• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Kaisa Ye Ishq Hai ~ Ajab Sa Risk Hai ~ Reload (Completed)

nain11ster

Prime
23,655
80,785
259
Page 766 Se 775 tak har panne par update hai.

Final closing update on page:-
792



Issi ke sath Ishq Risk reloaded ka ye season poora hua. Next fantasy journey announce ho jayegi. Ummid hai pahle

"Arymani:- The Pure Alfa Between Two World's."

Yahi aaye... Jo bhi hoga purv suchna mil jayegi... Fihlaal end enjoy karenge... Aur kahani ka poora safar kaisa rahega wo ek baar jaroor sajha karen...



Filhaal Abhi vyast hun ek pure romantic journey par....


Aap sab ka :welcome1: hai udhar. Kahani par pahunchne ke liye story title par ulgi karne ka...


 
Last edited:

nain11ster

Prime
23,655
80,785
259
nice update ..sab clear ho gaya ..
kuch log naraj huye ki unko plan me shamil nahi kiya tha ..

aur ye pune me hamlaa kisne kiya tha bade bhaiya par ?? ..jab wo sandesh chhoda tha ki mere pichhe mat aana ..

apasyu chala gaya apne saathiyo ke saath ..

aur yaha dono gussa aur romance ko mix kar rahe hai 😁..500 + din ki shadi me 3 baar hi sex kar paaye kya nischal aur jivisha 🤣🤣..

aisa lagta hai ab apasyu ko guru maanta hai nischal 🤔..

guru vashudhar bhi apne aap ko aazad kar diye us ball se ..

aur ye alexa hi tha jo sabko jodke rakha tha aur 6 month jivisha ko sambhala ..
Pata na kisne karwaya tha... Jo soch rahe hain wahi hua hai aur naam kisi aur ka aaya tha.... Baat ko hum dono ke bich hi rakhiyega :D

Aree ek bechare pati par hanste huye aako sharm aanhi chahiye Leon bhai :D... Wo roya aur aap hanse... Kya jamana aa gaya hai :D

Haan guru Vashudhar bol'kar gaye hai na to manega hi... Baki kahani jari hai aur abhi to kahani ka mukhya aakarshan baki hai :D
 

nain11ster

Prime
23,655
80,785
259
Jabarjast updated bhai huyu ki to puri band bajni he par aap ne wo nahi dikhaya ki uski band kese baji or yaha nischal or jisa to alag hi tarike se romanc ke sath zagda kar rahe he sab se jyada ye line mast thi 500 + din me sirf 3 bar :ecs: :lol1:jisa to ab nischal ki halat ptali kar degi :spank2: waiting for next update
Band kaise bajni hai uss se pahle hi kahani romantic takrar par chali gayi na jise likhne ke liye mera dil uchhal raha tha... Jab kafi din ho jate hain romance likhe to aise hi meri haalat hoti hai... Abhi 4-5 din romance bardast kar lijiye...

Haan thik hai sath me drame bhi dikha denge.. aur koi shikayat na rahegi... Dikha deta hun ki HuYu ka kya hua :D... Mil jayega wo iss update me :D...

Hahaha.... Abhi pichhle me romance hua kahan tha in dono ka king bhai... Bechare nischal ko ladki patane me 70% kahani nikal gayi aur 30% me maar danga ho gaya... Sari kasar idhar puri kar dena hai... Bus najre gadaye rahen ... Aur aise hi pyare pyare comment dete rahen
 

The king

Well-Known Member
4,239
15,485
158
Bata diya to bhai ye Chinturocky saheb bure faasenge... Sari khatarnak planning ke sutradhar yahi the aur inhi ko pura universe ek hote dekhna tha... 3 team hai...

1) Team Drish jo bhanvar par ek hua tha aur iski seperate story hai... "Kuch Nahi Tere Bin"

2) Team Apasyu

3) Team Nischal...

Baki dekhiye.. main to 4th team bhi add karne wala hun... Uski seperate kahani me Orja lead karegi first half ke baad... Kahani supernatural werewolf ki hone wali hai... Uske baad sabhi team milkar univese me hahakar machayenge :D
Naina ji dekh lijiye sutrdhar mil gaya
 

nain11ster

Prime
23,655
80,785
259
20210314-140101
:lol: kya entry maari hai nalle apsyu ne :laughing:
aate hi gu pe per rakh diya gadhe ne :D


20210314-140548
:lol1:
jidhar jaaye nibba apsyu khud ki hi bajawa ke aaye :roflol: aur aake rahta bhi kaha hai wo bhikhari ? Kisi saste lodge pe.. :D

MI-14032021-1351


MI-14032021-1349
lage ki bawla ho gaya hai burbak :D

Phir kuch der baad apsyu bole


20210314-140257
:roflol: :lol:

phir dauda pare aisa pagalpan ka ki apsyu ...


20210314-141054
:roflol: :roflol: :roflol: :lol:
...
Akhir mein pura pagal ban kirdaar apsyu ishq risk part 2 story chhod ke hi bhaag jaaye :mahboi:
Itni mehant se achha tha ek revoo hi likh dakti :D ... Waise ye chori ke mems par apni pratikriya jahir karna kafi achha tha please mere liye ek bana dijiyega...

Gif me ek khisyani billi khamba noch rahi hai aur niche likha hona chahiye... That's horrible naina :D
 

nain11ster

Prime
23,655
80,785
259
Apny aap par bharosa hona ache bat ha lakin itna bara faisla lena be bohat bary bewkofi ha jo jivisha ne ke

Apny pati ko km samjne aur plane ma shamil na krne ke galti as se ya sabit hota ha wo nischal se ziyada dosro pe bharosa krte ha
Wah ajeeb patni ha jesko apny pati pe bhrosa nh tha lakin nand ke pati aur baki pe atotvishwas tha

Ab to nischal ko guru ke zriye apasyu ke dosti ke lye be manwa liya mtlb ab pyar krege khulam khula aur nischal chah kr be kuch nh kr sakta

Wah wah wah kya izat afzai ke ha jivo ne apny pati nischal ke
Hahahaha ... Haan mujhe bhi aisi hi aasanka ho raha hai salu bhai... Mujhe iss ladki ke lakshan kuchh thik na laage hai... Shayad ye nischal ka jaan lekar rahegi... Waise iss chamake me Jivisha ke khud ki jaan bhi jani hai lekin jaan jaye to jaye lekin extra marital affair na jaye :D..

Najar banaye rakhiye... Jis ghari ye Jivisha rangraliyan manayi... Dono ko iss lok se uss lok bhej dunga :D
 

nain11ster

Prime
23,655
80,785
259
Nainu uncle ki karstani hai bina pite apsyu ko baga diya..... 😂.... Jivisha aur nainu uncle ke bich kuch chal rah hai😒... Jivisha ke kahne pe apsyu ko bacha liya.... Bechara masoom nischal nainu se anjan hai...
Areee pura ka pura khanjar ghop diya apasyu ke ander... Sala likhne ka mann na kar raha tha lekin kya hi karun... Ab kya jaan se maar deta tab chain milta kya Yuvi... Bol to aise rahe jaise Nischal ne maara hi na ho :hehe:

Maine kuchh na kiya hai... Mujhe jaise jaise inki kahani ka pata chal raha hai... Likh deta hun :D
 
Top