• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Usski Gali Mein Jaana Chorr Diya (Exclusively For XForum) COMPLETED

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Update 66 Abhi Gives The Diaries To Ruhi

Abhi ne uss mauke ka faeda uthaate hue Navina se kaha ke wo Aruhi ko adopt karna chahta hai legally. Aur Abhi ne wo emotional moment sunaya Navina ko, ke kiss tarah se Aruhi ne ussko papa bulaya aur kaise wo Abhi ko apna papa samajhti hai.

Iss baat se Navina bahot khush hui kyunke bacha to ussko bhi chahiye tha aur ussko pata tha ke Abhi ko ek baby girl ki kitni chahat thi.

Magar Navina ne pucha ke agar Shweta ki bachi hai to Aruhi hamare saath kaise rahegi. Abhi ne samjhaya ke Aruhi donon gar mein rahegi, hamaare saath bhi aur apni maa ke saath bhi, wo inn donon gharon mein batt ke rahegi. Ussko Abhi, Navina aur Shweta ka pyar bhi milega aur Ruhi, usski nani ki bhi, balke kabhi wahan bhi rahegi apni nani ke saath.

Navina samajh gayi aur apni razamandi de diya, kyunke Navina Abhi ki Khushi chahti thi. Aur phir jiss aurat ki aulad nahin wo kyun khush nahin hogi ek beti paakar.

Next day Abhi gaya Ruhi ke yahan apni diaries lekar. Wo diaries jo rahima ke ghar chorra tha 25 saal pehle aur jo Mehbob ne usse wapas kiya tha aur wapas karte waqt Mehbbob ne uss se kaha tha ke agar kuch Ruhi ko dena hai to Ruhi ke ghar jaa kar dena usske ghar nahin.

Aur aaj jab Abhi apna Mercedes reverse mein Ruhi ke bhai Mahesh ke ghar ke side mein park kar raha tha tabhi Mehboob paidal apne ghar se nikal kar, main road ke taraf aa raha tha aur car ko reverse hote dekh kar ruk gaya tha. Mehbob ki umar ab 70 saal ka tha aur saare baal safed the, safed daadhi bhi rakha hua tha aur usske sar par ek safed topi tha. Abhi uskso nahin pehchaanta agar ussko apne ghar se nikalte nahin dekhta.

Thik jab Mehboob Abhi ke car ke paas reach hua, chalte hue tabhi Abhi apni Mercedes se nikla, thik Mehboob ke saamne aur kaha,

“Are Mehboob bhai abhi tak Zinda ho aap? Main to socha aap tapak gaye honge!”

Mehboob ne bade aadar se thoda jhuk kar Abhi se haath milaya kyunke ek Mercedes se koyi nikla to ussko laga koyi bada hasti to hoga iss liye izat se jhuk kar thoda muskuraate hue kaha,

“Kia hum ek dusre ko jaante hein bhai?!”

Abhi ke haath mein wohi lifafa tha, 25 saal purana, jaan bujh kar usske lifafe ko change nahin kiya tha, kyunke wo chahta tha Ruhi ussi lifafe ko haath mein pakre, aur ussi 25 saal purane diaries ko padhe jisske kuch panne ab alag bhi ho rahe the…. To Abhi ne Mehboob ko wo lifafa dikhaate hue kaha,

“Issko bhi dekh kar kuch yaad nahin aya Mehboob? Yeh wohi lifafa hai jo 25 saal pehle tumne mujhko wapas kiya tha iss mein wohi diaries hein jo tumne Ruhi se chhiin kar mujhe wapas kiya tha aur kaha tha ke mujhe Ruhi ko agar kuch dena hai to main ussko doon tumhare ghar nahin chorrun…..! To aaj de raha hoon ukhaad lena jo ukhaad sakta hai ab madarchod!”

Mehboob ne apni hypocrisy wale muskurahat se kaha,

“Are Abhi tum ho!! Tabhi to kahun chehra jaana pehchana sa lag raha hai, are bhai 25 saal puarne baton par kia ghusa karna yaar bhool jao unn baton ko!”

Abhi ko itna ghusa araha tha sab unn dinon ke wakiyaat ko yaad karte hue ke usska man kar raha tha khinch kar Mehbob ko ekaat ghunssa maare, to kaha,

“Tere gaand mein itne laat maarne ko mann kar raha hai abhi ke kia bataun….. sala budha ho gaya hai, agar main ne tere pe haath uthaya to log kahenge ke budhe aadmi ko maar raha hoon, chal jaa be chutiye, mardon mein ek randi hai tu!!”

Kyunke Abhi ko ghussa aya tha to awaaz ooncha karke bol raha tha, aur Ruhi ko wahan aane se pehle message kar diya tha iss liye Ruhi darwaze ke paas aa chuki thi, darwaza khol diya tha jiss waqt Abhi reverse car park kar raha tha, to ussne sab dekha aur suna, aur udhar se Ruhi ki maa aur baap ne bhi sab dekha aur suna jiss waqt Abhi Mehboob se wo sab suna raha tha….

Jab Mehboob aaguey badh gaya to Abhi ne Ruhi ke maa ki taraf dekha aur lifafa dikhaate hue aur bhi buland awaaz mein kaha,

“Dekh lo, issko chhina tha aap ne Ruhi ke haath se 25 Saal pehle nah? Ussko padhne nahin diya tha nah? Aaj wapas de raha hoon usse yehi padhne ko dum hai to aakar iss baar chhinaa tab aap ko bhi dikhaunga ke main kia bala hoon!!”

Ruhi ki maa ne kaha,

“Are Abhi beta kyun purane baton ko yaad kar rahe ho bhool jao nah wo sab!”

Abhi ne jawaab ussi buland awaz mein diya,

“Awwal to aap ko mujhe beta kehna ka koyi haq hi nahin, phir bhool jaun? Hargiz nahin, mere liye sab ab bhi weise hi hein jaise 25 saal pehle the, sirf yeh aangan aur aap ka ghar badla hai, aap badle ho aap ke joru ka ghulaam pati badla hai Abhi nahin badla, usska dil nahin badla, Ruhi nahin badli, Ruhi ka dil nahin badla hai budhya, khabardaar agar mere aur Ruhi ke bich aane ki bhi koshish ki to, jala ke raakh kar dunga – aur sunon main jab bhi iss aangan mein aaun to door rehiyo, nazar bhi mat aaiyo varna kuch kar baithunga, mera khoon khaulta tum jaise kidon makodon ko dekhta hoon to!”

Tab tak Wheelchair par baithi Ruhi ne oonchi awaaz mein kaha,

“Abhi mat munh lago aise logon ke, bahot suna chuka hoon sab ko pichle 25 saalon mein main, aao nah kabse wait kar rahi hoon main!”

“Coming sweetheart” kehkar Abhi ne Ruhi ki maa ko tedhe nazar se dekhte hue Ruhi ke taraf gaya.

Andar jaate hi Abhi ne Ruhi ko wheelchair se goad mein uthaya, kiss kiya aur sofe par leytaya usske haath mein diaries wale lifafa dete hue.

Diaries ko lekar Ruhi apne seene se lagaate hue ro padi, aur jaldi se diaries ko nikala aur jaldi jaldi pannon ko ghumaate hue Abhi ki handwriting dekh kar aur bhi rone lagi… rone ke baad apne aank aur naak ponchte hue kaha,

“Aap ne issko 25 saalon tak sambhaal kar rakha hai Abhi? Jalaya nahin issko? Saare yaadein sameth kar rakha hua hai aap ne Abhi?!”

Abhi: “Tumko zinda rakha hai main ne inn diaries mein Ruhi, unn dinon ko quaid kiya hai main ne inn pannon mein, padhke dekho, tum wapas chali jaogi unn dinon mein…. Unn lamhon ko phir se dobara jiyogi, ek ek pal tumhare saamne aise ayenge ke tumko lagega sab kal hua tha, uss aangan ko dekh paogi iss mein jo yahan tha 25 saal pehle, tumhare unn donon taps ko dekh paogi, uss peyr ko dekhogi, tumhare uss washing stone ko dekhogi, khud ko kapde dhote hue dekhogi, mujhko jeeb se chidhaate hue dekhogi, hum donon ko ghar ke piche kiss karte hue dekhogi, mujhko tumhare uss lakdi ke khidki ke paas tumse baat karte hue dekh paogi, tumko kaise ek din uss khidki se baahar nikaal diya tha main ne wo bhi milega iss mein, mera seeti bajana sunogi iss mein, tumhara unssko sunne par aana dekhogi, Shweta ko bhi dekhogi… buss ko pal pal bante hue dekhogi, khud ko bagiche mein paogi gulaab todte hue, aur subha 6 baje mujhko aangan mein daakhil hote hue dekhogi, washroom se tumse ishare se batein karte hue dekhogi, Rahima ko hum donon ko ayn waqt par pakar lena dekhogi…. Tumne mujh par kitne sitam kiye the wo bhi dekhogi, main kitna tadpa tha wo bhi dekhogi, mera kia haal hua tha jab yahan se nikla tha 5th January ko wo bhi dekhogi……. You will live those moments and days again……”

Sab sunte hue Ruhi zoron se rone lagi Abhi ko bahon mein bharke… Abhi bolte jaa raha tha, bolte jaa raha tha, chhup hi nahin ho raha tha aur Ruhi ne apne munh ko usske munh se laga kar ussko chhup karaya, kiss karte hue…..

Abhi ko kiss karte waqt ek baar Ruhi ne aankhen khola to dekha Abhi ke behte aansoo usske aankhon se hokar usske honthon tak aa gaye the tab ussko pata chala ke wo bolte hue khud Abhi bhi ro raha tha, saare dard ko baahar nikaal raha tha wo sab bolte hue…..

Phir Abhi ne kaha,

“Tumne kabhi bhi mere khaton ka jawaab nahin diya, kabhi likha hi nahin mujhko , aaj main chaahta hoon yeh sab padhne ke baad tum kuch likho, mujhe likhe hue kuch chahiye tumhare taraf se…..”

Ruhi ne kaha,

“Zaroor likhungi Abhi, is baar zaroor likhungi, tum jitna to nahin likhungi magar zaroor isska jawaab dungi aap ko iss baar, it is high time I reply now!”

Abhi ne thanks kaha aur jaane ki ijazat liya. Ruhi hayraan hui aur kaha ke wo expect kar rahi thi ke Abhi usske saath sara din guzaarega. Magar Abhi ne kaha ke nahin ussko wo diaries bilkool akele mein padhni chahiye, aur phir jawaab bhi likhna hai ussko to do din baad ayega. Ruhi ko ussne do din diya sab padhkar jawaab likhne ke liye. Aur Abhi ne yeh kaha;

“Main do ya teen din baad jab aunga to ek bada surprise lekar aunga tumhare liye, tum bahot khush ho jaogi uss surprise se….”

Ruhi ne heyraan hote hue pucha,

“Ab kia surprise doge aap mujhe Abhi? Yeh kaafi hai mere liye!”

Abhi ne kaha,

“Dunya bhari hui hein surprises se, ek aur sahi… fikar rmat karo mujhe pata hai tum bahot khush ho jaogi!”

Aur Abhi wahan se nikla, aur seedhe gaya Shweta se milne, wo kaam par thi Abhi ne ussko leave lene ko kaha emergency bata kar aur Shweta ke saath jaa kar Aruhi ko bhi liya usske school se aur teenon kahin kissi important kaam ke liye gaye.

To be continued….
 
Last edited:

PK@yadav

Member
188
940
108
Bahut hi shandaar update aur shayad ab tak ka sabse bold update bhi abhi ki taraf se. I think sab reader ko kafi pasand aayegaa. Abhi ne jo gussa aur dard 25 saal se apne dil me dabaa kar rakhe the aaj uska kuchh hissa usne bahar nikaala Mehboob aur Ruhi ki mom ke liye..
Diary dete samay jo jo abhi ne Ruhi se kahaa wo fir se apni wo yaadon me chala gayaa tha aur ab baari hai Ruhi ki.
Sahi maayno mein ab Ruhi ko abhi ka pyar dikhegaa kyoki Ab Ruhi koi bhi do naav me khadi nahi hai.. Ab uska dil aur dimmag bilkul cystal clear hai..Ab jo bhi feeling aayegi diary padhne ke baad wo purely abhi ke liye hogaa. Usne kitne shitam kiye the Abhi pe use sab dikhega aur mahsus bhi hogaa aur ab wo khun ke aansu royegi aur baar baar royegi...
Mercedes dekh kar Mehboob aur Ruhi ki mom ne jo bhi feel kiya ho but ye true hai ki duniya chadhte suraj kohi salaam karti hai...
I think Aruhi is going to make a tight bond among Shweta, Ruhi and Navina.
Abhi aruhi ke through teeno ko sath le aayegaa..
Let's see next what happened?..
 
Last edited:

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,511
34,400
219
To ruhi ko diaries de di abhi ne...
Sath hi mahboob aur ruhi ki maa ko bhi suna diya.. Lekin unko agar fark hi padna hota to pichhle 25 sal se ruhi ko yu til-til marte na dekhte rahte
Ab kahan gaye abhi, shweta aur aruhi.... Navina se milne.... Ya aruhi ko adopt karke.... Navina ko surprise dene
 
Asif khan

Well-Known Member
6,212
18,511
188
Excellent birrilant fantastic good update

Kia tareef Kro ap ki ,oper wale ne ap ki writing skill,or shabdo mai Kia jadoo rakha h
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
37,529
94,694
304
Update 66 Abhi Gives The Diaries To Ruhi

Abhi ne uss mauke ka faeda uthaate hue Navina se kaha ke wo Aruhi ko adopt karna chahta hai legally. Aur Abhi ne wo emotional moment sunaya Navina ko, ke kiss tarah se Aruhi ne ussko papa bulaya aur kaise wo Abhi ko apna papa samajhti hai.

Iss baat se Navina bahot khush hui kyunke bacha to ussko bhi chahiye tha aur ussko pata tha ke Abhi ko ek baby girl ki kitni chahat thi.

Magar Navina ne pucha ke agar Shweta ki bachi hai to Aruhi hamare saath kaise rahegi. Abhi ne samjhaya ke Aruhi donon gar mein rahegi, hamaare saath bhi aur apni maa ke saath bhi, wo inn donon gharon mein batt ke rahegi. Ussko Abhi, Navina aur Shweta ka yar bhi milega aur Ruhi usski nani ki bhi, balke kabhi wahan bhi rahegi apni nani ke saath.

Navina samajh gayi aur apni razamandi de diya, kyunke Navina Abhi ki Khushi chahti thi. Aur phir jiss aurat ki aulad nahin wo kyun khush nahin hogi ek beti paakar.

Next day Abhi gaya Ruhi ke yahan apni diaries lekar. Wo diaries jo rahima ke ghar chorra tha 25 saal pehle aur jo Mehbob ne usse wapas kiya tha aur wapas karte waqt Mehbbob ne uss se kaha tha ke agar kuch Ruhi ko dena hai to Ruhi ke ghar jaa kar dena usske ghar nahin.

Aur aaj jab Abhi apna Mercedes reverse mein Ruhi ke bhai Mahesh ke ghar ke side mein park kar raha tha tabhi Mehboob paidal apne ghar se nikal kar, main road ke taraf aa raha tha aur car ko reverse hote dekh kar ruk gaya tha. Mehbob ki umar ab 70 saal ka tha aur saare baal safed the, safed daadhi bhi rakha hua tha aur usske sar par ek safed topi tha. Abhi uskso nahin pehchaanta agar ussko apne ghar se nikalte nahin dekhta.

Thik jab Mehboob Abhi ke car ke paas reach hua, chalte hue tabhi Abhi apni Mercedes se nikla, thik Mehboob ke saamne aur kaha,

“Are Mehboob bhai abhi tak Zinda ho aap? Main to socha aap tapak gaye honge!”

Mehboob ne bade aadar se thoda jhuk kar Abhi se haath milaya kyunke ek Mercedes se koyi nikla to ussko laga koyi bada hasti to hoga iss liye izat se jhuk kar thoda muskuraate hue kaha,

“Kia hum ek dusre ko jaante hein bhai?!”

Abhi ke haath mein wohi lifafa tha, 25 saal purana, jaan bujh kar usske lifafe ko change nahin kiya tha, kyunke wo chahta tha Ruhi ussi lifafe ko haath mein pakre, aur ussi 25 saal purane diaries ko padhe jisske kuch panne ab alag bhi ho rahe the…. To Abhi ne Mehboob ko wo lifafa dikhaate hue kaha,

“Issko bhi dekh kar kuch yaad nahin aya Mehboob? Yeh wohi lifafa hai jo 25 saal pehle tumne mujhko wapas kiya tha iss mein wohi diaries hein jo tumne Ruhi se chhiin kar mujhe wapas kiya tha aur kaha tha ke mujhe Ruhi ko agar kuch dena hai to main ussko doon tumhare ghar nahin chorrun…..! To aaj de raha hoon ukhaad lena jo ukhaad sakta hai ab madarchod!”

Mehboob ne apni hypocrisy wale muskurahat se kaha,

“Are Abhi tum ho!! Tabhi to kahun chehra jaana pehchana sa lag raha hai, are bhai 25 saal puarne baton par kia ghusa karna yaar bhool jaon unn baton ko!”

Abhi ko itna ghusa araha tha sab unn dinon ke wakiyaat ko yaad karte hue ke usska man kar raha tha khinch kar Mehbob ko ekaat ghunssa maare, to kaha,

“Tere gaand mein itne laat maarne ko mann kar raha hai abhi ke kia bataun….. sala budha ho gaya hai, agar main ne tere pe haath uthaya to log kahenge ke budhe aadmi ko maar raha hoon, chal jaa be chutiye, mardon mein ek randi hai tu!!”

Kyunke Abhi ko ghussa aya tha to awaaz ooncha karke bol raha tha, aur Ruhi ko wahan aane se pehle message kar diya tha iss liye Ruhi darwaze ke paas aa chuki thi, darwaza khol diya tha jiss waqt Abhi reverse car park kar raha tha, to ussne sab dekha aur suna, aur udhar se Ruhi ki maa aur baap ne bhi sab dekha aur suna jiss waqt Abhi Mehboob se wo sab suna raha tha….

Jab Mehboob aaguey badh gaya to Abhi ne Ruhi ke maa ki taraf dekha aur lifafa dikhaate hue aur bhi buland awaaz mein kaha,

“Dekh lo, issko chhina tha aap ne Ruhi ke haath se 25 Saal pehle nah? Ussko padhne nahin diya tha nah? Aaj wapas de raha hoon usse yehi padhne ko dum hai to aakar iss baar chhinaa tab aap ko bhi dikhaunga ke main kia bala hoon!!”

Ruhi ki maa ne kaha,

“Are Abhi beta kyun purane baton ko yaad kar rahe ho bhool jao nah wo sab!”

Abhi ne jawaab ussi buland awaz mein diya,

“Awwal to aap ko mujhe beta kehna ka koyi haq hi nahin, phir bhool jaun? Hargiz nahin, mere liye sab ab bhi weise hi hein jaise 25 saal pehle the, sirf yeh aanagn aur aap ka ghar badla hai, aap badle ho aap ke joru ka ghulaam pati badla hai Abhi nahin badla, usska dil nahin badla, Ruhi nahin badli, Ruhi ka dil nahin badla hai budhya, khabardaar agar mere aur Ruhi ke bich aane ki bhi koshish ki to, jala ke raakh kar dunga – aur sunon main jab bhi iss aangan mein aaun to door rehiyo, nazar bhi mat aaiyo varna kuch kar baithunga, mera khoon khaulta tum jaise kidon makodon ko dekhta hoon to!”

Tab tak Wheelchair par baithi Ruhi ne oonchi awaaz mein kaha,

“Abhi mat munh lago aise logon ke, bahot suna chuka hoon sab ko pichle 25 saalon mein main, aao nah kabse wait kar rahi hoon main!”

“Coming sweetheart” kehkar Abhi ne Ruhi ki maa ko tedhe nazar se dekhte hue Ruhi ke taraf gaya.

Andar jaate hi Abhi ne Ruhi ko wheelchair se goad mein uthaya, kiss kiya aur sofe par leytaya usske haath mein diaries wale lifafa dete hue.

Diaries ko lekar Ruhi apne seene se lagaate hue ro padi, aur jaldi se diaries ko nikala aur jaldi jaldi pannon ko ghumaate hue Abhi ki handwriting dekh kar aur bhi rone lagi… rone ke baad apne aank aur naak ponchte hue kaha,

“Aap ne issko 25 saalon tak sambhaal kar rakha hai Abhi? Jalaya nahin issko? Saare yaadein sameth kar rakha hua hai aap ne Abhi?!”

Abhi: “Tumko zinda rakha hai main ne inn diaries mein Ruhi, unn dinon ko quaid kiya hai main ne inn pannon mein, padhke dekho, tum wapas chali jaogi unn dinon mein…. Unn lamhon ko phir se dobara jiyogi, ek ek pal tumhare saamne aise ayenge ke tumko lagega sab kal hua tha, uss aangan ko dekh paogi iss mein jo yahan tha 25 saal pehle, tumhare unn donon taps ko dekh paogi, uss peyr ko dekhogi, tumhare uss washing stone ko dekhogi, khud ko kapde dhote hue dekhogi, mujhko jeeb se chidhaate hue dekhogi, hum donon ko ghar ke piche kiss karte hue dekhogi, mujhko tumhare uss lakdi ke khidki ke paas tumse baat karte hue dekh paogi, tumko kaise ek din uss khidki se baahar nikaal diya tha main ne wo bhi milega iss mein, mere seeti bajana sunogi iss mein, tumhara unssko sunne par aana dekhogi, Shweta ko bhi dekhogi… buss ko pal pal bante hue dekhogi, khud ko bagiche mein paogi gulaab todte hue, aur subha 6 baje mujhko aanagan mein daakhil hote hue dekhogi, washroom se tumse ishare se batein karte hue dekhogi, Rahima ko hum donon ko ayn waqt par pakar lena dekhogi…. Tumne mujh par kitne sitam kiye the wo bhi dekhogi, main kitna tadpa tha wo bhi dekhogi, mera kia haal hua tha jab yahan se nikla tha 5th January ko wo bhi dekhogi……. You will live those moments and days again……”

Sab sunte hue Ruhi zoron se rone lagi Abhi ko bahon mein bharke… Abhi bolte jaa raha tha, bolte jaa raha tha, chhup hi nahin ho raha tha aur Ruhi ne apne munh ko usske munh se laga kar ussko chhup karaya, kiss karte hue…..

Abhi ko kiss karte waqt ek baar Ruhi ne aankeh khola to dekha Abhi ke behte aanso usske aankhon se hokar usske honthon tak aa gaye the tab ussko pata chala ke wo bolte hue khud Abhi bhi ro raha tha, saare dard ko baahar nikaal raha tha wo sab bolte hue…..

Phir Abhi ne kaha,

“Tumne kabhi bhi mere khaton ka jawaab nahin diya, kabhi likha hi nahin mujhko , aaj main chaahta hoon yeh sab padhne ke baad tum kuch likho, mujhe likhe hue kuch chahiye tumhare taraf se…..”

Ruhi ne kaha,

“Zaroor likhungi Abhi, is baar zaroor likhungi, tum jitna to nahin likhungi magar zaroor isska jawaab dungi aap ko iss baar, it is high time I reply now!”

Abhi ne thanks kaha aur jaane ki ijazat liya. Ruhi hayraan hui aur kaha ke wo expect kar rahi thi ke Abhi usske saath sara din guzaarega. Magar Abhi ne kaha ke nahin ussko wo diaries bilkool akele mein padhni chahiye, aur phir jawaab bhi likhna hai ussko to do din baad ayega. Ruhi ko ussne do din diya sab padhkar jawaab likhne ke liye. Aur Abhi ne yeh kaha;

“Main do ya teen din baad jab aunga to ek bada surprise lekar aunga tumhare liye, tum bahot khush ho jaogi uss surprise se….”

Ruhi ne heyraan hote hue pucha,

“Ab kia surprise doge aap mujhe Abhi? Yeh kaafi hai mere liye!”

Abhi ne kaha,

“Dunya bhari hui hein surprises se, ek aur sahi… fikar rmat karo mujhe pata hai tum bahot khush ho jaogi!”

Aur Abhi wahan se nikla, aur seedhe gaya Shweta se milne, wo kaam par thi Abhi ne ussko leave lene ko kaha emergency bata kar aur Shweta ke saath jaa kar Aruhi ko bhi liya usske school se aur teenon kahin kissi important kaam ke liye gaye.

To be continued….
:reading:
 
Swathi

Banned
335
3,999
123

Bahut badhya update casi ji.
Bada maja aya jab Abhi ne Mehboob aur Ruhi ki maa ko sunaya to. Bahut acha kiya. Aaj sabke aukat samajh me agaye honge.
Abhi jiss waqt diaries de raha tha Ruhi ko aur jo kuch bola wo dil ko chhuh gaya. Wah. Kia likha hai aap ne. Jabardast hai wo part.
Ab Abhi kahan gaye Shweta aur Aruhi k saath? Navina se milne kia?
Khair dekhte hein. :superb:
 
Last edited:

aman rathore

Enigma ke pankhe
4,853
20,185
158

:reading1:
 
Top