Samar_Singh
Conspiracy Theorist
- 4,548
- 6,196
- 144
Review
Story - WHODUNNIT
Writer - Sanju Bhaiya
Plot - ek ladke Sanjay ke murder aur shehar me hone vale kai serial murder ki investigation ke charo taraf ghumti kahani jo kai hairan karne vale raaz chuapaye hue hai
Positive - Kahani ka narration aur language kamal ki hai, and puri kahani me engagement bana rehta hai. Jis mystery ko story create karti hai use end tak banaye rkhti hai. Karan ke pagal psycho killer rooo ka ek strong background bhi diya hai. Story shuru se lekar ant tak readers ke sath ek mind game khelne ki koshish karti hai.
Karan, Sanjay aur police officer ka perspective bhi alag alag dekhne ko milta hai, kahani ek linear way me nahi badhti.
Negative - jyada kuch Kami nahi hai, bas kahani me character bahut jyada najar aate hai jo ek confusion paida karte hai sath hi kahani bahut sare plot ko lekar chalne ki koshish karti hai. Drugs and gangster, karans side, Riya side, Sanjay side, police side and socital exploitation of karan's mother. Isliye story se utna connect nahi ho pate.
It's a really nice story, keep writing you can be a amazing writer.