• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death ( COMPLETED )

Which type of ending do you want for this part?


  • Total voters
    95
  • Poll closed .

Skul

Active Member
1,015
1,667
143
Update - 349(Difficulty Level = 100)

Jones - So obviously hum sabko pata hai Paul kon hai in short he is a demon who just loves to take people's lives. So Jones ne yahaan se jaane k baad ek clan banaaya apne jaise he rebellious logon ko jodke jiska naam tha "The Lost" Lost kaa leader hai Paul khud and Co Leader hai "Roland" Roland ko hum sab jaantey hain but jo nahi jaantey unke liye bata dun Roland ek Indo Chinese contract killer turned hitman tha woh ROW kaa part tha but uske violent behavior ki wajah se usko ROW se nikaal diya gaya tha so ussne Paul ko join kiya and LOST kaa Co leader ban gaya. Now mainly operations wahi sambhaalta hai. "Lost" mein almost 40-45 log hain or unmein se harr shaks very heavily trained and Loyal hai. Harr saal minimum 3 and maximum 6 new members Lost mein laaye jaatey hain jo iss field mein best hotey hain. So aajtak unke pass maximum 45 people honge not more than that. Paul hum sabki tarah keval Asia k andar he hits leta hai asia se bahaar nahi. Then woh League, High Command and Hounds of Death k members ki hits nahi leta kyunki usse pata hai humein target kiya toh humlog full force se uske piche aaenge issliye woh humaare uppar hits nahi leta. Lekin here comes the important part woh humaare uppar ek badi hit jarur karna caahta hai humesha se he ek aisi hit jisase humein financial yaa physically bahot jyaada nukshaan ho. And ab aaplog mujhse uske baare mein puch rahe ho toh iska matlab ye ussi hit k silsile mein hai.

Norman - Yes..

Jones - Well then it seems humlog trouble mein hain.. A huge trouble i must say kyunki As i said earlier Jones is a demon and he loves only 2 things first is to kill people and second is Winning, he just loves winning, losing is not an option for him. Ok continuing, Paul Armenia se apne saare operations chalaata hai, for your kind information Armenia ek small Asian country hai jo kind of Europe and asia ko divide karti hai, Armenia kaa size apne kathmandu se bhi half hai it means it is a very small country, it has a population of approximately 30 lakh people. Armenia 2 parts mein devided hai 50-50.. 50% area Armenian government k under aata hai and baaki 50% ek rebellious group hai Armenia kaa woh rule karta hai jiss wajah se Armenia mein humessa aapisi tension rehti hai. Rebels kaa leader hai Nikol, jo ek bahot he dangerous aadmi hai woh Bandukk ki nokk par raaj karta hai issliye uske area mein Government ya UN koi dakhal andaaji nahi karta. Paul k relations Nikol k sath bahot he ache hain jiska main reason hai Paul bahot jyaada paise pay karta hai Nikol ko actually Paul nahi Roland pay karta hai as business related things woh he sambhaalta hai. But the point is The Lost k relations Nikol k sath bahot ache hain issliye The Lost Nikol k dwaara controlled hisse se he apna base sambhaaltey hain and wahaan woh puri tarah safe hain Kyun unhe bachaane k liye Nikol and uski rebellious army hai. Issi liye Paul Armenia se bahot rarely bahaar jaata hai bahot he rarely kyunki Armenia mein he sabse jyaada safe hai woh. Even Armenia mein bhi kissi ko nahi maalum woh kon hai kyun hai kahaan hai. Wohlog Armenia ki capital and its biggest city "Yerevan" mein se operate kartey hain. Yerevan Armenia ki middle city hai yun lagaalo Armenia kaa division Yerevan se he suru hota hai. Yerevan kaa 50% hissa government and 50% hissa Nikol control karta hai.. Ab ye hui meri information, baaki information k liye toh aapko Yerevan he jaana padega. Yerevan k middle mein ek shopping mall hai, uske just back side mein ek hotel hai jiska naam hai YCH woh ek hissab se illegal place hai illegal things store karne k liye. Usske room number 9 k bathroom mirror k piche deewar k andar ek briefcase hai jiske andar Paul and Roland se related or details hain jo mere partner ne ikkatha ki thi Yerevan mein rehke. Jahaan Paul ne usse maar diya tha, marrne se pehle ussne mujhe ye message diya tha ki uss hotel room mein ek briefcase hai jisme kuch or information hai .Paul bhi wahin hoga and Roland bhi so aapka mission wahin par jaake suru hoga and wahin par khatam. That's about it..

Bovice - So i guess thats it from Jones we will start from Yerevan it seems..

Norman - Yep.. Jones appreciate the help. It will be really helpful in taking Paul down and saving our brothers and sisters..

Jones - No, thanks to you master..

Norman - We are done here let's go..

Ye bolke Norman and Bovice bahaar ki taraf chall paddey and humlog unke piche piche direct town hall takk aaye or iss bich koi kuch nahi bola sab chup chaap chaltey rahe bus. Mahool intense horaha tha bc.. Khair hum sab townhall aaye and meeting hui suru..

Bovice - Jones ne humaari bahot jyaada help kardi lekin still hum ek he jagah attke hain.We still don't know Paul kon hai and woh caahta kya hai..

Norman - I mean humein lead mill gayi hai we will start from Yerevan and we'll get our pieces together. Then piece by piece humlog Paul ko bhi dhund he lenge..

Bovice - I mean this is the only way we have.

Sara-Yep..

Norman - Armenia mein apna best contact kon hai..

Sara-Bahot members hain wahaan par Infact..

Norman-Koi Headquarters kaa member hai??

Bovice-I Mean Sahir bhi toh wahin hai.. Right Randy?

Randy - Yes Master Sahir almost 7 saal se wahin hai.

Bovice - You remember Sahir Norman?

Norman - Sahir.. Sahir.. Oh That fighter from Sikkim??

Sara-Yeah Master..

Norman - Oh sure. He is a loyal guy.

Bovice - Yep.. Sahir it is then. Randy Sahir se baat karo and situation samjhao humlog aaj he dinner k baad nikalenge..

Randy - Ok master..

Bovice - Listen to me carefully each and every single one of you. This is by far the most important mission of your lives so i want everyone focused on this task no hiccups no mistakes. Always focus on the task at hand. I want you to give your 1000% in this. Understood..

Sab-Yes MASTERRR....

Perfect so let me make some things straight ye mission bhenchod bahot he jyaada hard hone waala hai like bahot he jyaada. Bhenchod ek Assassins kaa clan, ek rebel and uss rebel ki army and then ek literally demon or ye sab hoga inki ki country mein jaake.. Bhenchod sick Hella sick..

Continued..
Fabulous update bhai
 
  • Like
Reactions: Rawat@7 and Aakash.
137
370
63
bhai kya baat
kya hi baat
main kitne dino se soch raha tha ki kya timepass chal raha hai story main
kisi chutiye se password lena hai toh AP ko bhej do, kisi ladki ko uthana hai toh AP ko bhej do
but ye sab story ka hissa hai
ab maza aayga na bhedu
ab story ne sahi track pakda hai
 

AP 316

I'm Coming Back.
Divine
10,345
570,064
259
Update-350(Yerevan)

Bovice - So as I said earlier this is going to be a hard mission guys, i hope you are ready. See you guys soon..

Target clear tha plan saamne tha bus execution baaki tha. Master ne clear kardiya tha ki humlog dinner karke nikalenge almost 1 ghantey baad. Aage k contacts sab set they. Let's do this shit..

And as planned raat 9 baje hum sab ready they jaane ko, humlog airport pohanchey, sab bus chup chaap apne andar he khoye they. Mahool bhaari intense tha filhaal. Plane humaara ready tha jo humein Armenian time k according subah 9 baje Yerevan pohanchaane waala tha matlab bhaari lambi flight thi and iss mahool k hissab se bhaari bore hone waale they sab.. Lekin good news ye thi ki maine plane mein aane se pehle apni dose le lee thi woh bhi Double toh itana time toh main nind mein bhi nikaal dunga aaram se , or aisa he hua takeoff k 10 minutes baad main passed out tha. Soya yaa behosh tha main no idea lekin mujhe itana yaad hai ki mujhe Chang ne buri tarah hilaake jagaaya.

Chang-Boss wake up. Pohanchney waale hain humlog..

Bovice - Let him sleep. Don't disturb..

Main-Naa i am good master.

Sara-Good?? You are sleeping for past 13 and a half hours.. Ye konsa good hota hai..

Randy - Ye AP kaa good hota hai..

Sara-Let me guess! DRUGS???

Iska maine koi jawaab nahi diya bus main uthke bathroom mein aaya or fresh hone laga.. Yahaan se bhi mujhe bahaar ki aawajein clear sunaai de rahi thi or bahaar mera he discussion continue tha.

Bovice - Guys do not disturb him at these times, specially after his medicines..

Sara- Master Medicines se aapka matlab hai drugs right???

Bovice - Yeah..

Sara-He is becoming an addict master. How is that a medicine?

Norman - Uske liye woh medicine he hai. It is saving his life. Nashe ko nasha he kaat shakta hai..

Sara-But it'll hurt his body..

Boe- Usko Vertigo ne hurt nahi kiya toh ye drugs kya hurt karenge..

Bovice - Trust me his body needs them. It's the way he works.That's how his body operates. Iske kaam mein koi kami hai toh batao..

Sara-Nope. None at all. He is good, very good if i am being honest . I mean only problem hai iske anger issues. Gussa aane par woh kuch or he ban jaata hai. Kaise describe karun.. Hmmmm. Maano..

Bovice - Maano he doesn't care about anything..

Sara-Exactly...

Norman - His anger is his biggest weapon..

Bovice-Yes..

Main bathroom se bahaar aaya hath munh dhoke, not going to lie mujhe still nind aa he rahi thi lekin humlog 5-10 minutes mein land hone he waale they so main baith gaya apni jagah par chup chaap.. And finally humlog hue land after a long flight.. Lawde kaa long bc mujhe toh pata bhi nahi chala.. Benefits of drugs i guess. Hell yeah..

So humlog hue land sabne apna samaan uthaaya and bahaar aaye toh mini airport he tha ye koi and yahaan se Yerevan ki pehli Jhalak mujhe milli.. Wow bhenchod this place is fucking sick.. Chaaron taraf durr - durr takk mujhe mountain ranges dikh rahi thi jo halki - 2 baraf se dhakki thi in short ye city mountains se ghirri hui thi. Sardi kaafi thi lekin bhenchod jahaan se hum aae they uske muqable toh garmi he thi.. Airport k andar he Sahir with cars mill gaya humein Sahir ek 35-40 age kaa Indian league agent tha uske alawa uske 2 junior agents bhi wahaan they.Sahir ki government controlled Armenia mein bahot chalti thi jo humaare liye helpful hone waali thi. Total 3 cars thi wahaaan par Suvs thi teeno.. Randy ne mujhe promise kiya tha ki Sahir yaa uske bandey 100% loyal hain so main uski baat maan gaya tha. Humlog airport se nikale sabse aage humaari gaadi thi jisme Main,Bovice, Norman, Randy and Snow mojjud they..

Wohlog humein leke airport se nikale toh city wakaai mein bahot cool thi bc ye badi - 2 buildings, factories, monuments etcetera. Mountain type area he tha ye. Sahir ne humaare liye ek Bungalow arrange karwaaya tha jiske aas pass jyaada kuch nahi tha toh privacy thi humaare pass. Uppar se bungalow k 4on taraf badi badi deewar thi jo security k liye best thi. Humlog bus samaan rakhne k liye he Bungalow mein gaye they kyunki wahaan se sablog 5 minutes baad he uss hotel k liye nikale jiske andar Jones k partner ne woh briefcase chippa rakha tha. Hotel wahaan se 10 minute ki drive par tha Sahir ko address pata tha. Ye ek old style bada saa hotel tha jo patharon se bana tha or woh pathar he uss hotel ko unique banaatey they. Humlog gaadi se uttare and andar enter hue toh andar hall mein keval 2 aadmi mojjud they woh bhi Reception waale only. Makes sense rehne koi naa aata hoga yahan, main motive toh alag hai iss hotel kaa jaise Jones ne bataaya tha.. Khair humein dekhtey he wohlog humaare pass aae..

Randy - Hi.. We need to check Room. Number 9..

Receptionist - Hold on sir..

Ye bolke ussne ek purana register nikaala.. Mujhe bhenchod yahaan orr jyaada shardi lag rahi thi.. Or saamne ek bada saa heater type kuch laga tha.

Main-Hey boss can you please turn on the heater..

Receptionist 2-Sure sir..

Ye bolke ussne 2-3 buttons press kiye and finally woh Heater hua on or chaalu hotey he bc seconds mein garmi deni suru ki ussne..

Receptionist - What's the code word??

Randy - Code word is Hannah..

Receptionist - Sure sir please follow me..

Ye bolke ussne apne piche deewar par tange hue ek key holder mein se old c chaabi nikaali and humlog uske sath chal paddey, room uppar tha first floor par humlog uppar aae Receptionist ne gate khola toh bhenchod room maano maheeno se bandh tha, maano kya bhenchod room maheeno se he bandh tha, chaaron taraf dhool orr mitti he najar aarahi thi lekin humein konsa yahaan rehna tha. Woh dono receptionist humaare sath aae pehle waale ne lights on ki and dusare ne balcony kaa door open kiya jisase finally humein theek se sans aaya..

Randy bathroom mein gaya ussne mirror utaara.

Randy - I need a hammer boss..

Receptionist - Sure sir I'll get it for you..

Ye bolke woh niche bhaagke gaya and ek hathoda leke aaya jo ussne dusare receptionist ko diya and woh bathroom mein gaya and Randy k kahe according deewar fodne laga, deewar mein jyaada kuch nahi tha deewar khokhli he thi wahaan se toh 2 minutes k andar uss bandey ne deewar todi and finally woh briefcase humaare saamne tha jo humein iss war ko jeetane mein madad karega.. Hell yeah finally ek achi lead mill gayi thi humein..

Continued..
 
Top