DARK WOLFKING
Supreme
- 15,545
- 31,865
- 244
aur mere khayal se kahani ka base wo hai jab gautam ne ground me sabke saath milke arman ki ragging ki aur usko bahut beijjat kiya aur ladkiyo ne bhi maara ..tabse arman ka style badal gaya aur badlaa lene nikal pada ..
arman aur gautam ka jhagda sab chalta raha ,,par jab gautam ne ye kaha ki esha ne uska saath diya arman ko fasane me tab
aur ek arman ki barbadi ka reason esha thi kyunki usne hi jaake aradhna ko pyar ke baare me bataya jabki usko pata tha arman usse pyar karta hai .. esha ki maut ka sunke thoda shock laga ki wo daddu ke yaha maari gayi aur socha nahi tha ki wo waha milegi par uski maut ka dukh nahi hua ..
varun ki maut se bura laga par wo arman se judi nahi thi ..
par rp ki maut ka bura laga ki usne usi kamre me suicide kiya jo arman ka tha.. par 1 sawaal ki rp ne sirf isliye suicide kiya kyunki usko dusre ladko ne maara aur hostel ka koi bhi uski madad karne nahi aaya aur us wajah se wo pagal jaisa ho gaya ,,kya gautam ki maut ka koi farak nahi pada uske upar ???