• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy इच्छाधारी देव

Boby

Well-Known Member
2,741
12,999
159
UPDATE - 206

Udhar pishachraj bhi dusre kamre me gaya waha bhi ek behad khubsurat kuwari ladki kamre me baethi thi. lekin wo sammohit thi pishachraj dheere dheere uski taraf badhne laga.

Ab aage……

Idhar subah subah gaanv me Is waqt deva apne babu ji ke pas hospital me tha DN ko ab ek pvt. room me shift kar diya gaya tha. Ab wo pahle se thik the lekin uski halat me koi khas sudhar nahi tha. Deva is baat se kafi pareshan bhi tha. Uski koi shaktiya bhi DN ko thik nahi kar pa rahi thi. Wahi pe Dr. Anand bhi khade the. Deva is baat se filhal anjan tha ke aghori aur pishachraj apni chal uske aane se pahle hi chal chuke hae.

Deva – Dr. saab kya baat hae aakhir babu ji ki halat me sudhar kyu nahi aa raha hae?

Dr. Anand – Deva ji hum apni traraf se har mumkin koshish kar rah hae kal hi meri America ke ek bahot bade Sepcialist se baat hui hae jo aajkal Mumbai me aaye hue hae. maene unhe DN ji ki poori case history batayi hae lekin wo kuchh bhi bata nahi paye to unhone kaha hae ke wo personaly aakar inhe dekhege. Aap chinta mat kijiye wo kal tak aakar inhe check kar lege aur fir ummid hae aap ke babu ji jaldi hi thik ho jayege.

Deva – jo bhi karna ho jaldi kijiye Dr. Saab bas mere babu ji jaldi thik hone chahiye. Its request.

Dr. – lets hope for best deva ji.

Fir deva waha se bahar aa gaya to samne hi aarfa najar aa gayi. Wo ek room ke samne khadi thi aur room ke andar dekh rahi thi wo ek meternity room tha

Deva – hello aarfa .

Aarfa - ohh deva ji, hi.

Itna kah kar aarfa ne chehra jhuka liye aur apni ankhe saaf karne lagi

Deva – kya hua aarfa aap ro rahi hae?

Aarfa - nahi to bas ye to yu hi

Deva - kya hua hame bataiye.

Aarfa - nahi deva ji kuchh nahi bas us kamre me jo aurat hae na wo kal hi maa bani hae aur abhi apne bachhe ke saath khel rahi hae use hi dekh ke mujhe kuchh yaad aa gaya aur kuchh nahi.

Deva – mae samajh sakta hu aarfa aapki bhi to nayi nayi jindagi shuru hui thi. lekin jo hona hae use koi taal nahi sakta so relex. is tarah udas mat hoiye aap. waese aap kahi ja rahi thi ?

Aarfa - kahi nahi bas apne room tak ja rahi thi.

Deva – aap logo ko koi problem to nahi hae na yaha?

Aarfa - ji nahi deva ji. Thank you . waese kal to aap ne kamal hi kar diya mujhe nahi pata tha ke ye sab itni jaldi ho jayega anna gang ko poori tarah se saaf kar hi diya aap ne. aarfa ka chehra thoda pareshan tha jo deva bhanp gaya.

Deva – its team work my dear. Mae akela kuchh nahi kar sakta sab ke saath hone pe hi kaam hota hae.

Aarfa - ye to aapka sochna hae . baki sab ka to yahi kahna hae ke aap na hote to kuchh na ho pata.

Deva – nahi aarfa aesi koi baat nahi sab ka sath ho to hi kuchh mumkin hota hae. waese aarfa aaj mujhe aapke chehre pe wo chamak dikhayi nahi de rahi hae kya hua koi problem hae kya?

Aarfa ne najar utha ke deva ki ankho me dekha - nahi….. actually ha……. wo kuchh khas nahi…….. par………

Deva – kya kah rahi ho yar aesa kuchh bolo jo samajh me aaye.

Aarfa muskra kar - are deva ji baat hae bhi aur nahi bhi. Matlab mae khud koshish kar rahi hu handle ho jayegi.

Deva – are ab bata bhi do kya baat hae koi pareshan kar raha hae kya?

Aarfa – touba, aap logo ke saye me jo ho use bhi koi pareshan karne ki soch sakta hae kya bhala. Ye to ho hi nahi sakta deva ji. Asal me baat ye hae ke city me hum miya biwi rahte the hum dono hi anath the aage peeche to koi tha nahi jo bhi the hum hi the ek duje ke. ab wo to rahe nahi aur Wilson ke aadmiyo ne mujhe utha liya aur mae uske baad yaha pahuch gayi to mere pati ke naam waha ek makan hae jaha hum log rahte the. Mae soch rahi thi ke wo mere nam ho jata. varna kahi koi aur na us par kabza kar le hum dono ne badi mehnat se wo makan banvaya tha.

Deva – bas itni si baat. Us makan ka address mujhe de do kal tak uske papers tumhare nam se transfer ho kar tumhe mil jayege.

Aarfa - are aap kyu takleef karte hae mae dekh lugi. Khamkha aapko pareshani hogi.

Deva – aji jab hamare sath rahne walo ko koi pareshan karne ki himmat nahi kar sakta to bhala koi hame pareshan kar sakta hae kya? Aap bhi na aarfa. Aap nishchint rahiye aur address mujhe massege kar dijiye mae dekh luga.

Aarfa - lekin mere pati ke nam se hae wo makan aur wo papers to mere ghar me hi rakhe hae na to unki jarurat to padegi hi aapko. Mae wo lakar de dugi kal aapko uske baad aap transfer karwa dijiyega.

Deva –Tum ek kam karo tum aaj free ho to city chalte hae waha se wo papers le aate hae mujhe bhi kuchh kam hae city me to dono ho jayege.

Aarfa – ok thik hae kab chalna hae?

Dev – mujhe ghar se ek mehman ko lana hae uske bad chalte hae. mae aa jauga thodi der me aap taiyar ho jaiye.

Arfa – ok mae intjar karugi.
 
Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
14,958
38,048
258

Behad hi shanadar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.
Waiting 4 next update
 
Raja maurya

Well-Known Member
4,763
10,007
143

Fantastic update Bhai
 
Top