• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Status
Not open for further replies.

Thander bolt

Active Member
631
1,598
123
Update 25

Gaon jalimpur

Aaj yaha sandyantra racha ja raha tha kal ke liye sujit singh or manik singh ye wo manik singh h Jo update 15 me admi 3 "malik" ka jikar krta h.

Sujit- ab hame kisi bhi tarah ramakant ko jhukana hoga nhi to jamunapur firse hampe bhari parega.
Manik- jamunapur hi nhi titarpur bhi suna h waha ka pahlwan mujhse bhi jyda taktwar h.
Sujit- haa par wo pahlwan kal nhi aayega tu uski chinta chhorde bass madhupur ko kaise patkhani dena h ye soch.
Manik- waha ka pahlwan bacha h. Hihihihi.... Wo mera kya bigare ga. Or jamunapur ka to pahlwan u hi side ho jayega hihihihihi....
Sujit- bhul matt madhupur ka mukhiya ramakant h jisse hum teen gaon ke pahlwan bhi nhi hara skte siway ek ke jo kabhi akhare me nhi utra par uske samne ramakant chand minto me dhool chat jata h.
Manik- wo jamana kuch or tha ye jamana kuch or h hihihihihihi..... Bass ye sadi ki ghosna jiss udesh se hui usse to hihihihihi.....
Sujit- sarab ka akhri sip lete hue) kal ka dhamaka taiyaar h chal ab so ja.

Manik- sujit ke jate hi hira se mila jo abhi yhi tha) to suna na ab tera dushman or mera dushman ab gaya usse to mai akhare me hi maar dunga uske baad apna sasan hoga hihihihihihiiih.....
Hira- sarab ki bottle khatam kar ke) uss nali ke kire ko ab pata chalega hum jaise se panga lene ka natija hihihihi..... Shubham singh teri ulti ginti suru hihihihi.... Aaaj ki raat chain se sole kal ka din tera antim surya uday hoga hihihihihihiiih......

Nashe me hira bolte bolte wahi sofe pe hi ludhak gaya or manik maan me "usse maar ke tere chacha ko upar bhejunga phir tere ghar me hihihihihi... Jo kaam kalua jhalua nhi kar sake ab wo kaam ham karenge" yaha manik singh apne khyalo me tha waha manik ki bibi jo isse galiya de rhi thi wo ab iske ankho ko padh rhi thi. Pure jalimpur isse bahut aadar or saman ki dristi se dekhta tha. Ye har uss aurat or ghar ko madad krti thi jo iske pati ya sasur ka sataya ho.

Madhupur

Intro pandit

Bare pandit- pujari
Chote pandit- beta
Puja- bahu
Kari- beti
Damad ka koi roll nhi to side rakhte h agar hua to 'D' likha jayega.

Subah subah ramakant ji pandit ji pe hi gussa ho rahe the.
Ramakant- aise kaise kusti me faisla hoga puja kon karega.
Pujari- teeno gaon ke sarpancho ka yhi rai h.
Ramakant- kya.... Thik h jab yhi rai h to puja ki taiyaari karo or agar tumhara isme ek katra bhi yogdan raha to dhyan rahe kya ho skta h.
Pujari- nhi nhi malik hamara koi hath nhi h hume to raat me jalimpur ka sarpanch de gaya.
Ramakant- thik h jao.

Pujari ke jate hi ramakant ji gusse me panchayat bhawan ke apne room me idhar se udhar tahalte hue muthi bandhe dant peeste khisiya rahe the. "Sujit ye tune sahi nhi kiya peeth pichhe chhura dala h tune tu jab samne se hamla nhi kar skta to sadyantra rach ke hamla krta h na ab bahut ho gyi bardast ab tu iska khamiyaja bhugte ga ab tu or teri bahan jo chal chali h uska khamiyaja bhugtne ke liye taiyaar ho ja ab dekh tu apne ussi dushman ke hatho barbad hoga jiske liye tune mujhse bhi dushmani nibhani suru kar di h."

Ramakant ji waha se nikal ke sidha haweli pahuche jaise hi pahuvheto dekhe samrat sara puja ka saman sarkya raha h. Wahi munim ji bhi isme madad kar rahe h. Kajal kisi chinta me idhar se udhar ghum ghum kar kaam kar rhi h. "Baaapppuuu......" Aaj pahli baar ramakant ji iss haweli me aaye the. Jiss haweli ko log asma ka kahte h ya shubham ka uska rajj ramakant ji hi jante h or uss haweli aate hi unki najar waha pari jaha syd yaha rahne wale bhi nhi dekh paye the.

Me- mama aap yaha aaj to ye haweli dhanya ho gaya jo aap aaye ab aap yhi rahna kahi....
Ramakant- ha ha bhai yhi rahunga neelam kitna gale lage rahe gi ja kaam kar.
Neelam- bapu bata nhi skti aaj mai kitna khush hu aaj na aaj sab sath baith ke khana khayenge.
Ramakant- ha ha pahle puja to hone de. (Ye baat thori udasi me kahi gyi)
Samrat- kya baat h bapu aaj to khushi ka din h phir ye chehra udash kyu.
Ramakant- nhi kuch nhi wo thak gaya hu thora achha suna aaj puja hone ke baad sab yhi milenge or khana kahyenge or tum bhanje aaj tumhe raat ko yhi rukna h smjhe aaj mujhe tumse kuch jruri baat krni h.
Me- ji mama ji.

Tabhi bahar ek gaon wala aake suchna de gaya teeno gaon ke mukhiya aa gaye h. Uski ye suchna ke baad sabhi nikal gaye magar nikalte nikalte wo buri khabar bhi suna diya gaya. Waise aaj kajal or mamta dono nayi naweli dulhan lag rhit hi wahi pari to pari ko bhi matt de rhi thi. Kiran jo kal raat hi aa gayi thi wo abhi kisi umardraj raj kumari ki tarah lag rhi thi par wo ramakant ji ke aate hi ghunghat leli. Asma abhi kuch der pahle aai thi aaj pahli baar wo sari pahni thi nhi to haar baar wo western dress hi pahnti thi. Asma dil me kuch baate dabaye thi aaj wo kaam wo nhi kar payi jo ramakant ji ne kaha tha par wo ye bhi smjh nhi pa rhi thi usse wo kaam karne se kyu roka. "Syd uncle khud batana chahte ho agar khud batayenge ro hi thik hoga mujhe to jyda jankari bhi nhi h" asma maan me sochte hue mela ke karib pahuch gyi.

Parwesh dawar pe ek darban or uske char assistant the jo sabhi pe dhyan de rhe the sabhi chor uchako ko side karr rahe the. Wahi kuch or log bhi the jo chinhit kar rhe the ye log un teen gaon ke sarpanch log the jo apne gaon ke chor uchako se wakif the sabhi ki talashi or mil kar jane ka kahke andar parvesh karaya ja raha tha. Yaha se mandir 4 km andar tha or gari ke liye alag rasta tha to sabhi udhar ko ho liye.

Gari mandir ke prangan me waha ruki jaha kusti hona tha. Shubham ke utarte hi kuch gaon wale me khusar phusar suru ho gyi "ye to dekhne me wahi lag raha h jo ramakant ko chan minto me patak diya tha."
"Ha ha bhai ye wahi h par ye to abhi bacha h"
"Aree ye to malik h par wo to yaha h hi nhi phir ye kon h"

Jo log khusar phusar kar rhe the wo un teeno gaon ke log the. Jinhone ne kabhi shubham ko dekha taak nhi tha. Akhara ke ek taraf stage tha jaha kai kursiya thi wahi char kursi alag rakha tha jisme char gaon ke naam likhe the. Madhupur, jalimpur, jamunapur, titarpur issi karam me kursiya bhi lagi thi ramakant ji apna asthan garahan kiye to manik singh waha se uth ke neeche chala gaya or kapre khol kar taiyaar ho gaya.

Pujari- mike me) bhai bahno jaisa ki apko pata h iss baar ke kusti me jo jitega wahi mukhya puja karne ka hakdar hoga.

Sabhi jorse haaaa... Krte h siway madhupur ke wo virodh karne lagte h to ramakant ji hath se ishar karte h rukne ko. Wahi titarpur ke mukhiya or sujit mand mand muskrate h. Sath me baithi ek aurat jo jamunapur ka kursi tha "agar mera pahlwan jit gaya to" ye baat titarpur ke mukhiya ko jor ki chubhi wo uss aurat ko ghurte hue samne dekhne lage.

Puja- to iss akhare ke niyan anushar sabhi pahlwan ek dusre se ek ek baar kusti karenge or jo pahle or dusra asthan lega usme antim or nirnayak faisla hoga.

"Too pahle mukabala titarpur or jamunapur ke beech" refri ka jima Madhupur ke ustaad or ramakant ji ke dost ko diya gaya. Dono pahlwan kam nhi thi koi ek dusre ko point lene nhi de raha tha suruaati ke samay me dono ek dusreko kara takar de rhe the par titarpur ka pahlwan wo nhitha jisse manik dara tha ye koi dusra tha usne jamunapur ke pahlwan ko dabaya par uske badne ke jagah ye khud bad gaya kr jamunapur ka pahlwan issi taak me tha usne turant apne payntre chalte hue dono hath me ghustne se dabaye uske pith pe baith ke uske sar ko ukharne wala position me liya hi ki wo apna hath patak ke haar maan gaya. Jamunapur ke jitte hi titarpur ka mukhiya or jorse pinak gaya or apne pahlwan ko galiya dene laga.

Ab baari thi shubham or manik me manik suru se havi tha shubham pe wo baar baar glti karke usse point de raha tha. Ustad jo refri the wo shubham ko dekh pahle to chonk gye par unko smjhte deer na lagi ye chela kiska h.

Sujit- ye kiss bache ko le aaye ho ye isse to achha wo dono the takar to de rahe the.
Ramakant jo chup chap dekh rhe the or maan se shubham ko sabashi de rahe the. Or issi ke sath shubham haar gaya.

Manik singh sabhi mukable ko jitt liya or idhar shubham bhi titarpur or jamunapur ke pahlwano ko dher kar diya wo dono jab lare tabhi uski takat ko bhap gye the. Or uski chal bhi smjh gye the dono ne shubham ko kari takar di par unka manobal tab tut jata jab unke paytre ko shubham baar baar nakam krta manik ispe dhyan nhi de raha tha wo ahankaar me chur tha usse to kon kaise jitt raha h usse usse koi mtlb nhi tha.

Pujari- jaisa ki aapko pata chal gaya hoga pahle asthan pe h jalimpur (taratar goliyo ki awaj gunjne lagi) or dusre pe h Madhupur. To niyan anushar ab mukabla Madhupur or jalimpur ke beech hoga.

Jab ye ghosna ho rhit hi tab shubham ka najar uss chamkti cheez pe gaya jo uske ankho me chubh raha tha.
Me- maan me) madharchod wali ye yaha iski to aaj maiya ki barata lagata hu madharchod wali....
Ustad- oo pahlwan abhi kusti khatam nhi hui h abhi yhi ruko.
Manik- lagta h harne ke daar se bhag raha h ja ja bache jldi bhag yaha se...

Shubham ko aaya gussa par wo shant raha abhi kuch na bol ke apne andar jawala mukhi paida karne laga. Wahi "kya hoga ye gadha phirse glti to nhi karegana" neelam sabhi ko ye bol rhi thi. Waha baithe mamta kajal pari or kiran jo chehre pe palu bandhe thi usme se kajal boli "ab manik ko pata chalega kiss sandh se panga liya h" kajal ke ye baat se pari to smjh gyi par teeno kuch nhi smjhe.

"Ye kya hua lagta h jalimpur ke pahlwan ko aaj asli jalim se pala para h kr issi ke sath nirnay bhi ho gaya madhupur ko puja ka phala haak milta h to bhaiyo aaewam bahno aab aap sab mandir ki or parsthan kare kyuki muhrat ka samay 15minto me shuru ho jayega" sabhi bhochake the sabse jyda to ustadmtlb refri jo sabse karib seye mukabla dekh rhe the.

Akhare me utarte hi ek ke baad ek patkhani wo bhi aisi jisme pura akhara ghumaya manik ke to sar chakrane lage phir usse utha ke jorse se jamin me patka or 1 se 10 ki ginti suru or khatam manik singh behosh para raha.

Ramakant- aree ye bacha to sabka baap nikla ye kya ho gaya..... Mera bhanja.....
Ramakant ji tanj kaste hue waha se uth ke shubham se milne aaye.

Karamshah.....
 

Thander bolt

Active Member
631
1,598
123
To continued

Shubham sanan karne mandir ke paragan ke pichhe gaya wahi chote pandit ne sari taiyar kar rakhi thi hazaro ke karib log mandir ke samne the or jo parangan se bahar the wo bhi bahar na hote hue bhi andar the kyuki jo technology se jasusi kiya ja raha tha waisa hi technology ke dwara parangan ke bahar bhi ek bara sa screen chalu to jo mandir pe pura focus banye tha.

"Iss baar to hamre bhagya chamak gaye kaam krte hue ham puja bhi dekh skte h dekh re chhotu ab to dikat na h na" ek khilone ke dukandar apne bete ko bola jo abhi gusse me tha apne baap se nadar na le jane chalte par ab uske chehre ki jo khushi thi uski duniya me koi kimat nhi thi. "Ek baat to h bhaiya iss baar bahut kuch naya h abhi taak kisi ka kuch chori hone ka bhi khabar nhi mila nhi to pahle sab puja hone se pahle hi chori ki gatha sunane lagte the. Or ye to har darwaje ke paas h ye to darpan jaisa h humlog bhi dikhte h isme" bagal ka dukandar tarif krte hue bhakhan karne laga mele ka mele me hi.

"Aree bhaiya iss baar ka sara kaam wo chhora dekh raha h jisse sab bacha kah rhe the kusti ke maidan me aree dekha na kaise patak diya manik singh ko hihihihihi.... Aaj pahlanwa ke maiya jinda rahti to uske kaleje me thandak prta. Or upar se kaise sab ka dheere dheere dikhata kaisa patak raha h humko to u sabse jyda pasand aaya jab manik singh ke hath ko pakar ke picche se uthaya or dhai patkhani uske baad to utha hi nhi hihihihihihi....." Ye bande ke bol se pata chal raha tha ye bhi jalimpur me sataya hua janta hi h. Or isse aaj bahut khusi hui h manik singh ke harne pe.

"Bhaiya ab manik singh hafte bhar na uthi dr. Aai rhi or kahle biya ki hafte bhar ka samay lagi hosh me ta aa gyi rhiye. Par daraiel biya jyde ookra ke choti malkine le gyni h hospital kass uuu na jaitin hal" haste hue bol raha tha par aant me dukh se bola.

"Hau dekha sab logan puja suru ho gai ba" uss bare screen me awaj sahit dikhai bhi de raha tha waise to sirf dimh hi skte the par live hone ke sath baja sabhi jagaha laga tha to sunai or dikhai dono de raha tha.

Puja suru hui pandit ne lota me aam ka pata ko usme daal ke shubham ko hatheli me pani dala or usse apne saar me chhirakne bola sath me ganga jaao suru kiya or ganga sanan puran hua. Uske sath hi wahi sadi bhi paki ki gyi or var badhu ka bhagwan ko maan sakchhi kar pati patni hone ka ashirbad dilaya gaya. Ussi ke sath puja suru hui. Karib ghante bhar ke baad jab hawan ki baari aai to sabhi ne hath badhaya shubham ne kiran ke hath pakar ke pane tarf le liye sabhi ka to thik tha par ghunghat me kiran ko dekh ke sab log sochne lage ye kon h jo hawan kar rhi h.

Par kon bol skta tha koi kuch nhi bola upar se pandit ji ne kajal or mamta se wo sab karya karaye jo pari ko karna tha isme neelam barabar ki bhagidar thi usse kaho chahe na kaho par wo kaha picche rahme wali thi wo waha aai apni sabhi saheli ko dikha dikha ke puja kar rhit hi kuch ko to smjh me aa raha tha. Or kuch ko nhi smjh aa raha tha. Kiran ko pari or neelam ke alwa koi nhi pahchan rhe the usse ghunghat hatane bhi bola gaya lar nhi hatai or kajal ne mana bhi kar diya hatane se. Jisse koi kuch nhi bola.

Luja sampan hui to or sabhi gaon ke mukhiya ke pariwar ne bhi puja kiya issi ke sath sohan or uski sena ne sara kaam apne jimee lwte hue sab ko kaams e ajad kar diya. Neelam haeli me aate hi sabse pahle hath pair dhoo ke kitchen me gyi waha jake sabke liye khana parosa or khud apna khana lake neeche dari bichhai or khane baith gyi.

Samrat- aree bhukhar tune kaha sab sath kahyenge or tu khud akele khaa rhi h.
Neelam- ha sab sath ho to khayenge sab ka nikal diya h jao le aao or khaoo.
Kajal- kisi ko lane ki jrurat nhi h.
Sabhi koi khana leke bahar aaye or wahi daari pe katar badh baith ke khane lage ussi ke sath ramakant ji ne kajal ko dekhte hue kaha.

"Aaj meri bahan mujhse hi chhupti fir rhi h" ye tanz tha jisse soon kar kajal mand mand muskrai par kuch boli nhi. Sabhi ka khana hassi thitholi ke sath khatam hua or iss hassi thitholi me sujit ka tanj or ramakant ji ka tanj bhi hass ka karan bana.

Sabhi bahar tahal rhe the anadar kitchen me mamta kajal thi. "Ye bapu ki bahan kon h" mamta ke ye luchhte hi rone ki awaj aai or picche ghum kar dekhte hue kajal ne kaha. "Ye h bapu ki mooh boli bahan or shubham ki sagi maushi" mamta chonk kar dekhte hue "kya mtlb ye meri...." Mamta usse gale lipat ke jor jorse rone lagi or sikayat bhi karne lagi.
 

Thander bolt

Active Member
631
1,598
123
Awesome update bhai
Fabulous update.........
keep posting bhai............
waiting for next update...........
Superb....
Waiting for next update
Nice update bro 🤠🤠🤠🤠🤠🤠🤠🤠🤠🤠🤠🤠🤠🤠🤠🤠🤠
Mast update bro
Excellent update
Awesome update

Update posted
 
Status
Not open for further replies.
Top