• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Usski Gali Mein Jaana Chorr Diya (Exclusively For XForum) COMPLETED

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Wow kia update hai. Bahut acha laga k Abhi ne kuch kar dikhaya. Iss umar mein hi laakh rupay kamana asaan baat nahin hai. Saeed ji khud hairan reh gaye k baat 2 lakh ki hui aur 3 lakh kehkar Abhi ne deal tey kar liya aur 1 lakh advance bhi le liya. Shabash.
Magar update ki end mein yeh kia?
Kiss ne Ruhi ko awaaz diye?
Suspense kal khulega tab tak hum wait karte hai Casi ji.
Superb update

heartfelt thanks savi dear for the appreciation
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Very beautiful update mate.
What a narration. So beautifully told. You are such a wonderful story teller my dear.
Very happy to read Abhi dealing like a true businessman. He successfully achieved what Saeed would never have done. Saeed had initally thought to ask Rs.75k only. But Abhi told him that at least 2lakh should be asked and during the deal he asked 3 lakhs which the owner accepted. Wow!
A youngster aged 22 makes a deal of 3lakhs while an old experienced man was asking 75K only.
Abhi is sure of his capabilities. He knows that he will turn the worn out bus into a full bus to be fit on the road so he deserves to get his due. Very interesting.
Now people are laughing seeing an old rotten bus in the yard of the owner and that could be hurt Abhi so he will show them into what he is going to turn the bus.
And you end the update with a suspense. Who called the name of Ruhi there? Abhi alone is acquainted to that name and obviously he is the one to feel something by hearing that name and his attention will be drawn that way. Who is that Ruhi overthere?
Excellent update casi bro. Marvellous. Am very keen to know what happens ahead, so eagerly waiting for the next update. :adore: :adore: :adore: :adore:

wow thanks from the depth of my heart for this lovely review Rowdy bro
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
abhi ki jindgi mein jab bhi kuchh achchha hona shuru hota hai.............
kambakht musibat aa hi jati hai...........

pahle 2500 ki naukri mili (us jamane mein 2500 ki naukri aaj ke 25000 ki naukri se kai guna jyada badi hoti thi)
tab company band ho gayi

ab business ki pahli deal ki abhi ne 3 lac ki...........aur 1 lakh uske account me bhi aa gaya.....
tabhi ye ruhiiiiiiii fir se

isi ko shayad kismat kahte hain (badkismati bhi :D)

ab bechara business mein dil kaise laga payega.............
dil to ruhi se lag jayega

keep it up casinar bhai.....................bahut jabardast plot ban raha hai........
kabhi farsh par to kabhi arsh par..................aur..........kabhi arsh par to kabhi farsh par

aap ki iss pyari appreciation ke liye tehe dil se dhanyawad Kaamdev bhai
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Bahut shaandaar aur lajawaab update hai bhai. Iss kahani ka plot bada jabardast dikh raha hai.
Shuru mein gharibi ka aalam. Phir jado jahad ka mausam.
Bachpan ka bichda pyar, pyar ki talash, phir pyar ka saamna.
Naukri ka milna, bade mushkil se 3 saal mein seekhna aur jab salary achi hui to company ka bandh hona.
Phir businessman ki tarah deal karna are ek moti rakam kamana aur phir achaanak ussi Ruhi ka naam ka kaanon mein shehed ki tarah ghulna.
Wah Casi bhai kia likha hai aap ne. Main ne abhi abhi shuru se dobara saare updates ko ek saath padha. Bahut jabardast story hai bhai. Yeh aap hi likh sakte ho. :applause: :applause: :applause: :applause:

bahot baot shukriya Shambhu bhai
 
Top