UPDATE 36
ek din Rohan ro raha tha
aur Tania tv dekhne mein lagi hui thi
tabhi Rohit ghar aagaya
usne apne bachche ko rota dekha
aur dekha ki kaise Tania uske bachche ko ignore kar rahi hai
Rohit ne rohan ko apni goad mein utha liya
aur uska dulaar karne laga
Tania bhi ghabra gayi thi
kuchh hi der mein rohan so gaya
rohan ke sone ke baad
Rohit Tania ke paas pahuncha
Tania ki ghighi band ho gayi thi
Rohit
apne baap ke ghar jaa
aur dobara mujhe apni shakal mat dikhaiyo
samjhi
Tania
maine kya kiya hai
Rohit
kya kiya hai
mera bachcha wahan ro raha tha
aur tu yahan tv dekhne mein lagi hui thi
teri maa ko chodu
dafa ho jaa yahan se
warna jaan se maar dunga
Tania bhi gusse mein apne baap ke ghar chali gayi
Rohit ko kuchh samajh mein nahi aaraha tha
ki woh kya kare
use ek hi aurat pe bharosa tha
Alina pe
usne Alina ko phone kiya
aur use apne paas aane ko bola
agle din Alina Rohit ke saamne khadi thi
Rohit ne Alina ko sab bata diya
Alina
main kisi bachche ko nahi paal sakti
mujhse yeh nahi hoga
Rohit
kuchh din ke liye yaar
kuchh din ki baat hai
jab tak main dusri shaadi kar lunga
Alina
chief kise banana hai
Natasha ko Alita ko
ya phir kisi aur ko
Rohit
tumhari marzi hai
Alina ne Natasha ko chief bana diya
aur phir woh rohan ki dekhbhaal karne lagi
Rohit ko ek aisi ladki chahiye thi
jo uske rohan ki dil se dekhbhaal kare
Tania ke pita ka phone aaya Rohit ko
woh use milne ke liye bula rahe the
Rohit unke ghar pahuncha
sasur
aap meri beti ko kis gunaah ki saza de rahe Hain
Rohit
yeh baat tum apni beti se puchho
sasur
woh bhi toh abhi bachchi hai
nadan hai
use ek aur mauka dijiye
woh shaadi nahi karna chahti thi
Rohit
haan toh maine uske sath koi zabardasti thodi ki thi
kabhi use hath tak nahi lagaya
lekin yeh yeh
mera bachcha ro raha tha
aur yeh tv dekh rahi thi
sasur ne Tania ko ghurke dekha
tabhi saas boli
agar use aap nahi rakhna chahte hain
toh use talak de dijiye
Rohit hansne laga
humare yahan talak nahi hota saasu maa
humare yahan doli aati hai
aur arthi jaati
talak toh nahi de paaunga main
haan agar arthi uthani hai apni bitiya ki
toh bol do
ek second nahi lagega
sasur ne saas ko ghurke dekha
tum andar jaao
Rohit wahan se wapas aagaya
ek din Rohit ko kisi function mein ek ladki dikh gayi
uske haaw bhaaw dekhke
Rohit ko woh achchi lagi
Rohit paunch gaya
uske ghar agle din
aur uske mata pita se baat kiya
woh ek middle class family thi
uske mata pita ki kya aukaat jo woh Rohit bhai ko mana kar dein
Rohit bhai us ladki se shaadi karke le aaye use apne ghar
Rohit
Alina ab tum jaao
Alina ne ek baar rohan ko dekha
aur phir chali gayi
Rohit ki nayi dulhan ne
ek saal tak khoob dekhbhaal ki
rohan ki
lekin rohan ab Vidya ko pasand nahi karta tha
uske paas tak nahi jaata tha
har waqt rota rehta tha
Rohit ne Vidya ko uske ghar bhej diya
woh bahut royi
lekin Rohit apne bachche se jyada pyar karta tha
phir Rohit ne har State se ladkiyo ki photo mangwayi
aur use rohan ko dikhane laga
jis photo pe rohan ungli rakh deta
us photo waali ladki se shaadi kar leta Rohit
aur use apne ghar le aata
aise hi Rohit ki 7 shaadi ho chuki thi
Taniya vidya poorvi
Priyanka Manisha surbhi aur Madhuri
year 2015
beta rohan inse milo
yeh chandu uncle hain
rohan chandu ke pair chhue
Madhuri chai banao
Madhuri ne chandal ko aise ghura jaise woh use khaa jaayegi
rohan ki dekhbhaal karke woh pak chuki thi
uska bas chalta toh woh kabka bhaag chuki hoti
lekin use yeh pata tha
ki uski maa jo ki ek State ki cm hai
woh Rohit ka kuchh nahi bigaad paayi
toh main kya bigaad lungi
chandal ne rohan ko apni goad mein bitha liya
aur use dulaar karne laga
rohan
uncle aap itne kaale kyun ho
chandal
bachpan mein maa ne koyla jyada laga diya tha
isi liye kaala ho gaya
rohan
mera maa toh mujhpe dhyan hi nahi deti hai
yeh sunte hi Madhuri ghabra gayi
rohan
jab khana maangta hoon
tab deti hi nahi hain
din bhar phone mein lagi rehti hai
Madhuri chai laake rakh di
aur phir Rohit khada hua
aur usne Madhuri ke saamne hath jod diye
Rohit
madam ab aap jaa sakti hain
jaaiye apni manhoos shakal leke yahan se
aur phir Madhuri chali gayi
chandal
Rohit bhaiya hum khyal rakhunga aaj se rohan baabu ka
ab Rohit use kya batata ki rohan ko maa ki goad mein hi neend aati thi
warna woh sota nahi tha
rota rehta tha
Rohit ne Alina ko phone kiya
aur phir woh aayi
kareeb ek saal tak Alina rohan ki dekhbhaal karti rahi
aur phir ek din Alina ko hospital jaana pada
pata chala ki Alina ko cancer tha
woh bhi last stage ka
Rohit ne Alina ko dekha
Alina
c'mon Rohit
hum itne bhi close nahi the kabhi
Rohit
main tujhe bahut miss karunga
Alina
rohan ka khyal rakhna
Rohit wahan se chala gaya
aur Alina rone lagi
ek din Alina ne Rohit ko bulaya
rohit jaise hi uske paas pahuncha
usne Rohit ko kiss karna shuru kar diya
phir dono ke beech sex hua
aur phir agle din Rohit ne alina se kaha
ki woh usse shaadi karna chahta hai
Alina
paagal ho kya
Rohit
kya faraq padta hai
tum toh mar hi jaaogi
yeh sunke Alina ne Rohit ko dekha
aur phir shaadi ke liye maan gayi
ek mahine ke andar hi Alina chal basi
Rohit ki baaho mein usne dum toda
Rohit usse lipatke rota raha
phir Alina ka antim sanskaar hua
ek din rohan tv dekh raha tha
tabhi usne dekha Alina aunty ko
jo tv pe dikh rahi thi
Rohan
dad yeh Miss World kya hota hai
Rohit bhi chaunk gaya
miss World Alina rajput bilkul
ARMY chief Alina ke jaisi dikhti thi
Rohit usse Milne pahunch gaya
lekin Alina ne use bhaav hi nahi diya
toh phir Rohit ko aaya gussa
usne Alina ko uthwa liya
aur phir usne Natasha ko kehke Alina ko trained karwaya
Natasha jo bhi jaanti thi woh sab usne Alina ko seekhaya
phir Alina wapas aagayi
aur Rohit aur rohan ke sath rehne lagi
isi beech Alina ko rohan ke sath rehna achcha lagne laga
woh har waqt rohan ke sath khelti uska dulaar karti
ek din Natasha Rohit ke ghar aayi
aur Alina ko dekhke shocked ho gayi
Rohit
Natasha yeh Alina hai
meri girlfriend
aur yeh hai Natasha meri ARMY ki chief
Natasha
boss aisa kaise ho sakta hai
Rohit
ho sakta hai
aur batao sab kaisa chal raha hai
Natasha
first class
aapse ek baat karni hai
dono ek room mein gaye
Rohit
hmm ab bolo
kya baat hai
Natasha
meri shaadi hai ek hafte baad
Rohit
kar lo
Natasha
aapko aana hai
Rohit
aajaunga
aur phir Natasha chali gayi
ek hafte Rohit Alina chandal aur rohan sab Natasha ki shaadi attend karne ke liye
Chicago pahunch gaye
chandal ko peshaab lagi thi
aur woh bathroom dhudne lag gaya
tabhi ek room se use aahein sunayi di
usne dekha ki Natasha ka hone waala husband kisi aur ladki ke sath munh kaala kar raha hai
chandal ne Natasha ke hone waale pati ko maar diya
yeh baat jab Natasha ko pata chali
woh gusse se paagal ho gayi
Natasha
you fucking bastard
how dare you
Rohit ne chandal ko badi maar maara
chandal
Rohit bhaiya woh kameena inhein dhokha de raha tha
aur hum yeh seheh nahi kar paaye
isi liye saale ko pel diye
bas usi din se Natasha chandal se nafrat karne lagi
kuchh din aise hi beet gaye
2019 ki baat hai
ek din rohan achanak behosh ho gaya
use hospital le jaaya gaya
aur pata chala ki use cancer hai
yeh sunke Rohit ke pairo tale zameen khisak gayi
doctor's ne hath khade kar diye
Rohit doctor dang ke paas gaya
doctor dang
main jarur tumhari madad karunga
mere bachche
bas mujhe tumhein study karna hai
Rohit maan gaya
aur phir doctor dang Rohit pe study karne laga
aur dawayi bhi banane laga
usne apne liye artificial hand bhi bana liya tha
ek din doctor dang ne Rohit ke sharir mein ek serum inject karne ko bola
Rohit kuchh nahi kar sakta tha
woh apne rohan ko bachana chahta tha
Rohit
abe madarchod kab banegi teri dawayi
randike
agar mujhe dhokha dene ki koshish ki tune
toh teri maa chod dunga
doctor dang
do din mein tayyar ho jayegi
Rohit
aur ek baat bata
yeh mujhe khoon peene ka man kyun karta hai
doctor dang
maine ek aur dawayi banayi thi
bas wohi tumpe try kiya hai
dekhte hain kya hota hai
tabhi Rohit ka phone baja
aur rohit bhaagta hua ghar pahuncha
rohan bed pe leta hua tha
Alina aur Natasha uske paas baithi thi
rohan ne apne pita ka hath pakda
rohan
dad mujhe daadi se milna hai
yeh sunke Rohit ki aankhon mein aansu aagaye
Rohit
le chalunga beta
pehle tum theek ho jaao
Rohan
please dad mujhe unse milna hai
please
Rohit rone laga
apni bebasi aur lachaari pe
rohan
humesha khush rehna dad
mere jaane ke baad
rona mat
main aapko bahut miss karunga
Rohit
tumhein kuchh nahi hoga
tum jaldi theek ho jaaoge
aur phir rohan ki aankhein khuli reh gayi
uski saansein band ho chuki thi
Rohit apne bachche se lipatke rota raha
cheekh cheekh ke rota raha
Alina aur Natasha ka kaleja fat gaya
Rohit ko is tarah rota dekh
kayi mahine beet gaye
Rohit raat ko cheekh cheekh ke rota tha
Alina ka bahut man karta tha
ki woh Rohit ko apne seene se laga le
lekin woh Rohit se bahut darti thi
usne apne aapko bombs se udaya
petrol pump pe ke beech jaake baithke apne aapko aag laga di
ek din sheher ki sabse badi buliding se kood gaya
har woh kaam jisse maut pakki thi
usne kiya lekin woh mara nahi
ek din Rohit apne room mein baitha ciggerate pee raha tha
tabhi Alina ki awaj aayi
Alina
doctor dang ka phone hai
woh tumse milna chahte hain
Rohit doctor dang se milne pahuncha
doctor dang
bachche aaj mujhe pata chal gaya hai
ki aakhir kyu tumhari wife Alisha mari
aur tumhara beta bhi
aur kyun meenal ne tumhari saas ko maar diya
Rohit
hmm batao
kyun mare woh sab
doctor dang
maine jo pehli baar tumpe experiment kiya tha
us wajah se tumhari body mein poision fail gaya
ab tumhare paas toh healing powers hain
lekin tum jinhein chhute ho
unke paas toh healing powers nahi hain
isi liye jab jab tumne apni wife ko touch kiya
tumhari body se nikla poision
tumhari wife ki body abosrb karne lagi
aur phir uska sharir andar se khokhla hota chala gaya
isi liye woh tumhare bachche ko janam dete hi mar gayi
phir tumhare bete ke sath bhi yahi hua
Rohit shocked
uski aatma bhi buri tarah se hil chuki thi
Rohit
lekin meri wife ek saal ke andar hi mar gayi
aur mera beta 8 saal tak jeeya
doctor dang muskurate hue
kyunki uske andar tumhara khoon tha
isi liye woh itne saalo tak survive kar paaya
Rohit
aur meenal ka kya
usne meri saas ko kyun maara
doctor dang
woh tumhare bachche ko doodh peelati thi
zeher uske dimaag mein ghus gaya
woh aur zyada paagal ho gayi
aur usne tumhari saas ko maar diya
tum agar use paagalkhane nahi bhejte toh woh tumhare rohan ko bhi maar deti
tum ek aisa hathiyar ho
jo na is duniya mein kabhi bana tha
aur na kabhi banega
tum ek unstoppable destruction being ho
tum kisi ko touch karoge
woh mar jaayega
tumhein koi maar nahi sakta
Rohit
meri body mein jo poision hai
uska koi ilaaj
is beemaari ka koi ilaaj
main mar saku
doctor dang
tumhari body mein jo poision hai
uska ilaaj hai
lactating milk
aurto ka doodh
jab tak doodh peeyoge
tab tak tumhari body poision ko khatam karti rahegi
Rohit
aur mujhe jo khoon peene ka man karta hai
doctor dang
uspe meri research abhi chal rahi hai
Rohit
mujhe dissociative identity disorder bhi toh hai
doctor dang
tumpe jo maine experiment kiye
yeh sab usi ka result hai
Rohit
mujhe is beemaari se azaadi chahiye
doctor dang
get out you ungrateful madarchod
Rohit
mujhe kitna doodh peena hoga
doctor dang
kam se kam 1 litres doodh peena padega tumhein roz
Rohit
woh jo injection hai
jisse doodh nikalta hai
uska koi side effects bhi hai
doctor dang
nahi
bas sex karne ki ichcha badh jaayegi
Rohit
go to hell you behen ka lauda
aur phir Rohit ne doctor dang ke seene se uska dil nikaala
aur use nichodke uska khoon peene laga
aur tabhi Rohit behosh ho gaya
aur jab use hosh aaya
toh woh koi aur nahi king tha
king ne us poori jagah ko aag laga di
jab Alina ne dekha ki Rohit ab pehle jaisa ho chuka
bas uski aankhon mein woh dard nahi dikhta
jo dard rohan ke jaane ke baad dikhta tha
Rohit
Alina mujhe tumhara doodh peena hai
yeh sunte Alina shocked ho gayi
Rohit aage badha
aur phir usne injection Alina ki gardan mein inject kar diya
Alina.cheekh padi
Rohit ne Alina ka doodh peena shuru kar diya
Alina shocked ho gayi
Rohit ne jee bharke Alina ka doodh peeya
aur phir king ne jo tabahi machayi duniya mein
ek saal ke andar usne
dus lakh logo ko maut ke ghaat utaar diya
woh sab criminals the jinhein king ne maara tha
maarna toh ek bahana tha
king ko toh bas khoon peena tha
Natasha bhi ghabra gayi
Rohit ka yeh roop dekhke
duniya ke har Desh mein Rohit bhai
ka danka bajne laga
Rohit bhai jab chahte jise chahte maar dete
aur koi ungli utha nahi sakta tha
bahuto ne Rohit bhai ko rokne ki koshish ki
lekin Rohit bhai ke paas
ek lakh ki army thi
woh bhi deadly Assassin's ladkiya
jo Rohit bhai ke liye jaan de sakti thi
king ne yeh mehsus kiya
jab woh khoon peeta hai
toh use doodh peene ka man nahi karta tha
ek din king ki najar Alisha ki diary pe padi
jo use uski saas ne diya tha
waise diary toh Alisha ki maa ne
god of pain ko diya tha
jise god of pain ne kabhi padha hi nahi
king ne diary padhni shuru ki
jis din Alisha ne pehli baar Rohit ko dekha tha
us din se hi usne diary likhni shuru kar di thi
har page pe bahut kuchh likha tha
lekin har ek page pe ek line jarur likhi thi
i love you Rohit
diary padhte padhte king ki aankhon mein aansu aagaye
aur phir woh behosh ho gaya
aur jo jaaga tha woh tha god of pain
Alina ne jab subah Rohit ko dekha toh woh ghabra gayi
Rohit
Alina meri jaan
aaj tum badi pyari.lag rahi ho
Alina ko kuchh samajh nahi aaya
phir Rohit ne use sab bata diya
roz Alina Rohit ko apna doodh peelati
aur ek din woh behek gayi
aur phir un dono ke beech sex hua
phir rohit ne ek personal army banane ki sochi
india mein jin ladkiyo ko becha jaata
unhein woh apne paas rakh leta
unmein se pehle ladki neelam thi
aur dekhte hi dekhte
10000 ladkiya uski personal army mein shaamil ho gayi
jinka kaam Rohit ke business ko sambhalna tha
unhein poore India mein bhej diya gaya
phir Rohit siya se mila
aur apne gaon aagaya
back to present
meenal ko kuchh samajh nahi aaraha tha
woh bechari itni bholi aur maasoom thi
woh bas rote rote behosh ho gayi....