• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Zindagi : ek anjana safar ( adultery + incest)

Story kaisi honi chahiye ?

  • A. One hero in the lead

    Votes: 428 79.3%
  • B. Multiple hero based

    Votes: 41 7.6%
  • C. Family based

    Votes: 144 26.7%

  • Total voters
    540
Status
Not open for further replies.

kas1709

Well-Known Member
6,347
6,708
173
Update 2

Wo aj 8 saal baad apne Ghar ko ja Raha tha .... Waise dekha Jaye to aam taur par sabhi log itne lambe arse ke baad apne Ghar jate hain to Unko kafi excitement hoti hai par Tarun ke case me aisa na tha ... Uska chehra emotionless tha ... Ab iski Kya wajah thi ye wo khud hi Jane ....

aage

abhi tarun ko apne seat par baithe kuch hi wakt bita tha ki aasman me fir se kale badal ghir aaye aur fir se baaris suru ho ajti hi tarun ko ye baaris ka mausam bahut pasand tha bachpan se hi to wo khidki se bahar ka najara dekhne lagta hai .....

jameen par girti huyi baaris ki bundo ne hi usko apne atit ki kuch yaado ke taraf dhakel diya .... kuch hi der me uski aankho se bhi baaris honi suru ho gayi ....

tarun (dheere se badbadate huye) : aakhir maine kya kiya tha aur meri kya galti thi ....

let me introduce some new characters to the story ....

Balbir singh : age 72 years , tarun ke dada, ek retired army officer. sawbhav se kafi strict. inke purwaz jameendar hua karte the isliye retirement ke baad ap gaanv me hi apni family ke sath rahkar apne purazo se mili amanat ka sadupyog karte the.

kaushalya singh : age 70 years, tarun ki dadi..

balbir aur kaushalya ji ki 4 santan thi 3 bete aur 1 beti.

1.yadunandan singh, age 51 years, balbir aur kaushalya ji ka bada beta.

f315cdb62334af7e7e5d3768cc50d95d

malti singh : age 49 years, singh khandan ki badi bahu i mean yadunandan ji ki dharm-patni.

inhe 1 beti aur ek beta hai

f8f0a614ef088126805e79abb191c89e

shreya singh : age 30 years, iski shaadi ho chuki hai aur ye apne sasural me rahti hai.

raghav singh : age 28 years, iski bhi shaadi ho chuki hai

ff1d83cd7ad90ce1cf5bd45aa99938a0

shivani singh : age 25 years, ye raghav ki biwi hai.

2. shailendra singh : age 49 years, ghar ka manjhla beta.

de437e5310a899321e2da26d05460d70

khusbu singh : age 47 years, shailendra ji ki wife.

inki bhi apne bade bhaiya ki tarah do hi santan hai ek beta aur ek beti ..

images-1

rahul singh : age 22 years, iski abhi shaadi nahi huyi hai aur ye ghar me sabka ladla bhi hai..

c9a6881f257e700a3a1c9f21396f6b9a

rani singh : age 24 years, bahut hi khubsurat hai aur thodi nakchadhi bhi ..

DSC00683af

3. priya singh : age 46 years, balbir ji ki eklauti beti aur tarun ki bua .

manohar singh : age 49 years, priya ke pati aur singh khandan ke eklaute damad.

inki ek beti hi hai

4726f22f5657d5a4237840bba4ef1766

ruby singh : age 24 years, rani se kafi achi jamti hai iski ..

4. laxman singh : age 44 years, jaisa naam hai bilkul waise hi hain apne bade bhaiyo aur pita ki kahi huyi har baat inke liye inki jaan se badh kar hai.

OIP-pyf-YCOe-Yab-Qm-GMUKfcp4w-Ha-Ha-pid-Api-dpr-1

sumitra singh : age 41 years, tarun ki maa aur ghar ki chhoti bahu.

inki 4 santan hai ..

8128d61f8edf39d6a5ba739e33436239

richa singh : age 23 years, apne dada ki ladli hai, ghar ke kisi bhi sadasya ko agar apni koi baat manwani hoti hai to isse hi sifaris lagwata hai..

91e4cd9cc84624009323f04ae6bf30b8

priyanshi singh : age 21 years, rani,ruby aur iski tikdi pure gharwalo ki naak me dam karke rakhti hai .

images

ruchika singh : age 21 years, ye priyanshi ki judwa bahan hai, jaha priyanshi kafi chlbuli aur natkaht hai wahi ye kafi shant swabhav ki hai ...

ab milte hain ghar ke last member se jo ghar ka sabse chhota hone ke bawjud bhi kisi ka ladla nahi hai aur kisi ko iske hone ya na hone se koi fark bhi nai padta ...

images

tarun singh : age 19 years, ye just abhi abhi 19 ka hua hai ..

ghar me kuch naukar chakar bhi hain ..

back to story

Balbir ji ki bas ek hi khwahis thi ki unki puri family ek sath rahe isliye hi unhone apne gaanv me hi apne beti ke rahne ka bhi intjm karwayab tha jo ki inke mukhya niwas ke paas me hi dusre ghar me rahte the .... balbir ji ke sabhi santano me apar prem tha ... ye balbir ji ke diye gaye sanskar hi the ki din bhar jo bhi chahe kahin bhi rahe par raat ka khana sabhi ek sath hi karte the ...

balbir ji ne gaanv me hi apne sabhi bete aur damad ke liye kaam kaaj ki vyawastha kar di thi jaise yadunandan ji gaanv ke mukhiya the ... laxman ji kheti bari ka kaam dekhte the to shailendra ji apne bahnoi manohar ji ke sath milk dairy ke kaamo ki dekh rekh karte the ....

yu to ghar me kuch naukar chakar bhi the jo saaf safayi aur anya kaamo ke liye liye rakhe huye the par khana banane ka kaam sirf ghar ki mahilaye hi dekhti thi ....

inka ghar kisi haweli se kam na tha .... inka ghar teen floor ka ban hua tha .... ground floor par hi ek kamre me balbir ji rahte the unke alawa unke dono bade bete bhi ground floor par hi rahte the .... first floor par ek room me ragahav apni wife ke sath rahta tha uske bagal wale room dono judwa bahno ka tha aur raghav ke samne wale room me richa rahti thi jise ki akele hi rahna jyada pasand tha jiske liye usne separate room rakha hua tha ... richa ke bagal wale room me shreya rahti thi shaadi se pahle aur ab bhi kabhi wo yaha aati thi to apne room me hi thaharti thi ....
second floor par ek room laxman ji ka tha, unke bagal wale room me rani rahti hai ... Ek room Rahul ka tha jo ki Ghar me sabse jyada spacious aur well decorated tha ... Rani ke samne Wala room Tarun ka tha ... Har floor par ek ek common washroom bane huye the .... Kitchen aur dinning rooms ground floor par hi maujud the ....

gaanv hone ke bawjud inke ghar me sahar ki tarah sari sukh suwidha ki chijein maujud thi ....

Evening ko Tarun ki train uske gaanv ke pass wale Sahar me pahunch chuki thi ... Wo apna luggage utha Kar train se Bahar aaya hi tha ki uska mobile ring hone lagta hai sir as expected call Karan ka hi tha ....

Karan : hello Bhai pahunch Gaye Kya apne Ghar ....

Tarun : nahi bhai abhi train se just utra hi hu .... Yaha se abhi aadhe ghante ka aur safar Baki hai .... tum log thik se pahunch Gaye na ...

Karan : haan bhai ham to Kal evening ko hi pahunch Gaye ... Le diya Didi tujhse baat karengi ...

Diya : hello hero, pahunch Gaye apne Ghar Kya ...

Tarun : nahi Didi abhi to nahi .... Thode der me pahunch hi jaunga ...

Diya : apne Ghar pahunch hame na bhul jaiyo ...

Tarun : Kya Didi ap bhi na apno ko koi bhul sakta hai Kya ...

Diya : thik hai babu apna khyal rakhna ... Baad me baat karti hu ... Bye

Tarun : ok Didi bye ...

Station se Bahar nikal kar tarun ek auto se apne gaanv ke taraf nikal jata hai .... jaise hi uska auto uske gaanv me enter karti hai apne atit ke kuch lamho ko yaad kar uske aankho me aanshoo bah chalte hain par kuch hi lamho me wo khud ko sambhal kar apne aanshoo poch leta hai aur driver ko aage ka rasta batata hai .... cahnd hi lamho me wo apne ghar ke samne khada tha ... last time jab wo apne ghar ko chhod kar gaya tha uss wakt ke ghar aur aj ke ghar me koi khas antar aaya tha ...

driver ko paise dekar vida karne ke baad wo apne dono hatho me trolley bag liye apne ghar me enter karta hai uska dil bahut joro se dhadak raha tha .... itne saalo ke baad wo sabse Milne Wala tha ... Na Jane sab uske sath kaisa behave Karenge and all yehi sab sochta hua wo dheere dheere apne ghar ki taraf apne kadam badhane lagta hai ...

ghar me enter hote hi usko gate par hi uske dada ji dikh jate hain .... wo apne bag chhod kar dhadakte huye dil ke sath apne dada ke pao ko chhuta hai .... balbir ji apne pote 8 saal baad dekh rahe the par unki anubhavi aankho ne turant hi usko pehchan liya ... wo bas uske sar ko chhu kar ek normal sa reaction dekar waha se chale jate hain ...

tarun ab apne ghar ke aangan se hote huye andar aane lagta hai ... uss wakt ghar me uske dono chacha, papa aur ragahv bhaiya ke alawa sabhi log maujud the .... jaisa tarun ne expect kiya tha thik waisa hi reaction usko mila .... uski bahno aur maa chachi sabhi ne usko ignore hi kiya siwaye uski badi chachi ke .... usko bachpan se hi apne pariwar se aisa hi reaction milta aaya tha to uske liye aj ye koi nayi baat na thi .... na jane kaisi nafrat thi sabke dilo me jo 8 saal usko ghar se dur rakhne ke baad bhi unko chain na aaya tha ....

usko na to raghav ki shaadi me bulaya gaya na hi shreya ki shaadi me ... wo to aj tak apni bhabhi se kabhi mila bhi nahi tha par wo bhi usko waise hi ignore kar deti hai jaise ghar ke baki logo ne kiya tha ... pahle bhi usko ghar me sirf do logo se hi thodi bahut sympathy milti thi ek uske manjhle chacha shailendra ji se aur dusri uski bua se .... Ghar ke sabhi logo ki uske prati berukhi dekh Kar hi uske manjhle chacha ne uske rahne aur padhne ka intjam waha se kafi dur me Kar diya tha .... Taki uss masum ko roj roj aise jillat aur tano bhari jindagi se chhutkara mil sake .... uske chacha saal me ek baar usse milne ko uske hostel jarur jate the .... last year bhi wo usse milne gaye the aur lautne ke wakt uske kuch photos click kar liye the jisse uske ghar walo ne usko pehchan liya tha .. uske padhayi aur rahne ke kharche ka intjam bhi uske manjhle chacha ne hi Kiya tha .... Kuch paise wo part time job Karke bhi Kama leta tha ...

tarun ki badi maa ne uske room ki keys lakar usko de diye ....

b. maa : beta tum apne room jakar fresh ho jao main gayatri(ghar ki naukrani) se tumhara nasta tumhare room par hi bhijwa deti hu ...

tarun bhari man se apne baggage lekar seedhiyo se hote huye jakar apne room ka gate kholta hai ... uske room ka haal bilkul waisa hi tha jaisa wo usko chhod kar gaya tha .... siwaye iske ki uske room me sirf makdi ke jaale bhare huye the aur room ke andar ki har chiz par dhul ne apna kabza jamaya hua tha ....

khair usko pata tha ki ab kya karna hai ... apne bag ko ek kone me rakh kar gate ko andar se lock karke wo saaf safayi me jut jata hai .... ek ghante ki kadi mehnat ke baad uska room insan ke rahne ke layak ho jata hai ... abhi wo safayi karke aram bed par baitha hi tha ki uske gate par knock hota hai ... Wo ushi halat me gate kholta hai ... Bahar aur koi nahi uske manjhle chacha hi the ... Unhe dekhte hi Tarun unse aashirwad leta hai ...

M. Chacha : ye kaisi halat bana rakhi hai tumne ... Ghar me itne log Hain aur naukar chakar Hain ....

Tarun ( bharraye Gale se ) : chhodiye na chacha ji ab Kya hi farak padta hai .... Ab mujhe in Sab ki adat ho gayi hai ... Socha tha ki ab kabhi wapas laut Kar iss Ghar me nahi aaunga par apne kasam di thi to aana pada ...

M. Chacha : beta Maine to sabko batlaya tha ki tum aane wale ho to kisi ne tumhara room nahi saaf Kiya .... Kaise careless log Hain iss Ghar me ... ruko main sabko bula Kar daant lagata hu ...

Tarun : chhodiye na chacha ji kyu Meri wajah se ap tension le rahe ho ... Mujhe koi Fark nahi padta ... Bachpan se sahta aaya hu ab to bada ho Gaya hu ab koi dikkat nahi hai .... Sab Sach hi to kahte Hain ki main m..

M. Chacha : khabardar Jo fir se tune wo sab bola to ... Maine Mana Kiya tha na ...

Tarun aur uske manjhle chacha ke aankho me aanshoo dabdaba aaye the ...

Thodi der baad Tarun apne kuch kapde lekar washroom jakar shower lekar tarotaza ho jata hai .... Uske chacha ne uske liye uska breakfast room par hi bhijwa diya tha to nasta Karke wo safar aur saaf safayi me huye thakan ko mitane ke liye so jata hai ...

Evening ko phone ki ring se uski neend khulti hai .... Call diya ka tha ...

Tarun : hello Didi kaisi ho ...

Diya : main to thik hu tu Bata tu kaisa hai ... Mil liya Ghar walo se ....

Tarun : haan Didi ... Aur main to thik hi hu ...

Diya : par Teri awaz se to lag Raha tu thik nahi hai ...

Tarun (jabardasti haste huye) : Kya Didi ap bhi na main to thik hu ....

Diya : bachche umra me tujhse badi hu ... Bata Sach me Kya Kya hua ...

Tarun sirf saaf safayi wali baat chhupa Kar sari baat Bata deta hai ...

Diya : kaise log Hain tumhare Ghar wale ... Itna pyare se bachche se kaisi dusmani nikal rahe sabhi .... Tu agar Mera bhai hota na to tujhe apne palko me chhupa Kar rakhti ...

Tarun : Kya Didi apne bhi mujhe paraya Kar diya na ... Main apka bhai nahi hu na ...

Diya : are pagal mere kahne ka wo Matlab nahi tha ... Tu to Meri jaan hai ek pal ko to main Karan ko bhul sakti hu par tujhe nahi ... Tune mere liye jitna Kiya hai utna to koi saga bhai bhi nahi karta ....

Tarun : chhodo Didi ye sab main to majak Kar rha tha ... Main janta hu ap mujhe kitna pyar karti ho ...

Diya : ok bhai baad me baat karti hu ... Bye and take care ...

Tarun : bye Didi ...

Evening ko Tarun ki bua usse Milne aati hai ... Uske manjhle chacha ke alawa ek wahi thi jiske dil me Tarun ke liye koi galat bhawna nahi thi ... Wo kafi der Tak Tarun ke sath baatein karti aur fir wapas aane ka bol apne Ghar ko aa jati hai ....

Raat ko bhi uska Khana uske room me hi aa jata hai jabki Baki log sath baith Kar apna dinner karte Hain ...

Dinner ke baad Ghar ki sari ladkiya dono judwa bahno ke room me baithi huyi thi ...

Rani : yaar priyanshi itne dino se to hamari life mast chal rahi .... Aj ye manhus fir se yaha aa Gaya ... Ab na Jane yaha kkya apsakun hone Wala hai ....

Priyanshi : agar aisa kuch hua to abki baar main khud apne hatho se uski jaan le lungi ...

Rani : nahi le payegi yaar dekha nahi wo kitna lamba chauda saandh ki tarah ho Gaya hai .... Pahle ham usko kitne maje torcher Karke Maza kiya karte the ...

Richa : are wo ab bhi hamara kuch nahi bigad payega .... Dada ji se bol Kar Usko Ghar se hi hamesa ke liye nikalwa dungi .... Dada ji Meri koi baat nahi talenge ...

Ruchika : Didi par Mujhe ye baat samakh nahi aati ki ham usse itni nafrat kyu karte Hain .... Hai to wo aakhir hamara chhota bhai hi na ....

Richa : ye tu kaisi baat Kar rahi hai tu chhoti wo manhus aur hamara bhai .... Hamre sirf do hi bhai Hain ek raghav bhaiya aur dusre Rahul bhaiya ...

Ruchika: Didi apne shayad dhyan nahi diya kitna masum hai wo ... aakhir usne aisa Kya Kiya hai Jo ap log uske sath aisa behave karti ho jaisa kisi anjan shaksh ke sath bhi nahi karna chahiye .... Aj Maine uske aur manjhle chacha ke beech huyi thodi si baatchit suni hai ... Wo bahut hi innocent hai Didi ... Hamare raiwaiye se wo bilkul tut sa Gaya hai .... Agar ham aise hi uske sath behave karte rahe to kahi wo koi galat kadam na utha le ....

Rani : wo mar bhi Jaye to Kya hi Fark padega ... Wo to aur acha hoga ki ek musibat talegi aur ham khul ka saans le sakenge ....

Ruchika : Kya Didi ye kaisi baat bol rahi ho aisa to koi kisi dushman ke bare me bhi nahi kahta .... Agar aisa hi koi Rahul bhaiya ke bare me kahe to apko kaisa lagega ....

Rani turant hi ruchika ke dono gaalo par thappad laga deti hai ...

Rani : khabardar Jo tune mere chhote bhai ke bare me aisa kaha to main Teri jaan le lungi ....

Richa : Kya ruchika tu pagal to nahi hai na ... Ek manhus ke liye tu Rahul jaise pyare bhai ke bare me aisa soch bhi kaise sakti hai .... Kaha Rahul aur Kahan wo manhus ....

Priyanshi : Kya Ruchi tu bhi Kya bekar ki baat le Kar baith gayi hai ... Soch jis mummy Papa ne Usko janm diya hai wo Tak usse nafrat karte Hain uski parchhayi bhi khud par padne Dena nahi chahte tu uss manhus ki wakalat Kar rahi hai ...

Ruchika : main kisi ki wakalat nahi Kar rahi .... Main to bas kah rahi ki uss masum par ab Tak ke atyachar Kya Kam the Jo ap log usko aur pareshan Karne ki soch rahe ho ...

Richa : chhod ab uski baatein ... Kyu uske liye ham log apas me behas Kar rahe Hain ... chal chhoti tu so ja ... Ham log bhi sone ja rahe Hain ... Good night ..

Uske baad inki meeting dismiss ho jati hai ...
Nice update...
 
dhparikh

Well-Known Member
6,756
8,095

Nice update....
 
Status
Not open for further replies.
Top