• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death ( COMPLETED )

Which type of ending do you want for this part?


  • Total voters
    95
  • Poll closed .

AP 316

"You are playing to win; I am playing Gaawd ."
Divine
14,342
596,571
259
Update-86(Daru)


Sheetal k jaate he Anjali And Team Abeer Mangal Ami Ravi Sam Vinny or Jack bhi aae Baaki bandey still position par they ki kuch or bakchodi naa ho.. Mere 4on taraf laashein he laashein thi bc..

Abeer-OK 2 raiptey not bad..

Main--Shut the fuck up Abeer.. Iss baat kaa jikar kissine bhi kiya toh I'll fuck you up..

Abeer-Sorry.. Tu toh serious hogaya..

Anjali-Shut up jaanwar.. Its ok AP.. Remember tune sab ache k liye he kiya hai..


Main-OK Namit kaa Pehla pillar gaya Ab bache Sunny or uski behen kya naam tha Yuvika and fir Namit..

Abeer- Remember Namit Sanjay kaa 5th piller hai or Namit k sabse chotey piller ko khatam karne mein itana time laga hai toh ahem ahem..

Main-I know I know but mujhe nahi maalum tha ki Uday itana wait karke attack karega ye garam khopdi waala Pehle Bhi kar shakta tha or mujhe laga tha Sunny bhi aaega sathmein toh kya karein ab lekin now its ok ab dekhlenge Sunny or Yuvika ko..

Main Uday k pass aaya uske jebb se uska phone nikaala uski ungali se lock khola.. Issi liye bolta hun bc fingerprint nahi lagaane kaa.. Uske phone Mein Kuch nahi tha nothing kuch chats jo kaam ki nahi thi kuch calls and ussme tha ek number Sunny bhai karke maine kiya usko call..

Sunny - Yes Uday ab kya caahiye.. Maine bola naa ek jagah baith chup karke..

Main-Oh yeah belive me ye toh baith gaya ek jagah..

Sunny-Kon bol raha hai?? AP??

Main - The one and the only.. Wassup..

Sunny-Uday Kahaan hai kya kiya usko tune??

Main-Oh he dead.. He dead dead.. Photo bhejun?? Yaa thode time Baad Uppar Jaake face to face mill lega...

Sunny-You Mott....

Main-Gaali nahi be lawde.. Kamaal karta hai chotu Drugs failaane Mein itana kho gaya ki jo tera main task tha Uday ko bachaake rakhne kaa woh he bhull gaya.. That is bad ab Namit ko kya munh dikhaaega tu..

Sunny-Tera sir kaatke leke jaaunga uske pass bahot khuss hoga woh..

Main-Oh yeah i am waiting aaja bhai lejaa, kaatke rakhta hun main tabtak tu aake uthaalejaana..

Sunny-Oh you want war AP I'll give you war..

Main-Bitch I've been wanting war from day 1 Tumhaari tarah Baaki kaam Mein Nahi fansta hun main i get down to business.. Now get the fuck off this phone bitch.. Or Haan Bhaag Jaa kahin toh halke fulke chances hain bach jaaega tu warna maadarchod maai chhod dunga teri..

Call disconnected....

Anjali - Nice dialogues..

Main-So Anjali ye sab Clean karwaao it's officially started. Media waalon ko bahot badi story millne waali hai all of us Vs Sanjay started.. Kal kaa din bahot busy hoga unke liye..

Anjali-Yep.. Hum dekhlenge you guys can leave now.. Great job yet again.

Main-Also Iss Uday ki body jaise he morgue Mein jaae iski body par ek tracker jarur lagaa dena mereko pakka yakeen hai mrogue Mein Jaane k Baad iski body 100% gayab hogi iske prints wagaairaah k liye yaa fir kuch orr.. I mean production yahi dekhta tha drugs kaa toh bada kuch hath lag shakta hai..

Anjali-Yep main wahi soch rahi thi..

Main - Good job everyone.. We did it we fucking did it..

Main Abeer Sam Ravi Mangal Rohit Or Ami aae wahaan se sathmein Vinny Jack or Baaki bandey bhi they, gaadiyaan thodi aage Park ki thi Humne meri or Sam ki Gaadi wahaan Sheetal k ghar k bahaar khaddi thi jo Sam laane waala tha obviously main nahi jaaunga ab.. Usko kabhi shakal bhi nahi dikhaane waala tha main for real i betrayed her caahe reason koi bhi ho I basically used her and threw her away.. She was totally broken.. And 100% woh kabhi mera chehra nahi dekhna caahegi jo understandable hai or Main dikhaaunga bhi nahi chehra.. Main Mangal Abeer or Ami Abeer ki Gaadi Mein aae ek Gaadi Mein Sam Ravi or Rohit gaye waapis dusari car lene gaon se idhar humlog nikale haweli k liye.. Mera mood dekh k koi kuch nahi bola jyaada seedha haweli pohanchey humlog toh wahaan hall Mein he bhai bhabhi Rishi Meenu or Gupta ji baithtey they bhai ko already inform kardiya tha Iss baare Mein Woh bahot he khuss they..

Deva-Great job guys gread job.. Well done..

Babhi-Don't be stressed AP tune jo kuch bhi kiya woh uss ladki ki or Baaki logon ki bhalaai k liye kiya or ek naa ek din woh ladki bhi ye Baat samjh jaaegi..

Main - I know I know its just I am like.. Nevermind baadmein Baat karenge..

Babhi-It's ok.. Aao dinner ready hai..

Main-Mujhe bhuk nahi hai baadmein khaata..

Ye bolke main seedha apne room Mein aaya aake nahaaya bc munh par punch badhiya laga tha bc dard horaha tha.. Mera mood kaafi awkward tha 2 ghantey hogaye they uss kand ko or ab media Mein Aana suru hogaya tha sab or ek baar suru hua toh fir harr channel par wahi chal raha tha.. Ekdum se pura North India ussi k Uppar divert hogaya tha.. "AP vs SD ".. The War Started.. The Massacre Of Uday.. The AP way.. Iss type ki headings thi jisme dikhaa rahe they ki Uday or uske Bahot Saare bandey maare gaye they blah blah and ye bahot badi success thi Humaare liye and all.. Recently jitane bhi drugs cases they woh sab Uday se related they toh usko maarke Humne acha kiya and all.. Kuch channel still debate par they ki kya hum unhe jinda nahi pakkad shaktey they, bhenchod Lund lelo jinda..

Issi bich Anaa kaa call aaya mere pass..

Main-Hi..

Anaa-AP theek ho tum?? Maine news Mein dekha abhi.

Main-Yeah kind of..

Anaa-AP sab theek hai?? Aise Baat kyun kar rahe ho..

Main-Nothing Anaa I am just tired of stuff lots of people died. Lots of people betrayed I betrayed someone today..And I can't get over it.. The guilt of that betrayal is eating me alive..

Anaa-AP it's ok tumne kiya hai toh sab soch samjh k he kiya hoga you just saved so many lives ab aise Matt karo everything will be fine.. Main aaun millne??

Main-No i am good don't worry i'll be over it soon..

Anaa-Yeah thats good for you..

Main-Yep.. Thanks.. Ok i'll call you back right..

Anaa-OK.. Take care love you..

Call disconnected..

Fuck bhenchod.. Aise toh kaam nahi chalega bc.. I need something yes.. Daru.. Daru..

Maine Sam ko call kiya Woh log abhi takk nahi aae they..

Sam-Ji Sir bus aagaye..

Main - Sun aatey hue daru le aana be..

Sam - Kyun??

Main-Mood theek karna hai bc Gaadi Mein he rakh aana sab fir baadmein sabke sone k Baad pee aaenge..

Sam-Ok boss.. I love this idea..

Call disconnected..

11 baje they Sam wagaairaah bhi aagaye they bus thodi derr Mein Jaane waale they humlog maine niche dekha toh sab rooms bandh he they toh humlog dabe paon nikale bahaar garden Mein aagaye haash saved.. Gaadi Sam ne bahaar he rakhi thi shayaana hai woh..

Shyaam - Beta raatko Kahaan??

Ravi-Bus kaka yahin hain..

Kaka-Oh party sharty. Jaao Jaao beta jyaada late Matt karna..

Main Sam Ravi or Rohit aae bahaar Gaadi Mein baithtey jyaada durr Jaane ki jarurat nahi thi bc isliye bus gaon se nikale ek side Mein lagaai Gaadi.. Blue lable ki 2 bottles chakkna soda and glasses wagaairaah le aae they wohlog.

Main-Dabaa k piyo jyaada durr Jaana Nahi hai jyaada hogayi toh paidal chale jaaenge lekin befaltu ki baat nahi koi, mood sahi karna hai kharaab nahi..

Seats wagaairaah fix karke humlog ne ready kiya sab.. Ab as usual peg banaaney ki suruwaat maine ki or sabke banaae 30 ml k badhiya peg or apna banaaya 120 ml bhenchod aag lagne do...

Bus jaanwaron ki tarah tutt paddey humlog peg par peg or nasha hone k Baad bakchodi chaalu hogayi tab naa yaad raha kuch bhi bc.. Humlog late night takk peetey rahe main akela 1 bottle se jyaada dhakaar gaya tha khaana khaaya nahi tha jagah he jagah thi bc.. Or raat 1 baje k aas pass takk humlog bhayaanak tight hogaye they like full nasha.. Behtarin waala.. 2 k 4 or 4 k 8 hogaye they.. Gaadi nahi chalne waali thi bc, lekin ab haweli or jyaada durr lag rahi thi.. Isliye main bana driver lund mera paidal Jaaega... Waise bhi Konsa main road se Jaana Hai bc gaon Mein he toh Jaana Hai.. Isliye maine suru ki Gaadi jo Pehle seedhi bandh hui..

Sam-Le aagaye itana jaldi bc.. Hahahaha.. Waise he darr rahe they..

Ravi-Arrey rukkja abhi na aae hai.. Hahaha.. Abhi toh suru he naa hui.. Kick maarni padegi..

Main- Ye left Mein Jaana Hai naa apne ko??

Rohit-Bhosdk left Mein toh raasta he naa hai.. Dekh Kya raha hai tu..seedha lele pohanch jaayenge.

Maine bade he musqill se Gaadi suru ki or seedhi chalaadi bc thankfully humlog 90 seconds Mein toh pohanch gaye hum.. Gaadi bahaar he roukkdi Humne chaabi andar he chhodi..

Guard-Main kardunga bhai aao andar takk chhod detey hain..

guards aae Humein sahara dene..

Main-Naa be theek hain hum chup chaap Jaake sojaaenge..

Ab humlog lawn Mein se hotey hue andar takk aagaye bhenchod gand fatt gayi Yahaan takk aane Mein.. Naa ab Uppar naa Jaane waala main toh.. Main wahi hall Mein sofa Parr girr padda Baaki toh or bhi tight they woh bhi wahin sofas pakkad pakkad k girr paddey.. Or bus blank.. Bhenchod sab tension durr Saara guilt durr daru bhenchod kya cheej Hai..Sheetal Uday sunny sab bhul gaya tha main.. Lekin Kabtak.................................



Continued...
 

AP 316

"You are playing to win; I am playing Gaawd ."
Divine
14,342
596,571
259
Update-87(The Happiest News)

Humlog wahin hall Mein sofas par girr paddey or paddtey he nind aagayi bc.. Subah meri aankh khulli kissi ki awaaj se meri khopdi almost fattne ko thi maine karwat leke dekhna caaha ki kon bol raha hai lekin karwat letey he bhenchod main niche girra sofa se..

Babhi-Kab kaise or kyun??

Maine halki halki aankhein khol k dekha toh Saamne Bhai Babhi or Jaanwar khaddey they..

Main bina jawab diye khadda hua or waapis sofa par girr padda..

Babhi-Atleast room Mein Jaake toh sojaa..

Lekin usase Pehle main dobara so chuka tha.. Fuck.. Bc.. Then again main utha tab sirr itana Dard nahi kar raha tha main uth ke sofa par baitha toh mere side waale sofa par Rohit or Saamne Sam so rahe they or Ravi meri tarah uthke baitha tha or figure out kar raha tha ki raat ko hua kya tha..

Ravi-Mera phone dekha be??

Main-Gaadi Mein hoga..

Ravi-bc sirr Dard kar raha hai tera??

Main-Abhi theek hai subah jyaada tha..

Maine time dekha toh bc 9 baje they subah k.. Fuck..

Main utha bhenchod muttana tha Pehle toh isliye main seedha room Mein gaya bhenchod seedhiyaan 1 ki 4 dikh rahi thi sab ghum raha tha still. Main room Mein aaya Pehle toh tanki khaali ki bc and then shower k niche khadda hogaya.. Haash ab Jaake sans aaya..Ab lagi thi bhuk bahot jyaada kyunki raatko dinner bhi nahi kiya tha.. Main niche aaya toh Sam or Rohit dono ko Rishi or Babhi ne utha diya tha or woh log sofa par apna sirr pakkadey baithtey they Meenu bhi wahin thi. Ab tha lecture time..

Babhi-Aao sahab aao..

Main - I am sorry..

Babhi-toh issi liye dinner naa kiya tune..

Main-Naa woh toh mood he naa tha uske Baad he plan hua sab.. Mujhe lagi hai bhayaanak bhook..

Sam-Mera phone Kahaan haibe..

Main-Gaadi Mein hoga bc mujhse kya puch rahe ho..

Rohit-Gaadi Mein Nahi tha mera bhi nahi hai..

Main-Ravi le aaya hoga fir Gaadi se.. Bc hath Mein phone leke kon daru peeta hai..

Rohit-Sirr naa dukha be side hatt..Babhi bhook lagi hai..

Babhi-Ji jarur.. Nahaake Aao Pehle..

Main-Main toh nahaa liya mere liye toh lagaao..

Babhi-Sab sathmein..

Main-Jaldi utho be Nahaake aao..

Woh dono turant uthke gaye Uppar jaisa maine kaha hai Pehle Bhi ki Rohit kaa ek room Yahaan bhi hai as most of time ye yahin rehta hai.. Woh dono gaye nahaane or Ravi ready hoke niche aaya uske pass phone they sabke woh mere pass aake baith gaya..

Babhi-Waise ek kaam ki baat karni hai tumse..

Ravi-Ye iska AP kaa idea tha sab. A to Z.. Sab iska tha..

Main-What the fuck bitch..

Babhi-Uske baare Mein Baat nahi karni hai duffer..

Main-Toh bolo..

Babhi-Sabko aane de Pehle..

Main-ok..

Sam or Rohit k aane se Pehle bhai Abeer or Mangal aagaye...

Main-Aaj full family breakfast nice..

Babhi-Sabko discussion k liye he rouka hai..

Main-Aisi kya Baat hogayi.. Abe Ravi koi kand kiya tune..?

Ravi-Hell no..

Abeer -Kahaan thi kal party??

Main-Apne chownk par..

Tab aae Ami Rohit or Sam bhi niche..

Babhi-Aao sab breakfast ready hai..

Aaj full family thi dinning table par.. Bhai Babhi Abeer Mangal Rishi Main Sam Ravi Rohit Ami or Meenu bhi.. Humlog baithe kaka ne khaana lgawaaya mast aalu k paraanthey they..

Main-Gajab Maja aajaaega aajtoh..

Maine khudki plate bharri..

Babhi-So Baat ye hai..

Main-Baat baadmein mereko khaane do.. Sab Baat pata he hain mujhe waise bhi...

Ravi-Same..

Sam-Same..

Babhi-Achaa tumhe sab pata hai? Ghar Mein Kya hota hai kya nahi??

Main -Obviously Haan..

Ravi-Yep..

Babhi-Oh toh Kitane members hain ghar Mein Sab maalum hoga..

Main-Ofcourse..

Babhi-Kon kya karta hai sab pata hoga..

Ravi-Yep bilkul..

Babhi-Firtoh tumhe Mangal or Meenu ki relationship kaa bhi pata hoga..

Main-Ofcourse pata hai. Hajaia. Hua... What the fuck.. Ek second.. What the fuck.. Kya kaha aapne??

Main Pehla niwala lene waala tha jo bichmein he rukk gaya.. Same Ravi Rohit or Sam kaa haal tha..

Sam-Dafukk?? Ek second repeat please.. Babhi please repeat..

Babhi-Yeah sahi suna Meenu or Mangal relationship Mein Hain..

Main-How?? Kab kaise??

Babhi-Almost 10 months se.. Marriage is on the cards..

Main-Hold up hold up.. Are you serious??

Babhi-Yep..

Main turant apni jagah par khadda hua..

Main-Or ye Baat kiss kiss ko pata hai??

Babhi-Tum 4 ko chhodke Baaki sabko..

Sam-What the fuck.. Mangal saale Humse chupaaya tune..

Mangal-Listen be sab itana jaldi hua Pehle toh Humein he nahi maalum tha then fir itana sab horaha tha Pehle RJ then ye Sanjay and all main nahi caahta ki tumlog disturb hojaao.. Keval Babhi or Bhai ko he maalum tha Baaki sabko toh abhi last week bataaya Humne bus tum 4 Baaki they..

Ravi-Bitch shut the fuck up..

Main-Listen Meenu i love you and I am so so so happy for you guys like bahot jyaada Mangal ko tumse better koi mill he nahi shakta for sure.. but seriously fuck you guys..

Ravi - Yeah Meenu love you.. But fuck Mangal bhencccc.... Bc ye kya matlab hua..

Main-Bhai "BRO CODE" kaa kya hua??

Rohit - ek minute main still nashe Mein hun yaa ye sab actually ho raha hai for real??

Mangal-Listen.

Main-Shut up bitch..

Mangal-Bhai aap he bolo naa..

Main-Bhai kya bolenge unhe toh Pehle se pata tha..

Babhi-On the brighter side ye bhi toh dekho Meenu jaisi family member mill rahi hai Humein..

Main-Oh that is great.. I mean Meenu Pehle he family member thi but ab officially join hogi I love it.. Meenu se better Iss bhundi shakal k jaanwar ko koi mill nahi shakti.. Meenu is perfect..

Sam-Tu idhar Aa toh kuch Baat karni hai tujhse..

Main-Haan idhar Aa..

Babhi-Arrey khaana toh khaa lo Pehle..

Main-Meri bhuk Marr gayi..

Main Sam Ravi Rohit or Mangal ek side aae..

Mangal-Bhai sun..

Main-Bhosdk tu sun.. Ye kya bakchodi hui bhenchod bhaiyon se Baat chupaaega ab..

Mangal-Abe main distract nahi karna caahta tha tujhe Red John then ye Sanjay i know tera dimag kaise kaam karta hai or Main nahi caahta tha tu distract ho..

Main-Abe Lund mission bhai se important thodi hai..

Sam-Abe isse distract nahi karta atleast humein toh bataa deta tu..

Ravi-Wahi toh lawde..

Mangal-Abe chutiya nahi hun main tumhe bataa deta toh tum sabse Pehle issi ko bataatey..

Main-Haan kyunki ye real bro hain teri tarah Baat nahi chupaatey mujhse bhosdk itani badi Baat..

Rohit-Ye toh gand maardi tune..

Mangal-I am sorry.. Sun..

Main-Sorry bhenchod sorry.. You know what Mangal fuck you.. Main jaaraha Yahaan se.. Fuck you.. Bhenchod fuck you.. You peice of shit..

Ye bolke main waapis sabke pass aaya or Meenu ko hug kiya..

Main-I am so happy for you.. Also thanks for accepting this piece of shit..

Isspar Meenu ne hanste hue kaha..

Meenu-Thankyou AP..

Ye bol main bahaar ki taraf chal padda..

Main--Mangal piche matt Aa be main sacmein munh fodd dunga fir Matt kehna..

Ye bol main bahaar nikal gaya.. Bc main confusiya gaya tha main bahot jyaada khuss tha I mean Meenu and Mangal i love it.. Lekin utana he gussa tha main bc Mangal ne mujhe nahi bataaya bhenchod humlog ladkiyon se related literally harr Baat share kartey hain fir woh caahe 1 night stand ho yaa fir lifetime relationship.. Lekin bhenchod Mangal ne mujhe naa bataaya woh bhi mere kaam ki wajah se.. Aisa kaam gand Mein gaya bhenchod ki main apne bhai se durr hojaaun.. Uppar se bhenchod Iss Baat kaa gum tha ki main apne bhai ko nahi padh paaya ye sab literally meri naak k niche hua or Main apne bhai ko nahi padh paaya uski khussi nahi bhaanp paaya I am fucking sad.. Meri khopdi kuch toh Sheetal or fir ab hangover se kharaab thi Orr ab bachi kuchi bhi gayi thi.. Bhenchod how?? Why??

Ye sab sochta sochta main gaon k addey par aagaya tha bc bhenchod college he Jaata hun Yahaan khaali baitha raha toh Mangal ki gand foddne ki planning he kardunga main.. Maine ek auto rukkwaai or usme baith he raha tha ki Sam ne awaaj di mujhe.. SAM Ravi or Rohit bhi aarahe they.. Main baitha auto Mein Woh log bhi aake baithtey..

Sam-Bhenchod can you belive it?? Why?? Dafukk.. Bhenchod hua kya ye sab??

Rahul-Mujhe still lag raha hai main nashe Mein hun..

Ye sun maine maari laat usko baithtey baithtey..

Rahul-Bhenchod ye toh sach he hai..

Ravi-Bhai ek baat bataao kya tum Mein se kissi ko kabhi Shakk hua tha Iss Baat kaa kyunki mujhe toh lund bhi nahi pata tha..

Main-Wahi toh issue haibe humlog Humaare bhai ko nahi padh paae.. Bhenchod aisa kya busy hogaye life Mein.. Dafukk..

Sam-Wahi.. Or Abe Saari galti humari nahi hai Mangal ki bhi toh hai..

Main-Hell yeah.. Galati Saari usski he hai be.. I mean bhenchod humlog chota bada sab kand share kartey hain...

Sam-Wahi toh ab dekh tune Sheetal waala bataaya tha naa sabse Pehle jabki Kitana embarrassing tha woh tere liye..

Ravi-True..

Main-Wahi main ye soch raha tha abhi.. Gand marrae mission..

Driver - College aagaya sahaab..

Humlog uttare..

Main-Mera purse nahi hai koi do toh be paise..

Sam-Bc purse toh mera bhi nahi hai.. Kissi kaa nahi haibe sabke purse toh Gaadi Mein paddey they raatko.. Ye chutiya Ravi phone toh uthaalaya purse naa laaya..

Ravi-Mera hai main le aaya tha..

Main-Mera toh room Mein he tha..

Ravi ne purse nikaala toh usme bc 500 kaa 1 note tha..

Main-Bhosdk gareeb..

Ravi-Abe Lund kaa gareeb cash kon rakhta hai ab.. Or parson se sab main he deraha hun lund cash bachega..

Driver-Sahaab chutta dedo naa.. 80 he hue hain..

Main-Nahi hai bhai.. 100 kaatle..

Driver - Sahaab subah subah Kahaan se dunga chuttey...

Main-Bhai jitane hain utane toh dey waapis bhi aise he Jaana Hai..

Driver ne Ravi ko apne auto Mein se Saare paise dediye 10, 20 k notes bc..

Driver-180 he hain sahaab..

Main-Bahot chal thanks..

Ravi-Pehle toh coffee peetey hain kam se kam dimag toh center Mein aae aage ki planning uske Baad..

Humlog andar aae canteen ki side..

Sam-Abe tumhe kya lagta hai Nicki mam ko pata hoga ye??

Main-Hell no..

Ravi-Bc agar unhe pata hai or unhone bhi nahi bataaya toh Tandav hoga..

Rohit-100% unhe pata hoga Abe Babhi Nicki mam ko sab batati hai a to Z..

Main-Fuck coffee.. Main puchke aaunga Pehle.

Coffee se munh ferr hum seedhe humari class ki side chal paddey curiosity bahot jyaada thi bc..

Ravi-Nicki mam shayad apne chamber Mein hongi apni class end hui hai abhi toh wahaan se Seedha chamber Mein jaati hain woh.

Main-I swear to God agar Nicki mam ko pata hua toh I am gonna freak the fuck out..

Rohit - 100% unko maalum hai..

Main-No way..

Rohit - Bet lagaaega..

Main-Lagaale..

Rohit-Agar main jeeta toh teri Saint Laurent Bomber jacket meri..

Main-Hell no bitch.. Fuck you.. Fuck you fuck you fuck you.. Bhosdk pure India Mein Nahi milegi tujhe filhaal.. 4.5 lakh lage hain uske Uppar.. Rishi ne 1000 phones kiye tab Jaake milli thi.


Rohit-Abe usko pehnta Kahaan hai tu..

Main-Won showpiece hai bitch.. Aise thodi 4.5 lakh ki jacket pehnke ghumunga main..

Rohit - Buss fatt gayi..

Main-You know what fuck it I belive in Nicki mam toh done deal.. Agar main jeeta toh teri Ducati Penigaler meri..

Rohit - Aji Lund lele.. Bhosdk 50 lakh ki bike vs 4.5 lakh ki jacket.. Sun main haara toh 6 lakh in cash or bol..

Main-Done..

Humlog chamber side aae toh Nicki mam bahaar hall Mein khaddi thi or assignment lerahi thi Humaare class waale log he they.. Ashish Ajit Mouni Arushi even Anaa bhi thi wahaan..

Nicki-Oh god no way tumlog bhi bahana banaane aae ho..

Main-Hell no..kaisa bahana..

Nicki--Yelog k bahaane sun rahi hun main assignment naa complete karne waalon k..

Main-I don't even know assignment dikhta kaisa hai..

Nicki-Main samjh gayi thi..

Main- Nicki mam we need to talk..

Nicki-OK 5 minutes bus..

Main-Like right now we don't even have 1 minutes

Nicki-Arrey let me hear them out.

Main-Arrey sunliya sabka guys Monday takk sab complete karloge naa??

Ispar sab khussi khussi chilaae..

Sab-Ofcourse..

Main-Yelo..Ab aao naa please..

Nicki-Aise kaise last date kal thi..

Main-Arrey chhodo naa inko main bawla hojaaunga tabtak.. Karlenge complete Monday takk ek baar suno toh..

Nicki-Oh god aao andar.. Guys wait a second..

Hum 4on Nicki mam k sath andar unke chamber Mein aae..

Nicki--Bolo kya hua..

Main - Nicki mam aapke ek Jawaab par meri Jaan tikki hai..

Rohit-Or mere 6 lakh..

Nicki-Wait what..

Main-Leave that..listen please answer carefully.. Kya aapko Mangal or Meenu ki relationship k baare mein pata tha??

Nicki--Wait what..

Main-Gajab nahi pata tha..

Nicki-Tumhe kissne bataadi?? Deepu said ki tumlog ko nahi bataana hai..

Main-What?? Aapko pata tha..

Nicki-Obviously..

Bhenchod ek or jhatka jacket gayi Armaan bhi gaye.. Main piche deewar se lag gaya..

Rohit-Hell yeah.. Thank you thank-you thank you Nicki mam..

Main-Mam aapne bhi nahi bataaya Humein..

Nicki - Actually..

Main-Bahaana nahi.. I am out..

Maine chamber k gate ko maari laat jo bahaar ki side dhadaam se khulla.. Or bahaar Ashish kaan laga k sun raha tha uski gand fatt gayi awaaj se..

Main-Bhosdk spying device lele aise thodi kaam chalega..

Nicki--A AP sun toh listen..

Main-Hell no..

Hum 4on wahaan se seedhe niche ki taraf holiye..

Main-Mereko daru peeni hai..

Sam-Abe raat waali he naa uttar hai theek se..

Main-Tereko nahi peeni toh matt pee..

Sam-Kyun bc main toh peeyunga he..

Main-Let's go then..

Continued..
 

AP 316

"You are playing to win; I am playing Gaawd ."
Divine
14,342
596,571
259
Update-88(Daru Again)

Iss time Mein daru se better kuch nahi hota bc bus wahi kaam aati hai..

Rohit-Aroma chalein?? Nikhil k pass..

Main-Gajab..

Aroma jaise maine Pehle Bhi bataaya hai north India ki sabse luxury bar chain hai jiska owner hai Nikhil jo humara family friend hai. Iske Yahaan he Ashish ki birthday party hui thi..

Maine kiya Nikhil ko call..

Main-Kaise bade bhai..

Nikhil-Mast chotey..

Main-Kahaan hai??

Nikhil - Delhi se aaraha hun..

Main-Perfect daru peeni hai...

Nikhil-Waah bc kabhi mana kiya hai kya maine.. Sun 2 ghantey Mein pohanch jaaunga main seedha bar he aajaunga..

Main-Sun fir toh Humein college se he pick karlena Gaadi nahi hai Humaare pass.. Jaldi kariyo..

Nikhil-Aagaya bus..

Call disconnected

Main - 2 ghantey Mein aajaega woh aao tabtak laxman k pass he baithtey hain..

Anaa-Kya occasion hai Humein bhi toh bataao..

Ye sun main piche mudda toh Anaa or Arushi khaddi thi.. And Anaa ka cehra laal horaha tha.. She hates daru.. And now it's a problem..

Anaa-Kya hua?? Hello.. Knock knock..

Ravi-Tu samjhaa bhai humlog Laxman k pass hain..

Ye bol Sam Ravi or Rohit chale gaye Arushi bhi gayi wahaan se hum dono ko akela chhod..

Main-No occasion at all..

Anaa-Hmm ek second mujhe kissi ne bola tha ki Woh keval occasions par he drink karta hai.. Yaad Nahi kissne bola tha..

Main-I know I know maine bola tha but tum nahi samjhogi it's an issue..

Anaa-Oh main try karungi samjhaake toh dekho..

Main-Listen Anaa you know main aise he befaltu Mein drink nahi karunga..

Anaa-OK nahi bataana toh Matt batao.. Its ok go for it dabba k peeyo. Go go..

Main-Anaa listen..

Anaa-Go go..

Ye bol Anaa chali gayi or uske piche Jaane kaa mera mood nahi tha.. Ab main wait nahi kar shakta tha bhenchod ek or bakchodi bc ab toh abhi peeni hai.. Fuck this mujhe abhi peeni hai..

Main aaya canteen Mein Jahaan Sam Ravi or Rohit they Anaa bhi yahin aai thi..

Main-Aao be Sam..

Sam-Aagaya Nikhil..

Main-Fuck Nikhil woh aaega tabtak toh kaam ho he jaaega aaja..

Ye bol main nikala bahaar or mere piche piche woh teeno..

Sam-Ye bhi dimag khaagayi kya jo Ekdum se aag lag gayi..

Main-Yep.. Lets go.. Theka Kahaan hai idhar??

Sam-Aage chownk par.

Main-Woh toh online payments letey he honge bc. Aajao..

Humlog paidal he gaye thoda durr tha college se toh time lag gaya lekin aag lagi thi.. Humlog gaye Ravi gaya laane.. Or waapis aaya toh Teacher's whisky leke sabse badhiya yahi thi theke Mein.

Ab jagah caahiye thi or jagah thi college boys hostel.. Jo yahin pass Mein tha Shubam or Baaki sab yahin rehtey they Maine kiya Shubam ko call.. Tabtak humlog ne entry Lee andar guard Rohit ko ache se jaanta hai toh ussne rouka nahi Ravi gaya chakkna wagaairaah lene..

Shubam-Ji AP bhai..

Main-Tere room ki key Kahaan hai..

Shuba-Wahin Uppar gate ki khidki Mein.. Kyun kya hua?? Ladki hai yaa daru??

Main-Daru.. Aaja peeni hai toh..

Shubam -Arrey neki or puch puch bhai.. Abhi aaya college he hun..

Call disconnected..

Hostel almost khaali tha as sablog college Mein they tabtak Humne khola Shubam kaa room andar aae 3 bottles thi yaani 2.3 litre daru ab main raat takk naa rukkne waala tha.. Ravi aaya glass Paani soda chakkna wagaairaah le aaya sab baithtey gate bandh kar rahe they ki Shubam aagaya.. Shubam actually Rohit kaa chela hai Suru Mein Rohit jab president tha toh yahin hostel Mein rehta tha Shubam uska chela tha tabse ab Rohit politics se hatt gaya toh wahi Hai Rohit ki jagah Abhi gang k against yahi khadda hoga president K liye..


Maine turant sabke peg banaae..Sabne apna peg uthaya..

Main-on 3, 2, 1 Fuck Mangal..

Sam-Fuck Mangal..

Ravi-Fuck Mangal..

Rohit-Fuck Mangal..

Sab-Cheers..

Bc kuch theek se khaaya nahi tha kal dophar se lekin daru second time pee rahe they ab.. Lekin abhi hum maje leke nahi bus nasha karne k liye pee rahe they kyunki mood itana kharaab tha.. Or karna kuch tha nahi peeke yahi padd jaayenge.. Hum sabke phones silent they kyunki gharse bahot calls aarahe they ab gharwalon ko bhi maalum tha aise toh nahi maanenge humlog.. Next 15 minutes Mein badhiya surur ban gaya tha bc meetha-2 nasha hogaya tha..

Rohit-Waise Mangal ko jinda chhodke galati toh nahi kar rahe hain hum?

Sam-True thokdetey hain bhosdk ko..

Ravi-I agree chalo abhi..

Main-Nahi be usko thokdiya toh uski Shaadi Mein daru kaise peeyenge bhalla..

Rohit-Arrey Haan bc.. True.. Jinda he rehney dey.. Oye Ravi Sun Matt maarna usko..

Main-Rukk saale ko phone karke Gaali sunaata hun..

Maine apna phone nikaala toh bc abhi recently Anjali k 7 miss calls they.. Dafukk. Anjali toh aise call naa karegi koi kaam hoga pakka.. Or ye soch raha tha Iss bich Anjali kaa firse call aagaya..Maine uthaata..

Anjali-What the fuck boss kahan ho tumlog koi call nahi utha raha.

Main-Sorry silent tha.. Kya hua??

Anjali-Woh Uday ki body hospital se bahaar Jaa chuki hai humlog follow kar rahe hain usko.. Tumhaare order k liye rukki thi abhi roukdein unhe yaa Jaane dein..

Main-Jaane do location caahiye bandey nahi caahiye mereko ye bus chutiya log honge jinhe ghanta kuch nahi pata hoga.. Main aaraha hun..

Anjali-Ok.. Humlog ne old industrial area cross kiya hai abhi or Main road se out of city jarahe hain..

Main-On my way..

Call disconnected..

Hell yeah maine tukka maara tha ki Uday ki body leke jarur jaayenge fir woh caahe usko proper tarah se daffan karne k liye ho yaa uske body parts k liye I don't know lekin mujhe laga he tha aisa kuch.. Or mereko apni frustration nikaalne kaa mouka mill gaya tha.. Lekin fuck bhenchod car nahi thi Yahaan..

Main-Oye Shubam tu bike laaya hai teri??

Shubam-Haan bhai..

Rohit-Kidhar jaraha hai be..

Main-Halka saa kaam hai tumlog chaalu rakho waapis aata hun main..

Ravi-OK. Aaram se letey hain humlog fir..

Main-Yep..laa be chaabi de toh..

Maine Shubam ki bike ki chaabi Lee niche aaya badhiya Surrur horaha tha mujhe lekin itana bhi nahi ki bc Uday ko Jaane dun.. Main niche aaya toh Shubam ki bullet khaddi thi bc I hate loud sounds waali bike lekin Filhaal yahi thi. Maine bike start ki or nikala wahaan se.. Full pel diya maine bike ko bc.. Or ab thobdey par thandi hawa lag lag k nasha thoda saa Orr tight hogaya bc isliye bike slow karli maine..

7 minute Mein main old industrial area pohancha or wahaan ek side rukk k Anjali ko call kiya new location k liye..

Anjali - Boss wohlog ek farm house Mein leke gaye hain uski body.. Ye apna mahavir Nagar petrol pump hai uske piche 4 farm house hain wahin hain humlog..

Main-Mere liye gun laai hai?? Because I don't have a gun.

Anjali-Abeer laaya hai Tumhaari deagle tum jaldi pohancho..

Main-3 minute..

Call disconnected..

Main 3 minute k aas pass Mein he pohanch gaya wahaan.. Bike roukki thoda piche.. Or aage paidal he aaya bc halke halke pair bhi ladkhadaane lage they.. Wahaan aage mujhe ek side Mein Anjali ki car or apni RR khaddi dikh gayi.. Main seedha unke pass he gaya. Humlog filhaal farmhouse k piche they toh Humein koi dekh nahi shakta tha andar se..

Wahaan Par Anjali Jiya Deepak Pooja Priyanka Rajat or Ajay they yaani full team thi. Uske alaawa Abeer Mangal Vinny or Ami bhi they wahaan..

Anjali-Finally boss.. Thank god.. Ek second you drunk??

Main-Not drunk suru he kiya tha ki call aagaya Tumhaara..

Anjali - Arrey Waah kya ocassion hai..

Main-Puch Matt ye Mangal..

Anjali--Arrey Waah Tumhe pata chal gaya iski relationship kaa..

Main-Hold up.. Hold the fuck up.. Tumhe pata tha??

Anjali-Yeah almost 1 week se..

Main-What the fuck.. Bhenchod tum sabne chutiya banaaya matlab mujhe sabko pata hai bus mujhe nahi.. Bhenchod agar andar ek do goli idhar udhar lag jaae kissi ko toh don't blame me bhenchod Pehle toh tumhe he maarun ek ek..

Mangal-Abe sun toh yaar..

Main-Fuck you bitch..

Mangal-Bhai sun toh..

Main-Shut the fuck up.. Chalo kya scene hai..


Abeer-Ye le deagle teri..

Main-Bc dono le aata..

Abeer-Dusari milli nahi mujhe..

Main--Chal ek he bahot hai..

Abeer ne mujhe meri deagle di haash my baby..

Anjali - Ye Saamne jo farmhouse hai ussme gayi hai woh Van humlog wait kar rahe they koi dusara aae Yahaan..

Main-Hell no koi nahi aane waala Yahaan yelog Sunny k bandey hain or Yahaan andar Uday ki fingerprint se koi door open karna hoga unhe 100%..

Anjali-Tu itana sure kaise hai..

Main-I mean look at the place Anjali itana open Mein Sunny thodi aaega Yahaan koi 1 guard takk nahi hai bahaar Sunny bahot shayaana hai woh emotions Mein naa behta.. Yahaan koi safe wagaairaah hogi 100%..Issliye let's move in. Inko thok k safe hum he kholenge.

Anjali-so kya plan hai..

Main-Humlog 12 hain.. 3 front gate se jaayenge 6 Yahaan piche deewar kuddke or 3 left side se jahaan woh mini gate hai..

Anjali-So kya teams hongi..

Main-Woh tum dekho bus main gate se jaaunga apun koi deewar nahi kuddne waala..Also seedha thokna Matt warning then shoot..

Teams divide hui mujhe Abeer or Ami mille humlog main gate se Jaane waale they isliye humlog aae aage..

Abeer-Bc kabtak munh fulaake rakhega be..

Main-Gandu chup reh banduk badhiya hai terese mere pass thokdunga..Tu soch agar main aise nahi bataata tujhe toh tu kya karta..

Abeer-Teri gand fodd deta..

Main-Bus toh fir..

Abeer-I know gussa jaayaj hai issi liye main kuch bola nahi tereko Subah se..

Main-I know sabko pata hai jaayaj hai gussa isliye koi bichmein nahi aaya..

Abeer-Issi liye pucha kabtak gussa rahega..

Main - Dekhtey hain ache se sabak sikhney dey usko..

Abeer - But bc soch k dekh Meenu se better kya hoga bc..

Main-I know bhai I know itana khuss hun main ki puch Matt woh khussi permanent hai ye gussa temporary..

Abeer-I know.. Kahaan pee raho ho??

Main-Chup be jyaada frank naa ho ab gussa tujhse bhi hun main.. I mean sabse hun gussa main.. Bus meri darling Ami ko chhodke i love you Ami..

Ami - I know boss. Mujhe pata hota toh sabse Pehle aapko batati..

Abeer-Yeah issi liye bataaya nahi tujhe..

Main-Dada Matt ban thokdenge bc.. Le ye gate Todd ab..

Abeer - What tha fuck..

Main-Abe normal saa toh hai piche hatt or Maar laat..

Abeer-Side hatt toh..

Main side hatta or Abeer ne maari ek laat woh gate ki kundi tutt gayi bc or Sapp karke khull gaya or humlog bhaage andar kyunki awaaj hogayi thi kuch jyaada he. Aage lawn se hotey hue main gate par aae jo khulla tha isliye humlog seedhe andar he ghuss gaye.. Toh andar hall Mein Ek sofa par Uday ki body paddi thi or uske agal bagal 4 bandey they 1 phone kar raha tha kissi ko or Baaki 3 tv dekh rahe they bc.. Humein dekh unki gand fatt gayi..

Main-Hath Uppar maadarchod hath upppar.. Phone Kaat phone Kaat..

Abeer-Shayaana Matt ban remote rakh niche or hath Uppar..

Humaare sath sath he Baaki log bhi enter hue or Humne un 4on ko liya gun point par..

Main-Haanji sir good morning.. How are you guys doing??


Continued...
 

AP 316

"You are playing to win; I am playing Gaawd ."
Divine
14,342
596,571
259
Thanks bhidulog for all the love and support keep supporting as always.. 2 ki bajaae 3 updates dediye hain so please read and give reviews same deal on hai apni. Next Update Reviews k Baad.:yourock:
 
Top