If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Hmm...
Sir Roman.... to Evil Monerach ne isko hi Deoman King banaya tha.Dekhana hoga Eira ki kya halat hoti hai.
Itni Jyada black energy plus us demon general(fucking 3.7b human soul se bana tha) ko devor karne ke bad.. kya Arya ka Evil god heart fulfill Ho Gaya hoga?
Koi bataya ga ki kya...
Aakhir Arya ne donon Ki Jaan bacha Li Bhale hi Tarika thoda sexual tha lekin Iske alava bhi Arya ke pass koi Rasta Nahin tha...
You.jung ke kya bichar hai ispar..dekhane wali bat hogi.
Fuking hellll...
3.0 ki sabse pahle wahsipan elders ke HAL Mein Dekha gaya tha jahan per usne Kareeb 40 Logon Ko Kata tha 5 minut mein.
Yahan per to bus 24 aur 5 log aur Bande the aur Samay Diya gaya tha Kareeb 19 se 20 minut itni der Mein To 3.0 Kai dafa Inko Maar sakta tha aur is devil ne...
HA..to akhir bhedh khul hi gaya
Ap ka itna dimag chlana us par hi bhari pad gaya.....Master log is bat ko pacha nahi pa rahe the achnak se AP itna calm kaise rahne laga.
Kya AP k pakde jane k piche Dameon ka hath ho sakata hai?