- 670
- 3,007
- 124
Click anywhere to continue browsing...
Waah, ekdam dhansoo update....Julie 'shit shit, matlab pehli mulakaat main hee Nina Anuragi k sath date, wow aap kamal ho boss'
Padma iske piche k raaj ko samajh gayi thi jo Julie nahi samajh paayi, Sanjana k diye gaye details k chalte Shani homework kr k aya tha ki Nina ko kaise handle karna hai Julie ki baat pr Shani ne smile diya aur aage bola.
Mumbai se thoda aage ek sunsaan Beach pr le gaya, ek resort ka pvt beach tha jo aajkal resort k maintenance k chalte band tha. Kaantedaar taar lage hue the pr car jaane ka ek gate bhi tha. Jisko khol Shani car ander le gaya aur andhere main dubi hotel ki building k pass le ja k khada kr diya.
Nina 'ye kon see jagah hai'
Shani 'sunsaan, jaisa ki apki demand thi'
Nina 'ajeeb see jagah hai'
Shani 'nahi madam bahut acchi jagah hai, yahan khubsurat items ko laa kr unse khoob sara advance payment liya jata hai'
Nina 'ohhh mai to darr gayi ,tum apni bhasha bolo na jo doston k sath bolte ho, khane layak maal, ohh God aaj tak kisi ney mujhe aise nahi bola'
Shani 'himmat nahi hogi na, famous Nina Anuragi agr FIR kr deti to bande ka sar uske piche ghusa deti police'
Nina ko shock laga 'tum mujhe jaante ho'
Shani 'abb jaanta hun, phone number se naam mila naam se facebook search kiya, fir Google se history. 5 min main jaan gaya ki aap ek nazar main kyon pasand aayi"
Nina 'to abb'
Shani "to abb kya ,bura time sabhi ka aata hai aapka bhi aa gaya, mere sath akele iss sunsaan main...hahahahaha"
Nina 'Kapde utarun ya tum utaroge'
Nina haste hue boli, abhi vo Shani k vyavhaar ko samajh nahi payi thi.
Shani 'ek shart pr ,fir aap jo kahengi vo karunga'
Nina 'kaisi shart'
Shani 'apko ek sach bolna hoga, ya fir main ek risky kaam bolunga vo karna hoga'
Nina 'truth or dare game ,suna hai pr khela nahi, mujhe laga tu mujhe khane k liye yaha laya hai, abb paka raha hai'
Shani "haan to paka k khata hun, kaccha nigal to lun pr pacha nahi sakta, tabhi paka raha hun"
Nina 'haha ok ok truth ,pucho'
Shani "itni kaamyab thi aap, fail hone ka kaaran jo mjhe laga, bahut se seen karne se mana karna ,jabki career ki starting main kiye they, kyon mana kiya scenes karne se'
Nina ekdum shant ho gayi, thodi der baad boli 'kisi ne dimag main bhar diya tha ki iss tarah kapde utarte rahogi to ek din nanga kr denge phir kya dikhaogi, acting pr dhyan do, aur hot scenes pehle to laga story ki demand hai phir jiske sath karo, director aur actor sab bas mujhe apne niche sulana chahte they, mana karti thi to scene ko aur bhi jada sexy aur lamba bana dete, mujhe ye accha nahi lagta tha, to mana karne lagi, Paramjeet ne suru main kaafi support kiya pr jab business se bahar ho gayi to mujhe koodha (garbage) kahne laga, mai to ekdum toot gayi, socha suicide kr lun, pr meri ek frd ne kaafi help kee, pr abb Paramjeet ka attitude dekh kr kagta hai ki uss time thoda....., sala business k bahane randiyon k pass jata hai, sochta hai ki mujhe pata nahi, aaj bhi kisi ki tango k bich maar raha hoga'
Shani 'aap jeeti apki baat main dard k sath sacchayi hai, main bhi truth'
Nina 'mai accidentally mili ya plan tha'
Nina turant puchi
Shani "matlab acchi acting nahi kr paya, Sanjana"
Nina 'uska to transfer ho gaya'
Shani "4 mahine hum sath they"
Nina 'ohh tabhi idhr beech kaafi badal gayi thi, to mujhe mark kr k gayi hai, kisliye?'
Shani 'galat sawal, sahi baat aap bhi jaanti hain'
Nina haste hue 'to mere purane din vapas le aaoge tum? 33 ki hun 63 wali feeling ander rahti hai'
Shani 'pata nahi ,jadugar nahi hun pr jiske sath rahta hun usko life acchi lagne lagti hai'
Nina 'college main kya subject liye ho'
Shani "psychology aur economics"
Nina 'ooohhh, abb aage kya karna hai, dare? Yahan sunsaan main kya dare karwaoge mujhse?'
Shani "Soch raha hun ,jo socha tha vo tumhare bas ka nahi"
Nina 'abey chal abhi mujhe jaanta nahi hai'
Shani "accha to fir wahi karo jo socha hai. Kapde utaro ,500 meter dur samundra hai. Tezi se wahan jao aur pani chu kr tezi se wapas aao , car ki headlight mai on rakhunga"
Sunn kr Nina jaise freeze ho gayi ,vo na hil payi na bol payi ,to Shani has k bola
"ho gaya, darr gayi? madam kitni bhi hot ho aap, safalta himmat dikhane se aati hai, ya kuch kaam karne se, darr k chup baithi rahogi to koi Shani koi Sanjana kitni bhi help kr ley...."
Nina Shani ki aadhi baat sunn kr hee kapde utarne lagi, Shani ek tak usko dekhne laga ,jab puri nangi ho gayi to usne Shani k chehre ko dekha to has padi. Shani k chehre pr ese expressions they ki bas abhi Nina pr jhapat padega. Uska chehra dekh kr hee Nina k ander fir se confidence jaga, vo boli
'tere liye bhi dare, mai ja k vapas aaungi usse pehle tu car k saamne kaan pakad k khade rahoge nange'
Shani ne haan main sar hilaya, uski ankhen abhi bhi Nina k badan se chipki thi ,vo bola "tabhi to ek time sab tumko bajane k liye betaab they, saali upr se niche tak makkhan"
Nina 'hatt , bolte bahut hee accha ho tum '