update 3
kuch der baad ka mahol ye tha ki bachane wale log aa gaye the aur jo log jinda the unko hospital pahuncha rahe the.naina ko bhi hospital pahuncha diya gaya tha uske sath uski bahen sona bhi thi aur rahul kamjor dil ka hi sahi hospital pahunch gaya tha waise bhi na pahunchta to naina ne pata nahi kya kar dena tha..udhar jonty ko uske aadmi kisi tarah samjha kar le gaye wahan matlab sadi ke mandap se aur jonty ye bol kar gaya tha ki jab tak mai jinda hun tum dono ko shadi nahi karne dunga..to chaliye hospital me dekhte hain kya ho raha hai..naina ne hosh me aate hi sona se puncha rahul mar gaya kya to sona ne badi masumiyat se jabaab diya ki hamko kuch nahi pata hai didi wo kahan gaye tabhi unhone mujhe aate hue dekha to dono khus ho gayi maine unhe bataya ki ghar wale sab bach gaye mai unko wahan se nikaal kar tumhare pass aa gaya to naina ne gusse kaha ki tumhe hamari koi fikar nahi hai na to maine kaha ki sona thi na tumhare pass aur jonty agar kisi se darta hai to kewal sona se ishiliye tum jinda ho