36 ghante mei Ap1.0 ke dono problems ko khatm karne ka plan bna liya tha aur Sanjay ko as a slave. That's a feat even Ap1.0 appreciate about him. Finally ek aur third party aa hi gayi in the story but yaha to third party ke roop mei 2 davedar hai jisme ek to supreme hai. Aur dono se hi Ap2.0 bheed chuka hai apne past mei. ROW ko wo khatm kar sakta hai it means ki uske pas ab ROW ke har problems ka solution hai but LEAGUE abhi bhi dikkat hai aur Ap2.0 ke liye jo problem ho wo kya kar sakti hai can't even imagine about. Ye Ra's Al Gul wali LEAGUE of ASSASSIN'S to nahi  

. But jo bhi LEAGUE ho iske bina Ap2.0 Aisa domination nahi kar sakta mean wo ek bar pehale bhi iski try kar chuka hai. 
Chang ke sath domination yani Chang use usi mission ke time par mila hoga. Jitsu ki training lagta hai Ap2.0 ko hi zyada mili hai but why he wants to dominate on Asia ye ek swal hai jo kafi khatak raha hai. Looks like sirf personality banne aur fights ke alawa bhi bahut kuch hai jisse Ap2.0 ne domination and destruction ka man bna liya aur maybe ye personality un characters jaisi ho jinhe duniya ki tabahi bina wajah dekhne mei mazza aata hai like DC Joker 
 
 
Vertigo ka asar Ap2.0 par nahi hota agar uske control mei body zyada der rah jaye that's mean Ap2.0 ne vertigo ko harane ke bajaye usko neutralize karne mei zyada focus kiya hai taki agar future mei Ap1.0 kabhi vertigo ka use bhi kare to wo useless ho jaye but sadly Ap1.0 zyada der ke liye nahi ja paya. 
Lastly and finally Ap1.0 ab Red John ke pichhe lagega qki Ap2.0 shows ki wo kafi der karta ja raha hai aur jitna der wo karega Ap2.0 utna hi strong and uncontrollable hota jayega aur yahi Ap1.0 nahi chahata hai. Dono ko merge nahi kar pa na ke liye ab Ap1.0 ko khud ko zyada mazbut bnana padega warna shayad agli bar Ap1.0 gaya to wapas nahi aa payega.
My last comment on the update is - NICE.