Anil23265
SADASYA PYAR 100 BAR KA
- 573
- 2,395
- 123
Pahli bat ki Anamika ki beti paida hui krisnewar ji se to pyar pandit ji se hona hajam nahi hota aur dusri bat ki agar katal me Anamika samil hui to kyu hui apni hi ma bahan bap Bhai aur bhabhi kiMary nazdeek dono bhaio mn galat fahmi ki wjah raj kumari anamki hy mujhy aysa hi feel hoa abhi tk ab osky peechy ka link Phir dhond a pary ga maybe anamika ji pandat ji sy pyar karti ho oor choty dada ji anamika ji sy
Aur agar nahi hui to wo apne ma bap k katilo k sath itne baras tak kyu rahi aur unke sath rahte hue hi apna jivan tyag Diya
Aur ek sawal hai ki jab sarang ya uski ma ne Anamika k sabhi parivar ko Mar ya marwa Diya to Anamika ko jinda kyu chod diya