• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - All Hell Broke Loose (Completed)

Part 3 kaa title kya hona caahiye?

  • Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death

    Votes: 186 81.9%
  • WLHTA - The Merchant Of Death

    Votes: 13 5.7%
  • Waah Life Ho Toh Aisi - 3

    Votes: 23 10.1%
  • Any Other, Post that in The Thread

    Votes: 5 2.2%

  • Total voters
    227

King

𝕿𝖍𝖊 𝕺𝖓𝖊 & 𝕺𝖓𝖑𝖞 𝕿𝖗𝖚𝖊 𝕶𝖎𝖓𝖌
3,963
6,957
159
  • Like
Reactions: Aakash.

CG

Sab Chutiyapa hai Bhaya
1,980
3,531
159
waiting for next update ......and kuch dhamakedaar hona chahiye library mein.....flirting ya koi kkaand
 
  • Like
Reactions: AP 316

AP 316

I'm Coming Back.
Divine
10,356
570,067
259
nice update

Exam tym Yani fuck up tym let see princi kese dushmani nikalta hai examss main

Excellent update bhai.... keep writing

Super update hai bhai

Nice update bhai thodi abusy tha toh schedule match nahini ho paraha tha... Ab pada sara update really nice.. Chalo sahi hua evernote ka issue.. Aur AP bhai bhi padhne maine aagayae.... Ab ache se band bajao.. Exam tak bina kuch action ke halat 12 banne chahiye exam khatam hone tak.. Aur exam khatam hone ke bad kuch trip ka plan karo... Ap and gang ka college trip.. Ho ske toh wanha pe kuch twist dal dena.....

Bhai kuch adultery to dalo yaar

Damm franking those exams lol & still red John is out there grr lol plus No entry of heroine still so I am sure AP is bored lol pls add some fun or drama

So AP finally library mei jayega padhne:smoking:
Lekin kya woh sach mei padh payega:roflol:
Karuch principal to usko resticate karne ka full chance dhund raha hai:frown:

Superb fantastic update
Ab Apna AP क ख ग घ ण padhega

LAJWAB UPDATE BHAI

Awesome update

Update was awesome

Nice update

Update mast hai aur ab AP k pas mauka hai Ananya k karib jane ka aur uske notes use karne ka

Yaar aapne kaha tha Jald hi Romance aayega story me par ab tak nahi aaya ab to hero Ko study ka tension aa gya aur Riya ka kya , kya uska role is bar hai ya nahi

bahut badhiya :superb:

Matlab ki dimagh ka chemical locha phir chalu ho gaya bidu. Ek mast tarokhe se beizzati Kharaab kar di bhai. Magar locha yah harkat to karta hai satekli wali par dimagh ko bhi super computer bana deta hain baap. Kiya mast likh rela Hai bhai maza aa Jaata Hai pad ker.

Abey teri ki kaha phasa diya is lidu jaisay aadmi ney lag raha thaa ki khel khatam but kahi na kahi yah red john ka involvement lagta hai. Ab dekhna hoga AP ka dimagh iske paar kaisay Jaata hain.

Nice update. Waiting for next

Kya bhai itne tym baad update diye usme v kuch nahi yaar kab se keh raha hu kuch to principal k sath m locha karwao ya fir kuch mazedar

update bole to jhakaas
avi study time he to library me hi kuchh twist hona chaiy or ab action se hat ke hero ko flirty vi hona mangta he bhai.

Shandaar update bhai
Acha kiya bhai phir college lekar agaye
Lagta hai bohut maza aney wala hai

Hmmmm nice

AP bhai college to pohoch gaye but ye to bata bo ke bechari Riya kaha gayab ho gyi group me bhi nhi dikh rhi hai wo ajkl baat kyaa hai

Nic update

Nice update

waiting for next update ......and kuch dhamakedaar hona chahiye library mein.....flirting ya koi kkaand

Nice update
thanks Guys for all the love and support keep supporting as always.. Aise he cmnts kartey rahiye or main jaldi jaldi updates deta rahunga... Keep supporting
 
  • Like
Reactions: Aakash.

AP 316

I'm Coming Back.
Divine
10,356
570,067
259
Update-128(Studying)

Thodi derr baad Ravi and Sam mere liye 5 books leke aae jo bc kaafi moti moti thi..

Main-Bc ye toh easy hai karlunga main 5 books..

Sam-Beta he 3 he subjects ki hain... Communicative English, Environmental Studies and Applied physics...

Main-What the fuck..

Ravi-Aise bakchodi mein time waste naa kar gandu padhle ab chup chaap.. Or sun next 3 ghantey takk agar Sutta peena Hai toh akele he Jaana..ye le Paani ki bottle...

Main-bitch 11 baje hain dekhtey hain kon sabse pehle hillta hai yahaan se....

Ravi-Deal.. Next cigarette ussi ki jo pehle utha..

Sam-Deal..

Main-Deal lekin agar tum mein se koi mujhse bola yaa mujhse kissi bhi tarah se disturb kiya toh deal over or gand foddunga uski woh alag..

So humlog ne chairs thodi durr durr khiskaai.. Sabse pehle maine English ko chunna because I love English or ye easy bhi thi.. I mean thodi moti jarur thi kitaab but mujhe pura nahi padhna tha usko bus topic headlines paddhlunga wahi bahot Hai.. Or uske liye mereko dimag ki jarurat thi....

Lawde dekhraha hai ye sab..

Haan andha nahi hun main bhosdk...

Chup chaap kaam par lagjaa ye English mujhe aaj shyaam takk clear caahiye ijjat beijjati kaa sawaal hai...

"Hojaaega"lekin bichmein koi bakchodi nahi caahiye mujhe calm and silence..

Main-Done..

Sam-Kya done..?

Main-Nothing flow flow mein nikal gaya.

So ab Meri or mere dimag ki bet lagi ki main pehle ek jagah baitha baitha thakk jaaunga yaa fir woh padhta padhta.. 30 minute mujhe sareer ko calm karne mein lage.. Mind reboot hua... Or fir maine padhna suru kiya 11:30am par..

Communication English... Sab bakchodi bharri paddi thi isme kuch bhi samjhne laayak nahi tha..

Topic suru hue "Process of communication"... . Encoding decoding.. Ideation
Transmission feedback..

Sender, Reciver, Channel, code, topic, message,context,
Noice, filters, barriers.. Importance of Audience.. Its purpose.. Starting mein thodi dikkat hui lekin thodi he derr mein Main track par aagaya.. Ek time par lag raha tha ki bc sirr Dard karne lagega lekin hua nahi aisa.. Lucky gang bhi wahaan aai or humaare saamne 3 tables par alag alag hoke baithgayi.. 12.30 pm last baar maine aaju baaju dekha ki kya horaha hai uske baad pata nahi kab dekha maine...

Modes of communication.. Verbal non verbal.. Oral, written, visual, auditory, body language... Bc topics aise jaarahe they maano bullet train Stations cross Kar rahi ho.. Bhenchod ajeeb English hai koi story toh hai he nahi..

Lekin English intresting tab bani jab isme signs aane lage bc unko yaad karne mein maja he alag aaya mereko.. Or bhagwaan ki daya se mujhe 50% he padhni paddi.. Kyunki baaki grammar thi sab jo bhenchod mere baaein hath kaa khel tha...English done fuck yeah bitch.. .. Or uske baad maine EVS uthaai bc easy as fuck usme kuch bhi nahi tha same 10th class waali EVS bus chapter name padha and aage badha... Toh kull milake maine 2 books clear kardi thi filhaal..

And 2 subject clear.. Done... Maine mobile nikaala toh 4.30 baj gaye they.. Ravi Or Sam ki gand fatti paddi thi jo unki shakal se saaf najar aaraha tha... Ab problem ye hui ki Paani ki bottle khatam hogayi.. Or abhi gang bhi wahan nahi thi toh Paani waali problem hogayi...

Main-bc Jaan bujh kar Saara Paani pee gaye lawdo.. Uthaane ki soch rahe ho... Lawda Mera uthega aise...

Sam-Bc aisa kya kho gaya tha be tu...

Main-aise he khota hun main jab dimag meri body ko take over kar leta hai fir woh keval ek he jagah focus karta hai..

Maine Nicki mam ko Message kiya unse puchne ko ki yahin ho yaa nahi.. Toh unka reply aaya 1 he minute mein ki "Haan" toh maine unko kahaa ek Paani ki bottle deke jaaein andar... Unka reply aaya 5 minute mein aarahi..

Main-Lawda Mera Paani aaagaya mera toh.. Main nahi uthne waala aaj... Abhi English evs dono khatam hui..

Sam-Dude your mind is fucking crazy bhenchod..

Main-haina... I am too fast..

Ravi-I mean bc seriously tujhe nahi maalum ki humlog yahaan se 3 baar uthke bahaar jaake aae...

Main - What the fuck..

Sam-Or nahi toh kya bc.. 3 baar Sutta break le chuke hain hum or tujhse 1 feet ki durri par baithey hain hum.. Tujhe matlab 1% idea bhi nahi tha ki tere agal bagal mein kya horaha hai..

Main - ofcourse not.. Bola toh be my mind was focused...

Sam-Bhenchod tera dimag is scary fast..

Ravi-Itani concentration I mean bc gajab... Pehle Bhi naa Tha aise toh tu..

Main - all thanks to vertigo.. Bc meri concentration toh puch he Matt...

Ravi-dekha abhi humne...

Main-chalo toh fir ab ghar he chaltey hain... Bc English EVS Dono semester ki clear hogayi... It feels fucking awesome..

Ravi-agar ghar par padhna hai toh Ye books sath le chal main bataa dunga Librarians ko..

Main-Hell yeah ghar par padhna hai..

Humlog ne woh books uthaai or library se bahaar aae.. Library k gate k just saamne Nicki mam Khaddi thi hath mein Paani ki bottle liye.. Woh andar dene he aarahi thi Paani lekin bahaar kuch students ne roukk liya unko... Arushi and Ananya they wahaan par... Shayad wohlog bhi ghar he jaarahe they kyunki unhone apne bags wagairaah Taang rakhe they..

Nicki-Sorry just aa he rahi thi andar main... Inka thoda kaam Tha..

Main-No worries we are good.. You know i cleared First years ENGLISH And EVS in just 5 hours...

Nicki-Oh my God.. That's insane.. You are faster then ever...

Main--I know or ek second bhi nahi Hilla main apni jagah se..

Nicki-bus aise toh fir sab clear hai..

Main-Yep yep..

Nicki-By the way notes wagairaah Sab mill gaye tumhe..?

Main-evs, English and Applied physics k hain khaali..

Nicki-Kissi se puchleta first semester k I guess Arushi k pass hain complete..

Arus-Actually nahi hai mam.... I mean ho bhi shaktey hain kyunki last semester k baad dekha he nahi hai unko kahaan hain kaise hain..

Nicki-Nice Arushi nice... Way to go..

Main-Iska maalum Hai mereko books bechke ice-cream khaa gayi hogi ye..

Arus-Shut up yaar..

Nicki - Anaa tumhaare pass bhi toh haina...

Main-Anaa kon hai ye ab..?

Nicki-Ananya.. Nick name hai iska Anaa..

Main-Oh sorry my bad..

Ana-I hope sab ek jagah he honge.. Hain jarur sab sambhaalke rakhe hain..

Main-Brilliant..

Nicki-bus fir Anaa se lelena... Lelena kya agar abhi de shakti hai toh abhi lele.. I mean raat raat mein toh tu 2 subjects clear kar lega..

Anaa-I mean i dont have any problems.. Lekin mere ghar par chalna padega uske liye..

Main - ummm!sure...

Nicki-awesome.. Apne driver ko call karke bolo aaj naa aae AP drop kardega tumhe...

Ana-No no its ok aane he waale honge kaka waise bhi...

Nicki-Aae toh nahi haina ek he jagah Jaana Hai toh sath chale jaao.. I am sure AP ko koi problem nahi hogi..

Main - I don't mind itani help kar rahi ho meri toh main itana toh kar he shakta hun..

Anaa-Pakka...

Main-100 takka..

Ana-Thank-you.. I am almost done here ready when you are...

Main-I am ready right now.. I'll meet you in parking in 5 minutes..

Ana-Sure.. See you there...

Ye bolke Ananya or Arushi wahaan se chali gayi... Maine unhe isliye bheja ki mujhe abhi abhi dhyaan aaya ki main bike par aaya tha bc I mean aisa nahi tha ki aisi waisi bike thi achi khaasi bike thi but I hate bike riding with girls...

Main - Nicki mam Apni car rent par doge..

Nicki-kyun tumlog naa leke aaye aaj..? Tumhaari crores waali cars..

Main-aise maska matt lagaao jaise Santro chalaatey ho.. Audi Jaguar and 2 BMW hain aapke pass maalum Hai mereko...

Nicki--haan Haan lekin tumhaare waali se toh sasti he hain... 1 BMW dad ki hai by the way..

Main-Chaabi do naa yaar kya pakka rele ho.. Humlog aaj bike se aaye hain teeno...

Nicki-haaa! Triple ridding is illegal on two wheelers dude.. Chaalaan katwaaoge..

Main-aji Haan chaalaan katwaane k liye he election jeeta hai humne north India mein...

Ravi-ahahahahahah.. True..

Nicki-hehhehehe... Nice one.. Ye le chaabi.. Sun seedha ghar aajaiyo gaadi leke aaj ritika ne chutti Lee thi and abhi free Hai maths karwaadegi tereko...

Main-Oh hell yeah.. Main soch he raha tha maths k rattey kaise maarunga... Thanks...

Nicki-Waise ye Ananya kaa kya scene hai...??

Main - Aise innocent naa bano aapko sab maalum Hai...

Nicki-I know bus confirm Kar rahi thi...

Main-lol... Bye.. Tumlog ek banda Nicki mam ko chhodke aao dusara Auto leke nikalo...

Sam-Main chhod aaunga..

Ravi-OK... Main auto se jaata hun...

Main-Done... Bye guys... Love you Nicki mam..

Ravi-Bye..

Nicki-Love you guys..

Continued..
 
Hunterrrr69

Well-Known Member
2,072
4,794

Ohh crab bahut Sahi
 
  • Like
Reactions: Aakash.
Top