UPDATE 101
Payal - tujhe sharam nahi aa rahi ghar mai shuru ho gaya
Mai - arre didi maine kuch nahi kiya uss nai hi kiya
Payal - accha mujhe kaya pagal samjhata ki pata nahi chalega ki kon kar raha tha
Mai- haa aapne dekha nahi uss nai mujhe apne upar khich rakha tha mai toh abhi bhi shok hu
Payal - sach kah rah hai yaa mera bana raha hai
Arav - bhai bhabhi bula rahi
Mai- dhaat terri ki
Arav - kaya hua jaldi jaa bula rahi hai
Payal - aapka dimag toh thik hai yeh sab karnai sai koi bhabhi ban jaati hai kaya
Arav nai essare mai pucha
Maine bhi essra kiya
Payal - dev ab tuh gaya
Mai- arre didi mousi ko kuch mat batana woh bina baat ke usske piche bahu bahu kar ke lag jayengi
Payal - thik hai sach ugal abb
Mai- woh mere wife hai
Maine shir niche kar liya
Payal - yeh dekho uss sai jada toh yeh shrama raha hai aur kuch bhi hai toh bata
Arav - arre riccha bhabhi ka nahi baataya kaya
Mai - haa saale tuh sab bata de
Payal - tuh kitna badal gya hai gandi baate karta hai
Arav - nahi woh rista bata raha hai
Payal - abhi yeh apki behan thi toh riccha kon hai
Arav - kaya janu yaha aayi thi
Payal - kaya janu par esska naam toh masoom bataya tha mai bhaag kar stairs pe bhaga aur bhaag kar chat par pahuch ke gate band kar diya
Payal - maine bola gate khol dev
Mai - nahi aap marogi
Payal - woh toh marungi hii
Mai- toh wahi raho
Arav - ek minute picche hat jaaiye
Payal picche hat gayi
Mai gate sai chipak ke khada tha
Arav nai gate par laat mari aage gir nai wala tha maine haath aage kar diya mai hawa mai ruk gaya
Mai jhatake sai utha - kaya kar raha hai bhai
Arav nai payal ke taraf dekha - didi esski do wife nahi kaiyi wife hai aur aane waali hai
ek meri behan janu ,dusri sona ,tisari esski lover komal ,aur riccha woh hai ek devika bhi jisnai black saadi pheni hai ,aur masoom bhi hai
Mai- harmkhor kar kaya raha hai
Payal di bus bina kuch bolo muh khol kar kadhi thi
Arav - aur koi nayi hai toh bata
Mai-bhai hua kaya baat toh bata de
Woh mere pass aaya aur dhirre sai - woh baat yeh naa
Mai - haa bol bhai
uss nai meri gardan pakad lii
Mai- pagal ho gaya hai kaya
Arav - chup beth meri behan sai shaadi karega yaa nahi
Mai -bhai yah yeh baat dekh haath hata ghussa aa raha hai
Uss nai haath haata liya
Arav - mai toh bhul hi gaya hi tha aap toh maharaaj hai maaf kariye aapki vajah sai hi toh mai zinda hu
Mai - yaar lagata hai tuh ghusse mai hai abhi
Sidhiyo sai awwaz aayi uss nai haath aage kiya usse haatho sai kuch nikal aur gate pate ek shield jasa kuch ban gaya
Mai - tuh pagal ho gaya hai kaya aur "RAGE SHIELD " Kisnai shikaya tujhe
Usski aakhe laal thi
Mai- dekh tezz saas leh ghusse sai ho raha hai
Arav - bata jaldi sai shaadi karega ki nahi
Mai- meri baat su......nn n
uss nai ek ghusa mara mai piche gisata hua girnai wala tha maine apna haath jamin par rakh kar ruk gaya
Phir mai kahda hua aur apne haath faila diye
Mai- dhek ruk jaa bhai di ko chot lag jayegi
Arav - tujhe pata hai kayi dino sai usse pata nahi kaya ho raha hai din bhar roti rehati jaise koi usse maar raha tujhsai kaha sabko apnai saath rakaha kar woh tujhe nahi bataene deti hai par mujhe abb bardast nahi hota hai woh sab rone laga
Maine apna haath niche kiya aur usse gale laga liya
Mai- bhai tune bataya kyu nahi haa etna sab kuch ho gaya haa
Arav - bhai apni powers le le par meri behan ko ko ab dard mat de bhai mai haath jodata hu
Meri aakhe bhi khud ko rok nahi paayi
Saach kahete ess duniya mai payaar sai bhadh kar sayad kuch nahi hai
Mai- bhai kaha hai woh abhi aur tujhe yeh sab kaise pata chala
Arav - pata nahi do tin din sai sapne aate the jab uthata tha toh yeh dikata tha
Mai- chal joh bhi ho yeh shield asse kabhi mat baanna yeh kahatanak hai
Arav - thik hai
Maine didi ki taraf dekha unhe hilate hue - didi kaya hua aap kaha dekh rahi ho
Payala - haaha huu uu
Mai- kaya huu hu bolo kuch
Payal - yeh sab kaya hai
Mai chalo dikata hu
Maine ek light uss shiled par chhodi woh gayab ho gayi
Maine unnhe nicche lekar ayya
Stairs par pata nahi kon aaya tha
Maine janu ko dekha aur bhaag kar usse goad mai utha liya aur ghumane laga
Janu- are baba kaya hau kaya hua
Mousi -kaya kar raha hai beta tujje sharam nahi aa rahi hai
Mai -apni wife ko ghuma raha hu
Sab ke sab mere taraf
Maa - maine kaha usse niche utar
Mai - maa bhaut ho gaya abb jamana kaya sochega
Mousi - kaya ho raha hai yeh sab
Mai- yeh meri wife hai aur woh tenno bhi aur wo....
Maa - chup ho jaa ab bus
Mai- nahi maa agar mai aaj chup rah gaya toh sayad kuch gaalt ho jaye mere dost nai meri aakhe khol di hai
Saloni -arre maa hum ess egnor kar rahe the toh yeh badala le raha hai
Manav - par esse god mai uthana
Janu- arre hum dono kaafi aache dost hai toh chalata hai
Mousa ji - dara hi diya tha tunne mai toh hairan hu ess majak par yeh saari ladkiya chup kaise hai
Saloni nai kuch essara kiya
Sona - dekho saloni yeh sab thik nahi yaha humari bezati ke liye bulaya hai tumnai
Saloni- maaff karana mera bhai toda saa shaitaan hai bus
Mera toh dimag ghum gaya aakhir yeh sab ek tone mai kaise bol rahi hai
Mousi - humnai egnor ess liye kiya tha ki tum sabke saath raho sab nai bataya ki tum kabhi bhi kahi bhi gayab ho jaate ho kayi dino ke liye
Mai- thik hai ek minute baad mai baat karata hu haa hello haa thik hai aa jaunga
Mai phone kaan par laga kar bhar aa gaya arav bhi mere picche
Hum dono bhar aaye
Arav - abe natak band kar kisi ka phone nahi hai
Mai- yaar behancho sach batane par bhi koi yakkin naa kar raha hai aur tunne dekha sab kaise bol rahi thi
Arav - bhai sab ki 1-2 din sai saath hai kaya pata kaya plan kiya hai
Mai - yaar abb toh mai sabko saath rakhana caah raha tha phir kyu
Saloni - kyuki maa nahi caahati hai
Mai- toh kaya hua maa toh har baat ko mana kar degi
Didi nai tappad mara diya
Saloni- tere liye maa sai badh kar ab payaar ho gaya hai
Mai- toh kaya karu batao enn sabko mai akela kab tak chhodunga
Saloni- kisi nai kaha tha tujhe sai ki enn sab ke piche lagnai ko
Arav - yeh app galat bol rahi ho abb
Saloni - app bich mai naa pade toh accha hoga
Mai - didi aapko hua kaya hai
Saloni- tujhe kaya hua hai abhi hum ettne bade dukh sai bhar nahi nikale aur tuh maa koo ek aur dukh dena cahata hai Chal mere saath jara
Woh mujhe ek room mai lekar gayi jaha sab thi
Mai- tum sab yaha kaise
Riccha - tum nai hum sabko dhoke mai rakaha haa
Mai- tum yeh naa kaho toh sahi hoga aur masoom tumhe sab pata hai phir bhi