- 210
- 1,595
- 139
Dhruv ek earth ka ladka tha. wah anath tha. uski maut sharabi ke sath bhidne ke karan ho jati hai. wah maut ke antim samay me ishwar se prarthna karta hai ki agle janm me ishwar use kisi amir insan ke ghar paida kare.
Dhruv ki ankhe jab khulti hai to wah apne aap ko Blue Star grah par paata hai. yaha ke log jadui prvriti ke hai. jinhe warrior kaha jata hai. to aage hum padhenge ki Dhruv kaise iss duniya me apni dhaak jamata hai. aur uske jivan me kya kya hota hai.

--------Life's story goes on and on, each part just a piece of the whole.-------
threads ko mobile me likhna shuru kiye the. to waha par Hindi me type karne ka option milte hai. but laptop me hame hindi type karni nahi aati. isliye ye ho gaya...