi mujhe bhi aap ko dekh kar behad khushi ho rahi hai.
Phir purvi mujh se alag ho gayee aur kehney lagi.
Purvi.................karan tu to bohot bada ho gaya hai.
Karan.................ha massi me to bohot bada ho gaya lekin aap sab ke begair mera bachpan adhura sa tha
Purvi...................hum log bhi tujh se door rehkar kar ke aadhi adhuri zindagi ji rahey they.
Purvi..................sumona khadi kya hai jaa kar karan ke liye paani to laa.
sumona.................ha mom
Phir Sumona kitchen me jaati hai paani laaney ke liye.phir me aur purvi sofey par Beth jaatey hai.
Karan....................massi aap kalpana mam ke saath rehtey hai.
Purvi.................karan tu ne sach me kalpana ko pehchana nhi.
Karan.................nhi massi
Purvi...................ye aur koi nhi teri kalpana massi hai.
kalpana.................sorry karan me ne tum ko bateyee nhi thi.wo mujhe purvi di ne manaa kiya tha.
Itne me Sumona paani le kar aati hai.
karan...............massi ye kon hai.
purvi................karan ye Sumona hai.yaad nhi bachpan me tum log saath me kheltey they.
sumona.................mom ye karan hai
Phir me aur sumona ne ek doosrey ko galey miley.hum dono ne zyaada baat nhi kiye.hum to bachpan me kheltey they saath me ab to hum dono ek doosrey ki shakal bhi bhool gaye they isliye baat ksrnry me jijhak ho rahi thi.
purvi...................sumona jaa zara jaa kar karan ke liye nashta bana kar laa aaj hum sab saath me mil kar nashta karengey.
Sumona................ha mom
Phir Sumona kitchen me chali gayee nashta bananey ke liye.
purvi...............karan jab mujhe kalpana ne bateyee ke tum ko goli lagi hai mere badan se to jaan hi nikal gayee thi.
Karan.................kalpana massi aap ki tabiyat kaisi hai ab
kalpana..................karan ab thik hai.
karan...................mujhe ye samajg nhi aa raha hai ke aap log mujh se pehle milney q nhi aaye.aap to mujh se milney aa saktey they na.me banglore me anaatho ki zindagi ji raha tha.
Purvi................karan ye bohot lambi kahani hai.aur hum tujh se isliye nhi miley q ke hamari majburi thi
karan..................kaisi majburi thi massi aap logo ko.me aap sab ke hotey huye bhi q anaatho ki zindagi ji raha tha.
Purvi.................karan abhi nhi bata sakti tujhe.abhi ye samay nhi hai.tujhe sahi samay par sab bata doongi.
Karan..................thik hai me us samay ka intezaar karunga.
Purvi.....................karan hum ko pata hai tu ne kitni taklif nikaali hai apni life me.hamarey hotey huye bhi tu anatho ki zindagi jiya plz tu hum ko maaf kar dey
Karan...................nhi massi aap sorry mat boliye.zarur aapki koi majburi hongi jis wajah se aap ne mujhe apney saath nhi rakha.aur massi aap sab nhi they to mera khyaal rakhney ke liye dad jo they.unho ne kabhi bhi mujhe mom ki kami mehsus nhi honey di.
purvi....................ha hum anil ke karzdaar rahengey jo anil ne teri itni acchi parvarish ki.agar uski jagah koi aur hota to ye nhi karta nhi.
karan...................ha massi dad ne mujhe kabhi bhi kisi cheez ki kami nhi honey di.wo mujh se door reh kar bhi mere karib they.
Purvi...................ha karan anil bohot mahaan insaan hai.usne jo kiya hai wo koi aur nhi kar sakta.
Karan.................massi aap baar baar ye q keh rahey ho ke dad ne jo kiya hai wo koi aur nhi kar sakta.dad ne jo bhi mere liye kiya hai wo to unka farz hai na.
Kalpana.................karan tum ko anil ne kuch bataya nhi kya
karan.................kis baarey me massi dad ne mujhe nhi bataya.
Purvi...................karan tum ko sach me nhi bataya anil ne
Karan..................kya nhi bataya dad ne mujhe.aap to batao kya baat ko dad ne mujh se chupaya hai.
Purvi...................karan yahi ke anil tumhara dad nhi hai.aur na hi tu anil ka beta hai.

Freinds aap ko update kaisa laga comment section me zarur batana.
Nice update

Aur ek twist age dekhte kya hota hai
 
Naik

Well-Known Member
22,915
80,423
258

Are.. yeh kia naya dhamaka ker dia bhai ki anil karan ka dad nahi h kahani m bahot bada mod aa gaya ab tow dekhte karan ka kia reaction hota yeh jaan ker
Intizar rehega bhai aapke agle update
Thanks for lovely update
 
Last edited:

Red Skull

Well-Known Member
8,584
19,810
189
Bastard
Update..............19
idhar me purvi aur kalpana baat karney lagey.tabhi purvi ne kaha.
Ab aage..................
Purvi....................karan jo bhi anil ne tumharey liye kiya hai.hum uske ehsaan mand rahengey.anil te tum ko itna kaabil banaya hai ke tum apni zimmedaar ko khud utha saktey ho.
Karan.....................massi aap baar baar ye q keh rahey ho ke dad ne jo kiya hai wo aap par ehsaan hai.unho ne jo bhi kiya hai unka farz hai.
Purvi..................karan tum ko sach nhi pata hai kya.tum ko anil ne kuch bataya nhi kya.
Karan.................kaisa sach massi
Purvi..................karan yahi ke anil tumhara baap nhi hai aur na hi tum anil ke betey ho.
Purvi massi ke aisey hi kehtey me shocked ho gaya tha.
Karan...............massi aap ye kya keh rahey ho.dad mere real dad nhi hai.
Purvi.....................ha karan yahi sach hai.tum anil ke betey nhi ho aur naa hi anil tumhara baap hai.
Karan................massi aap ko shayed koi galat fehmi ho rahi hongi.dad ne mujhe jitna pyaar kiya hai jaisa koi saga baap karta ho.aur aap kehtey hai ke me unka beta nhi hu.
Purvi....................ha karan yahi sach hai tumharey real dad ka naam Deepak hai.aur tum Deepak aur tumhari mom Neha ke betey ho.
karan.................mere dad ka naam Deepak hai.lekin ye baat mujhe kisi ne bateyee q nhi.aur anil ne mujhe ko q paala.aur phir mom ki shaadi mere real dad Deepak se huyee thi to anil se phir kaisey shaadi huyee.
purvi....................karan anil tumharey dad ke dost they.jab neha di ki shaadi deepak se honey ke baad ek saal baad tum paida huye.tum karib 3 saal ke they tab tumharey dad Deepak ki ek accident me mout ho gayee thi.uske baad phir tumhari mom ki anil se shaadi huyee thi.
karan....................accha lekin mujhe q nhi bataya gaya ke mere real dad Deepak they.
Kalpana.....................tum ko anil aur neha di ne manaa kiya tha bataney ke liye.aur jab tum 7 saal ke huye tabhi tumhari maa bhi is duniya ko chor kar chali gayee.
Karan.....................lekin meri mom ki mout kaisey huyee thi.
Purvi.......................karan abhi tum pichli baato ko bhool jao.abhi hum muley hai to abhi ki baat kartey hai.purani baato ko yaad karney se dil dukhta hai.
karan......................thik hai massi.hum is ke baarey me baad me baat karengey.
Phir soumya ne hamarey sab ke liye nashta le kar aa gayee.phir hum chaaro ne mil kar nashta kiya.idhar me bhi khush tha aur purvi,kalpana aur soumya bhi khush they.hum kahi saalo baad ek saath mil kar nashta kar rahey they.phir hum sab ne nashta kiya
Purvi....................karan aaj tum se milney ke baad hum itne khush hai ke tujhe bata nhi saktey hai.
Karan....................ha massi me bhi bohot khush hu aap sab se milney ke baad.
Purvi.....................karan ab se tu hamarey saath hi rehna.abhi ye tera hi ghar hai.hum ko bhi to tere saath rehney me khushi hongi.
Karan.....................massi mujhe bhi aap ke saath hi rehna hai lekin ab nhi reh sakta hu.abhi dad ko meri bohot zarurat hai.Aur us parivaar ko bhi.
Kalpana.........................karan tera wo parivaar nhi hai.tu unki raksha ke liye apni jaan ki baazi q laga raha hai.us din khandar me bhi tu ne babita ki jaan bachaney ke liye apney oopar goli kha li thi.hum tujhe waha bhej kar ke khatrey me nhi daal saktey hai.
Karan.....................massi me ye sab us parivaar ke liye nhi balkey dad ke liye kar raha hu.mujhe to lagta tha ke dad apna farz nibha rahey hai meri parvarish kar ke.lekin ab pata chala ke wo mere dad hai nhi phir bhi unho ne mere liye kya kuch nhi kiya.apney sagey betiyo ki tarah mujhe bhi pyaar kiya.wo to shalini aunty ki wajah se unho ne mujhe apney saath nhi rakh paaye.
Purvi.......................mujhe pata chala hai ke anil paralised hua hai.
Karan...................ha massi ye sach hai.aur is wakt to dad ko meri khaas zarurat hai.me unko chor nhi sakta hu.wo mere real dad nhi hai lekin unho ne mujhe kabhi bhi dad ki kami honey nhi di.wo to mere liye dad ki jagah par hai.
Kehtey hai na paida karney se bada paalney waala hota hai.
Purvi...................karan lekin anil ko kin logo se khatra hai.
Karan.....................massi abhi to pata nhi hai lekin ghar ka hi koi bhedi hai jo dad ke parivaar ko haani pohchana chahta hai.
Purvi....................ha karan ghar ka hi koi bhedi hai jis ne hum ko tujh se milney nhi diya tha.hum us hi ki wajah se tujh se door rahey they.tujh se milna hamara mushkil kar diya tha.
karan.....................kya,kon hai wo jisne aap ko mujh se milney se roka tha.kon hai wo gaddar
Purvi....................karan ye to hum ko bhi nhi pata hai.hum ne kabhi bhi us gaddar ko nhi dekha hai.lekin wo parivaar se tu bachkey rehna aur kisi par bhi bharosa nhi karna
Vahi doosri taraf
Idhar ghar par sab nichey nashta karney ke liye dining table par aatey hai.shalini aunty ne zabardasti kar ke karishma chachi aur saara ko bhi nashta karney ke liye manaa liya tha.tabhi sab nashta karney ke liye aa gaye they lekin me nhi aaya tha q ke me to massi ke ghar par jo ths.
Shalini....................Babita jaa karan ko bhi bula kar laa.
Babita....................ha maa
Idhar babita mujhe bulaney aati hai lekin mujhe na dekh kar wo bhi tension me aa jaati hai.mujhe room me har jagah dekhti hai lekin me waha mojud rehta nhi.phir babita nichey aati hai aur kehti hai.
Babita....................karan to apney room me nhi hai.me to har jagah check kar li hu.
Shalini.........................kya wo room me nhi hai.
Karishma......................wo to subah me kahi baahar jaa raha tha aisa bola tha mujhe.mujhe laga tha aa jayenga 10 minute me.lekin abhi tak wo aaya q nhi.
Shalini......................kya subah se bahar gaya hai.abhi to 10 baj rahey hai.abhi tak aaya q nhi wo.uski health bhi acchi nhi hai.itni subah subah kaha jaa sakta hai wo.
Suresh......................Bhabhi wo aa jayenga.gaya honga kisi dost ke paas.aap sab nashta kar lo.
Shalini.....................tum sab karo me baad me kar loongi.
Phir shalini waha se nikalti hai aur phir mujhe phone lagati hai.idhar mera phone silent mode par rehta hai to mujhe pata nhi chalta hai ke shalini ka phone aa raha hai.shalini ab tak 10 baar phone laga di hoti hai.
Shalini....................(mann me) ye karan kaha gaya honga itni subah subah.phone bhi nhi utha raha hai.pehle se sab ajeeb ajeeb sa ho raha hai parivaar ke saath aur ye iska bhi kuch pata nhi chal raha hai ke kaha gaya.
Idhar nashta ke table par sab nashta kar rahey they sivay saara ko chor kar ke.usko vivek ke Marney se bohot bada dhakka jo laga tha.saara uski beti thi jis wajah se sab se zyaada shocked thi saara vivek ke Marney se.idhar saara begair nashta kiye huye rotey rotey apney room me chali gayee ye dekh kar karishma aur dhanush bhi uske pichey pichey aa gaye.idhar saara ki mental haalat bohot kharaab ho chuki thi.
Dhanush...................saara ye sab kya hai.tu ne raat me bhi kuch nhi khaya aur abhi bhi nashta kiye begair room me aa gayee
Karishma....................saara mujhe pata hai tujhe bhi shocked hua hai vivek ke Marney se.lekin tu aisa kuch nhi khayengi to vivek ki aatma ko shaanti kaisey milengi.
Saara.................(rotey huye) maa wo to waisey bhi shaanti nhi milengi dad ki aatma ko.
Saara ka aisa krhney se dono bhi shocked ho jaatey hai.
Dhanush....................saara tu ye kya bol rahi hai.dad ki aatma ko shaanti q nhi milengi.
Saara.....................abhi mujhe pls akela chor do mujhe abhi kisi se kuch baat nhi karni hai.
Idhar saara ro ro kar baat kar rahi thi.karishma aur dhanush ne dekha ke saara ko kuch palo ke liye akela rehna hai to wo dono room se jaaney lagey tabhi saara ne kaha.
Saara....................maa ek minute aap rukna zara
Idhar saara ke kehney par karishma ruk jaati hai aur dhanush room se chaley jaata hai.
Karishma....................ha saara bol kya baat hai.
Saara..................mom aap is wakt sab se zyaada kis par bharosa kartey hai ghar me.
Karishma....................q saara tu ye q puch rahi hai.
Saara...................mom batao to aap kis par bharosa kartey hai sab se zyaada..
Karishma.....................mujhe tum dono par aur shalini bhabhi par bharosa hai.aur uske baad ab mujhe karan par bharosa ho raha hai.uski wajah se hi hum sab ki kal jaan bachi thi.jis ne apni jaan ki parvah naa kartey huye hamari jaan bachayee hai us par bharosa kar saktey hai.
Saara.....................mom mujhe bhi karan par bharosa hai.jo is parivaar ka hissa nhi ho kar bhi is parivaar ke liye itna kuch kar raha hai.to mom mujhe kuch batana tha to mom aap karan ko bolna ke mujhe usko kuch batana hai.aur us wakt aap bhi rehna
Karishma......................lekin kya batana hai.mujhe ab bata dena.
Saara.................nhi mom me karan ke saamney hi bataungi.
Karishma..................thik hai me karan se baat karungi is baarey me.aur wo zarur tujh se baat karney aayenga.
Saara ....................thik hai
Phir karishma bhi saara ke room se chali jaati hai.idhar saara apna room ki light ko band kar ke apni soch me doob gayee thi.
Vahi idhar par.
Karan......................ha massi mujhe ghar par sirf dad par hi bharosa hai aur kisi par nhi.
Purvi......................karan lekin anil to abhi paralised hai.is wakt tu ghar me sirf ek hi insaan par bharosa kar sakta hai.
karan......................kis par massi
Purvi.......................karan sunita par tu sab se zyaada bharosa kar sakta hai.
Idhar massi ki baat ko sun kar me hairaan ho gaya tha.sunita par bharosa jo khud ghar ke aadmiyo se chudati ho us par me bharosa karu.
Karan.....................massi aap ye kya keh rahey ho.sunita to ghar ki nokraani hai us par kaisey bharosa karu.mujhe to wo jasus lagti hai ghar ke bhedi ki.
Purvi........................karan wo nokrani nhi balkey teri sagi bua hai.aur tera pata laganey ke liye hi pichley 10 saalo se us ghar me nokraani bani hai.wo tere dad Deepak ki behan hai.

Idhar purvi maasi ki baato ko sun kar me to shocked ho gaya tha.jis ko me randi samajh raha tha wo meri bua nikli.aur mera pata laganey ke liye us ghar me nokrani bani huyee hai.
Next...................vivek killer name
Freinds aapko update kaisa laga comment section me zarur batana.
 
Top