• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Usski Gali Mein Jaana Chorr Diya (Exclusively For XForum) COMPLETED

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Laakh koshish k baawajud Abhi sachaayi nahin bata saka Ruhi ko. Batana mushkil hi nahin namumkin hai. Ussi ki beti ke saath rishta hai kaise bata paega. Ruhi ko shak ho ye alag baat hai.
Maan lo ke Ruhi ko baad mein pata chal bhi gaya rab bhi Abhi Shweta aur apne baare mein baat nahin kar paega Shweta se. Yr pakka hai. Magar haan Ruhi pakka swikaar karegi donon k rishte ko aisa mujhe lagta hai.
Very nice update bhai.

bahot bahot shukriya Husein bhai appreciate karne ke liye
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
ye bat sahi hai abhi ki.................ayurved aur yog ....................hi real treatment hain kisi bhi long term health complication ke liye



kyonki ruhi ko shak hone laga aur abhi dar gaya......................
akhirkar pyar aur dar ka sath hamesha rahta hai......................

ram charit manas (jise north india mein log hindi ramayan ke roop mein jante hain) mein bhi goswami tulsi das ji ne maryada purushottam sri ram chandr ji ke dwara kaha hai
"bole ram sakop tab, bhay binu hoy na preet"............ arthat bhay ke bina prem nahin hota


yehi ham me se jyadatar logon ke jeevan ke dukhon ka kaaran hai............ ham apni khushiyon ko jeene ki bajay.........
dusron ko khush karne....unke samne achchhe bane rahne mein hi ................apni jindgi bita dete hain........dukh uthate hain
lekin................................
ap sabhi ko khush kabhi nahin kar sakte............... isliye apni khushiyon ko .............jiyo.............jee bhar ke

tehe dil se dhanyawad Kamdev bhai aap ki opinion aur review ke liye :happy:
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
HA AK SABSE MAIN BAAT.....

WO BACHCHI THI NA KYA NAAM HAI USKA........AAAMMMM
KRITI YA KIRTI JO BHI HAI.....

USE YAAD SE KAH DENA KI.....INN DONO UPDATES KO BADE HEE DHYAAN SE OR PURA CONCENTRATION KE SAATH PADHE......OR SAMJHE....

WARNA WO PHIR SE BACHCHI KI TARAH ZID KAREGI OR BEWAKOOFI SE BHARE SAWAAL KAREGI.....
Vikram bhai aap ki iss se pehle wale review ko update ke baad reply karunga varna update latka reh jayega agar reply likhna shuru kar diya to :D
rahi baat kirti ki to main kia kahun ab :laugh:
thanks very mych dost
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Fantastic update. Kehna to bahut kuch hai magar mujhko aap k jaisa likhna ata hi nahin bhai.
Abhi ko jitna ghutan feel ho raha wo sab feel kiya main ne bhi kyunke mere saath aisa hua hai life me.
Raat ko jaagna, neend ka tutna, usska sapnon mein ana aankh khule to lage wo saamne hai. Musibat ki ghadi hote hein bhai. Aap ne bahut acha likha hai.

appreciation ke liye bahut dhayawaad jaggu bhai
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Bahut dard bhara update hai bhai. Aankh se annsoo apnr aap nikal pade.
Itna dukh sehna, dil ka iss tarah se tutna, itna beizzat hokar wahan se nikal aur Abhi ko marne ki khwahish karna... sab bahut hi dardnak hai bhai.
Bada jabardast update hai.
Iss kahani ko nahin padta to bahut afsos hota mujhe. One of the best story I am reading. :bow:

bahot bahot shukriya dost
 
Last edited:

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Update 77 What Abhi Now Feels After Leaving Ruhi

Ab jo main likhne jaa raha hoon iss se shaayad bahot readers iss se raazi nahin honge. Wo hai Abhi ke ab ke aane wale feelings ke baare mein hai.

Jab Abhi ne ne Ruhi se last update wale saare baatein karke ghar jaane laga drive karte hue to ab Abhi ko kuch aur feelings hone laga. Abhi ko ab laga ke wo pyar jo ussko 25 saal pehle Ruhi ke saath tha wo baaki nahin raha. Bilkool wo waale feelings nahin rahe. Abhi ko khud tahjub ho raha tha ke kyun ussko ab weisa feel hone laga tha?

Aisa laga Abhi ko ke itne dinon tak usske dil mein sirf unn diaries ko Ruhi ko dena tha padhne ke liye, sirf Ruhi ko maloom karaana tha ke ussne kitna jhela tha Ruhi ke liye….. jab tak Ruhi ne unn diaries ko nahin padha tha tab tak Abhi ke dil par ek bahot bhaadi bojh jaisa tha, ab Ruhi ne sab padh liye aur apni taraf se saare jawaab de diye to Abhi ko laga jaise usska mission COMPLETE ho gaya ussko buss itna hi karna tha.

Haan magar Rishta bilkool nahin todna tha, Ruhi ke liye Abhi ke dil mein ab ek hamdardi jaisa paida hua…. Ek insaan jissne Abhi ke pyar ki khaatir apni life kurbaan kar diye, khud ki ghalati ki vajah se apni life ko aise jhela jaise khud ko sazaa de rahi thi, usske liye Abhi ke dil mein ab izzat paida hua magar wo pyar jo 25 saal pehle tha, wo junoon jo tha usske liye 1986 mein wo bilkool bhi nahin tha… wo wala feel bilkool bhi nahin araha tha Abhi ke seene mein Ruhi ke liye…. Kia wo dhire dhire marr gaya? Kia insaan ke dil se pyar marrta bhi hai kissi ke liye? Ya aisa tha ke Abhi ab itna pyar baant hi nahin paa raha tha? Navina ke liye pyar tha, Shweta ke liye bahot pyar tha, Aruhi ke liye pyar tha magar Ruhi ke liye wo wala pyar bilkool nahin feel ho raha tha Abhi ko. Haan hamdardi feel ho raha tha, insaaniyat ke naate uss se Rishta barkaraar rakhna tha….. Abhi yeh sab sochte hue drive kiye jaa raha tha, aur apne unn diaries ko dekha, wohi puraane lifaafe mein 25 saal se rakha hua tha diaries ko….. ussko feinkne ka mann kiya usse ab…. Phir socha ghar jaa kar donon diaries ko ab jalaa dega, kyunke jiss ke liye likha tha ussne ab padh liya tha aur jawaab bhi de diya tha..

Abhi sochta gaya ke sala pichle 25 saalon tak jiss kashmakash aur ghum mein raha wo Ruhi ko yaad karke, ussko dekhne ki tamanna karke, itne saalon tak apne dil mein Ruhi ko basaaye rakha ek jhatke mein aaj sab normal lagne laga sirf diaries dekar aur wapas lekar…. Kahin yeh diaries hi to nahin roka hua tha Abhi ko itne dinon tak, kahin inn diaries ne hi to usske dil ke andar Ruhi ke liye chaahat aur yaadein nahin bhare hue the ab tak? Aur jab Ruhi ne sab padh liya to Abhi ko chain aur sukoon haasil hua aur iss liye ab Abhi ko lagne laga ke ab ussne apna kaam tamaan kar liya?! Yeh kia tha aise feelings kyun arahe the Abhi ko khud samajh nahin paaya. Naata to nahin todega kabhi bhi Ruhi se aisa socha Abhi ne, ussko bhulega nahin, usske liye jitna ho sake utna kakrega, uss se milta rahega jab tak Ruhi rahegi, yeh sab tey tha magar dil ke andar wo jazbaa, wo pyar, wo chaahatein baaki nahin rahe the Abhi ke dil ke andar. Ab yeh bhi ho sakta tha ke Abhi ko wo wala pyar Shweta se milne laga tha iss liye aisa tha, kia pata?!

Qurbaaniyan diye Ruhi ne, aur sab kuch khoya kiss ne? Ruhi ne hi…. Jo pyar tha Abhi ke dil mein Ruhi ke liye ab wo pyar bhi kho diya tha Ruhi ne. Magar ussko isska pata bilkool chala hi nahin…. Yeh sirf Abhi ke feelings the jo sirf Abhi ke dil ke andar rahe.

Ghar lautne par Abhi ne Navina ko zor se apne bahon mein bharke ussko utha liya aur kaha,

“Aaj main bahot khush feel kar raha hoon. Muuuuah. Thank you for coming in my life, thank you for being part of my life, thank you for being my wife and thank you for doing all that you did for me. You are my angel. God sent you for me especially”

Navina ne Abhi ko kiss back karke pucha,

“kyun ji? Aisa kia ho gaya? Ruhi ne reply de diya aap ko? Itna khush to once in a blue moon hi dikhte ho aap?!”

Abhi ne Navina ko tab niche utaarte hue kaha,

“Diaries wapas le aya hoon sochta hoon ab ussko jala doon usska kaam ho gaya ab. Diaries ne apna mission complete kar diya, jisske liye likha tha ussne padh liya, jawaab de diya kaam khatam. Jala doon?!”

Navina ne kaha,

“No, not at all? Kyun jalaoge? Wohi sab to apni daily diaries mein bhi likha hai nah? to kia apne diaries ko jalaoge? You have to keep them. Lock them somewhere and never look back at them. They are the past. Now move on….. Ab meri ek baat maanna hoga aap ko!”

Abhi: “Kaun si baat?!”

Navina: “Shweta se shaadi karlo. It is important!”

Abhi ne Navina ko seene se lagaya aur kaha,

“I never wanted to marry neither her nor Ruhi. Because I married you. Tumko main secondary nahin karna chahta…. Shaadi to ek se hoti hai aur wo tum ho. Tumhara darja alag hai. You are at the top of all. I do not want you to get hurt sweetheart. Wo jagah sirf tumhara hai.”

Navina ne muskuraate hue bade hi araam se Abhi ko samjhaya.

“Meri jagah koyi le bhi nahin sakta, main jaanti hoon aap meri jagah kissi ko nahin dena chahte, main jaanti hoon aap chaah kar bhi mujhko alag nahin kar paoge aur nah hi bhool paoge, main jaanti hoon aap ki life mein meri kia ehmiyat hai, magar jab main khud keh rahi hoon aap ko Shweta se shaadi karna chahiye to karna chahiye. Aur wo sirf Aruhi ke liye hai. It is important my love. Uss bachi ko kabhi yeh sawaal nahin uthana chahiye future mein, ussko kabhi yeh kehne ka mauka nahin dena chahiye ke usski maa aap ki rakhel hai, do you want her to tell her mother one day that she is your keep?? Aap ne ussko adopt kar to liya, ab Shweta se shaadi karke uss rishte ko legal kar do, paak kar do. Mujhe Khushi hogi, please do this for me and Aruhi, and of course for Shweta too. I know she really loves you, and she needs you too. She will be very happy and will feel secured…. Aap ko mere baare mein koyi fikar nahin karna hai, mujhe pata hai aap mera hi rahoge, magar main hi chahti hoon ke aap Shweta ke liye bhi raho. Donon khush rahenge. Aap har roz to usske paas nahin rahoge nah? haffte mein 3 din usske paas , 4 din mere paas.. magar main chaahti hoon aap ussko separate ghar mein rakho, jab aap iss ghar mein raho to sirf mere raho aur usske ghar mein raho to sirf usski raho…. It is fine with me”

Abhi Navina ke aankhon ke gehraayi mein dekhte hue kaha,

“yaar tum insaan ho ya sach mein farishta ho, koyi wife khud apne husband ko kissi aur se shadi karne ko kehti hai kabhi? Tum kiss chiz ki bani ho?!”

Navina ne muskuraate hue kaha,

“Do it for me please!”

Abhi: “And what about Ruhi? She must be aware one day about it!”

Navina: “She will not be a problem I am sure.”

Abhi ne kaha,

“I will have to think a lot about it, will let you know later.”

Itna kehkar Abhi apne diaries rakhne ja raha tha ke mudhkar achanak Navina se pucha,

“Hello, kia tumse Shweta ne kaha mujhe convince karne ke liye ke uss se shaadi karun?!”

Navina ne chhatt taakte hue kaha,

“Oh my God! Kia ab mujhe kissi ke kehne par ap se kuch kehna chahiye? This is my own and personal thinking and suggestion Abhi!”

Abhi: “Sorry, okay okay I will let you know later!”

Navina: “Mujhko Ruhi ke replies padhne ko nahin doge?”

Abhi: “You want to read that? Not important! Usska rona dhona hai aur guilt ki feelings hai aur khud ko sazaa dekar aaj tak khud se aur apni family se badla leti rahi, she is crippled, in a wheelchair, I will take her for a check-up someday and I am sure she will walk again!”

Navina ne heyraan hote hue pucha,

“What? Itna sab kuch hua usske saath aur aap ne mujhe batana zaroori nahin samjha Abhi? Why?”

Abhi wapas Navina ke paas aya aur kaha,

“You know what? I am feeling relieved and I feel the love that I had for her 25 years back is no longer there now. If I compare her to you she has no value at all. You stay with me, we have shared happy and sad moments together, you have supported me all along in everything, you have been with me in ups and downs…. She did NOTHING for me….. that was not love for me from her side…. Had she really loved me she would have done things for me when I needed her, not now, not by burying herself that she proves that she loved me…. She used that opportunity when I was thrown out of her house to revenge against her family and all others because they had tormented her since she had given birth to Shweta…..

I was just a mean for her to avenge her family members….. I got nothing from all that, she was able to stand against her family due to me, I was only a way for her to help her to be brave and strong…. My love helped her to get strong and brave…. Main ek zarya tha usske liye, ussko apne khilaaf ke logon se ladne ke liye jo mera pyar ka naam aur sahara lekar ussne kiya…. Mere liye to kuch nahin kiya tha Ruhi ne!! Mere dil meijn ab usske liye wo pyar baaki raha hi nahin, ab hamdardi hai usske liye, Insaaniyat ke naate usski madad karunga, haan iss liye ke dil ka Rishta tha usske saath to ek Rishta rakhunga marte dam tak, magar wo pyar baaki nahin raha yaar!!!”

Navina ne sab tawajo se suna aur kaha,

“I see…. Do, mujhko usske jawaab do main padhne ke baad aap ko apna opinion deti hoon!”

Abhi: “okay lo, read it, but mujhe pehle yeh batao ke kia main ne jo abhi kaha sahih ai? Kyun ab mujhe lag raha ke 25 saal pehle wala pyar baaki nah raha? Mujhe bus yeh diaries ussko dena tha, de diya ussne sab padh liya main halka ho gaya aur wo 25 saal wala nah to pyar baaki hai nah junoon , nah kuch?! Aisa kyun feel ho raha ab mujhe!”

Navina ne kaha,

“Ho sakta hai ke aap sirf iss din ke intezaar mein the ke Ruhi tak inn diaries ko pahucha sako, aap ke liye Ruhi ko yeh sab pata hona zaroori tha ke aap kinn haalaaton se guzre the usske liye, usske pyar mein, may be aap chahte the ke Ruhi ko pata chale ke aap ka pyar usske liye kitna sacha tha, aur ab jab Ruhi ko sab pata chal gaya to aap ko araam mila, aur ab Ruhi bhi wo Ruhi to nahin nah jo 25 saal pehle thi? Aap 25 saal pehle wali Ruhi se pyar karte the junoon ki had tak, aaj jiss Ruhi se milkar aaye ho aap wo Ruhi 25 saal pehle wali Ruhi to nahin hai…. Jab koyi kissi ke saath har roz lagaataar rehta hai 25 saal tak to usske apne saamne badhte, ek ek pal usske haav bhaav, usske bure aur bhale saari chizon ko dekhta aur jaante hue 25 saal guzaarta hai to ussko koyi difference nahin dikhta uss mein…. Magar aap ne ussko 25 saal baad dekha to aap ko wo 25 saal pehle wali Ruhi nahin dikhi, to obviously aap ke wo sab feelings same nahin honge…. Mera aisa khayal hai, phir bhi main sab kuch padhne ke baad ap ko ziada deep opinion de paaungi….. Let me read her replies Abhi”

Abhi ne Navina ko Ruhi ke replies dekar nahane chala gaya.

To be continued….
(2204 words)
 
Last edited:

aman rathore

Enigma ke pankhe
4,853
20,185
158
Update 77 What Abhi Now Feels After Leaving Ruhi

Ab jo main likhne jaa raha hoon iss se shaayad bahot readers iss se raazi nahin honge. Wo hai Abhi ke ab ke aane wale feelings ke baare mein hai.

Jab Abhi ne ne Ruhi se last update wale saare baatein karke ghar jaane laga drive karte hue to ab Abhi ko kuch aur feelings hone laga. Abhi ko ab laga ke wo pyar jo ussko 25 saal pehle Ruhi ke saath tha wo baaki nahin raha. Bilkool wo waale feelings nahin rahe. Abhi ko khud tahjub ho raha tha ke kyun ussko ab weisa feel hone laga tha?

Aisa laga Abhi ko ke itne dinon tak usske dil mein sirf unn diaries ko Ruhi ko dena tha padhne ke liye, sirf Ruhi ko maloom karaana tha ke ussne kitna jhela tha Ruhi ke liye….. jab tak Ruhi ne unn diaries ko nahin padha tha tab tak Abhi ke dil par ek bahot bhaadi bojh jaisa tha, ab Ruhi ne sab padh liye aur apni taraf se saare jawaab de diye to Abhi ko laga jaise usska mission COMPLETE ho gaya ussko buss itna hi karna tha.

Haan magar Rishta bilkool nahin todna tha, Ruhi ke liye abhi ke dil mein ak ek hamdardi jaisa paida hua…. Ek insaan jissne abhi ke pyar ki khaatir apni life kurbaan kar diye, khud ki ghalati ki vajah se apni life ko aise jhela jaise khud ko sazaa de rahi thi, usske liye Abhi ke dil mein ab izzat paida hua magar wo pyar jo 25 saal pehle tha, wo junoon jo tha usske liye 1986 mein wo bilkool bhi nahin tha… wo wala feel bilkool bhi nahin araha tha Abhi ke seene mein Ruhi ke liye…. Kia wo dhire dhire marr gaya? Kia insaan ke dil se pyar marrta bhi hai kissi ke liye? Ya aisa tha ke Abhi ab itna pyar baant hi nahin paa raha tha? Navina ke liye pyar tha, Shweta ke liye bahot pyar tha, Aruhi ke liye pyar tha magar Ruhi ke liye wo wala pyar bilkool nahin feel ho raha tha Abhi ko. Haan hamdardi feel ho raha tha, insaaniyat ke naate uss se Rishta barkaraar rakhna tha….. Abhi yeh sab sichte hue drive kiye jaa raha tha, aur apne unn diaries ko dekha, wohi puraane lifaafe mein 25 saal se rakha hua tha diaries ko….. ussko feinkne ka mann kiya usse ab…. Phir socha ghar jaa kar donon diaries ko ab jalaa dega, kyunke jiss ke liye likha tha ussne ab padh liya tha aur jawaab bhi de diya tha..

Abhi sochta gaya ke sala pichle 25 saalon tak jiss kashmakash aur ghum mein raha wo Ruhi ko yaad karke, ussko dekhne ki tamanna karke, itne saalon tak apne dil mein ruhi ko basaaye rakah ek jhatke mein aaj sab normal lagne laga sirf diaries dekar aur wapas lekar…. Kahin yeh diaries hi to nahin roka hua tha abhi ko itne dinon tak, kahin inn diaries ne hi to usske dil ke andar Ruhi ke liye chaahat aur yaadein nahin nahin bhare hue the ab tak? Aur jab ruhi ne sab padh liya to abhi ko chain aur sukoon haasil hua aur iss liye ab abi ko lagne laga ke ab ussne apna kaam tamaan kar liya?! Yeh kia tha aise feelings kyun arahe the abhi ko khud samajh nahin paaya. Naata to nahin todega kabhi bhi Ruhi se aisa socha Abhi ne, ussko bhulega nahin, usske liye jitna ho sake utna kakrega, uss se milta rahega jab tak Ruhi rahegi, yeh sab tey tha magar dil ke andar wo jazbaa, wo pyar, wo chaahatein baaki nahin rahe the Abhi ke dil ke andar. Ab yeh bhi ho sakta tha ke Abhi ko wo wala pyar Shweta se milne laga tha iss liye aisa tha, kia patya?!

Qurbaaniyan diye Ruhi ne, aur sab kuch khoya kiss ne? Ruhi ne hi…. Jo pyar tha Abhi ke dil mein Ruhi ke liye ab wo pyar bhi kho diya tha Ruhi ne. Magar ussko isska pata bilkool chala hi nahin…. Yeh sirf Abhi ke feelings the jo sirf Abhi ke dil ke andar rahe.

Ghar lautne par Abhi ne Navina ko zor se apne bahon mein bharke ussko utha liya aur kaha,

“Aaj main bahot khush feel kar raha hoon. Muuuuah. Thank you for coming in my life, thank you for being part of my life, thank you for being my wife and thank you for doing all that you did for me. You are my angel. God sent you for me especially”

Navina ne abhi ko kiss back karke pucha,

“kyun ji? Aisa kia ho gaya? Ruhi ne reply de diya aap ko? Itna khush to once in a blue moon hi dikhte ho aap?!”

Abhi ne Navina ko tab niche utaarte hue kaha,

“Diaries wapas le aya hoon sochta hoon ab ussko jala doon usska kaam ho gaya ab. Diaries ne apna mission complete kar diya, jisske liye likha tha ussne padh liya, jawaab de diya kaam khatam. Jala doon?!”

Navina ne kaha,

“No, not at all? Kyun jalaoge? Wohi sab to apni daily diaries mein bhi likha hai nah? to kia apne diaries ko jalaoge? You have to keep them. Lock them somewhere and never look back at them. They are the past. Now move on….. Ab meri ek baat manna hoga aap ko!”

Abhi: “Kaun si baat?!”

Navina: “Shweta se shaadi karlo. It is important!”

Abhi ne Navina ko seene se lagaya aur kaha,

“I never wanted to marry neither her nor Ruhi. Because I married you. Tumko main secondary nahin karna chahta…. Shaadi to ek se hoti hai aur wo tum ho. Tumhara darja alag hai. You are at the top of all. I do not want you to get hurt sweetheart. Wo jagah sirf tumhara hai.”

Navina ne muskuraate hue bade hi araam se Abhi ko samjhaya.

“Meri jagah koyi le bhi nahin sakta, main jaanti hoon aap meri jagah kissi ko nahin dena chahte, main jaanti hoon aap chaah kar bi mujhko alag nahin kar paoge aur nah hi bhool paoge, main jaanti hoon aap ki life mein meri kia ehmiyat hai, magar jab main khud keh rahi hoon aap ko Shweta se shaadi karna chahiye to karna chahiye. Aur wo sirf Aruhi ke liye hai. It is important my love. Uss bachi ko kabhi yeh sawaal nahin uthana chahiye future mein, ussko kabhi yeh kehne ka mauka nahin dena chahiye ke usski maa aap ki rakhel hai, do you want her to tell her mother one day that she is your keep?? AAp ne ussko adopt kar to liya, ab Shweta se shaadi karke uss rishte ko legal kar do, paak kar do. Mujhe Khushi hogi, please do this for me and Aruhi, and of course for Shweta too. I know she really loves you, and she needs you too. She will be very happy and will feel secured…. Aap ko mere bare mein koyi fikar nahin karna hai, mujhe pata hai aap mera hi rahoge, magar main hi chahti hoon kea ap Shweta ke liye bhi raho. Donon khush rahenge. Aap har roz to usske paas nahin rahoge nah? haffte mein 3 din usske paas , 4 din mere paas.. magar main chaahti hoon aap ussko separate ghar mein rakho, jab aa piss ghar mein raho to sirf mere raho aur usske ghar mein raho to sirf usski raho…. It is fine with me”

Abhi Navina ke aankhon ke gehraayi mein dekhte hue kaha,

“yaar tum insaan ho ya sach mein farishta ho, koyi wife khud apne husband ko kissi aur se shadi karne ko kehti hai kabhi? Tum kiss chiz ki bani ho?!”

Navina ne muskuraate hue kaha,

“Do it for me please!”

Abhi: “And what about Ruhi? She must be aware one day about it!”

Navina: “She will not be a problem I am sure.”

Abhi ne kaha,

“I will have to think a lot about it, will let you know later.”

Itna kehkar Abhi apne diaries rakhne ja raha tha ke mudhkar achanak Navina se pucha,

“Hello, kia tumse Shweta ne kaha mujhe convince karne ke liye ke uss se shaadi kakrun?!”

Navina ne chhatt taakte hue kaha,

“Oh my God! Kia ab mujhe kissi ke kehne par ap se kuch kehna chahiye? This is my own and personal thinking and suggestion Abhi!”

Abhi: “Sorry, okay okay I will let you know later!”

Navina: “Mujhko Ruhi ke replies padhne ko nahin doge?”

Abhi: “You want to read that? Not important! Usska rona dhona hai aur guilt ki feelings hai aur khud ko sazaa dekar aaj tak khud se aur apni family se badla leti rahi, she is crippled, in a wheelchair, I will take her for a check-up someday and I am sure she will walk again!”

Navina ne heyraan hote hue pucha,

“What? Itna sab kuch hua usske saath aura ap ne mujhe batana zaroori nahin samjha Abhi? Why?”

Abhi wapas Navina ke paas aya aur kaha,

“You know what? I am feeling relieved and I feel the love that I had for her 25 years back is no longer there now. If I compare her to you she has no value at all. You stay with me, we have shared happy and sad moments together, you have supported me all along in everything, you have been with me in ups and downs…. She did NOTHING for me….. that was not love for me from her side…. Had she really loved me she would have done things for me when I needed her, not now, not by burying herself that she proves that she loved me…. She used that opportunity when I was thrown out of her house to revenge against her family and all others because they had tormented her since she had given birth to Shweta…..

I was just a mean for her to avenge her family members….. I got nothing from all that, she was able to stand against her family due to me, I was only a way for her to help her to be brave and strong…. My love helped her to get strong and brave…. Main ek zarya tha usske liye, ussko apne khilaaf ke logon se ladne ke liye jo mera pyar ka naam aur sahara lekar ussne kiya…. Mere liye to kuch h nahin kiya tha Ruhi ne!! Mere dil meijn ab usske liye wo pyar baaki raha hi nahin, ab hamdardi hai usske liye, Insaaniyat ke naate usski madad karunga, haan iss liye ke dil ka Rishta tha usske saath to ek Rishta rakhunga marte dam tak, magar wo pyar baaki nahin raha yaar!!!”

Navina ne sab tawajo se suna aur kaha,

“I see…. Do, mujhko usske jawaab do main padhne ke baad aap ko apna opinion deti hoon!”

Abhi: “okay lo, read it, but mujhe pehle yeh batao ke kia main ne jo abhi kaha sahih ai? Kyun ab mujhe lag raha ke 25 saal pehle wala pyar baaki nah raha? Mujhe bus yeh diaries ussko dena tha, de diya ussne sab padh liya main halka ho gaya aur wo 25 saal wala nah to pyar baaki hai nah junoon , nah kuch?! Aisa kyun feel ho raha ab mujhe!”

Navina ne kaha,

“Ho sakta hai kea aap sirf iss din ke intezaar mein the ke Ruhi tak inn diaries ko pahucha sako, aap ke liye Ruhi ko yeh sab pata hona zaroori tha ke aap kinn haalaaton se guzre the usske liye, usske pyar mein, may be aap chahte the ke Ruhi ko pata chale ke aap ka pyar usske liye kitna sacha tha, aur ab jab Ruhi ko sab pata chal gaya to aap ko araam mila, aur ab Ruhi bhi wo Ruhi to nahin nah jo 25 saal pehle thi? Aap 25 saal pehle wali Ruhi se pyar karte the junoon ki had tak, aaj jiss Ruhi se milkar aaye ho aap wo Ruhi 25 saal pehle wali Ruhi to nahin hai…. Jab koyi kissi ke saath har roz lagaataar rehta hai 25 saal tak to usske apne saamne badhte, ek ek pal usske haav bhaav, usske bure aur bhale saari chizon ko dekhta aur jaante hue 25 saal guzaarta hai to ussko koyi difference nahin dikhta uss mein…. Magar aap ne ussko 25 saal baad dekha to aap ko wo 25 saal pehle wali Ruhi nahin dikhi, to obviously aap ko wo sab feelings same nahin honge…. Mera aisa khayal hai, phir bhi main sab kuch padhne ke baad ap ko ziada deep opinion de paaungi….. Let me read her replies Abhi”

Abhi ne Navina ke ruhi ke replies dekar nahane chala gaya.

To be continued….
(2204 words)
:reading1:
 
Top