Chalo ab dekhte hain ki momma's boy aniket ki mummy aa gayi hai toh kya hota hai kuchh toh locha hai16
Samir ke room se jaane ke baad usne kisiko andar bheja jo ki Kalyani ka dhyan rakhe aur in sab ke bare me samjhya de , uske hisab se usne koi galat nhi Kiya tha , aur jyadatr shadiya unke rivaj se aisi hi hoti thi .dulhan hamesha jo unhone agwa ki hui hogi .usise jyadatr shadiya hoti thi aur jo mard agwa nahi kar paye yaa unhe unke hi kabile ki aurat pasand aa gayi to uske hisab se shadi hoti thi . par uthakar jo mard dulhan Lata tha uski respect bohot jyada hoti thi .
Samir ke bahar jyate hi ek ladki andar aai jo Kalyani se to umra me badi thi hi .vo andar aai to dekha ki Kalyani ro rahi thi , uska dil Kalyani ko rota dekhkar pasij gaya ,
vah Kalyani ke dard ko samaj sakti thi use bhi isi tarah laya gaya tha to uska dukh samaj sakti thi ,vo uske paas baithi aur kuch baat karna chahi par Kalyani ka rona band hi nahi hua ke tabhi us ladki ki najar Kalyani ki kalaiyo par gayi jo ki rassi se nikalne ki koshish ki vajah se laal ho gayi thi , aur shayad jakhm bhi ho gayi thi Kalyani ko .
Vo ladki bahar gayi aur kuch der baad sath me kuchh dawai le kar aai aur Kalyani ki kalai ko pakad liya, usase pahle kalyani kuch karti to vo thanda sa lep un par padte hi kalyani ki aah nikal gayi .Kalyani jo ab tak jyada tr ro hi Rahi thi vo thodi shant hui , usne gusse me apne aap ko chhudana chaha lekin usne ek hath dono hatho se pakada hua tha, jaise ki lep lagane Tak to chhodegi nahi , aur Phir Kalyani ne bhi jyada hat per nahi chalaye .
Jaise hi uske dono hatho ko aur pero ko lep lagana hua ,jisase kalyani ko bhi thodasa achha laga jo ki uski samasya ke samne Chhota sa dard tha .phir us ladki ne apna pahla sawal Kalyani se puchha .
" Kya main aapka naam jaan sakti hu ? "
Kalyani " Kalyani , aur tum ho kon? Mujhpar itni Daya dikhakar kya fayda , aur vo Samir kaisi bakvas kar raha tha , ye achanak mere sath kya ho gaya meri to kuch galti bhi nahi hai. "
" Vo sahi kah raha hai ,tum ab in hi logo ke bich hi rahogi , sorry,yahi kadwa sach, par yaha bohot si shadiya aisi hi hoti hai , shaharo se uthakar ladkiyo se shadi ki jaati hai , maine janti hu aur main bhi to yaha aise hi layi gayi thi , ye to achha hua meri kadar karne vala koi nahi tha "
Kalyani thodi sharminda aur dukhi hokar " sorry mujhe nahi pata tha ki aap bhi meri tarah ek victim ho , vaise aapka naam kya hai? "
"Sandhya "
Kalyani " sandhyaji vaise kabse hai yaha pe aap , kya aap us insaan ko pahle se janti thi ,kya usne bhi aapko fasaya tha "
Sandhya" nahi , hamare hostel se bohot si ladkiya uthayi thi inhone unme se me thi "
Kalyani sandhya ki baate sunkar khudke liye ab bohot hi chintit ho gayi " kya isase aap bahar nahi nikal sakti "
Sandhya " main to bahar hi hu , me to apne pyar ke liye yaha ruki hu "
Kalyani " matlab ?, Tumhe jisne uthaya usase pyar ho gaya pagal to nahi ho ."
Sandhya "arre arre ,tum to sidhe conclusion par aa gayi , main yaha layi to jabardasti thi lekin , bich raste me kabile ke logo ke aapas me jhagde ho gaye toh, usme mujhe yaha tak lane vala mara gaya "
Kalyani " phir aap yaha kyu aap ko to vapas Jana chahiye tha "
Sandhya " haa lekin me chalu jahaj me thi aur jahaj me bohot hi ghamasan ladai chalu thi puri tarah ,koi kuch bhi kar raha tha us vakt raja nhi the jahaj par koi gun se to koi talwar se aur upar se bahar bhi nahi nikal sakte the , tabhi me un dono se mili "
Kalyani " kinse ?"
Sandhya " Ajay aur vijay ,un dono ne jahaj me mujhe kuch logo se rape hone se bachaya , phir meri aur vijay ki jaan pahchan hui , usne hi mujhe ab tak in logo se bachaya "
Kalyani " kya vo in logo ke sath hi rahte hai "
Sandhya " haa lekin jyadatr bahar hi rahte hai , aaj shayad aa ne vale hai , lekin meri suraksha ke liye prapandh kar diya hai , vo Raja ke khaas hai "
Kalyani " to agar me thik samaj Rahi hu to aap aur Vijay ji pyar kartile hai "
Sandhya " haa , shayad thoda jyada karte hai , ab to unke Siva reh bhi nahi sakte ,
Kalyani ,sandhya ki baate sunkar dukhi bhi hui aur khush bhi , khush to vo Sandhya ke liye hui , lekin jaise hi pyar baat chhedi gayi vaise hi Aniket ka vichar aate hi aur apni halat ko dekhkar dukhi ho gayi . Aur shayad yahi dukh Sandhya ne bhaanp liya .
Sandhya " mujhe pata hai ki tum kya soch rahi ho ,lekin me puri koshish karungi tumhare liye jarur kuch karne ki tum fikr mat karo shayad mujhe Vijay se baat karni padegi , tum meri chhoti bahan ki tarah hi ho "
Sandhya ki baat kahte hi , kalyani rote hue sandhya se gale lag gayi , kyuki use bhi samaj aa gaya tha ki shayad use koi nahi bacha sakta lekin ummid ki Kiran to thodisi thi .
___________________________
Aniket jab ghar pahucha to dekha ki ghar ka darwaza khula hua hai , sofe par ek behad khubsurat aurat bethi hui thi ,phir vo aurat boli .
" Aa gaye beta main tumhara intezar kar rahi thi , tum kah rahe the tumse milti nahi to socha kuch vakt tumhare sath hi rahu "
Aniket " lekin achanak , mujhe to kuch thik nahi lag raha , aap ko kaam se jyada kisi aur ki chinta ho ye to ho hi nahi sakta "
Mommy " Achha Baba , haa kaam se hi aayi hu lekin ye mera nahi tumhara kaam hai "
Aniket " mera konsa kaam , aap ko meri chinta achanak ho gayi ab tak jo hua us vakt jaruri kya tha "
Mommy thodi dukhi hote hue " chhodo , tumhari galati kuch nahi hai , Ab me beta manti hu , lekin sagi maa ki tarah farj thodi nibha sakti hu , mujhe mere kaam ke alava sab kuch kaise karte hai kuch nahi pata "
Aniket , mommy ki nirasha dekhi nahi gayi kyuki uske liye vahi to Sahara thi , Aniket mommy ke pass jaa ke pero ke pass niche baith gaya " Aap se gussa is liye nahi hu ki aap ne mere liye kuch kiya nahi mujhe lagta hai aap meri chinta nahi karti ,kyuki aap meri hi nahi bohot se bachho ke life me important part play karti hai "
Mommy " lekin me tum sabko aashao pe khari nahi utar paati , mujhme vo maa jaisa character hai hi nahi , mene bachpan ladna marna yahi sab sikha hai , aur me yahi sab tumhe sikha saki hu , is vajah se mujhe bura lagta hai "
Aniket " Ab har koi hamari aashaye jo unki taraf hai vo puri thodi kar sakte hai , aur vaise bhi is duniya ko dekhne ke baad to kah hi sakta hu , ki aap se mujhe shikayat rakhne ka koi adhikar nahi hai , Aap ka parivar itna bada hai ,un sab ke liye khud ki ichhao ko apne matlab se aage rakha ye aaj kal har kisise nahi hota "
Aniket mayus aavaj sunkar vo samaj gayi ki baat kiski ho rahi hai .
Mommy " sab se koi na koi galti hoti hai , lekin jise apni galti samaj aa gayi hai uspar bharosa kiya jyada bharosa kiya jaa sakta hai , jise galti hi pata na ho "
Aniket " chhodiye ab un sab baato ko ab me un sab ke mood me nahi hu ,aur uske bare me sochna bhi nahi chahta , abhi mujhe kuch aur jaruri kaam hai "
Mommy " agar tum aise hi , problems ko talo ge to vo bahot badi hone ke baad yaa phir hamesha ke liye jakhm banke naa rah jaye ,"
Aniket " jakhm to ab bhi rahengi hamesha ke liye , lekin meri pass ab meri problem se badi problem hai "
Mommy " Achha to me tumhari badi problem ko solve karti hu "
Aniket " konsi , aap ko pata hai "
Mommy " haa main sab khabar rakhti hu , tum kisiko dhundh rahe ho agar me madat kar du to tumhe bhi mera kaam karna hoga "
Aniket " haa , mai meri ek student ko dhund Raha hu , yaha pe mai aaya tha to mujhse baat karne aayi thi , bohot achhi ladki hai main nahi chahta ki uske sath kuch bura ho "
Mommy " tumhe ab tak kya pata chala hai uske bare me "
Aniket " ek ladka hai Samir naam ka , hamare hi college me padhta tha vo bhi kal se gayab hai , mujhe to uska hi hath in sab me lag raha hai "
Mommy "Dekho ab main sure to nahi hu , lekin mene Ajay aur Vijay ke piche kuch log lagaye hue hai , usase ye pata chala ki kisi badi tribes ke sath vo dono mil Gaye hai , aur main jitna un logo ke bare me janti hu vo log bhi ladkiyo ko kidnap karte hai , kya tumhe Samir ke bare me jyada pata hai "
Aniket " nahi pata lekin ye photo hai "
Mommy " to thik hai me us ke bare me kuch khabar nikalvati hu "
Aniket " lekin agar aap jis tarah tribes ki baat kar rahi kya vo itna plan karke matlab pahle jaan pahchan banakar is tarah se kidnap karti hai mujhe to kuch odd lagta hai "
Mommy " haa shayad tum sahi ho , lekin main phir bhi koshish karti hu , shayad tribes naa sahi lekin Samir ke bare me kuch pata chal jaye, tum thoda sa vakt do "
Aniket " vakt hi to nahi hai , aap jaldi se kuch kije main phir aap ki jo bhi baat hogi vo manugi "
Mommy " thik hai , me meri jitni bhi spy ki team hai sab ko Samir ki photo bhej deti hu "
Kuch vakt mommy ne bohot se call lagaye , photo bheji thi bahot jyada kuch pata nahi chala , mommy ke kuch pahle se hi Berki logo par najar rakhte the , lekin bade bade major hamlo ke liye , lekin samundar rasta hone ki vajah se mommy ki range se hamesha chuk jate the , jis vajah se unki information nikalna bahot mushkil tha lekin aaj subah se vo us jahaj ko track kar rahi thi . Mommy ne do tin log us jahaj me information nikalne ke liye rakhe the , u
si me se ek insaan ko jab Samir ki tasveer dikhi to usne turant hi mommy ko khabar de di .
Nice update ab mommy sab ki gand phadegi
Great going![]()
Awesome update
Good Update..
So mommy is in field now.
और अनिकेत का भी कन्फर्म हो गया।
गुड अपडेट
Mast
Marvellous update
Waiting for one more steamed update bhai
UPDATED 17, apne reaction aane Dena , aur like bhi karte rahna jald se 1000 likes ho Jaye mere .Chalo ab dekhte hain ki momma's boy aniket ki mummy aa gayi hai toh kya hota hai kuchh toh locha hai![]()
Kya kalyani ko bachane ke chakkar main Aniket ki identity expose hogi ? Ye dekhne layak rahega... waiting for next update17
" To phir kaise chal rahi tumhari research , aur kya naya mila? " , Ek chhoti si jahaj se utarte hue Aniket bola ,jiske sath Sunny aur Aisha bhi thi .
Sunny " chal rahi hai vaisi hi , lekin tumhe lagta hai ki vo jo ladki hai vo yahi hogi "
Aniket " yahi honi chahiye , kyuki sari baate to Samir ki taraf hi ishara kar rahi hai , bas aasha karta hu vo thik ho . "
Aisha " haa ,lekin tumhara plan kya hai , yaha to Ghana jangal hi dikh raha hai aur is ghane jangal me ham unhe kaha dhundenge "
Aniket " ham nahi ,main dhundunga tum log bass jahaj ka khyal rakhna aur yaha shayad network bhi nahi hai so samundar ke kinare rahna yahi aas pass main jaakar kalyani ko lekar aaunga "
Aisha " kya ? Tum pagal to nahi ho gaye , akele kaise jaoge vaha bohot se log main chalti hu sunny yaha rahega , main tumhe Aisa nahi chhod sakti "
Aniket " main chhipkar use le aaunga kaise bhi karke , Kyuki ham lad to nahi sakte itno ke sath , pura gao hai in jangalo ke bich aur vaha bahot bade hatiyar bhi honge , agar
ham ladenge to har ne hi vale hai ,
bhalehi hamare pass powers hai lekin us din Vijay aur Ajay ko dekhana, unhe agar inki jarurat pad rahi hai to jarur khatarnak log honge aur mommy ne bhi mujhe aagha kiya tha is bare me ,isi liye silently ham mission pura karte hai tum bas yaha rahna raat bhar ke liye . "
Aisha " thik hai kab tak rukna hai hame "
Aniket " main kah nahi sakta , lekin mommy ne kaha ki gao bohot andar hai , kisi Desh ki navy unke shahar ko dekh na le isiliye to shayad raat ho sakti hai "
Aisha " ab main tumse bahas nahi karne vaali tumhe Jo karna hai karo yaa phir mar jao , lekin main jahaj ke pass rukne ki guarantee nahi leti "
Aniket " thik hai , Sunny tum to hona mere sath bass agar bohot der ho gayi to andar radio transceiver, uske pass hi rahna , yaha andar functional radio wireless network system hai jo boats ke sath communicate karne ke kaam aata hai to agar main andar se main contact kar saka to hamare liye achha hi honga "
Sunny " main tayyar to hu yaar lekin Radha ko kya bolunga , vo bechari agar late hue to tension me aa jayegi "
Aniket " tu mera naam bol Dena main sambhal lunga "
Aniket " achha chalta hu ,ab to kisiko mere Marne se bhi farak nahi padta "
Aisha " you bastard , har baar khatra lete ho aur mommy bhi tumhe kuch nahi kahti bohot bharosa hai tumpar , tumhe kuch ho gaya kuch "
Aniket " are kuch nahi hoga tum bachpan se mujhe janti ho kuch hua hai mujhe nahi , ab to maut se ladne ki aadat ho gayi to bharosa rakho mujhpar aur ho sake to apna khyal rakhna kya pata vo log yaha aa jaye to jahaj chhupani padegi "
Aniket unhe kuch baate samjhakar jangal ke andar chala gaya usne sath me gun aur kuch chije bhi li.
____________________
Sandhya apne room me darwaje ki taraf pith karke kuch soch rahi thi ,ki tabhi koi piche se aaya aur sidhe hath ko sandhya ki chuchiyo par rakhkar dono chuchiyo daba di , sandhya dar ke maare kuch samaj pati tab tak uske stano ko dabate hue uske kandhe ko chumne laga .
Vo aage kuch karta to Sandhya ne chillate hue khudko usase alag kiya aur alag ho gayi .
Sandhya ne uski taraf dekhkar " tum " ye kahkar vaha pada takiya uthakar use Marne Lage .
" Vijay ye kya harkat hai main kitni dar gayi thi ,tumhe kya pata " aur Sandhya ki aankho se aansu aa gaye .
Vijay " are meri jaan , mujhe maaf kardo mujhe nahi pata tha ki tum itni dar jaogi , sorry "
Sandhya " tumhe kya hai , majak karne me vaise hi is tarah ke logo me rahkar kitna dar lagta hai "
Vijay " tumhe kuch darne ki jarurat nahi hai , yaha koi tumhe hath lagane ki bhi koshish nahi karega "
Sandhya " Haa lekin kya pata tum to nahi rahte na sath me to kab kisko himmat aa jaye "
Vijay " tum tension mat lo , mujhe laga ki tum yaha pe ghul mil gayi ho yaha ki aurato ke sath "
Sandhya " kisike sath bhi ghulmil jau lekin mera chain to nahi hai na sath me ,aur mere sath kuch nahi hota lekin koi na koi ladki ko yaha jabardasti laya jata hai mujhe dar lagne lagta hai "
Vijay " achha mere Shona ko baakiyo ki fikar hai " ye kahte hue usne apna hath sandhya ki taraf badha ke Sandhya ko apni god me baitha diya .
Sandhya ki kamar par hath rakhkar " to phir tum yaha se Jana chahti ho "
Sandhya Vijay ki taraf dekhke " haa lekin aapko chhod kar nahi "
Vijay Sandhya ki kamar par kamij ke upar se hath phirate hue " To thik hai kuch karta hu " ye kahte hue apna hath niche salvar me daal Diya jo ki sidhe panty ke andar .
Sandhya is achanak jhatke ki vajah se " aa hh ye kya kar rahe hai ! aapko ek vakt bhi hhhh chain nahi hai "
Vijay ne apna dusra hath sandhya ki chhati par jaha acche khase boobs the unhe upar se daba ne laga .
" Kaise chain aayega , tum se dur rahkar hame bhi kaha chain hai "
Sandhya ne apni mundi Vijay ki taraf ghuma kar uske hatho ko hatakar " achha aisa hai to jate hi kyu ho mujhe chhodkar "
Vijay " are tumhe pata hai na kuch jaruri kaam usi vajah se to main in logo ke sath aaya tum mili "
Sandhya " haa lekin mujhe aisa kyu lagta hai , aapka jo laksh hai vo mujhse badhakar hai "
Vijay " aisa bilkul bhi nahi vo to khatam ho hi jayega lekin tum to mere sath hamesha ho tum jindagi ho meri "
Sandhya " achha Khao meri Kasam ki main tumhare liye sab se jyada mayane rakhti hu , tumhare laksh se bhi jyada "
Vijay " tumhari kasam "
Sandhya " aise nahi , kasam aise nahi lete tum meri aankho me aankhe daalkar kaho "
Vijay ne Sandhya ke aankho me aankhe daali sandhya bhi usi me dekh rahi thi
" tumhari kasam, "
Sandhya " nahi aisa nahi pura kaho ki main sabse jyada mayne rakhti hu "
Vijay " achha utne shabdo me hi tum samaj jao "
Sandhya " utne shabdo me kya pata man me tum kuch baat kah rahe ho "
Vijay " mere man me to tum hi basi ho ab jyada time pass mat karo " ye kahte hue Vijay ne apne hoth Sandhya ke hotho se mila diye.
Sandhya ne bhi sath dete hue uski baho me aakar puri tarah se ek dusre ke hotho ko chumne lage .
Kuch der baad jab chumma chati ho gayi to Sandhya usase alag hui .
Sandhya " bohot hua ye sab ham raat me karenge mujhe aap se kuch urgent baat karni hai "
Vijay " Ab kya yaar tum sirf baate hi karti ho , kuch karne hi nahi deti "
Sandhya " haa nahi karne deti to kya kar loge "
Vijay " achha batao , baate bhi sun hi le "
Sandhya muskurate hue " Aap naa din b m din bigad rahe hai , mujhe bhi bigde hue hi pasand hai lekin pahale aap meri baat suniye "
Vijay " haa batao "
Sandhya " aapko vo nayi ladki aayi hai Rajkumar ke sath use bachana hoga "
Vijay " nahi aisa kuch nahi hoga , isase mera us mommy ko marne ka sapna sapna hi rah jayega "
Sandhya " lekin us bichari ki halat to dekho abhi 18 saal ki hi hogi bichari , ham har aurat ko bacha nahi sakte lekin ise hame bachana hi hoga "
Vijay " main tumhari chinta samjhta hu , mujhe bhi bura lagta hai ye sab lekin kya Karu mere hath bandhe hue hai , me jab tak mommy ka khatma nhi kar deta , main in sab baato ke bare me soch nahi sakta "
Sandhya " mujhe laga tha , main aajad ho gayi hu ,lekin mujhe ye nahi pata tha ki aap hi itne gulam ho gaye hai ki ek accha kaam bhi apni marji se nahi kar sakte"
Vijay " sandhya tum samjne ki koshish karo , main Mera badla lena chahta hu pahle phir ye sab "
Sandhya " jane dijiye bichari bhi bhugtegi , baakiyo ki tarah " ye kahte hue sandhya vaha se uthakar bahar jaane lagi .
Vijay " sandhya tum gussa mat ho yaar meri baat ko samjho " ye kahte hue use taklif hone laga kyuki usne vo dard Sandhya ke aankho me dikh raha tha , jo ki baaki aurato ke liye tha . Vo apni is kashmokash me fasa hua tha ek tarah se Ajay bhi is raaste se naraj hi tha lekin ab sandhya bhi .
______________________
Ek taraf Aniket ek aadmi ko ped ke piche dabakar , use sar par banduk rakh ke puchtach kar raha tha .
Aadmi " kon ho tum , chhod do mujhe , mene to kisika kuch nahi bigada mein to sirf khet se apne Ghar Jaa Raha tha "
Aniket sochte hue ye log kheti bhi karte hai " tum ne agar kisike yaha aane se pahle mere sawal ke jawab nhi diye to jaan se jaoge , kyuki mere pass tumhe Marne ke alawa koi chara nahi rahega agar jaldi nahi bataoge to "
Aadmi darte hue " pucho "
Aniket " kya Rajkumar ne apne sath kisi ladki ko laya hai "
Aadmi " haa , laya hai "
Aniket " kaha par hai ye bhi bata do tumhare gao ke bare me ,mujhe kuch pata nahi hai "
Aadmi " mujhe chhod do agar unhe pata chala to vo meri jaan le lenge , main to "
Aniket " itne bade gao me kise pata chalega , kisne bataya lekin nahi bataya to tumari jaan lekar kisi aur ko daboch lunga "
Us aadmi dar ke maare Aniket ko Raja ke mahal ke bare me bata Diya jo ki kisi kille ki tarah tha . Aniket ne us aadmi ko behosh kiya aur vaha se gao ki taraf chala gaya ,logo se bachte hue kabhi bich bich me kisine dekh liya to use behosh karte hue .
Aniket kisi tarah kille ke pass ek gali me chupa hua tha , andar Jane ke bare me soch raha tha .
Ki tabhi uske piche se koi aaya ,use jaise hi aahat ekdum pass se aayi bina samay gavaye us insaan ka muh daba diya .aur use bhi vahi Patti padayi jo ki kuch minute pahle us insaan ko padhai vo hi ise padhai lekin vo insaan ek aurat thi jo ki aur nahi sandhya thi .
Thanks BhaiAwesome, like kar diya hai Bhai sari post ko bas jaldi diya karo update,
Shandar update
Thanks aapkaAwesome update, आखिर अनिकेत कल्याणी को खोजने सही जगह पहुंच गया है