• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Usski Gali Mein Jaana Chorr Diya (Exclusively For XForum) COMPLETED

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Mast update hai bhai.
Ruhi an apni taraf se sab kuch bataane lagi hai.
Wo bhi kaafi kuch jhel chuki hai
Magar ab kia pachtave jab daana chug gayi khet , mai to ye kahunga.
Yehi sab agar Ruhi ne tab kiya hota jinn dinon Abhi wahan kaam karta tha tab baat kuch aur hoti.
Jab Abhi uss se alag ho gaya, jab Abhi ko g mein laat maar kar usski ghar se nikala gaya tab Ruhi ki dikha ke Abhi k liye ussko stand lena chahiye?
Ab khun ro rahi hai aur kyun Abhi ka wait kiya ye jaante hue k wo shadi shuda hai?
Ussne to apni aur family se buss badla liya khud ko jiwan bhar shadi na karke aur naam de diya ke Abhi ka intejar kar rahi hai. Mujhe Ruhi par koyi taras nahin araha balke gussa jiada araha hai. Main Abhi hota to bye kehta aur wo mera aakhri bye hota.
Magar haan janta hun Abhi bahut emotional aur nek banda hai so wo ruka hua hai.
Anyhow superb update bhai.

bahot bahot shukriya nayan bhai appreciation ke liye
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Aur ek bahut emotional update. Aur rona. Dil cheer kar chilla uthaa. Aisa kyun hua. Waqt ne kyun aise aise sitam dhaae? Kiss ka kusur hai kiss ka nahin?
Ruhi ki maa sach mein laalchi thi jaise Ruhi ki chachi ne ussko kaha tha. Ussi ki vaja se sab hua. Mehboob bhi Ruhi ki maa ka saath de raha tha.
Ruhi ko aur bahut kuch batana hai abhi.
Haan picture abhi baali hai mere dost.
Excellently written Casi bhai. :yourock:
appreciation ke liye tehe il se dhanyawaad Supar bhai
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Aur ek bahut hi bhavuk update.
Ruhi sab Abhi ko bata rahi hai k ussne kia jhela apni taraf se.
Aur casi ji jab Ruhi ne "pyar karte hai hum tumhein itna" gungunaayi to mujhse raha na gaya zor se ro padi main. Jo gana der mahine tak Abhi ne Ruhi ke liye gaya tha 25 saal pehle aaj Ruhi gaa rahi thi Abhi k liye. Rona agay iss scene pe.... kia jabardast likha hai aap ne :claps: :claps: :claps: :claps:
bahot bahot shukriya appreciate karne ek liye Savi dear :love:
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Issko kal padh kar itna royi thi main ke replly likh nahin paayi thi.
Iss din ka intejar to tha magar itna emotional likhoge aap ye bilkool socha hi nahin..... shuru se end tak har ek scene padhke rona aya...
Shuru me jab Abhi be sirf itna kaha ke wo kaamp raha tha aur soch raha tga ke Ruhi aakar ussko towel degi aur pehle ki tarah ussko Mahesh ki koyi shirt degi pehenne k liye yahan se jo rona shuru hua to end tak roti gayi main.
Pata nahin kitni baar ruki firse se padhna chalu kiya tha kal
Gajab likha hai aap ne iss update ko casi ji. :bow: :bow: :bow: :bow: :bow:

Aap ne miss kiya tha mujhe hi pata nahin chala.
thanks very much my dear
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Yes I fully agree how Abhi should hv felt after smelling that perfume 25 yrs later. Really a perfume is related to certain places and people. Yes of course it was related strongly to the days he worked there, related to the bus he worked, to Saeed, Tony, George, Sunil, Ruhi..... it also was related to the pain and rejection he had got from Ruhi.... But at this precise monent he felt he was there like in the good old working days..... Nostalgic feeling invaded Abhi which no doubt would made an emotional person cry bitterly.
Ruhi went to comfort him. And aftet 25 yrs today Abhi got the opportunity once more to get his face pressed over Ruhi's breasts.... terribly touching moment above all when Abhi smell her body fragrance which he loved so much and had always longed for it.
Ruhi made me weep by singing that song which Abhi had whistled to call her as long as he worked there.... today it was not Abhi but Ruhi singing it for Abhi. Very touching indeed.
Ruhi said she alone knew how far emotional Abhi was and her heart ached a lot when thought how far Abhi would hv suffered and cried for her.... and that had turned her violent in the house and she had smashed everything at home when Abhi was pushed out on that rainy day.

Ruhi was aware of Abhi's engagement as Reza's sister was Navina's student and had seen Abhi waiting for her after school and she had told that to Ruhi... this is how she came to learn about Abhi and Navina. Pfffffff.
Ruhi explained to Abhi how she was looking at things through her mother's eyes those days, and when she started looking at Abhi and his love with her own eyes Abhi was already a stranger by then.
Wonderful fantastic, amazing, very emotional, beautiful, EXCELLENT update Casinar. Bravo. :applause: :applause: :applause: :applause: :applause:


thanks from the bottom of my heart for the lovely, appreciative comment Vikram bro
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
:superb::good: amazing update casi bhai,
behad hi shandaar aur lajawab update hai bhai,
ruhi ko abhi se sachcha pyaar use kho dene ke baad hi hua, usase pahle to vo do navo mein sawar thi,
aur jitna usne abhi ko tarpaya tha uska dand usne khud ko swayam diya ya bhagya ne use diya,
lekin ruhi ki maa aur mahboob ko to abhi tak koi dand mila hi nahi hai,
aur ruhi ne abhi se kaha hai ki uski galti uske chacha ke ghar se sambandhit hai to kahin uska uske chacha ke saath to sambandh nahi tha,
ab dekhte hain ki aage kya hota hai,
Waiting for next update

appreciation ke liye tehe dil se dhanyawaad aman bhai
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Aur ek bhavuk update. Aur ashk ka jaari hona uff.
Kia casi ji kitna rulaoge aap.
Well jo kuch bhi Ruhi ne Abhi ko ab bataya iss se main kehti hoon k wo khud zinedaar hai saare haalaton ka. Ab wo khud ko saza dene par utar aayi jab Abhi k pyar ko pehchana, in short Ruhi ek praaschit jaise kar rahi hai apne ghalatiyon ki.
Mujhe to aisa hi laga halaan ki dukh to hua usski haal par magar she seeked all herself. Mujhe aisa laga.
AnywY super update casi ji
bahot bahot shukriya iss appreciation kek liye Swathi dear :love:
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
bhau main ek emotional gane ko sunkar ro deta hoon kia yeh OVER REACTING hota hai?
main kissi bhi movie mein emotional scene hota hai to ussko dekh kar ro deta hoon? kia over reacting hota hai wo? kyunke main khud ko uss character se relate karne lagta hoon to agar ussko rona aya to mujhse uss se10 baar jiada rona ata hai....
ab rahi jiss update ki baat kiya main ne ke kitan dil khol kar roya uss par aap kehte ho ke choti choti baaton par rona? are bhai do premee 25 saal baad mil rahe hein aur main khudko abhi s ralte karte hue padh raha hon aur abhi rote hue kehta hai ke main kaamp raha tha socha tha ke tum mujhko towel dogi maar wahan gaand par laat mila wo choti si baat thi main to uss line ko padhte hi ro pada, baaki jitne bhi abhi ke scene rahe uss update mein main ne rote rote padha... abhike ansso ruhi ki dress ko biga rahe the to mere aansoo kaise nahin niklega jab main khud Abhi bana hua tha?
ab jab ruhi bata rahi thi kiss tarah se ussko dabaya gaya tha wo kiss tarah jal bin machli ki tarah tadap rahi thi baahar aakar abhi semilne ke liye, tab bhi mujhe bahut rona aya Ruhi ki haalat par.... over reacting tha?
ab agar aap mere jaise emotional nahin ho to isska matlab yeh nahin ke main over reacting kar raha tha mere aansoo asli the nikal beh rahe the to kia wo jhoot the bhai? Agar aap ko rona nahin aya to kahunga ke aap kattar insan ho dil hai hi nahin aap ke paas to kaise legaga aap ko? shayad ap ho waisa!

bahot bahot shukriya suoar bhai itni pyari review ke liye yaara
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Bahut bahdhya update likha hai bhai
sab kuc samajh mein aa to gaya
magar rui ne khud chaha tha nah yeh sab
agar Abhi ko shuru mein hi accept kar leti, to yeh din nah dikhna padhta nah?
tab kyun nahin sicha tha, ussne jaane ke baad pachtaane lagi aur tab badla liya parents se?
chidya khet chug gayi tab bandobast karne gayi jaal lagaane ki wo?
bhai uodate to kamaal ka likha hai aap ne magar main ab ruhi se connect nahin kar paa rahi hoon
mujhe usske saare baatein ab dhong lag rahe hein
ussne abhi ko itna dukh diya hai ke mujhe lag raha hai ke uss ke saath jo hua bahut bahut kum hua....
appreciation ke liye bahot bahot shukriya Shambhu bhai
 
Top