• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Usski Gali Mein Jaana Chorr Diya (Exclusively For XForum) COMPLETED

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Update 61 The Secret Revealed

Sahi kaha tha aap ne ke mujhe shaan , shaukat, dhan Daulat ki bhook thi, haan shaayad thi unn dinon, aap se tulna karti thi Amit ki, to aap nicha dikhaayi dete the balke maa aap ko nicha dikhaati thi mujhe, main aap ko maa ki nazron se aur mehbob ke nazron se dekhti thi… aap ko apni nazron se tab se dekhna shuru kiya jab aap ko kho diya main ne……”


Ab aguey….

Abhi ne Ruhi ko phir wheelchair se apne goad mein uthaya aur iss baar Abhi sofe par baitha aur Ruhi ko apne goad mein bithaya ek bacche ki tarah… Abhi hamesha kehta aya tha unn dinon ko ke Ruhi bahot halki hai aur ab uss se bhi ziada halki ho gayi thi kyunke aur patli ho gayai thi, usski weight aur bhi ghatt gayi thi…. Sofe par Ruhi ko apne goad mein lekar baithne ke baad Ruhi ne Abhi ke gale mein apne baahon ko daal diya aur Abhi ke aankon ki gehraayi mein jhaankne lagi phir kaha,

“Aap ki Aankhen nahin badle shukar hai, wohi gehraayi, wohi khubsurti, aur aap ki eyebrows jo hai nah ab bhi weise hi hein, mujhe disturb feel hota tha jab isse dekhti thi pata hai kyun? Kyunke yeh mere eyebrows se bahut ziada khubsurat hein, ladkiyon ko peelings karwane padte hein eise eyebrows banaane ke liye aur aap ke natural itne khubsurat eyebrows hein, kia yeh pata hai aap ko?!”

“Abi ne muskuraate hue kaha,

“haan Naina hamesha kehti thi, phir baad mein Navina ne bhi kaha, usski behnon ne bhi kaha, aur Shhss….”

Abhi Shweta ka naam lene jaa raha tha magar ruk gaya…. Ruhi ne phir Abhi se ussko aur kiss karne ko kaha…. Abhi ne Ruhi ko kaske bahon mein bharke kiss kiya, aur Ruhi se kaha,

“jawaan tha, mauka tha, fursat bhi tha, tab to nakhrein karti thi, tab ki baat aur hoti nah, kitna tadapta tha tujhe kiss karne ke liye, jawani ki josh mein wo kiss kuch aur hi tha hai ke nahin? Aaj sab feeka nahin lag raha hmmm? Tab kyun itna tadpati thi mujhe?”

Ruhi ke aankhen bhar aaye aur kaha,

“Taana maar rahe ho aap? Aap ke jaane ke baad, umar dhalne se pehle kia aap ke unn kiss aur chhuwan ko miss nahin kiya main ne aap ke khayal se? pichle 25 Saalon mein karoron baar sochi hoon unn palon ko jiss jiss waqt aap ne mujhe chhua, kahan kahan chhua, kab kab chhua… wo sab aaj bhi feel karti hoon… yaad hai jab ghar ke piche pehli baar aap ne mere boob dabaya tha to main ne aap ko chhota sa chaata mara tha, aur aap zabardasti pakar rahe phir se?! kia main wo sab nahin sochti aap ke khayal se?... jiss din aap ko lunch ke liye invite kiya tha aap kitna chah rahe the, main ne aap ko refuse kiya tha aage badhne ke liye…. Jab aap se juda ho gaye to hazaar baar kaha ke aap ko sab kar dena chahiye tha, jitni baar aap ka mann tha mujhe aap ko free chorr dena chahiye tha… aap ne kitni baar kaha tha ke aap ne life mein kabhi nahin kiya hai aap ko bada mann tha wo sab karne ko magar main free thi karne de sakti thi kyunke virgin nahin thi magar pata nahin kyun nahin karne diya tha…..

Aap se bichadne ke baad itna afsos hua ke roti reh gayi unn palon ko soch soch kar… khoon ke aansoo roye hein main ne aap ko yaad kar kar ke Abhi….”

Itne mein Mahesh ki wife aayi Ruhi ke kamre mein aur kaha,

“Aap dinner karke ghar jana khana almost tayyaar hai….”

Abhi jaldi se khada ho gaya aur kaha,

“Oh no? 6 baj gaye? Itni jaldi, no I am sorry mujhe jaana hoga, phir kabhi dinner karunga, Ruhi I got to go, must go to take back Navina at the Uni…. Idhar se hi direct jaunga….”

Ruhi Abhi ke chehre mein dekhti rahi, bade pyar bhare nazron se aur tab Abhi ne apne mobile nikala aur Navina ko jaldi jaldi text likh kar send kiya, phir Ruhi ko dekhte hue kaha,

“You must now have a mobile nah? Do you? Give me your number Ruhi!”

Ruhi ne sisakte hue kaha,

“haan hai aksar roti hoon yeh soch kar ke kyun hamare jawani ke dinon mein nahin tha yeh mobile, jiss din aap aaye the aap ko mobile se keh deti nah nahin aane ko, sab thanda hone ke baad bulaati aap ko…. Aur aap ko nikala bhi gaya tha ghar se to aap ko call karke baat to kar sakti thi nah? Mobile to kia phone bhi nahin laga tha unn dinon aap ke jaane ke 5/6 mahine baad phone bhi lag gayi thi aap ko ghar ka number dena chahti thi magar unhi dinon aap ki mangni ki khabar mili thi to idea drop kiya tha main ne…..”

Abhi ne Ruhi ka number liya. Aur turant ussko miscall kiya aur kaha,

“Sunon, kal aunga tumse milne aur diaries launga, tumne bataya nahin kitne padhe the uss roz Diary ko?!”

Ruhi: “sirf 10 pages padhe the Abhi, bahot mann tha padhne ko kia likha tha aap ne…. unn 10 pehle pages ko padhte hue itni khush thi main aur aap ne describe kiya tha aap yahan kaam karne aaye ho aur ek ladki dikhi aap ko, aap sab explain kar rahe the, main badi dilchaspi se padh rahi thi ke achanak uss dayan ne mere haath se diaries chhina, main ne tab uss se baat karni bandh kar di thi, to wo mujhe aur sataana chahti thi… main ne socha tha kuch der baad mujhe wapas kar degi magar bilkool nahin socha tha ke wo Manoj ko de degi…. Main Manoj se bhi baat nahin karti thi to kaise uss se maangti…. Manoj ne thoda kuch padha aur wapas Mehboob ko de diya tha…”

Abhi: “kal to kia aaj raat ko hi laa sakta hoon aadhi raat mein padh logi…. Main chahta tha ke marne se pehle tumse ek baar mil paun aur wo tumko padhne ko de paun…. Tumhare bajae Navina ne padha tha unn diaries ko, tabhi usskko mujhse pyar hua… yaad rakhna mujhko Navina se pyar nahin hua tha ussko mujhse pyar hui thi, aur main tumhari tarah nahin tha ke ussko aur usske pyar ko thukra doon…. Accept kiya usske pyar ko aur hum donon aaj tak khush hein”

Ruhi: “Best kiya aap ne… aap ko thukraane ka matlab ka pata chal gaya tha yahan se reject hone ke baad… aap ko zaroor ussko accept karna hi tha.. bahot acha kiya aap ne kyunke usski jaisi aurat dunya mein karonron mein ek hote hein, mujhe pata hai kaisi hai wo….. main khush hoti thi; ussko jab aap ke saath sochti thi, pata tha aap ko koyi weisa hi chahiye tha jo aap ka achci tarah se khayal rakh sake, jo aap se behad pyar kare, Bahot deserving the aap weisi koyi apni life mein paane ke liye, main to tum donon ke salaamati ke liye duaein karti aayi hoon hamesha se Abhi…… Magar Abhi, abhi iss waqt jiss jhatke se aap ne mujhe sofe par ralh kar uthe, aur kaha ke 6 baj gaye aur aap ko navina ko lene jana hai wo dekh kar mujho jalan feel hui… iss liye ke socha aaj main hoti aap ki life mein to aap aaj ye mere liye keh rahe hote ke aap ko Ruhi ko lene jaana hai aap ko late ho rahi hai….. hamare life mein to yeh din bilkool nahin aya Abhi….”

Aabhi ne kaha,

“Hamare life mein bhi weh din agaye abhi, ab main navina se aksar kahunga ke mujhe Ruhi ko lene jana hai ya mujhe Ruhi ke ghar jana hai wo din aa gaye Ruhi”

Ruhi: “Wo aap ko mujhse milne ane degi?”

Abhi: “Tum usse nahin jaanti Ruhi wo farishta hai, wo to tumse milna chahti hai, mujhko bahot pehle keh diya hai ke kabhi aap ko Ruhi mili to mujhse zaroor milwana mujhe ussko thanks karna hai…”

Ruhi heyraan hote hue puchti hai,

“mujhko thanks karna hai kiss liye?!”

Abhi: “kiss liye wo main nahin bataunga jab uss se milogi tab khud puch lena… main kal hi Navina ko lekar aaun kia? No no no…. first you should complete reading the diaries then only I will make you meet Navina….. are sunon Ruhi, tum mere ghar chalogi?”

Ruhi: “What? Kia? Kab? Abhi iss waqt Abhi?!”

Abhi: “iss waqt agar nahin to kabhi bhi, ya to tumko apne ghar lechalun Navina se milne ya ussko lekar aaun tumse milne…”

Ruhi: “No, baad mein Abhi…… Weise Abhi mujhe aur bahot kuch kehna hai tumse…. Aur bahot important hai mujhe wo sab bata deni chahiye aaj abhi issi waqt….”

Abhi: “Okay aur 15/20 mins rukta hoon come on sweetheart tell me more….”

Ruhi ne himmat karke ab jo sabse zaroori baat Abhi ko itne saalon se bataani thi aaj bataane ko thaan liya tha, Ruhi ne gehri saans lete hue Abhi ke chehre mein dekhte hue kaha,

“Abhi yaad hai pehli baar jab aap ne mujhe bataya tha letter ke through ke aap mujhse pyar karte ho to main ne kuch der baad sabse pehli baat aap se yeh kahi thi ke kia aap mere ghalatiyon ko maaf kar sakte ho? yaad hai abhi? Aur aap ne turant bina soche samjhte jhat se kahaa tha ke haan aap mere sare ghalatiyon ko maaf kar doge….”

Abhi ne kaha,

“kaise bhool sakta hoon Ruhi? Sab ke sab written hein mere diaries mein kal tum sab khud padhna ab….”

Ruhi: “Abhi, aap ne kyun kabhi jaanne ki koshish nahin kiye ke meri ghalati kia thi? Kaun si ghalati kiya tha main ne wo aap ne kyun nahin pucha mujhse Abhi?”

Abhi: “Ari wo tumne bata diya tha nah ke tum virgin nahin ho to ussi ko ghalati samjha tha main, kyun aur koyi ghalati thi kia? Weise ab iss se kia lena dena Ruhi forget it nah yaar!!”

Ruhi: “No Abhi you need to know it is VERY IMPORTANT…. Abhi meri ussi ghalati ki vajah se Maa aur Mehboob mujhe aap se door karte gaye, ussi ghalati ki vajah se main aaj iss mukaam par hoon, ussi meri ek ghalati ki vajah se jo bhi maa kehti main karti gayi, kyunke main ek mujrim jaisi thi, sazaa bhugat rahi thi to jo bhi maa kehti mujhe karna padta tha, wo kahe yeh laal nahin safed hai to mujhe ussko laal rang ko safed kehna padta tha….”

Abhi: “ari aisa bhi kia? Aisa kia kiya tha tumne bhala? Kaun si galati kar daali thi ke itna bhi domination ho raha tha tumhare saath?”

Ruhi: “Abhi aap uss ghalati ko jaante ho, wo ghalati aap ke saamne tha, kayi baar wo ghalati aap ke paas bhi tha….”

Abhi: “Ruhi please stop playing games, no puzzles now saaf saaf batao jo batana hai!”

Ruhi ke Aankhen bhar aaye aur Abhi ko fix dekhte hue kaha,

“Abhi yaad hai ek roz jab hum ghar ke piche kiss kar rahe the to aap ne mujhse kaha tha ke main aap ko ek beti doon jo bilkool meri tarah dikhe itni hi khubsurat aur sweet? Yaad hai main ne kaha tha haan ek din dungi aap ko wo beti?!”

Abhi: “Wo kaise bhool sakta hoon main kabhi Ruhi? But now is it not too late for that?!”

Ruhi: “Abhi meri ghalati wohi meri beti hai Abhi!! I had a child in 1986 Abhi!!!”

Abhi ko jhatka laga, wo uth khada hua, aur usske dimagh sunn ho gaya, usske dil ke dhadkanen tez hue, ussko jaise saans lene mein takliff hone lage aur do chaar kadam room mein chala Abhi aur Ruhi ke paas aate hue kaha…..,

“Ruhi I hope ke wo nahin jisse main soch raha hoon iss waqt, She cannot be ….NO. N..N..N.. N.. NO… NO NO NO OH MY GOD!!! SHWETA????!!!”

Ruhi zor se rone lagi aur haan mein sar hillaya!!!

Abhi ghutnon ke bal agaya aur sisakne laga….. thoda hanff raha tha thoda ro raha tha, ussko bahot takliff ho rahi thi, usske aankhon ke saamne jaise andhera chaane laga tha… wo apne physical rishte ko sochne laga Shweta ke saath aur socha ke wo agar ab Ruhi ko pata chala to kia hoga….

Ruhi ne kaha,

“jab aap ne pehli baar Shweta ko dekha tha to mujhse kaha tha ke wo bilkool meri tarah dikhti hai aur main ne inkaar kiya tha aap se yeh kehte ke nahin wo meri tarah nahin dikhti…. Mujhe pata tha ke aap sahi the…. Aur Shweta aap ko itna pyar karti thi wo mujhe bahot hi achcha laga tha unn dinon, wo aap se bahot ghul mil gayi thi…. Ussko to yeh bhi nahin pata tha ke main usski maa thi unn dinon…..”

Abhi farsh par baitha ek sajde ke position mein tha aur rote jaa raha tha zameen par apna sar patakte hue….

Ruhi ne tab kaha,

“Abhi main ne aap ko, maangne se pehle hi wo beti de diya tha aap ko…. Yaad hai main ne usskko bheja tha kissy dene ke liye jab aap kaam se wapas jaa rahe the aur ussne oonchi awaaz mein sabko bata diya tha ke main ne usse aap ko kissy dene ko kaha tha?!!!”

Aabhi ki bolti bandh tha… wo hannff raha tha, jaise ussko saans lene mei takliff ho rahe the…. Abhi phir utha, chal kar khidki ke paas gaya thandi hawaa khaane ke liye, wahin khade rehkar mudhar wapas Ruhi ke chehre mei dekha aur pucha…..

“Abhi Shweta ko pata hai ke tum usski maa ho?!”

Ruhi: “haan ab pata hai ussko, jab 18 saal ki hui tab pata chala ussko, wo bahot ghussa hui mujhse ke kyun main ne ussko bachpan se nahin pata chalne diya ke main usski maa hoon, mujhse jhagda karke chali gayi wo aaj tak wapas nahin aayi…. Jaise main apni maa se baat nahin karti wo bhi mujhse baat nahin karti…. Bahot ghussa hai mujhse se kyunke wo kehti hai ke main ne ussko 18 saal apni maamta se mehroom rakha….ghussa hai ke kyun wo meri chachi ko apni maa samjhti rahi, kyun ussko affection nahin diya, kyun ussko main ne apne se door rakha…. Abhi main majboor thi…. Jiss haalaat mein wo paida hui mujhe samajh mein nahin aya ke kia karna chahiye, jo bhi gharwalon ne thik samjha wohi kiya aur mujhse sabke haan mein haan milana hi pada tha Abhi.”

Abhi ne rote hue Ruhi ke paas aakar kaha,

“Ruhi yeh kia kiya tumne… main ne tabhi tumse keh diya tha ke agar tum ek bachi ki maa bhi hoti tab bhi main tumse shaadi karne ko tayaar tha, yaar main tumse shaadi karta aur Shweta ko goad le leta mujhe kitna acha lagta ke Shweta meri beti hoti, tumne yeh baat chhupa kar itna badi ek aur ghalati kar diya ke main kaise bataun tujhe ke tum ne kia kiya hai Ruhi…. Main kitna pyar karti thi uss se…. ab bhi karta hoon….. magar Ruhi tmmne kaha ke Shweta ko usski 18 saal se pata hai ke tum usski maa ho?? Matlab ussko sab pata hote hue bhi mujh se……??!!”

Abhi sochne laga ke Sweta ko pata tha ke wo Ruhi ki beti hai phir bhi wo Abhi se sexual relationship mein banni rahi….. ab Abhi samjha ke jab Shweta ne kaha tha ke wo badla le rahi hai kissi se to wo Ruhi ko mean kar rahi thi…. Wo Abhi ko chhin rahi thi apni maa se….. yehi badla le rahi thi Shweta Apni maa se….!

OH!!! Abhi ne sar par donon haath rakh kar maathe ko peethne laga…. Ruhi heyraan ussko dekhti rahi magar shukar hai ke Ruhi kuch bhi nahin samjhi… Ruhi ko bilkool bhi nahin pata tha ke Abhi aur Shweta ek dusre se milte hein…..

Abhi ab Ruhi ke chehre mein dekhte hue pucha,

“You were around 20/21 when I knew you right? Or were you older Ruhi?”

Ruhi: “I was almost same age as you rather I am 6 Months younger than you Abhi, I had lied when I had told you I was 20….”

Abhi ne sar khujaate hue kaha,

“Tumhari ek 6 Saal ki bachi thi 1986 mein? Aur tum tab 22 saal ki thi, 22 minus 6 = 16…… at 16 you got that baby means at 15 you had sex and got pregnant?!!! Oh MY GOD!!!”

Abhi ab bahot serious ho gaya tha… rona dhona bandh ho gaya tha, ab usska dimaagh kaam karna bandh kar diya tha…..

Abhi kamre mein idhar se udhar, udhar se idhar chal raha tha pagalon ki tarah, soch raha tha samajhne ki koshish kiye jaa raha tha, usske dimaag mein tarah tarah ke khayaalaat arahe the… aur wapas mudhkar Ruhi se pucha,

“KAun? Kaun hai? Baap kaun hai? Kaise hua jab tum underage thi to?!”

To be continued…. (2930 words)
 
Last edited:

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,511
34,400
219
Ye sab meine hi nahi mostly readers ne idea laga liya tha tabhi jab ruhi ne us samay kaha tha apni galti maaf karne ke liye... Aur shweta se milkar abhi ko shak hua ki wo ruhi ki cousin nahi beti hogi... Aur ye confirm bhi maan liya tha... Jab ruhi ne apne virgin na hone ka kaha....
Lekin jahan se secret reveal hona shuru hua... Wahin update khatm :D bahut shatir ho ap bhi... Readers ko kal tak tense rakhoge.... Eager to pahle se hi hain

Is update ki dil chhoo lene wali quote
Magar Abhi, abhi iss waqt jiss jhatke se aap ne mujhe sofe par ralh kar uthe, aur kaha ke 6 baj gaye aur aap ko navina ko lene jana hai wo dekh kar mujho jalan feel hui… iss liye ke socha aaj main hoti aap ki life mein to aap aaj ye mere liye keh rahe hote ke aap ko Ruhi ko lene jaana hai aap ko late ho rahi hai….. hamare life mein to yeh din bilkool nahin aya Abhi….”
Ham kuchh cheejo ko waqt nikal jane par dobara kabhi nahi pa sakte.... Sirf pachhtava kar sakte hain...
'tum hote to ye hota'
Is line se kuchh yad aya.... :) silsila
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Ye sab meine hi nahi mostly readers ne idea laga liya tha tabhi jab ruhi ne us samay kaha tha apni galti maaf karne ke liye... Aur shweta se milkar abhi ko shak hua ki wo ruhi ki cousin nahi beti hogi... Aur ye confirm bhi maan liya tha... Jab ruhi ne apne virgin na hone ka kaha....
Lekin jahan se secret reveal hona shuru hua... Wahin update khatm :D bahut shatir ho ap bhi... Readers ko kal tak tense rakhoge.... Eager to pahle se hi hain

Is update ki dil chhoo lene wali quote

Ham kuchh cheejo ko waqt nikal jane par dobara kabhi nahi pa sakte.... Sirf pachhtava kar sakte hain...
'tum hote to ye hota'
Is line se kuchh yad aya.... :) silsila
Iss se pehle k 2 updates ko kia main ne bekaar mein likha tha Kamdev bhai? Kyun 2 updates ko skip karke review de rahe ho aap?
Aur shaatir wale koyi baat nahin thak jaata hoon type karte.... karib 3k words type kiya... ungli dard karne lage g mein dard ho gaya baithe hue :lol:
Issi liye ek turn mila to rok diya:D

Aur haan Silsila ke kayi dialogues khud Abhi aur Ruhi k bich hue hein iss kahani mein.... jo lines aap ne kahe immortal hein bhai aur fit hota hai iss situation me :D
 
Last edited:

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,511
34,400
219
Iss se pehle k 2 updates ko kia main ne bekaar mein likha tha Kamdev bhai? Kyun 2 updates ko skip karke review de rahe ho aap?
Aur shaatir wale koyi baat nahin thak jaata hoon type karte.... karib 3k words type kiya... ungli dard karne lage g mein dard ho gaya baithe hue :lol:
Issi liye ek turn mila to rok diya:D
Sare updates par latkar aunga.... Lekin 25 sal bad... Abhi ki tarah :D
 

Indian001

Active Member
1,102
6,330
143
Update 61 The Secret Revealed

Sahi kaha tha aap ne ke mujhe shaan , shaukat, dhan Daulat ki bhook thi, haan shaayad thi unn dinon, aap se tulna karti thi Amit ki, to aap nicha dikhaayi dete the balke maa aap ko nicha dikhaati thi mujhe, main aap ko maa ki nazron se aur mehbob ke nazron se dekhti thi… aap ko apni nazron se tab se dekhna shuru kiya jab aap ko kho diya main ne……”


Ab aguey….

Abhi ne Ruhi ko phir wheelchair se apne goad mein uthaya aur iss baar Abhi sofe par baitha aur Ruhi ko apne goad mein bithaya ek bacche ki tarah… Abhi hamesha kehta aya tha unn dinon ko ke Ruhi bahot halki hai aur ab uss se bhi ziada halki ho gayi thi kyunke aur patli ho gayai thi, usski weight aur bhi ghatt gayi thi…. Sofe par Ruhi ko apne goad mein lekar baithne ke baad Ruhi ne Abhi ke gale mein apne baahon ko daal diya aur Abhi ke aankon ki gehraayi mein jhaankne lagi phir kaha,

“Aap ki Aankhen nahin badle shukar hai, wohi gehraayi, wohi khubsurti, aur aap ki eyebrows jo hai nah ab bhi weise hi hein, mujhe disturb feel hota tha jab isse dekhti thi pata hai kyun? Kyunke yeh mere eyebrows se bahut ziada khubsurat hein, ladkiyon ko peelings karwane padte hein eise eyebrows banaane ke liye aur aap ke natural itne khubsurat eyebrows hein, kia yeh pata hai aap ko?!”

“Abi ne muskuraate hue kaha,

“haan Naina hamesha kehti thi, phir baad mein Navina ne bhi kaha, usski behnon ne bhi kaha, aur Shhss….”

Abhi Shweta ka naam lene jaa raha tha magar ruk gaya…. Ruhi ne phir Abhi se ussko aur kiss karne ko kaha…. Abhi ne Ruhi ko kaske bahon mein bharke kiss kiya, aur Ruhi se kaha,

“jawaan tha, mauka tha, fursat bhi tha, tab to nakhrein karti thi, tab ki baat aur hoti nah, kitna tadapta tha tujhe kiss karne ke liye, jawani ki josh mein wo kiss kuch aur hi tha hai ke nahin? Aaj sab feeka nahin lag raha hmmm? Tab kyun itna tadpati thi mujhe?”

Ruhi ke aankhen bhar aaye aur kaha,

“Taana maar rahe ho aap? Aap ke jaane ke baad, umar dhalne se pehle kia aap ke unn kiss aur chhuwan ko miss nahin kiya main ne aap ke khayal se? pichle 25 Saalon mein karoron baar sochi hoon unn palon ko jiss jiss waqt aap ne mujhe chhua, kahan kahan chhua, kab kab chhua… wo sab aaj bhi feel karti hoon… yaad hai jab ghar ke piche pehli baar aap ne mere boob dabaya tha to main ne aap ko chhota sa chaata mara tha, aur aap zabardasti pakar rahe phir se?! kia main wo sab nahin sochti aap ke khayal se?... jiss din aap ko lunch ke liye invite kiya tha aap kitna chah rahe the, main ne aap ko refuse kiya tha aage badhne ke liye…. Jab aap se juda ho gaye to hazaar baar kaha ke aap ko sab kar dena chahiye tha, jitni baar aap ka mann tha mujhe aap ko free chorr dena chahiye tha… aap ne kitni baar kaha tha ke aap ne life mein kabhi nahin kiya hai aap ko bada mann tha wo sab karne ko magar main free thi karne de sakti thi kyunke virgin nahin thi magar pata nahin kyun nahin karne diya tha…..

Aap se bichadne ke baad itna afsos hua ke roti reh gayi unn palon ko soch soch kar… khoon ke aansoo roye hein main ne aap ko yaad kar kar ke Abhi….”

Itne mein Mahesh ki wife aayi Ruhi ke kamre mein aur kaha,

“Aap dinner karke ghar jana khana almost tayyaar hai….”

Abhi jaldi se khada ho gaya aur kaha,

“Oh no? 6 baj gaye? Itni jaldi, no I am sorry mujhe jaana hoga, phir kabhi dinner karunga, Ruhi I got to go, must go to take back Navina at the Uni…. Idhar se hi direct jaunga….”

Ruhi Abhi ke chehre mein dekhti rahi, bade pyar bhare nazron se aur tab Abhi ne apne mobile nikala aur Navina ko jaldi jaldi text likh kar send kiya, phir Ruhi ko dekhte hue kaha,

“You must now have a mobile nah? Do you? Give me your number Ruhi!”

Ruhi ne sisakte hue kaha,

“haan hai aksar roti hoon yeh soch kar ke kyun hamare jawani ke dinon mein nahin tha yeh mobile, jiss din aap aaye the aap ko mobile se keh deti nah nahin aane ko, sab thanda hone ke baad bulaati aap ko…. Aur aap ko nikala bhi gaya tha ghar se to aap ko call karke baat to kar sakti thi nah? Mobile to kia phone bhi nahin laga tha unn dinon aap ke jaane ke 5/6 mahine baad phone bhi lag gayi thi aap ko ghar ka number dena chahti thi magar unhi dinon aap ki mangni ki khabar mili thi to idea drop kiya tha main ne…..”

Abhi ne Ruhi ka number liya. Aur turant ussko miscall kiya aur kaha,

“Sunon, kal aunga tumse milne aur diaries launga, tumne bataya nahin kitne padhe the uss roz Diary ko?!”

Ruhi: “sirf 10 pages padhe the Abhi, bahot mann tha padhne ko kia likha tha aap ne…. unn 10 pehle pages ko padhte hue itni khush thi main aur aap ne describe kiya tha aap yahan kaam karne aaye ho aur ek ladki dikhi aap ko, aap sab explain kar rahe the, main badi dilchaspi se padh rahi thi ke achanak uss dayan ne mere haath se diaries chhina, main ne tab uss se baat karni bandh kar di thi, to wo mujhe aur sataana chahti thi… main ne socha tha kuch der baad mujhe wapas kar degi magar bilkool nahin socha tha ke wo Manoj ko de degi…. Main Manoj se bhi baat nahin karti thi to kaise uss se maangti…. Manoj ne thoda kuch padha aur wapas Mehboob ko de diya tha…”

Abhi: “kal to kia aaj raat ko hi laa sakta hoon aadhi raat mein padh logi…. Main chahta tha ke marne se pehle tumse ek baar mil paun aur wo tumko padhne ko de paun…. Tumhare bajae Navina ne padha tha unn diaries ko, tabhi usskko mujhse pyar hua… yaad rakhna mujhko Navina se pyar nahin hua tha ussko mujhse pyar hui thi, aur main tumhari tarah nahin tha ke ussko aur usske pyar ko thukra doon…. Accept kiya usske pyar ko aur hum donon aaj tak khush hein”

Ruhi: “Best kiya aap ne… aap ko thukraane ka matlab ka pata chal gaya tha yahan se reject hone ke baad… aap ko zaroor ussko accept karna hi tha.. bahot acha kiya aap ne kyunke usski jaisi aurat dunya mein karonron mein ek hote hein, mujhe pata hai kaisi hai wo….. main khush hoti thi; ussko jab aap ke saath sochti thi, pata tha aap ko koyi weisa hi chahiye tha jo aap ka achci tarah se khayal rakh sake, jo aap se behad pyar kare, Bahot deserving the aap weisi koyi apni life mein paane ke liye, main to tum donon ke salaamati ke liye duaein karti aayi hoon hamesha se Abhi…… Magar Abhi, abhi iss waqt jiss jhatke se aap ne mujhe sofe par ralh kar uthe, aur kaha ke 6 baj gaye aur aap ko navina ko lene jana hai wo dekh kar mujho jalan feel hui… iss liye ke socha aaj main hoti aap ki life mein to aap aaj ye mere liye keh rahe hote ke aap ko Ruhi ko lene jaana hai aap ko late ho rahi hai….. hamare life mein to yeh din bilkool nahin aya Abhi….”

Aabhi ne kaha,

“Hamare life mein bhi weh din agaye abhi, ab main navina se aksar kahunga ke mujhe Ruhi ko lene jana hai ya mujhe Ruhi ke ghar jana hai wo din aa gaye Ruhi”

Ruhi: “Wo aap ko mujhse milne ane degi?”

Abhi: “Tum usse nahin jaanti Ruhi wo farishta hai, wo to tumse milna chahti hai, mujhko bahot pehle keh diya hai ke kabhi aap ko Ruhi mili to mujhse zaroor milwana mujhe ussko thanks karna hai…”

Ruhi heyraan hote hue puchti hai,

“mujhko thanks karna hai kiss liye?!”

Abhi: “kiss liye wo main nahin bataunga jab uss se milogi tab khud puch lena… main kal hi Navina ko lekar aaun kia? No no no…. first you should complete reading the diaries then only I will make you meet Navina….. are sunon Ruhi, tum mere ghar chalogi?”

Ruhi: “What? Kia? Kab? Abhi iss waqt Abhi?!”

Abhi: “iss waqt agar nahin to kabhi bhi, ya to tumko apne ghar lechalun Navina se milne ya ussko lekar aaun tumse milne…”

Ruhi: “No, baad mein Abhi…… Weise Abhi mujhe aur bahot kuch kehna hai tumse…. Aur bahot important hai mujhe wo sab bata deni chahiye aaj abhi issi waqt….”

Abhi: “Okay aur 15/20 mins rukta hoon come on sweetheart tell me more….”

Ruhi ne himmat karke ab jo sabse zaroori baat Abhi ko itne saalon se bataani thi aaj bataane ko thaan liya tha, Ruhi ne gehri saans lete hue Abhi ke chehre mein dekhte hue kaha,

“Abhi yaad hai pehli baar jab aap ne mujhe bataya tha letter ke through ke aap mujhse pyar karte ho to main ne kuch der baad sabse pehli baat aap se yeh kahi thi ke kia aap mere ghalatiyon ko maaf kar sakte ho? yaad hai abhi? Aur aap ne turant bina soche samjhte jhat se kahaa tha ke haan aap mere sare ghalatiyon ko maaf kar doge….”

Abhi ne kaha,

“kaise bhool sakta hoon Ruhi? Sab ke sab written hein mere diaries mein kal tum sab khud padhna ab….”

Ruhi: “Abhi, aap ne kyun kabhi jaanne ki koshish nahin kiye ke meri ghalati kia thi? Kaun si ghalati kiya tha main ne wo aap ne kyun nahin pucha mujhse Abhi?”

Abhi: “Ari wo tumne bata diya tha nah ke tum virgin nahin ho to ussi ko ghalati samjha tha main, kyun aur koyi ghalati thi kia? Weise ab iss se kia lena dena Ruhi forget it nah yaar!!”

Ruhi: “No Abhi you need to know it is VERY IMPORTANT…. Abhi meri ussi ghalati ki vajah se Maa aur Mehboob mujhe aap se door karte gaye, ussi ghalati ki vajah se main aaj iss mukaam par hoon, ussi meri ek ghalati ki vajah se jo bhi maa kehti main karti gayi, kyunke main ek mujrim jaisi thi, sazaa bhugat rahi thi to jo bhi maa kehti mujhe karna padta tha, wo kahe yeh laal nahin safed hai to mujhe ussko laal rang ko safed kehna padta tha….”

Abhi: “ari aisa bhi kia? Aisa kia kiya tha tumne bhala? Kaun si galati kar daali thi ke itna bhi domination ho raha tha tumhare saath?”

Ruhi: “Abhi aap uss ghalati ko jaante ho, wo ghalati aap ke saamne tha, kayi baar wo ghalati aap ke paas bhi tha….”

Abhi: “Ruhi please stop playing games, no puzzles now saaf saaf batao jo batana hai!”

Ruhi ke Aankhen bhar aaye aur Abhi ko fix dekhte hue kaha,

“Abhi yaad hai ek roz jab hum ghar ke piche kiss kar rahe the to aap ne mujhse kaha tha ke main aap ko ek beti doon jo bilkool meri tarah dikhe itni hi khubsurat aur sweet? Yaad hai main ne kaha tha haan ek din dungi aap ko wo beti?!”

Abhi: “Wo kaise bhool sakta hoon main kabhi Ruhi? But now is it not too late for that?!”

Ruhi: “Abhi meri ghalati wohi meri beti hai Abhi!! I had a child in 1986 Abhi!!!”

Abhi ko jhatka laga, wo uth khada hua, aur usske dimagh sunn ho gaya, usske dil ke dhadkanen tez hue, ussko jaise saans lene mein takliff hone lage aur do chaar kadam room mein chala Abhi aur Ruhi ke paas aate hue kaha…..,

“Ruhi I hope ke wo nahin jisse main soch raha hoon iss waqt, She cannot be ….NO. N..N..N.. N.. NO… NO NO NO OH MY GOD!!! SHWETA????!!!”

Ruhi zor se rone lagi aur haan mein sar hillaya!!!

Abhi ghutnon ke bal agaya aur sisakne laga….. thoda hanff raha tha thoda ro raha tha, ussko bahot takliff ho rahi thi, usske aankhon ke saamne jaise andhera chaane laga tha… wo apne physical rishte ko sochne laga Shweta ke saath aur socha ke wo agar ab Ruhi ko pata chala to kia hoga….

Ruhi ne kaha,

“jab aap ne pehli baar Shweta ko dekha tha to mujhse kaha tha ke wo bilkool meri tarah dikhti hai aur main ne inkaar kiya tha aap se yeh kehte ke nahin wo meri tarah nahin dikhti…. Mujhe pata tha ke aap sahi the…. Aur Shweta aap ko itna pyar karti thi wo mujhe bahot hi achcha laga tha unn dinon, wo aap se bahot ghul mil gayi thi…. Ussko to yeh bhi nahin pata tha ke main usski maa thi unn dinon…..”

Abhi farsh par baitha ek sajde ke position mein tha aur rote jaa raha tha zameen par apna sar patakte hue….

Ruhi ne tab kaha,

“Abhi main ne aap ko, maangne se pehle hi wo beti de diya tha aap ko…. Yaad hai main ne usskko bheja tha kissy dene ke liye jab aap kaam se wapas jaa rahe the aur ussne oonchi awaaz mein sabko bata diya tha ke main ne usse aap ko kissy dene ko kaha tha?!!!”

Aabhi ki bolti bandh tha… wo hannff raha tha, jaise ussko saans lene mei takliff ho rahe the…. Abhi phir utha, chal kar khidki ke paas gaya thandi hawaa khaane ke liye, wahin khade rehkar mudhar wapas Ruhi ke chehre mei dekha aur pucha…..

“Abhi Shweta ko pata hai ke tum usski maa ho?!”

Ruhi: “haan ab pata hai ussko, jab 18 saal ki hui tab pata chala ussko, wo bahot ghussa hui mujhse ke kyun main ne ussko bachpan se nahin pata chalne diya ke main usski maa hoon, mujhse jhagda karke chali gayi wo aaj tak wapas nahin aayi…. Jaise main apni maa se baat nahin karti wo bhi mujhse baat nahin karti…. Bahot ghussa hai mujhse se kyunke wo kehti hai ke main ne ussko 18 saal apni maamta se mehroom rakha….ghussa hai ke kyun wo meri chachi ko apni maa samjhti rahi, kyun ussko affection nahin diya, kyun ussko main ne apne se door rakha…. Abhi main majboor thi…. Jiss haalaat mein wo paida hui mujhe samajh mein nahin aya ke kia karna chahiye, jo bhi gharwalon ne thik samjha wohi kiya aur mujhse sabke haan mein haan milana hi pada tha Abhi.”

Abhi ne rote hue Ruhi ke paas aakar kaha,

“Ruhi yeh kia kiya tumne… main ne tabhi tumse keh diya tha ke agar tum ek bachi ki maa bhi hoti tab bhi main tumse shaadi karne ko tayaar tha, yaar main tumse shaadi karta aur Shweta ko goad le leta mujhe kitna acha lagta ke Shweta meri beti hoti, tumne yeh baat chhupa kar itna badi ek aur ghalati kar diya ke main kaise bataun tujhe ke tum ne kia kiya hai Ruhi…. Main kitna pyar karti thi uss se…. ab bhi karta hoon….. magar Ruhi tmmne kaha ke Shweta ko usski 18 saal se pata hai ke tum usski maa ho?? Matlab ussko sab pata hote hue bhi mujh se……??!!”

Abhi sochne laga ke Sweta ko pata tha ke wo Ruhi ki beti hai phir bhi wo Abhi se sexual relationship mein banni rahi….. ab Abhi samjha ke jab Shweta ne kaha tha ke wo badla le rahi hai kissi se to wo Ruhi ko mean kar rahi thi…. Wo Abhi ko chhin rahi thi apni maa se….. yehi badla le rahi thi Shweta Apni maa se….!

OH!!! Abhi ne sar par donon haath rakh kar maathe ko peethne laga…. Ruhi heyraan ussko dekhti rahi magar shukar hai ke Ruhi kuch bhi nahin samjhi… Ruhi ko bilkool bhi nahin pata tha ke Abhi aur Shweta ek dusre se milte hein…..

Abhi ab Ruhi ke chehre mein dekhte hue pucha,

“You were around 20/21 when I knew you right? Or were you older Ruhi?”

Ruhi: “I was almost same age as you rather I am 6 Months younger than you Abhi, I had lied when I had told you I was 20….”

Abhi ne sar khujaate hue kaha,

“Tumhari ek 6 Saal ki bachi thi 1986 mein? Aur tum tab 22 saal ki thi, 22 minus 6 = 16…… at 16 you got that baby means at 15 you had sex and got pregnant?!!! Oh MY GOD!!!”

Abhi ab bahot serious ho gaya tha… rona dhona bandh ho gaya tha, ab usska dimaagh kaam karna bandh kar diya tha…..

Abhi kamre mein idhar se udhar, udhar se idhar chal raha tha pagalon ki tarah, soch raha tha samajhne ki koshish kiye jaa raha tha, usske dimaag mein tarah tarah ke khayaalaat arahe the… aur wapas mudhkar Ruhi se pucha,

“KAun? Kaun hai? Baap kaun hai? Kaise hua jab tum underage thi to?!”

To be continued…. (2930 words)
Dhaansu update bhai. Emotional bhi hai aur exciting bhi.
Thrill banna shuru hua tabhi aap ne rok diya.
Ab to yehi jaanna hai k kiss ke saath sex kiya tha Ruhi ne uss umar mein? Kaun tha wo?
Mujhe saare last update padh kar ab Ruhi ke uss chacha par hi doubt ho raha hai jahan Shweta rehti hai. Kia wo Shweta ka asli baap tha?
Kia issi liye wo chachi chidhi rehti hai Ruhi ke pariwaar walon se?
Jaise Kamdev bhai ne kaha k hum sab ko shak to bilkool tha kyunke start me hi aap ne wo shak paida kar diya tha jab likha tha ke Shweta ki shakal kitna milta julta hai Ruhi se tabhi se shak to tha aur baad mein shweta ki jism se Ruhi ki khushbhoo se confirm ho gaya ke wo Ruhi ki hi beti hai.
Magar sab se bada sawaal to ab khada hua hai.... uss baali umar mein ye sab kaise hua?
Jo Saeed ne Mehboob k baare mein kaha tha wo Ruhi k asli chacha ne to nahin kiya tha? Ruhi wahan rehne gayi hogi.... chachi nurse thi to duty par gayi hogi aur chacha aur Ruhi akele to chacha ne kaam tamaam kiya hoga kia???
Bhai ab intejar karna mushkil hoga, KAL KAB AEGA??!!!@@$$%%$#
 
Top