Wonderful update, jab Vyom, Trikali, Suyash, Shefali aur Varuni aur baki sabhi ek sath honge, lekin isme abhi bahut waqt lagna hai, abhi Vyom ka mission pura nahi hua hai, Shefali aur Suyash abhi Tilism ko todne mein lage huye hain, khair dark matter ka ilaaz toh apne Vyom ke paas hai.