Yeh ghatna to shayad 10 saal pehle New Year me huyi thi jab kuch players Aarav ko maarne aaye the. Lekin update ke timings to aise lag rahe hain jaise baad wale update se match kiya gaya ho.
This was totally unexpected. Kya jab Akash ko doctor ke pass 8 saal ke liye bheja tha, wahan par uski Veer se friendship huyi thi. Mujhe laga tha ki Akash aur Veer keval is liye Aarav ki care kar rahe hain kyon ki unko lag raha tha ki keval Aarav hi aane wale monster attack se duniya ko bacha sakta hai, lekin lagta hai ki Akash, Veer aur Aarav ka koi gehra sambandh hai.
Ab yeh kya kaam kar raha hai.
Hmmm.... conspiracy. Malhotra to gaya.
Ohhh... Yeh ladka to bahut talented nikla.
Isko ya to Aarav apne pack me shamil kar le ye phir Tinkerbell ki tarah koi contract sign karva le...
Ab baat aati hai ki kaun Aarav ke peeche pada hai. ya to Jinhoo hoga ya phir Soo-hyun...