• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Yeh bhi Muhabat hi hai (COMPLETED)

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Update 52

I DEDICATE THIS UPDATE TO ALL THE READERS OF THIS STORY, TO ALL THOSE WHO ARE LOVESTRUCK OR THOSE WHO HAVE GONE THROUGH SUCH DAYS AND SITUATIONS IN LOVE

Vijay Aisha ko kaske bahon mein ek lamba passionate kiss kiya aur Aisha ne bhi kiss ko achi tarah se respond kiya. Aisha ki bahein Vijay ke jism ko zor se apne aap par chipkaya huwa tha aur Vijay ke haath Aisha ke komal, nazuk kamar par the jab ke uss choti si choli mein puri kamar baahar jo thi. Vijay ahiste ahiste, howley howle apne ungliyon ko Aisha ki kamar par pher raha tha jiss se Aisha ke jism mein ek aag jeisi daud rahi thi aur woh apne aap par kaabu nahin rakh paayi aur khud ko puri tarah se Vijay ke hawale kar diya tha, Vijay diwanon ki tarah Aisha ko chumtey huwe, usski ki jeeb se unn meethe rasson ko nichortey huwe, woh bhi badan mein kashmaksah ki leher mehsoos kar raha tha aur lund bilkool khada ho gaya tha jissko Aisha ne apne saree ke upar jaanghon par achi tarah se feel kiya.

Dhire dhire Vijay ka ek haath Aisha ke chaati par ponhcha aur dusra haath usski chutron par, uss se Vijay ne Asha ki nichey wale hissey ko apne dick par aur kaske dabaya aur Aisha jeise ke behosh ho rahi thi uss waqt aur uss ne donon enkhen bilkol bandh kar li thi aur Vijay ko apne aap ko ek baar phir samarpan kar diya tha. Uss waqt aasmaan se upar wala bhi dekhta hoga to sochega ya eisa hi lagega ke yeh donon to ek dusre ke liye hi banne hein aur pati patni hi hein. Ek shunya ka bhi koyi shaque nahin hota ke yeh pati patni nahin hein. Insaan to kia Bhagwan bhi sochega ke kyun inn donon ki aaj tak meyl nahin huwa hai, inn donon ki shaadi to swarg mein hogayi hogi khud Bhagwaan sochta hoga !

Kehte hein nah ke shaadiyan dunya mein nahin balke upar se hokar ate hein, do dilon ke rishte aasmaan se judh kar atey hein to kyun iss dunya mein insaan do dilon ko milne se rokte hein aur chahne walon ko tarpate hein aur juda karte hein ? Khoon ke ensoo rote hein kabhi muhabat karne wale, kabhi pariwaar walon ki wajah se to kabhi samaajh ki banawati usoolon ki wajah se, ya to kabhi aur kahin jhooti insaan ke banaye huwe tehzeebon ki wajah se… kissi na kissi kaaran iss dunya ko pyar karne walon ko juda karne ki aur tarpaane ki, dukh jhelne ki, rulane ke bahana mil hi jaati hai. Kitne pyar karne wale to bilkool hi nahin mil paye iss khokli makkaar dunya aur samaaj ki wajah se…. Kitne muhabat karne walon ne ek dusre se milne ke liye atmahatya kiye, iss irade se ke marne ke baad to woh aakhir mil payeinguey, kitnon ne qurbaniyan diye apne muhabat ke gala ghont kar kissi aur se rishta jodke, sirf iss samaajh ko ya pariwaar ko khush rakhne ke liye…. Kayi muhabat karne wale jiss ke rishte aasmaan se ban ke aye iss dunya mein, upar wale ne unnko ek dusre ke liye paida kiya aur milkar saath rehne ke liye bheja magar dunya ne unn ko juda kiya aur kissi aur se rishta joda…. Seinkron eise log hein iss dunya mein jo samaajh ki ya kissi aur nafrat ka shikaar hokar muhabat mein naakaamyaab rahe, jab ke khuda ne unn do dilon ko ek honé ke liye paida kiya tha…..

To hamara Vijay aur Aisha weisa hi ek jodi lag rahe the uss waqt jissko upar wale ne ek duje ke liye hi banaya hai mudat pehley se hi. Ab kaun yahan tang ara raha hai inn donon dilon ke beech. Rukawat ke roop mein khud Aisha ka pita hai. Magar kia uss ke pita ko thoda sa bhi khayaal aya hoga key yeh donon ek dusre ke liye baney hein! Yeh unn logon mein se hein ke agar khud Bhagwan ek insaan ke roop mein unn ko aakar yeh kahein ke Aisha aur Vijay ko ek dusre ke liye banaye gaye hein to bhi yeh inkaar kareinguey aur apni man maani kareinguey… Eise to hum Laila-Majnu, Shirin Farhaad, Romeo Juliet aur seikron eise kahaniyon ko jaantey hein magar kitne eise Vijay aur Aisha jeise aur laakhon chahne wale honguey jinnko juda kiya gaya ho!!!??

Behrehaal, Vijay Aisha ko apne bistar tak lekar gaya aur Aisha khud bistar par leth gayi jeise woh khud chahti ho ke Vijay ussko apne aaghosh mein lein…… Vijay Aisha ke peth par apna munh rakh kar apne honton ko halke se pherta gaya upar ke awr aur uss ke chaati par ruka phir blouse ko kholne ki koshish shuru ki…. Tab achanak Aisha uthi aur jhat se bistar se uthri yeh kehte huwe, “Nahin Vijay yeh ab thik nahin main chalti hoon…” Vijay achaanak thanda par gaya aur heyraani se Aisha ko dekhtey huwe bola, “Kia hogaya achaanak? Abhi abhi to tum thik thi, suno to jaan!” Par Aisha darwaze tak chali gayi thi aur usse khol kar baahar nikal kar sidhey tent mein gayi aur jab dekha ke koyi bhi nahin hai tent mein to apni ghar chali gayi…. Vijay ne usska picha kiya jitna jaldi ho saka par Aisha jaa chuki thi…. Vijay tent mein khada soch mein dooba raha kuch der tak yeh sochtey ke kia baat hein jo Aisha ko weise behave karne par majboor karta hai har waqt….. kia ussne apne pita se koyi vaada kiya hai ke kabhi bhi woh Vijay ke paas nahin jaegi? Kia uss ne kassam khaayi hai kissi se ke Vijay se door rahegi hamesha? Agar weisi baat hai to kyun kabhi Vijay se kuch bhi nahin kehti? Kia woh nahin sochti Vijay par kia beet raha hoga? Kab tak eisa chalega unn donon ke beech? Kab tak samaajh ke khokley dastoor ki vajah se ye do premi apne aap se ladhte raheinguey? Kab tak do masoom dilon ke beech daraar bana rahega? Aakhihr kab tak? Vijay tang agaya hai inn baton se aur eise haalaat se. Vijay apne dil o dimaagh par dabaav daaltey huwe sab sehta raha itne dinon tak par khud sawaal karta gaya ke aakhir kab tak yun chalega ?? kab tak ?

Vijay ne risk lena chaha, socha ke chaahe jo bhi ho aaj woh faisla karke rahega chahe chaaku chale ya bandook woh aaj Aisha se sab ugalwake rahega. Vijay Aisha ke yahan ponhcha. Darwaza khatkhataya. Aisha ki maa nikli. Vijay ne Aisha se milne ki maang ki. Usski chachi ne kaha, « Vijay beta, kyun khatra mol lena chahte ho agar tumhare chacha ko pata chala ke yahan ho to qayamat ajaegi, chale jawo please. » Vijay ne thaan liya tha chahe jo bhi ho woh Aisha se baat kiye bina nahin jaega, aur apne chachi ko dhaka de kar Aisha ke kamre mein ghussa. Aur koyi nahin tha ghar mein. Vijay ne Aisha ke donon baazuwon ko zor se pakar kar ussko jhigjhora aur oochey swar mein poocha, « AAJ TUMKO BOLNA HOGA, KIA BAAT HAI, KAB TAK MAIN YUN TUMHARE ZULMON KO SEHTA RAHUNGA ? KYUN EISE BEHAVE KARTI HO ? KIA IRADA HAI ? MUJHSE PYAR KARTI HO YA NAHIN ? MERI DULHAN BANOGI YA NAHIN ? MAIN TUMHARA INTEZAAR KARUN YA NAHIN ?» Yeh itne lavz kehkar vijay ke enkhon se ensoo chalak pade, woh emotional to tha hi, aur eise mawkon par aksar ro diya karta tha….. Aisha buth bani khadi rahi bina koyi jawaab diye, jeise koyi pathar ban gayi ho! Vijay ne phir ussko zor se hilaya aur jawaab manga magar Aisha jeise hosh mein nahin thi, weisa behave kar rahi thi, ek dum pathar ke murat jeise…. Vijay ke ensoowon ka bhi assar nahin tha usspar uss waqt….. Vijay ne ziada zor se aur ghusse mein poocha, “Agar tum ko meri nahin banna hai to uss doctor ko kyun inkaar kiya aur kia kaha tha ussko ke woh chala gaya bina kuch kahe? JAWAAB DO AISHA JAWAAB DO MUJHKO. TUMHARI KHAMOSHI MERI JAAN LELEGI…. DEKHO MAIN MARKE TUMKO DIKHADUN? ABHI KE ABHI ISS SINE MEIN KUCH BHONK LETA HOON…. EK CHAAKU BHONKLUN APNE SINE ME AUR CHEER DALUN ISS DIL KO JISS MEIN SIRF TUMN BASSI HO, KIA KEHTI HO? MERA SAR BHOOT SANWAAR HAI AISHA MAIN EISA KAR SAKTA HOON ISSI WAQT AGAR TUM NE KOYI JAWAAB NAHIN DIYA TO!!! ABHI ATA HOON EK CHAAKU LEKAR…..” Yej kehkar Vijay kitchen ke taraf gaya chaaku lene, usski chachi hadbadati usske piche gayi chaaku chinney ke liye tab Aisha bhi aayi kitchen mein aur Vijay ke haath ko pakra aur ussko ek zor se thapad maartey huwe chilla kar ROTEY HUWE MOTI MOTI ENSSOWON KE SAATH kaha, “Marna chahte ho kaayar? To pehley mujhko maaro, maar dalo mujhko, mere sine mein ched kardo iss chaaku se! Tumko pata hai ke main kia seh rahi hoon itne dinon se? KIA MAIN KHUSH HOON? KIA MAIN DIN BHAR MAWJ MASTI MEIN JEETI HOON? MUJH PAR KIA BEETTA HAI KABHI PUCHA HAI KISSI NE? MAIN KISS KISS DAWR SE GUZRI HOON YE MALOOM HAI TUMKO? MAIN NE KITNE KHOON KE ENSOO ROYE HEIN YEH POOCHA HAI KABHI? JAB MAIN DUSRON KO APNE APNE JIWAN SAATHI KE SAATH DEKHTI HOON TAB MUJHPAR KIA BEETTI HAI YEH SOCHA HAI KISSI NE KABHI?...... Vijay ekdum shant hogaya Aisha ki iss roop ko dekh kar… Vijay ka munh khula ke khula reh gaya ekdum jeise bilkool hawa nikal gayi ho….. Ab Aisha itne zoron se rote huwe bol rahi thi ke awaaz Vijay ke ghar tak ponchi aur wahan tak kia, raat ka waqt tha aur Anirud chacha ke ghar tak bhi awaaz chali gayi aur Aihsa ke pita ne bhi sun liya aur sab log chale aye wahan Aisha ke ghar yahan tak ke Vimal aur usski nayi dulhan bhi, Pooja, Annu SAB KE SAB … log bhar gaye ghar mein, lounge mein, kitchen mein… magar koyi beech mein nahin bol raha tha aur Aisha ussi sur mein chilatey huwe kaha, “PAPA AAP KUCH NAHIN BOLEINGUEY AAJ KOYI BHI NAHIN BOLEGA, AAJ MAIN BOLUNGI AUR SAB SUNEINGUEY, AGAR KISSI NE MUJHKO ROKNE KI KOSHISH KI TO MAIN APNE AAP KO MAAR DALUNGI….. Aisha par jeise bhoot sanwaar ho gayi ho…. Sab sun rahe the woh roti bilatti bolti jaa rahi thi…. Ek katha kehna tha ussko aaj, Aaj usski ki baari thi…….

Agle update mein sirf Aisha ki baatein suneinguey ensoowon ke saath, dil thaam kar wait karna yaaro, ab ayi uss dukhyaari ki baari apni dil ke dukhrey sab ko sunane ko…..

To be continued…..with tears…….
 
Rahul

Kingkong
60,556
70,670
354
wonderful update dost
 
  • Like
Reactions: Casinar

bondjamesbond09

Active Member
1,613
4,377
159

superb update
nikal Jane do aisha ke dil ki bhadaas
 
  • Like
Reactions: Rahul and Casinar
Top