Update 36
Agle subha ko jab Vijay utha to usska sar dukh raha tha aur uss ne bistar par se hi Pooja ko awaaz di. Pooja nimbu pani lekar uss ke kamre mein gayi aur ussko khub danta iss liye ke kal raat ko uss ne ziada pi rakha tha.
Kuch idhar udhar ki baatein karney ke baad, Pooja dil hi dil mein Aisha ke barey mein soch rahi thi ke woh aur Vijay shaaririk sambandh rakh chuke hein, aur Vijay se iss barey mein baat karna chahti thi magar dar rahi thi ke kahin Vijay bura na maan jaye…. Vijay ne kaha ke aaj woh university nahin jaega aur ghar par hi apna dissertation ko continue karega aur kuch research works karni hai internet par… yeh sunkar Pooja khush huwi ke Vijay ghar par hi rahega, kyun ke woh ghar mein akeli bored ho jati hai har roz, ab Vijay ragega to donon khub mastiyan bhi kar sakeinguey…. Phir Pooja ne socha jo baat woh karna chahti hai uss ke saath woh kar paegi…..
Kuch der mein Vijay nahaney aur breakfast ke baad computer par gaya yeh dekhney ke Aisha ne mail kiya ya nahin…. Woh soch raha tha uss ne dil ki gehrayi se, rotey huwe woh mail send kiya tha kal aur uss mail ka Aisha par koyi bhi assar nahin huwa?! Uss ne woh mail apna sent items mein phir se check kiya aur khud roya apne aap par, uss ka dil bahot dukh raha tha khud uss mail ko pahr kar, to socha ke kia usski Aisha itna kathor dil ho gayi hai ke weisa ek mail ka assar nahin huwa uss par….. aur yeh bhi soch raha tha ke shayad Aisha bhi royi ho uss mail ko pahr kar ya to phir Aisha bahot khush hai uss doctor se issi liye Vijay ki mail ka koyi bhi assar nahin huwa hoga Aisha par…
Assal baat kia thi kiss ko pata? Phir Vijay ne Pooja ko awaz di. Pooja uss ke paas ayi to Vijay ne pucha kal ka kia samachar hai Aisha ke yahan se, kia kiya doctor sahab ne. To Pooja ne kaha, « Jawo mummy se pucho woh tumko sab samjhayegi.»
Vijay: “Kyun? Mummy ne tumko nahin bataya?”
Pooja : Bataya to, magar main nahin explain kar pawungi jeise mummy ne samjhaya. »
Phir Pooja Vijay ke donon haathon pakrey uss ko khinchtey huwe kitchen mein gaya apni maa ke paas aur kaha, « Mummy, bhai pooch raha hai kal kia huwa Aisha ke yahan iss ko samjhdo nah. » Tab Vijay ne bhi Poocha, «Kia kuch mangni vangni ki date fix kiya unn logon ne maa ? »
Maa :«Nahin ladka ek anguthi lekar aya tha aur Aisha ko pehnana chahta tha magar Aisha ne inkaar kiya yeh kehtey huwe ke jab aur agar mangni tey hogi tab anguthi ka silsila jaari kiya jaega, abhi ke liye sirf dekha dekhi hi tak thik hai.»
Vijay yeh sunkar chohonk gaya aur soch mein par gaya. Phir uss ne apni maa se poocha, « Aisha ne keisi dress pehni thi maa ? bahot khub surat lag rahi hogi nah ? » Pooja udaasi se Vijay ko dekh rahi thi aur usski enkhon mein usski mann ki baaton ko pahrney ki koshish kar rahi thi. Vijay ki maa ne kaha ke Aisha ne ek safed churidaar pehni huwi thi jiss mein pink phoolon ka design hai. Vijay ki enkh moti moti phat si gayi yeh sunkar aur uss ne turant zor se kaha, “Woh churidaar to main ne uss ko gift kiya tha pichley new year par!!Aur uss ne bilkool nahin pehni thi aur kaha tha ke kissi achey occasion par pehnegi, to mera diya huwa dress uss ne kissi aur ko pehen kar dikhlayi?”
Magar Pooja ne kuch ulta hi matlab nikala iss baat ka aur Vijay se yeh kaha, “Arey nahin bhai, Aisha ne tumko uss mehfil mein present rakha tumhari di huwi cheez istemaal kar ke. Uss ne tumhari di huwi dress iss liye pehni hogi taakey uss ko tumhari presence feel ho wahan par!” yeh sunkar Vijay ke chehre par ek rownak sa agaya aur Pooja ko jhat se kiss kiya gaalon par aur bahot khush dikhney laga. Tab thodi der baad Vijay ne apni maa se poocha ke woh log kab wapas ayeinguey mangni ke liye?” To usski ma ne kaha, “Abhi Aisha ke parents aur hum log wahan jayeinguey ladkey ke ghar, tab wahan tey kiya jaega ke kab mangni hogi.” Vijay ne poocha, “kab jaoguey aap log?” To usski maa ne kaha, “Aaj raat ko hum sab bade log jayeinguey ladke ke ghar.” Vijay ne poocha, “Aisha bhi jaegi?” to maa ne jawab diya, “Arey nahin re paagal ladki nahin jatey ladke ke ghar shadi se pehley! Haan uss ka bhai jaega.”
Vijay kuch soch mein pada kaafi der tak phir apney kamre mein chala gaya. Computer ke paas baith kar bahot der tak sochta raha, mann kiya usska ke woh Aisha ko phir ek mail likhe, aur shukriya karein ke uss ne usski di huwi dress pehni thi kal…. Phir socha ke Aisha ne mail ka reply nahin kiya hai to kyun woh mail kare ab…..
Lunch ke baad Pooja Vijay ke kamre mein gayi aur kaha ke ussko kuch zaroori baatein karni uss ke saath. Vijay ne sharaarati andaaz mein kaha, “Acha!! Aaj meri choti behna ko mujhse ZAROORI baatein karni hai! Arey wah yeh to news hai mere liye! chalo bako kia bakni hai tumko!” Pooja hansi phir kaha:
Pooja: “Bhai naraz mat hona magar kal raat jab tum sogaye to main ne computer off karne se pehley tumhara mail read kiya jo tum ne Aisha ko send kiya tha”
Vijay: “No problem sister dear, iss mein naraz hone wali kia baat hai. Main ne hi to tumko password diya than aah open karne ko, mujhe yaad hai main itna bhi nashi mein to nahin tha!”
Pooja: Han bhai, magar kuch ziada important batein hai uss mail mein jiss ka mujhko pata nahin tha, uss ko read karke tab pata chala mujhko.
Vijay ke dimagh se bilkool nikal gaya tha ke uss mail mein uss ne sex wali baatein bhi ki thi… aur uss ne beparwah Pooja se kaha, “Kaun si eisi baatein hai jo tumko pata nahin tha, tumko to mere aur Aisha ke barey mein sab pata hai!”
Pooja ko samajh mein nahin arahi thi ke kiss tarah se woh uss baat ko cherey… ussko sharam bhi arahi thi aur dar bhi lag rahi thi, magar uss ke mann mein bahot sari batein thi jo ussko Vijay se kehni hi thi… ab raat ko Vijay ne uss se bra wali baat kar ke ussko himat to de diya tha ke kissi bhi tarah ki baatein woh kar sakti hai uss ke saath…magar woh to Vijay ne shuru kiya tha aur iss baar Pooja ko shuru karni hai eisi baat…to Pooja jhijhak rahi thi…..
Vijay intezaar kar raha tha aur kaha, “Kia huwa sweetheart? Kia baatein karni hai? Tumhara chehra kyun laal peela ho raha hai? kia baat hai re? » To Pooja ne ek lambi sans li aur dhirey se kaha :
Pooja : Bhai, tum ne Aisha se sex ki hai ?
Vijay bilkkol shocked hogaya !! aur uss ka munh khula ke khula rehgaya Pooja se woh baat sunkar…. Phir uss ne kuch seconds ke baad sar khujaney ke baad muskuratey huwe, Pooja ke enkhon mein dekhetey huwe bahot narmi se kaha, «Pooja, its is very natural to have sex when two people are in love, iss mein koyi burayi nahin, hum donon ki razamandi thi sex karney mein to yes hum donon ne woh kiya hai….”
Pooja ne kaha, “Phir bhi bhai kuch thik nahin lag raha mujhey kyun ke ab tum alag ho uss se!! Mail mein likha hai jab usski solawan saal thi tab tum ne kiya tha, to kia sirf wohi ya???? Vijay ne ussko roktey huwe kaha, “Pooja 100 baar se ziada kiya hai hum donon ne yaar!!” Pooja munh par apni haath daley kaha, “Haye Ram!!” Bari besharam ho tum donon tab to!! Vijay ne kaha, “To tu kia samajhti thi ke raat raat bhar Aisha ke kamre mein main kia bhajan gane ko jata tha??” aur zor se hansa yeh kehkar!! Pooja ne ussko hanstey huwe ghunsey marey…….
To be continued…………………….