• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Vihaan Aur Ashita - Bhai Behen ki kahani - Exclusively written for XFORUM(COMPLETED)

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Update 78 Looking for Ruchi

Vihaan ko jhatka laga jab Ruchi ki mobile swtich off paya. Ussko yakeen nahin hua ke ruchi ki mobile s.off hai to mobile ko haath mein lekar check kiya ke ussi ki number ko dial kiya ussne ya kissi aur ki. To dobara call kiya, karte gaya baar baar magar har baar switch off araha tha. Usske andar ek baechaini hui aur turant Phoolvati ko call kiya direct.

Din ke 1 baje the uss waqt. Phool ne call liya aur vihaan ne ghabrahat wale awaaz mein pucha,

“kahan ho? ghar par kia?”

Phool: “are dear Saturday hai to ghar par hi rahungi nah aap kyun hospital se call karne lage ji? Meri yaad arahi hai kia? Thik hai chalo thodi baatein karte hein!”

Vihaan: “nahin mujhe discharge mil gaya wapas agaya hoon, Phool mujhe bahut fikar ho rahi hai….”

Phool ko jab vihaan ki awaaz mein ghabrahat mehsoos hui to serious hokar pucha,

“Vihaan? kia ho gaya, kyun itne ghabraaye hue ho tum tabiyat firse kharaab ho gayi kia?!”

Vihaan ne tutte awaaz mein kaha,

“Ruchi kahan hai Phool? Kia tumne uss se contact kiya?”

Phool: “apni ghar par hogi nah baba! Nahin meri uss se filhaal koyi baat nahin hui hai kyun?”

Vihaan ne almost rote hue kaha,

“Phool usski mobile off arahi hai kab se try kar raha hoon main!”

Phool: “ofo Vihaan, ussne charge karne ko dala hoga, battery low ho gayi hogi, thoda wait karo nah tum!”

Vihaan:”nahin kuch aur hi hua hai eisa kabhi nahin hua hai pehle, ussko pata hai ke main kabhi bhi ussko contact kar sakta hoon to mobile off nahin rehne degi kabhi, Phool mujhe bahot darr lag raha hai aur fikar hone lagi hai main keise uss se abhi contact karun?!”

Phool: “wo to impossible hai ke uss se kissi aur tarike se contact kar sakein Vihaan you will have to wait till night to go to see her unless you go right now!”

Vihaan: “right now? Abhi? Magar Ruchi ne kabhi bhi wahan aane se mana kiya hai jab tak wo phone se aane ko nah kahe!”

Phool: “wo kyun? Tumne pucha nahin uss se?”

Vihaan: “may be apne bahiya bhabi ki vajah se nah?!”

Phool yeh sunkar kuch der khamosh rahi, kuch soch rahi thi…

To vihaan ne khud pucha,

“kia tum usske ghar gayi ho kabhi?”

Phool: “nah baba nah, mujhe usske bhai bhabi se darr lagta hai, jitna Ruchi ne mujhe bataya hai unn donon ke baare mein mujhe weise logon se milne mein koyi dilchaspi nahin hai, main to unn donon ko jaanti bhi nahin, kabhi dekha bhi nahin!”

Vihaan: “Ajeeb baat hai Phool, tum issi gaon mein rehti ho 18 saal se aur issi gaon ke logon ko nahin jaanti ho? yeh keise ho sakta hai itne kum log hein iss gaon mein!”

Phool: “vihaan dear yeh gaon hai, aur hum ladkiyon ko ya to ladkiyon ke saath thoda bahot talab ya nadi ke paas tehelne diya jata hai wo bhi parents ke nigrahni mein, aur phir uss paahaadi ilaake ke taraf hum log kabhi jaate bhi nahin hamare parents humko udhar jaane se sakht mana karte hein, bachpan se idhar ke sabhi bachon ko uss taraf jaane se mana kiya gaya hai, sabhi bachon ko uss pahaad ke baare mein buri baatein bataayi gayi hai! Meri maa to mujhe Ruchi ke saath college jaane ko bhi mana kar rahi thi, mujhse uss se door rehne ko kehti thi….”

Vihaan: “Ruchi se door rehne ko kehti thi? Kyun? Kiss liye?”

Phool: “humko parents se sawaal karne ka haq hi nahin, jo wo kehte hein hamein sunna padta hai, unnke paas koyi nah koyi reason hote hein hamesha.”

Vihaan: “to phir tumko kab aur keise Ruchi ke saath jaane diya gaya aur kabse tum Ruchi ko jaanti ho?”

Phool: “sirf ek saal se!”

Vihaan: “What? Sirf ek saal se? To iss se pehle Ruchi kahan college jaati thi, aur primary school mein kia tum usske saath nahin thi?”

Phool: “Are Vihaan dear, Ruchi yahan sirf ek saal se rehti hai!”

Vihaan: “what? How is it possible? To iss se pehle wo kahan rehti thi?”

Phool ne kaha, “apne papa ke saath!”

Vihaan phir heyraan hote hue kaha,

“Apne papa ke saath? What nonsense, usske parents to mar chuke hein nah? Phir usske bhai bhabi ne ussko paala posa nah?!”

Phool: “ofo what a confusion Vihaan. Ek kaam karo tum mere yahan aao hum baat karte hein, can you come here? Kia pata Ruchi kahin aate jaate dikh jaaye ajao mere paas.”

Vihaan ko idea thik laga aur wo ghar se nikla ye kehkar ke wo thoda thandi hawa khaane jaa raha hai nadi ke taraf. Usske dada ji ne use jaane ko kaha talaab ke paas.

Vihaan jaate waqt yeh sochte gaya ke ek din usske dada ji ne uss se pucha tha ke iss gaon ki jo ladki uniform mein thi ussko wo jaanta hai magar baaki ke do ladkiyon ko nahin jaanta, to matlab issi liye usske dada ji bhi Ruchi ko nahin pehchana tha kyunke wo sirf ek saal se yahan rehne aayi thi….. Vihaan bahot hi confused tha aur bahot hi pareshaan, ussko ruchi se milne aur baat karne ka bada mann tha magar ussko lagne laga tha ke ab ruchi nahin milne wali jab wo usski baat ko yaad karta tha ke Ruchi ek din achanak se gahaayb ho jaegi. Vihaan ko darr tha ke kahin ruchi sach mein hamesha ke liye ghaayab to nahin ho gayi…..”

Jab wo Phool ke aangan ke paas reach hua to Phool wahin aangan mein usska wait kar rahi thi, har roz to Vihaan sadak par khade hokar Phool se baat karta tha magar aaj Phool ne vihaan ko aangan ke andar aane ko kaha, aur ek peyd ke niche kuch pathar the unn par baith kar baat karne lage donon.

Vihaan ne samjhaane ko kaha ke keise Ruchi apne papa ke paas rehti thi aur keise ab apne bhaiya bhabi ke paas hai jab unnke parents ke death ho gaye hein?!

To Phool ne samjhaya yeh kehte hue,

“Ruchi ke bhaiya usska sautela bhai hai. Maa ek hai lekin baap Ruchi ki alag hai aur usske bhai ka alag baap hai. Jab ruchi ke bhai ka baap ki death ho gayi thi tab usski mummy ne Ruchi ke papa se shaadi ki thi tab Ruchi paida hui thi. Jab ruchi ki mummy ki death ho gayi, to usski papa ki death to nahin hui nah? Usski bade bhai ki mummy aur papa ke death ho gaye magar ruchi ka papa is alive till now!”

Vihaan ne sar jhatakte hue pucha,

“aur ruchi ka papa kahan rehta hai?!”

Phool: “yeh to kissi ko nahin pata aur ruchi ne kabhi bataya bhi nahin”

Vihaan: “what is this yaar? Ruchi ne kabhi mujhe yeh sab bataya kyun nahin? Aur tum iss baat ko kabse jaanti ho?”

Phool: “jab se ruchi ne mujhe bataya.”

Vihaan: “aur tumhare parents kyun tumko usske saath jaane ke liye mana kar rahe the aur kab aur kyun uss se dosti karne ke liye raazi hue?”

Phool: “wo jab ruchi ne mujhe bataya ke wo Apne bhai ki step sister hai aur main ne ghar mein mummy papa ko samjhaya tabse unn logon ne mujhe usske saath dosti karne diye magar phir bhi uss se ziada close hone se mana kiya; aaj bhi mujhe uss se ziada paas jaane ke liye mana karte hein aur usske ghar ke taraf to jaane ko sakht mana hai; sirf mujhe nahin balke iss gaon ke aur baaki ke 7 gaon ko koyi bhi log uss pahaad ke ghar ke aas paas bhi nahin jaate hein!”

Vihaan: “magar kyun? Why? Kia hai wahan?? Main to gaya hoon kitne raaton ko uss ghar mein. Sab normal hai kissi bhi ghar ki tarah!”

Phool: “meri mummy bata sakti hai, tum chalo ghar ke andar mummy se puchte hein!”

Vihaan ko Phool apne ghar ke andar legayi. Ek kariban 50 saal ke umar ki aurat ko apni maa bataate hue Phool ne vihaan ko apne teacher kehkar introduce kiya. Aur vihaan ne sawaal kiya Pahaad wale ghar, Ruchi aur usske khaadaan ke baare mein jaankaari haasil karne ke liye.

To Phool ki maa ne apne munh par haath rakh kar ghabrayi hui dikhte hue kaha,

“Hey ram, tu kon hawa babu? Idhar ki baat hum nahin bata sakat hai. Khatra hai babu, huwan ki pahaad ki baat nahin karte hein, khatra hai babu, phir kabhi mat puchiyo haan!”

Vihaan niraash hote hue pucha,

“Mata ji Ruchi ke baare mein to kuch bata sakti ho, wo meri student hai mujhse padhti hai college mein!”

Phool ki mummy ne kaha,

“baat to ek hi hoe hai nah babu. Oo ladki se hum ne issko milne se mana bhi kiya magar yeh uss ke sath dosti kiye apni Saheli banaya uss ko jo kabhi nahin karna chahiye tha, bahut bura ho sakta hai babu, chorro iss baat ko phir kabhi bhi nah karna bhool jao sab kuch!”

Tab tak Phool apni mobile se ruchi ki number try karti jaa rahi thi aur vihaan se kaha,

“no response, its dead!”

Vihaan ne Phool se kaha,

“No response from your mother also, its useless to talk about it!”

Phool ne kaha,

“Apne dada ji se pucho ussko sab pakka pata hoga, wo bade hein aur itne saalon se iss gaon mein hai ussko sab zaroor pata hoga. Pahaad ki secret ke bare mein wo zaroor jaanta hoga.”

Vihaan ke enkhen bar aaye ruchi ko yaad karte hue aur bhare hue enkh se Phool ko dekha to Phool ne usske kaandhe par hath rakhte hue kaha,

“ale ale pyale teacher ji lo lahe hein kia ale ale mat lowo vihaan… bhool jao Ruchi ko wo nahin milne wali ab!”

Yeh sunkar Vihaan ke enkhen chalak gaye aur aangan ke taraf badhte hue Phool ko thanks kahaa magar Phool Vihaan se lipat gayi aut kaha,

“mujhko tum eise ache nahin lagte, ek ladki ke liye koyi eise rota hai kia? Main hoon nah, mujhse bhi thoda pyar karlo, tumhare gham ko mita dungi….”

Vihaan ne Phool ke baahon ko apne upar se nikaalte hue kaha,

“Sorry Phool I must go, please jaane do yaar!”

Phool ne usske kaandhe se haath hattatte hue vihaan ke gaal ko chuma aur kaha,

“thik hai jao, magar meri zaroorat pade to main anytime haazir hoon tumhare liye, kabhi bhi ajana I will wait for you to share your pains!”

Vihaan ne phir thanks kaha aur aangan se nikla, magar turant palta aur kaha,

“kia tum mere saath abhi issi waqt ruchi ke ghar tak chal sakti ho?”

Phool chahunk gayi aur ab usski baari thi apne munh par haath rakh kar heyraani se vihaan ke chehre mein dekhne ko….. phir piche mudhkar Phoolvati ne apne ghar ke taraf dekha aur dhire se kaha,

“okay thik hai chalti hoon…”

Aur donon bahdne lage Ruchi ke ghar ke taraf…..

To be continued………..
 
Last edited:

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,606
94,806
304
Superb Awesome Update
Ruchhi ke faimly ke bare me janna matlab dimag ka dahi karna:hmm:
Phool se bhi esi bhane karibi badhi :homo: hai dekhte hai phool ke arman pure hote hain ya nahi
Ab ruchhi ke ghar jane par kya kya chalta hai janne ka intzar rhega
 
Koi toh rok lo

New Member
89
271
53
Maza a gya bro
Mast update the
Ruchi ke bare main janker dimag ka dahi ho gya
Ruchi ka koi secret hai shyad
Ruchi kahi vihaan ki step sister toh nahi
Vihaan ki masi ki ladki
Bro ashita ka bi koi sexy scene dikho collage k ya ghar bhar ka
Ya phir bus main ashita ko koi ched khani kara bro
Vihaan toh ab ashita ko bhool chuka hai
Bro main ap se ek bat khana chahta ho ap ko bhout Sara log ya writer reader suggests karte ho gya kuch bdiya suggests karte hogya par ap apne man ki likna
Ap jo bi likh raha ho bdiya likh raha ho
Bhout maza at a hai apki story read karke
(End main)
j kuch Jada bol diya ho oska liya sorry
And
Thanks
Next update ka intzar raha gya
 
Last edited:

Raaz1886

Member
294
774
108
Update 78 Looking for Ruchi

Vihaan ko jhatka laga jab Ruchi ki mobile swtich off paya. Ussko yakeen nahin hua ke ruchi ki mobile s.off hai to mobile ko haath mein lekar check kiya ke ussi ki number ko dial kiya ussne ya kissi aur ki. To dobara call kiya, karte gaya baar baar magar har baar switch off araha tha. Usske andar ek baechaini hui aur turant Phoolvati ko call kiya direct.

Din ke 1 baje the uss waqt. Phool ne call liya aur vihaan ne ghabrahat wale awaaz mein pucha,

“kahan ho? ghar par kia?”

Phool: “are dear Saturday hai to ghar par hi rahungi nah aap kyun hospital se call karne lage ji? Meri yaad arahi hai kia? Thik hai chalo thodi baatein karte hein!”

Vihaan: “nahin mujhe discharge mil gaya wapas agaya hoon, Phool mujhe bahut fikar ho rahi hai….”

Phool ko jab vihaan ki awaaz mein ghabrahat mehsoos hui to serious hokar pucha,

“Vihaan? kia ho gaya, kyun itne ghabraaye hue ho tum tabiyat firse kharaab ho gayi kia?!”

Vihaan ne tutte awaaz mein kaha,

“Ruchi kahan hai Phool? Kia tumne uss se contact kiya?”

Phool: “apni ghar par hogi nah baba! Nahin meri uss se filhaal koyi baat nahin hui hai kyun?”

Vihaan ne almost rote hue kaha,

“Phool usski mobile off arahi hai kab se try kar raha hoon main!”

Phool: “ofo Vihaan, ussne charge karne ko dala hoga, battery low ho gayi hogi, thoda wait karo nah tum!”

Vihaan:”nahin kuch aur hi hua hai eisa kabhi nahin hua hai pehle, ussko pata hai ke main kabhi bhi ussko contact kar sakta hoon to mobile off nahin rehne degi kabhi, Phool mujhe bahot darr lag raha hai aur fikar hone lagi hai main keise uss se abhi contact karun?!”

Phool: “wo to impossible hai ke uss se kissi aur tarike se contact kar sakein Vihaan you will have to wait till night to go to see her unless you go right now!”

Vihaan: “right now? Abhi? Magar Ruchi ne kabhi bhi wahan aane se mana kiya hai jab tak wo phone se aane ko nah kahe!”

Phool: “wo kyun? Tumne pucha nahin uss se?”

Vihaan: “may be apne bahiya bhabi ki vajah se nah?!”

Phool yeh sunkar kuch der khamosh rahi, kuch soch rahi thi…

To vihaan ne khud pucha,

“kia tum usske ghar gayi ho kabhi?”

Phool: “nah baba nah, mujhe usske bhai bhabi se darr lagta hai, jitna Ruchi ne mujhe bataya hai unn donon ke baare mein mujhe weise logon se milne mein koyi dilchaspi nahin hai, main to unn donon ko jaanti bhi nahin, kabhi dekha bhi nahin!”

Vihaan: “Ajeeb baat hai Phool, tum issi gaon mein rehti ho 18 saal se aur issi gaon ke logon ko nahin jaanti ho? yeh keise ho sakta hai itne kum log hein iss gaon mein!”

Phool: “vihaan dear yeh gaon hai, aur hum ladkiyon ko ya to ladkiyon ke saath thoda bahot talab ya nadi ke paas tehelne diya jata hai wo bhi parents ke nigrahni mein, aur phir uss paahaadi ilaake ke taraf hum log kabhi jaate bhi nahin hamare parents humko udhar jaane se sakht mana karte hein, bachpan se idhar ke sabhi bachon ko uss taraf jaane se mana kiya gaya hai, sabhi bachon ko uss pahaad ke baare mein buri baatein bataayi gayi hai! Meri maa to mujhe Ruchi ke saath college jaane ko bhi mana kar rahi thi, mujhse uss se door rehne ko kehti thi….”

Vihaan: “Ruchi se door rehne ko kehti thi? Kyun? Kiss liye?”

Phool: “humko parents se sawaal karne ka haq hi nahin, jo wo kehte hein hamein sunna padta hai, unnke paas koyi nah koyi reason hote hein hamesha.”

Vihaan: “to phir tumko kab aur keise Ruchi ke saath jaane diya gaya aur kabse tum Ruchi ko jaanti ho?”

Phool: “sirf ek saal se!”

Vihaan: “What? Sirf ek saal se? To iss se pehle Ruchi kahan college jaati thi, aur primary school mein kia tum usske saath nahin thi?”

Phool: “Are Vihaan dear, Ruchi yahan sirf ek saal se rehti hai!”

Vihaan: “what? How is it possible? To iss se pehle wo kahan rehti thi?”

Phool ne kaha, “apne papa ke saath!”

Vihaan phir heyraan hote hue kaha,

“Apne papa ke saath? What nonsense, usske parents to mar chuke hein nah? Phir usske bhai bhabi ne ussko paala posa nah?!”

Phool: “ofo what a confusion Vihaan. Ek kaam karo tum mere yahan aao hum baat karte hein, can you come here? Kia pata Ruchi kahin aate jaate dikh jaaye ajao mere paas.”

Vihaan ko idea thik laga aur wo ghar se nikla ye kehkar ke wo thoda thandi hawa khaane jaa raha hai nadi ke taraf. Usske dada ji ne use jaane ko kaha talaab ke paas.

Vihaan jaate waqt yeh sochte gaya ke ek din usske dada ji ne uss se pucha tha ke iss gaon ki jo ladki uniform mein thi ussko wo jaanta hai magar baaki ke do ladkiyon ko nahin jaanta, to matlab issi liye usske dada ji bhi Ruchi ko nahin pehchana tha kyunke wo sirf ek saal se yahan rehne aayi thi….. Vihaan bahot hi confused tha aur bahot hi pareshaan, ussko ruchi se milne aur baat karne ka bada mann tha magar ussko lagne laga tha ke ab ruchi nahin milne wali jab wo usski baat ko yaad karta tha ke Ruchi ek din achanak se gahaayb ho jaegi. Vihaan ko darr tha ke kahin ruchi sach mein hamesha ke liye ghaayab to nahin ho gayi…..”

Jab wo Phool ke aangan ke paas reach hua to Phool wahin aangan mein usska wait kar rahi thi, har roz to Vihaan sadak par khade hokar Phool se baat karta tha magar aaj Phool ne vihaan ko aangan ke andar aane ko kaha, aur ek peyd ke niche kuch pathar the unn par baith kar baat karne lage donon.

Vihaan ne samjhaane ko kaha ke keise Ruchi apne papa ke paas rehti thi aur keise ab apne bhaiya bhabi ke paas hai jab unnke parents ke death ho gaye hein?!

To Phool ne samjhaya yeh kehte hue,

“Ruchi ke bhaiya usska sautela bhai hai. Maa ek hai lekin baap Ruchi ki alag hai aur usske bhai ka alag baap hai. Jab ruchi ke bhai ka baap ki death ho gayi thi tab usski mummy ne Ruchi ke papa se shaadi ki thi tab Ruchi paida hui thi. Jab ruchi ki mummy ki death ho gayi, to usski papa ki death to nahin hui nah? Usski bade bhai ki mummy aur papa ke death ho gaye magar ruchi ka papa is alive till now!”

Vihaan ne sar jhatakte hue pucha,

“aur ruchi ka papa kahan rehta hai?!”

Phool: “yeh to kissi ko nahin pata aur ruchi ne kabhi bataya bhi nahin”

Vihaan: “what is this yaar? Ruchi ne kabhi mujhe yeh sab bataya kyun nahin? Aur tum iss baat ko kabse jaanti ho?”

Phool: “jab se ruchi ne mujhe bataya.”

Vihaan: “aur tumhare parents kyun tumko usske saath jaane ke liye mana kar rahe the aur kab aur kyun uss se dosti karne ke liye raazi hue?”

Phool: “wo jab ruchi ne mujhe bataya ke wo Apne bhai ki step sister hai aur main ne ghar mein mummy papa ko samjhaya tabse unn logon ne mujhe usske saath dosti karne diye magar phir bhi uss se ziada close hone se mana kiya; aaj bhi mujhe uss se ziada paas jaane ke liye mana karte hein aur usske ghar ke taraf to jaane ko sakht mana hai; sirf mujhe nahin balke iss gaon ke aur baaki ke 7 gaon ko koyi bhi log uss pahaad ke ghar ke aas paas bhi nahin jaate hein!”

Vihaan: “magar kyun? Why? Kia hai wahan?? Main to gaya hoon kitne raaton ko uss ghar mein. Sab normal hai kissi bhi ghar ki tarah!”

Phool: “meri mummy bata sakti hai, tum chalo ghar ke andar mummy se puchte hein!”

Vihaan ko Phool apne ghar ke andar legayi. Ek kariban 50 saal ke umar ki aurat ko apni maa bataate hue Phool ne vihaan ko apne teacher kehkar introduce kiya. Aur vihaan ne sawaal kiya Pahaad wale ghar, Ruchi aur usske khaadaan ke baare mein jaankaari haasil karne ke liye.

To Phool ki maa ne apne munh par haath rakh kar ghabrayi hui dikhte hue kaha,

“Hey ram, tu kon hawa babu? Idhar ki baat hum nahin bata sakat hai. Khatra hai babu, huwan ki pahaad ki baat nahin karte hein, khatra hai babu, phir kabhi mat puchiyo haan!”

Vihaan niraash hote hue pucha,

“Mata ji Ruchi ke baare mein to kuch bata sakti ho, wo meri student hai mujhse padhti hai college mein!”

Phool ki mummy ne kaha,

“baat to ek hi hoe hai nah babu. Oo ladki se hum ne issko milne se mana bhi kiya magar yeh uss ke sath dosti kiye apni Saheli banaya uss ko jo kabhi nahin karna chahiye tha, bahut bura ho sakta hai babu, chorro iss baat ko phir kabhi bhi nah karna bhool jao sab kuch!”

Tab tak Phool apni mobile se ruchi ki number try karti jaa rahi thi aur vihaan se kaha,

“no response, its dead!”

Vihaan ne Phool se kaha,

“No response from your mother also, its useless to talk about it!”

Phool ne kaha,

“Apne dada ji se pucho ussko sab pakka pata hoga, wo bade hein aur itne saalon se iss gaon mein hai ussko sab zaroor pata hoga. Pahaad ki secret ke bare mein wo zaroor jaanta hoga.”

Vihaan ke enkhen bar aaye ruchi ko yaad karte hue aur bhare hue enkh se Phool ko dekha to Phool ne usske kaandhe par hath rakhte hue kaha,

“ale ale pyale teacher ji lo lahe hein kia ale ale mat lowo vihaan… bhool jao Ruchi ko wo nahin milne wali ab!”

Yeh sunkar Vihaan ke enkhen chalak gaye aur aangan ke taraf badhte hue Phool ko thanks kahaa magar Phool Vihaan se lipat gayi aut kaha,

“mujhko tum eise ache nahin lagte, ek ladki ke liye koyi eise rota hai kia? Main hoon nah, mujhse bhi thoda pyar karlo, tumhare gham ko mita dungi….”

Vihaan ne Phool ke baahon ko apne upar se nikaalte hue kaha,

“Sorry Phool I must go, please jaane do yaar!”

Phool ne usske kaandhe se haath hattatte hue vihaan ke gaal ko chuma aur kaha,

“thik hai jao, magar meri zaroorat pade to main anytime haazir hoon tumhare liye, kabhi bhi ajana I will wait for you to share your pains!”

Vihaan ne phir thanks kaha aur aangan se nikla, magar turant palta aur kaha,

“kia tum mere saath abhi issi waqt ruchi ke ghar tak chal sakti ho?”

Phool chahunk gayi aur ab usski baari thi apne munh par haath rakh kar heyraani se vihaan ke chehre mein dekhne ko….. phir piche mudhkar Phoolvati ne apne ghar ke taraf dekha aur dhire se kaha,

“okay thik hai chalti hoon…”

Aur donon bahdne lage Ruchi ke ghar ke taraf…..

To be continued………..
Super update sir....Ruchi ka abhi tk koi pta nhi chala...Phool aur vihaan uske ghar ja rhe h check krne yeh acchi baat h....Phool Vihaan ke aur karib aa rhi h...in dono ka bhi ek story bna chahiye...wo Vihaan ko bahut pasand krti h...lekin uss pahad ka secret kya ....dekhte kahi aage chal ke pta chale...
 
Sanskari Larka

Sᴀk†Lᴀน𝖓da
1,026
2,380
159
Gazab ka suspense
Mujhe lagta hai Ki Ruchi ke koi bhaiya ya bhabhi hai hi nahi
Phool ne v kaha tha ki aaj tak Kavi uske bhaiya bhabhi Ko nahi dekha

Ab Vihaan apna ek vada torne ja Raha hai Ruchi ke izazat ke Bina uske ghar jakar

Dekhte hain ab kya hota hai kya Vihaan sachmuch apna vada Tod dega ya apna faisla Badal kar wapas as jayega
 
Indian001

Active Member
1,102
6,330
143

Badhya update bhai. Maja to aya haan magar sala ye Ruchi kia chiz hai aakhir bhai
Kamaal ka suspense create kiya hai aap ne. Aap ki kahaniyon mein kabhi bhi eisa suspense nahin mila padhne ko. Wow very thrilling update.
Haan phool bhut pyar karne lagi hai aur ab kyunke Ruchi nahin dikh rahi to phool mauke ka faeda utha ke Vihaan k jiada karib jaa rahi hai. Bhai phool ko bhi khush kara do yaar Vihaan bhi khuss phool bhi khil jaegi :D
Ab Ruchi k ghar jaa rahe hein donon. Magar vihaan se to Ruchi ne promise liya tha k phone kiye baghair kabhi bhi udhar nahin aane ko :hmm:
Anyway dekhte hai kia pata chalta hai udhar
 
Top