Update 15
madam- avi ye lo pani.
avi- thanks madam.
madam (mann mein)- ye apne kissi dost ki nahi balki khud ki baat kar raha hai. avi ko lag raha hai ki mujhe kuch pata nahi chalega par ye bhool raha hai ki maine isse jyada duniya dekhi hai. ooper se jo mujhe pata karne ko kaha gaya hai ki iska lund chhota hai ya bada. chhota huya to mere kissi kaam ka nahi lekin agar jaisa kaha gaya hai ki gupt tareeqe se ispe mehnat ki gayi hai usse agar iska lund lamba huya to meri chandi hi chandi hai. waise bhi abhi isne hi to kaha tha ki iske dost ka lund lamba hai.
avi- madam aap kya socch rahi ho.
madam- kuch nahi tumhare dost ke bareme socch rahi hoon.
madam (mann mein)- ab iska lund dekhne ke liye mujhe kuch jhol to karna hi padega.
avi (hairaan hote huye)- kyun madam aisa kya huya mere dost ko jo aap abhi tak uske baare mein socch rahi ho.
madam ne ek baar meri taraf dekha aur mere chehare par pareshani dekhkar wo sanjeeda hote huye boli.
madam- avi tumhare dost ka size to bimari ki wajah se nahi badha lekin mujhe lagta hai ki shayad size ki wajah se tumare dost ko koyi doosri bimari ho sakti hai.
avi- kaunsi bimari ki aap baat kar rahi ho madam.
madam- skin allergy lekin agar main uske lund ko dekh sakungi to main pukhta taur par bata paungi ki use kya karna chahiye bimari se bacchne ke liye.
ye sun kar avi socchne ki mudra mein chala gaya. tab maine use hilakar jagaya.
madam- avi ab tumhe kya ho gaya hai aur tum itni gehan socch mein gum kyun ho gaye the. tumare dost ko wo bimari ho sakti hai tumhe nahi.
avi- madam wo kya hai ki.
madam (mann mein)- ab aa raha hai line par.
madam- haan-haan avi bolo kya bolna chahte ho tum.
avi- wo maine aapse jhuth bola tha ki...
madam- haan avi aage bhi to bolo kuch.
avi- wo baat ye hai ki maine jhuth bola tha ki mere dost ka lund lamba hai.
madam- to kya uska chhota hai.
madam (mann mein)- satyanash saare kaam ka kabada ho gaya aur wo jiske dum par jeetne ka khwaab dekh rahi thi lagta hai ki unka saara khel bhi kharab ho gaya.
avi- nahi-nahi madam lamba to hai par mere dost ka nahi balki.
madam (mann mein)- ye to mujhe heart attack karwa kar hi dum lega.
madam- avi saaf-saaf bolo ki aakhir baat kya hai.
avi- madam main itne waqt se apne dost ki nahi balki apni baat kar raha tha.
madam (shock hone ka natak karte huye) -kya?
avi- haan madam kyunki mujhe lagta hai ki mera lund jarurat se jyada lamba hai.
madam- avi iske baare mein to main dekhne ke baad hi kuch bol sakti hoon lekin ab mujhe tum par bilkul bhi yakeen nahi hai. ho sakta hai ki shayad abki baar bhi tum mujhse jhuth hi bol rahe ho.
avi- nahi madam abki baar main bilkul sacch bol raha hoon. pehle mujhe bilkul samajh nahi aa raha tha ki main aapse kaise puchun isiliye dost ke bahane aapse baat jaan li.
madam- chalo koyi baat nahi jhuth se hi sahi ab to tumhe tumhare saare sawalon ke jawaab mil gaye na?
avi- haan madam par aapne abhi jo kaha tha ki size ki wajah se kuch bimari bhi ho sakti hai uska kya.
madam- wo to main dekhne ke baad hi bata sakti hoon. aise bina dekhe hi kaise bata doon.
avi- madam par main aapke samne kaise nanga hokar aapko apna lund dikha sakta hoon jabki mujhe to aapse sirf iske baare mein baat karte huye hi bahut sharam aa rahi hai.
madam- agar tum sabse aise hi sharmate rahoge to tumhe koyi badi bimari bhi ho sakti hai. waise bhi maine mbbs ka course kiya huwa hai to tum mujhe ek doctor hi samjho.
avi- theek hai madam main aapko dikhata hoon.
uske baad maine jhi-jhakte huye apni pant aur chaddi nikal di. itni dair se aisi baatein karne se mera lund pehle se hi kadak ho chuka tha isiliye bahar aate hi mera lund madam ko salami dene laga.
mere lund ko dekhte hi madam ka muh khula ka khula reh gaya. madam to ek murat ki tarah khadi ek tak mere lund ko dekhe hi ja rahi thi. aisa lag raha tha jaise kissi ne madam ko apne shikanje mein kas liya ho.
main bhi madam ke aise vyawhaar se pareshan ho gaya tha kyunki mujhe to yahi lag raha tha ki kahin mujhe koyi bimari to nahi hai. mera darr harr gujarte pal ke saath badh raha tha.
magar madam na to kuch bol rahi thi aur na hi kuch kar rahi thi. wo to bas mere lund ko hi dekhe ja rahi thi jaise room mein sirf madam aur mera lund hi ho.