Update:- 25
Romesh jhathuhe ka dialogue "चिंता मत करो आज इस देव भैया की जन्मकुंडली निकालूंगा..." Aisa laga jaise gaanja foonk ke aayla hai ye lawda

Maamle ko gambheerta se le to raha hai but lawda aisa feelich nahi ho raha. Ye bhi lagta hai ki wo killer ke kareeb hai but apan jaanta hai ki usse pahle apan ki ragini darling pahuchegi killer tak aur fir uske pichhwade me de laat de laat
Meghna ko point baais calibre se goli maari gayi hai. Killer ka surag mil sakta hai basharte romesh ghutne se nahi dimag se soche to...

Hatya aath ghante pahle hui hai, matlab ragini and romesh ke waha pahuchne se pahle hi use tapka diya gaya tha..but sawaal hai ki tanya waha ruki kyo thi?? Kya devpriya ke aane ka wait kar rahi thi...taaki laasho ko thikane lagaya ja sake??
Idhar apan ki darling ragini ka shak Saumya par hai kyoki uske paas bhi point baais calibre ki pistol hai. Romesh ko shak to hai us par par lawde ko yakeen nahi ho raha. Wo Saumya ko bachana chahta hai...taaki in future uske sath maza kar sake...Ye nahi sudhrega....hatt lawda

Anyway, ragini ka tark hai ki saumya ke paas motive hai khoon karne ka. Aakhir meghna saumya ki aapas me purani jaan pahchan rahi hai. Aur to aur blackmailing ka bhi locha....i mean angel tha...to ragini darling ka us par shak karna tark sangat hai
Filhal to devpriya aur tanya arrest kar liye gaye hain but is situation me bhi devpriya ka aisa behaviour kuch alag hi vibe de raha hai...ya shayad wo ab bhi jhathuhe romesh ko apni akad dikhane se baaj nahi aa raha. Aaye bhi kaise...teen teen laundiyo ko pelne ka socha tha bande ne..par armano pe paani fir gaya

KLPD hone se jo gussa aata usse romesh ka khoon bhi kar deta to jayaz hota
End me rupesh naam ke ek aur burchatte ki entry ho gayli hai. Matlab had hai yaar....kaise kaise namune bharele hain delhi me

Khair dekhte hain iske dwara call details milne par kya pata chalta hai...
Overall update was amazing as always. Keep it up men...now waiting for next