• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy 😈 WHO 😈

king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,820
31,198
259
MA ke pyar ke bare me kuchh likhna uske pyar ko kam karne Jaisa ya ye Kahe ki insult karne Jaisa hoga mere liye, isliye isbare me no talk... 🤐

Kya baat hai un 15 gundo ko accha sabak sikhaya salo ko ek dusre se hi ladva diya or ant me bache huye ko apne gulam ko de diya usse khelne ke liye...
To aise pta chla tha unko apne avi ke bare me, unke Bahut se log airlines me hai...
Superb update bhai sandar jabarjast
Thanks for review
 
  • Like
Reactions: Xabhi and Smith_15

king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,820
31,198
259
Update 14

Mom and son talk and plan

Idhar avi kuch der bedroom mae aram karane laga aur kuch sichne bhi laga

Avi - main itne sal is ghar se is ₹esh se door raha aur mere papa ka business bahut jada bad chuka hai.
Par utne hi unke dushman bhi, business mae to dusmni hoti rahti hai, par ab baat UnderWorld tak ja chuki hai aur ab unka target unse ( sumit) jude hue log hai..

Avi ye sab soch raha tha ki usko maa ki awwaj aa gai ki nasta ban chuka hai, avi bhi Apne vichar ko bhul kar apni maa ke pass gaya, jada dining table mae nasta rakha ja chuka hai

Sneha- to pesh hai mere bete ka favorite pizza (vage) ..

Avi - wow maa Apne intni jaldi pizza bana bhi liya , itni jaldi to hotel mae bhi nahi pate hai..

Sneha- ha tu sahi bol raha hai par pata nahi kyu ajj mera mood pizza khane ka ho raha tha to Sara saman ready kar chuki thi aur idhar tu bhi aa gaya..

Avi - acha to ye baat hai Apne pahale hi sab tayar kar rakha tha..

Sneha- wo sab chod aur beta pizza kesa laga, wo kya hai na mene bahut dino baad banaya hai, to kahi kuch kami to..

Avi - kya maa app kuch banaye aur usme kami nikal jaye yesa kabhi ho sakta hai kya,
Wese bhi ye pizza bahut accha bana hai,achha app bhi bath jawo mere saath accha maa mujhe kuch puchna tha ap se

Sneha ( baju mae bath kar) - ha bol na kya baat hai

Avi - main yaha aanee wala hu, ye baat to apko pata nahi thi fir ye sab kuch kese,
Aur Apne to mujko dekha bhi nahi tha in 15 salo mae ek baar bhi fir ye sab kese Upper se apne aarti ki tali bhi tayar kar rakhi thi..

Sneha- acha to tumko ye janana hai, to beta ye jo mera dil hai na, isko tere ane ka ahasaas pahle hi ho chuka tha samjha,
Aur wese bhi tujko pahchan ke liya meri mamta hi kafi hai, chal nasta kar lee tanda na ho jaye..

Avi - app hi mujhe Apne hatho se khilo do pahle ki tarah..

Fir dono maa bete ne ek dusro ko payar se pizza khila liya, maid plets lekar chal di

Sneha- chalo fir yaha bath kar mujko bata ki itne salo mae tune kya kya kiya Apne University mae..

Avi - ha tik hai par yaha nahi, garden mae chalte hai, wahi baate karenge..

Sneha- to Apne garden ko abhi tak nahi bhula hai, itne salo mae bhi..

Avi - kese bhul sakta hu, wahi to main apna sabse jada samay bitaya karta tha na maa.. Wese koi change hua kya in salo mae..

Sneha- jada to nahi par mere kahane se tere papa ne kuch rang birange ped laga diye hain jisse hamara garden hamesa dup se bacha rahta hai, Aur tandi hawa bhi chalti rahti hai..

Avi- ab itni tarif sun li to ek baar to dekhna banta hai..

Dono maa bete Apne garden ki taraf chal diye aur wo kuch is tarha se dikh raha tha

Garden

Screenshot-20220714-185053-1
image uploader

{ she - to ye hai wo garden jiski app hamesa baat kiya karte the, jab bhi app kisi aur jagha jate the..

Avi- ha ye wahi hai jaha main pahli baar natura se juda tha, aur ajj tak juda hua hu.. }

Sneha- avi kaha kho gaya beta itni santi se kyu kada hai tu yaha aa bath mere saath..

Avi - kahi nahi maa bas Apne bachpan ke din yaad aa rahe the, aur mujhe yaha jamin mae hi accha lag raha hai, ahh let jata hu kitne salo se dur raha in sab se

Avi usi jagha let gaya aur sneha uske samne hi bathi huu thi

Sneha (man mar) itne sal bit gaye hai par ajj bhi mere avi ka Apne is garden ke liya payar wese ka wese hi hai jese pahale tha, achha avi

Sneha kuch bolne wali thi par wo chup ho gai kyuki, avi ke ass pass bahut si titliya (baterfly), aur kuch khargos (rabbits ) aa gaya the aur jab sneha ne dhyan diya to avi so chuka tha, sneha Apne bete ko sota hua dekh, uske dil ko ek alag si santi mili..

Sneha (man mae) - mera avi kabhi nahi badal sakta dekho to jara kese ek chote baache jesa so raha hai, (mobile dekhate hue) Wese bhi 2 to baj hi gaye hai isko sone deti hu tab tak main bhi kuch kaam kar leti hu..

Idhar jab avi apni nind se bahar aya tha samne uski maa coffee ke saath tayar thi..

Avi - maa ye app abhi itni jaldi coffee kyu le aai ho..

Sneha- itni jaldi beta Ji jara, time to dekh lo pahle fir kuch bolna..

Avi ne apna mobile phone par time dekha to abhi sham ke 5 bajane wale the..

Avi - matlab mae yaha par pure 3 ghanto tak sota raha, par maa apko bhi to mujko utha dena chaahiye tha na

{She - yes app yaha so gaye the wese bhi jaha bhi natura hoga app ko waha santi hi milegi na

Avi - ha pata hai mujko aur iski wajha tum hi ho, jiski wajha se main natura se itna payar karta hu }

Sneha- are jab mera bete so raha hai to main usko kyu utha du

(Mere ghar mae to jada der soya to
maa ki chapla received with full power 😭😭)

Avi bhi apni maa ke hatho ki coffee pite hue bola

Avi - accha maa papa kab aa rahe hai wapis ghar

Sneha- ha kal raat hi unse baat hui thi meri, abhi to wo South Africa mae hai bol rahe the ki 1-2 din mae aa jayenge wapis ghar..

Avi - tik hai aur amit uncle aur meri sweetheart kese hai dono

(Avi bachpan mae abha ko jada tar sweetheart karke bolta tha)

Sneha- Tere amit uncle to jese pahale the wese hu hai,ajj bhi is ghar ke liya hamesa tayar rahate hai,
Aur hamesa jada teri chinta usko rahati hai aur ajj to wo is country se us country ghum te rahte hai,
Aur jab bhi aate hai tere bare mae hamesa baat karate hai,
Ki kese tune Apne class mae toop kiya, game mae medal jita ya kisse ladai ki sab kuch..

Avi- aur sweetheart kesi hai

Sneha- abha 😞

Abha ka naam lete hi sneha todi udas aur tension mae dikhi aur avi ne ye baat notice bhi kar li thi..

Avi - maa kya baat hai kuch hua hai kya, unke (abha) bare mae yaad aate hi ye apka chahra (face ) udas kyu ho gaya.. App dono ke bich sab normal hai na..

Sneha- ha nahi beta hum sab ke bich sab kuch tik hai baat ye nahi hai avi,
Acha to bata kya tujko kuch yaad hai ki abha ka natura kesa tha..?

Avi - jaha tak mujko yaad hai unka natura hamesa hi khushi rahne wali thib, jaha bhi jati hamesa yahi kosis karti ki unke ass pass log khush rahe, hamesa muskurati rahti thi, aur apse mujhase hamesa nok jok (pyaar wala) karti rahti thi,
Par app ye sab abhi kyu puch rahi hai maa

Sneha- Avi abhi jo tune bola wo sab purani baat ho chuki hai beta, ab teri sweetheart pahle jesi nahi hai,
Jo abha hamesa khush raha karti thi , ab jese wo khush rahana bhul chuki thi, jiske honto par hamesha muskaan rahati thi, wo ab muskurna bhul chuki, ab to wo mujhase bhi sirf kaam ya tere liya hi bate karti hai beta,
Meri best friend jese mujhase bahut dur ho gai avi...

Avi chup chap apni maa ke badalate hue face expression ko dekh raha tha, jo kabhi udas to kabhi tension mae badal raha tha.. Jab sneha ne apni baat khatm ki tab avi bola..

Avi - par ye sab acchanak kese ho gaya kuch too baat ho gi na maa, Apne kabhi kosis nahi ki..

Sneha- avi kya tumako lagta hai mene kosis nahi ki janane ki par wo hamesa baat taal deti hai,
Ab sirf tu hi hai jo usko pahle jesa kar sakta hai

Avi isse pahle ki kuch bol pata, sneha apni jagha se uthi aur avi ke pass aa kar, uske hath ko apne hatho mae rakh liya aur boli..

Sneha- avi tumko yaad hai, jab Pichhli baar humne baat ki thi, aur tumne mujko bola tha ki app ko kya chahiye aur mene reply kiya tha ki mujko jo bhi chahiye wo main time aane par mang lungi.. Yaad hai tumako..

Avi - ha maa mujko yaad hai sari baate par app abhi ye kyu puch rahi hai..

Sneha- to avi mujko meri purani dost wapis chaiye, meri abha pahle jese chahiye mujko avi..

Avi - par maa main kese.

Sneha- mujko kuch nahi pata ki tu kese karega, bass main yahi chahti hu mere bete, chaahe to usko hansa usase bate kar, usko ghumane le ja, movie le ja ya fir dinner le ja, mujko meri dost wapis chaiye, promise kar mujhase..

{Sneha- sorry avi ek maa ho kar main tujase ye mang rahi hu, par iske alwa koi dusra rasta nahi hai }

Avi apni maa ko dekh raha tha, kyuki ajj tak Sneha ne avi se kabhi kisk bhi chij ki manag nahi ki thi,
Ajj pahali baar usne kuch manga wo bhi apni saheli ke liye

{ She - apki maa kuch chupa rahi hai kuch yesa jo wo, apne mhu se apne bete ko nahi bata sakti hai, wo fashi hui hai }

Avi - ok maa main promise karta hu, apko apki friend pahle jese mil jayegi..

Sneha ke chahra pahle se jada khil gaya aur usne avi ka mata chum liya aur muskurate hue boli..

Sneha- tik hai par usne tujko abhi tak dekha nahi ruk ye le abha ka number aur photo.. Aur tu uuse milega kese..

Avi - ab jese apko surprise dene ki kosis ki thi, usi tarah unko bhi dene ki kosis karunga, surprise.. Wese abhi kaha hai wo

Sneha- wo ajj raat tak aa jayegi ghar aur agar tumko usse milna hai to, yahi pass mae ek public garden hai wo har subha 6.30 to 7.30 waha aati hai, tum chaho to usse mil sakate ho,
Achha avi ab main chalti hu ghar ke kuch kaam baki hai..

Aur sneha chal di par avi ka dimag sun ho gaya kyuki sneha bilkul yese abha ke bare bol rahi thi
Jese wo Apne bete ke bahu ki baat kar rahi ho

Avi photo dekhta hua

Screenshot-20220714-113717-1

"Time to meet you my sweetheart"
 
parkas

Prime
22,981
52,842
258

Nic and lovely update....
 
Top