parkas
Well-Known Member
- 30,568
- 65,905
- 303
Bahut hi shaandar update diya hai Ajaykumar82 bhai....Update -08 (B) (Megha Update)
Main apne bister par karwat badal rahi thi.....................sach poochon to mujhe pal bhar bhi kahin chain nahin mil raha tha....................mere ander ki bechaini bahut hudd tak badh chuki thi..................baar baar wo sapna mujhe pareshan karney laga tha...................jis wajah se main aslam ko aab bahut zyada yaad karney lagi thi..................ek pal to ye bhi khyaal aaya ki main aslam ko yahin apne paas bula loon aur usey apna ye badan saunp doon.....................mere dimag mein is waqt bahut uthal puthal machi hui thi......................mujhe na kahin chain mil raha tha..............aur na hi karar......................
thode der baad jab main normal hui to bathroom mein jakar pehle apne mooh aachey se dhoney lagi.....................fir bade gaur se apne aapko aaiyney mein dekhti rahi.......................meri aankhein is waqt soorkh laal ho chuki thi..................main wahin sofey par gayi aur shuru se sari ghatna ek ek kar sochney lagi..............main jis saksh se aab tak nafrat karti aayi thi ...............ussey door bhagti thi.....................na jane kyon wo saksh aab mujhe aacha lagney laga tha..........................pata nahin kyon................ye shayad main bhi nahin janti...............par main dheere dheere aslam ke taraf jhukney lagi thi.................uski gandagi.................uski gandi harkatein ................uska yu meri taraf aise ghoorna................sab kuch mujhe aab aachi lagney lagi thi...................
waise to wo na dikhney mein koi khoobsurat tha aur na hi uski aisi koi personality thi jissey koi bhi ladki uspar impress ho sake................haan ek cheez aslam ko khas zaroor banati thi wo thi...............uske dono tangon ke beeech uska jhoolta hua 10 inch mota lumba lund......................jo kisi bhi aurat ke pyaas ko poori tarah se shant kar sakti thi..................ye sab to mujhe baad mein pata chala....................
aslam ke taraf mera jhukaav bilkul laazmi tha.........................waise aaj jo kuch bhi hua tha wo theek nahin hua tha......................mujhe bhi aisa lagney laga tha ki maine jo kiya wo theek nahin kiya....................mujhe aslam ko thappad nahin marna chahiye tha....................usney haath hi to mera pakda tha.....................usney haath pakad liya to kaun sa bada gunaah kar diya........................issey zyada to usney mere saath aur kuch nahin kiya...............chahta to wo mere saath bahut kuch kar bhi sakta tha ye jantey hue bhi ki main us ghar mein bilkul akeli thi................uske bawjood mere dantney par wo wahan se chup chaap chala bhi gaya tha...........................
wo thehra mamoli insaan................din bhar idher udher chote mote kaam karke wo apni zindagi ko kaat raha hain.............upar se uska koi aagey peechay bhi nahin hain.....................na hi biwi ....................aur na hi baachey.....................aurat ka sukh usey aaj tak kabhi mila bhi nahin.......................aise mein agar uska munn mujhe dekhkar thoda fisal bhi jata hain to usmein uska kya dosh...................mard hain to aurat ko dekhkar fislega hi.....................pata nahin wo is waqt kahan hoga......................gussey mein aakar maine na jane kya kuch usey keh diya....................
kaise dhoodun main usey..........................kahan rehta hain wo......................usney bataya to tha ki wo yahin paas ke basti mein rehta hain........................magar itni badi basti mein main akele usey kahan dhoodungi.....................kaise main uska pata karun....................mere ander ki bechaini guzarte waqt ke saath saath badhti jaa rahi thi.............................main aab aslam ke prati aur bhi zyada bechain ho uthi thi.................magar kehtey hain na agar kisi cheez ki shiddat se chaah ho to wo usey mil hi jati hain.......................
meri nazar jaise hi mere phone par padi mujhe aslam tak pahunchney ka ek zariya mil hi gaya.....................kuch sochkar mere murjhaye hue chehrey par ek pyari si muskaan aa gayi..............magar dikkat ye thi ki aslam ka number sagar ke paas tha aur sagar se main aslam ke bare mein kya kehti..................kya batati usey main..............ki meri wajah se aslam aaj kaam chodhkar chala gaya..................agar main sagar ko sach batati bhi to wo mujhe hi galat tehrata....................waise bhi wo mujhpar har waqt fire hi rehta tha...................
waise bhi sagar ne office time par mujhe phone karney se mana kiya tha............................kyon ki usey pasand nahin tha ki main kaam ke beech usey distub karun...................magar zaroori bhi to tha....................kuch sochkar maine sagar ke paas phone karney ka faisla kar hi liya......................ye jante hue bhi ki sagar mujhpar gussa karega...................mujhpar chillayega....................magar mujhe sab manzoor tha.................maine apna phone uthaya aur sagar ke paas fauran call karney lagi......................
jaise hi screen par calling likh kar aayi maine durr se apna phone kaat diya.............aisa maine do teen baar kiya magar thodi himmat karke maine is baar sagar se baat kar hi li................jaise maine socha tha kuch waisa hi hua.................ek poora ring jane ke baad bhi sagar ne call nahin uthaya to mera dil aur bhi ghabraney laga.................maine dubara se fir sagar ke paas call kiya to is baar usney turant apna phone recieve kar liya................
" kaho nidhi............................baat kya hain..................tumne is waqt mere paas phone kyon kiya..................maine kaha hain na office time par tum mujhe phone mutt kiya karo................disturbace hoti hain mujhe................maine tumhein mana kiya tha naa..............." aur sagar jaise mujhpar baras pada wahin main khamoshi se uski baatein sunti rahi.....................
" sagar..................iam sorry......................agar zaroori nahin rehta to main tumhein phone kyon karti.....................wo baat ye hain ki........................tumne jis naukar ko mere paas bheja tha naa...............wo aaj kaam chodhkar chala gaya.................." main aagey kuch kehti sagar humesha ki tarah mujhpar bhadak utha.........................
" chala gaya........................what do you mean.................aise kaise chala gaya.......................nidhi.................magar kyon.....!!!!!!!!!!!!...........aisi kaun si baat ho gayi ki wo is tarah se achanak chala gaya...................tum bhi naa................tumse ek kaam theek se nahin hota..........................agar main tumhein kuch aur kahun to kahogi ki main tumpar har waqt chillata rehta hoon................tum tehro main aabhi ussey baat karta hoon................fir main ussey baat karke tumhare paas aabhi bhej doonga...............aaj kal ke bhi sale ye naukar.................har waqt inki demand aasman par hi rehti hain................." aur sagar gussey mein badbadey laga wahin main khus thi ki sagar ne mujhe zyada kuch nahin sunaya.....................
" nahin sagar...............tum rehney do.............baat main ussey khud hi kar loongi..............bus tum mujhe uska number bhej do........................ho sake to wo meri baat maan jaye................." ye baat main sagar se darte darte kahi wahin wo meri baat maan gaya aur fauran mere number par usney aslam ka number SMS kar diya.............. mere chehrey par ek pyari si muskaan tair gayi...............
" agar usney paise badhney ki demand ki to tum usey saaf saaf mana kar dena......................main koi aur dusara naukar ka intezam kar loonga..............." aur sagar itna kehkar apna phone kaat diya wahin main gehri saans leti hui munn hi munn khus hone lagi....................ye to shukra tha ki sagar ne aslam ke jane ki wajah mujhse nahin poochi...............
jaise hi maine SMS khola samney mobile ke screen par aslam ka number tha.......................main us number ko bade gaur se dekhney lagi fir main dhadaktey dil se us number ko dial karti hui aslam ke paas phone milaney lagi..........................mera gala ghabrahat se baar baar sookh raha tha................shayad durr ki wajah se bhi..................aisa pehli baar tha jab main kisi ke paas is tarah se phone kar rahi thi.................do teen baar maine us number ko dial kiya aur fauran phone kaat diya....................magar jaise taise main thodi himmat jutati hui fir dubara se aslam ke paas phone karney lagi..................kyon ki ussey baat karni zaroori bhi to thi......................
jaise hi ring baji mera dil aur bhi zoron se dhadakney laga.......................mujhe ye samajh mein nahin aa raha tha ki main aslam se kya baat karungi.....................phone ki jab poori bell baji tab aslam ne apna phone uthayaya aur jaise hi main uski awaaz ko suni...................mera kaleza aur bhi zoron se dhadakney laga......................wahin is baar mere chehrey par khushi...............to dusari taraf durr aur ghabrahat bhi saaf jhalaka raha tha.............................
" Hello.............!!!!! kaun....................." udher se aslam bol pada aur jaise idher mere lab sil gaye..................mere mooh se ek bhi lafz bahar nahin nikley........................main apne sanson ko normal karti hui fir se lumbi lumbi sansein lene lagi...................kuch der ki chuppi ke baad aakhir main dheere se bol padi...................
" hello.....................main.............. nidhi...................tumhari memsaheb...................." aur jaise taise main itna hi bol payi aur fir se khamosh ho gayi..............wahin is baar mera kaleza aur bhi zoron se dhadakney laga.......................
To Be Continued.................................................................
Nice and lovely update....