• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Kaisa Ye Ishq Hai ~ Ajab Sa Risk Hai ~ Reload (Completed)

nain11ster

Prime
23,655
80,786
259
Page 766 Se 775 tak har panne par update hai.

Final closing update on page:-
792

Issi ke sath Ishq Risk reloaded ka ye season poora hua. Next fantasy journey announce ho jayegi. Ummid hai pahle

"Arymani:- The Pure Alfa Between Two World's."

Yahi aaye... Jo bhi hoga purv suchna mil jayegi... Fihlaal end enjoy karenge... Aur kahani ka poora safar kaisa rahega wo ek baar jaroor sajha karen...

Filhaal Abhi vyast hun ek pure romantic journey par....

Aap sab ka :welcome1: hai udhar. Kahani par pahunchne ke liye story title par ulgi karne ka...

Last edited:

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,351
304
आपका पसंदीदा चरित्र कौन था, और क्यों?

Nischal..... badi simple si baat hai, kyunki kirdaar guman nahi karta khud par hi...

क्या किरदार आपको वास्तविक लगे?

Kahani mein jo log prithvi vashi hai.....

कहानी का पसंदीदा भाग क्या है और क्यों?
first update jab nischal aur jivu ki pehli mulakat... kyunki yahi se ek ati uttam kahani ki suruwat huyi thi...

कुछ विशेष प्रकार के दृश्य लिखे गए थे - उदाहरण के लिए दुखद दृश्य, तनावपूर्ण दृश्य, रहस्यमयी ...?
jab nischal mar raha tha... maybe tanav ke is mahol mein lekhak mahoday ka hi sar fod du... ki lead Kirdaar ke sath aise kaise kar sakte wo... Kayi rahasya khud wo viman aur nischal us waqt apne apme samete huye the

क्या कहानी ने आपको हंसाया या रुलाया?

dono hi... yeh writer sahab ki lekhni ka hi Kamal hai... ki kabhi kabhi kuch aise mahol bana dete the ki hansh hansh ke pet fat jaaye.... to kabhi kuch ghamgin mahol bhi create kiye, story ke jarurat aur demand ki wajah se.. Aankhon Se har ek boond bas har ek woh panktiyon padhke nikalti chali jaaye jab writer sahab create kare aise mahol jaha do sache pyar karne wale kirdaar bichhad jaye..

क्या कहानी ने आपको जकड़ लिया और आपको पन्ने पलटते रहे?
yep.... panno pe hi har woh shabd hai.. joh apne apme bemisaal hai... agar aapka mood kharab ho kabhi, kahani mein kuch aise ghatnaye hai jishe padh kharab mood bhi thik ho jaaye... Yeh lekhak mahoday ki lekhni ka jadu hai...
..
 
Kya baat hai ... Abhi Andhera hi gaya hai... Nahi to main dekhne gaya tha ki aaj kahun suraj devta Uttar purv ki disha me to nahi dub rahe hain ... :D.... Ae ki tha ... Itni jyada tarif :woohoo:

Really ... It's amezing... Simpally wowwww
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,351
304
Kya baat hai ... Abhi Andhera hi gaya hai... Nahi to main dekhne gaya tha ki aaj kahun suraj devta Uttar purv ki disha me to nahi dub rahe hain ... :D.... Ae ki tha ... Itni jyada tarif :woohoo:

Really ... It's amezing... Simpally wowwww
har baat, shabd aur panktiyon ko padhke pehle mulyakan kar lijiye ki akhir kis disha aurr ja rahi hai kahani.. kya karya raha un kirdaaro ki, etc aur
Writer dwara chhode gaye hints ko khojiye .. phir uspe ek baar phir se vichar karke revo likhke post karte rahiye ..simple :dazed:
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,351
304
Kya baat hai ... Abhi Andhera hi gaya hai... Nahi to main dekhne gaya tha ki aaj kahun suraj devta Uttar purv ki disha me to nahi dub rahe hain ... :D.... Ae ki tha ... Itni jyada tarif :woohoo:

Really ... It's amezing... Simpally wowwww
tarif jiska aap sach mein hakdaar hai...
 
nain11ster

Prime
23,655
80,786
259
nice update ..surpmarich us cheej ki khoj me hai jo dark universe ke nikli hai ..
nischal aur serin apne dimaag ki jaanch kar rahi hai ki kaise unki memory delete ho gayi aur kya yaade thi usme ..
ye achanak sandesh milna aur bina chetawani diye hamlaa karna nischal ke vimaan par ....
lagta hai wo ladki hi dark universe se aayi hai jiska pichha ho raha hai ..

aur ye bacche to bahut danger hai 🤣🤣🤣 koi kehta hai ki nischal kiss karega us ladki ko .

agar wo ladki astak ki khas hai to aisa kya hai uske paas ki sab uska pichha kar rahe hai 🤔🤔.
Smart reader... Bilkul dark universe ki katili hai :D ... Aur khali bhi hai... Kaho to taanka fit kar dun :D...

Bus abhi hi pata chalega uss ladki ki detail .. bus thoda dhairya banaeye :D
 
nain11ster

Prime
23,655
80,786
259

lagta hai wo chij sambhog shakti bardhak dawayi hogi.. isliye us tharki budhau ne apni purn gatividhi ko jor par laga chuka hai.. :D wo kya hai na ab is umar mein budhau itne saare ladkiyon se shaadi jo karne wala hai..:what1:. budha kaafi chaalak hai :D

ab kya bachhe us wishper planet jaake wishper bhi pehnenge.. just kidding :roflol:
Khair....

Baaki baatein baad mein lekin ek baat par purn roop se sehmat serin se ki nischal Jivisha ko hamesha ke liye bhool jaaye agar kabhi saari baatein yaad bhi aa jaaye to.. Baaki serin jo bol rahi hai un baaton pe koi matlab nahi
aur rahi baat jodi banane ki to nischal sirf aur sirf Hella k sath hi banaye :approve:
dono hi had se zyada shaktisali... dono hi apne apne ilake ke sher aur sherni..
dono agar shaadi kar le to koi inke samne tik nahi payenge..
are nischal kab Hella se milne jayega yaar.. dono ki romancit kahani kab suru hogi..

itni majal ki nischal ke viman pe hamla kare... are kya jante nahi kya.. nischal chahe to kide makode bhaanti kisiko bhi masal sakta hai..

Kahi yeh ladki Hella to nahi :D
par woh to final planet thi..
......
hmm... shayad kayi update ko baad action suru hone ko hai.. matlab nischal action mein aaya hai... :woohoo: sab ko chid dalo... bhool se bhi baatein na karna bas baatein kare to bas woh dhar dar khanzar :woohoo:
Khair let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills nainu ji :applause: :applause:
Pahle quote me itni visleshit anuman... Pata na Surpmarich ab to 48 lakh viman na bahar nikal de Zoren se :D

:doh: .. kiddos ke sath aisi kidding ... Nischal aur worriers ke liye kahti to kidding bhi samjh me aati :doh:

Ye jo niche aakar likhi hain.. baki baten bhul jaeye... Usme kuch bhi samjh me aane layak nahi tha... Idhar jaye udhar jaye ... Isse jodi banaye usse na banaya... O madam insan hai .. kahe what's ks viral massage bana kar idhar se udhar forward karne par tuli hain :banghead:

Haan baki niche ka maan liya .. lekin kayi uodate baad nahi matr kuch update baad action aayega..

Bahut hi jhannatedar revoo ka shukriya
 
nain11ster

Prime
23,655
80,786
259
nisandeh adbhut update mitr
serin ne khubsurat alfajo se nischal ko jodi banane ke liye v prithvi per jaane ke liye vachanbadh kar liya
par nischal chalega apne dil ki awaaj pe jivi ki pukaar pe
astak ki bhagodi ke rupe me ek kanya musibat ke rupe me aa gai nischal ke samne dara rahi hai ushko jishse darta hai supermarich bhi
Ji ek kanya to pahunchi hai ... Ab dekhiye ye kanya kya bawaal apne saath lekar aayi hai.... Ek natija to dekhne ko mil gaya hai... Viman crash ... Baki aage hai...
 
Top