• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Usski Gali Mein Jaana Chorr Diya (Exclusively For XForum) COMPLETED

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
MAI JAANTA HU KI YE STORY AK STORY NA HOKAR AK BIOGRAPHY HAI.....OR ISKI ENDING BHI SHAAYAD MAI JAANTA HU....

YE KAHANI ABHI KISI KO SUNA RAHA HAI.....APNE OLD AGE MAI.....YA PHIR ABHI KI DIARY KO KISI NE PUBLISH KARWAYA HAI.....
OR USI KO ABHI SUNAYA JAA RAHA HAI.........


To ab baat karte hai details ki......

Ruhi ki maa ke final jawaab par ki Ruhi ke father use le jaa rahe hai.....S A
Tab jo counter Abhi ne kiya wo best tha.....is se better jawaab ho hee nahi sakta tha.....

OR abhi ka dimaag aisi situation me bhi kaafi sahi chal raha hai....usne Ruhi ki maa ki hakikat ko aasani samajh liya.....good....

Ruhi ki maa ki baat last me karenge.....

Ruhi ka reply jab Abhi book lene gaya tha....us waqt......qo sach me dil tod ne wala hee tha....
Iski baato se mujhe bhi aisa laga jaise ki wo kisi ajnabee se baat kar rahi ho....OR wo bhi kuch iss tarah jaise use....jabardasti baat karna pad raha ho....
Relationship ke aise mod kar or iss stage par lover ka aisa react or reply......jaise wo hamse anzan ho.....
Abhi ke liye ye kaafi jyada shocking bhi or dill ko tod ne wala bhi tha....

Imagine aap ko so ke liye paagal ho....OR wo aapko apne saath attach kare.....apni harkato or adaaon....baaki sab chijo se aapko junoon ki had tak apna deewana baba de....
OR suddenly aise react kare....jaise ki uske liye aap exist hee na karte ho......imagine karna bhi possible nahi hai....

Abhi or Ruhi ke father ke conversation se pata chalta hai ki kisi had tak paagal he Abhi Ruhi ke liye....

OR uske father ke samne hee Ruhi ki virginity ki baat karna or Ruhi se kahna kaafi achcha tha.....
Ruhi ki virginity waali baat par uske father ne koi tract nahi kiya....to kya ham ise aise maan sakte hai ki wo bhi jaanta hai iss baat ko.....
Otherwise koi bhi father bardasht nahi karga ki koi bahar ka shaks uski beti ki aosi koi baat kare.....OR agar aisa hai ti phir se Ruhi ki baat jhoot hoti hai ki....kisi ko nahi pata hai.....I think sab jaante hai....

Mind or dil ke aisi haalat hone or itna jyada rone par bhi Abhi ka kaam karna.....ise ham aise dekh sakte hai ki abhi kaafi himmat wala hai......


Ha to ham ab baat karte hai Ruhi ke liye.....

THE MOST NONE STABLE CHARACTER IN WHOLE STORY.....

Ruhi ko jab sab thik karna tha to usne Farzina ko kyo bheja Abhi se ye kahne ki Ruhi jaa rahi hai.....
Farzina thahri bachchi.....OR us samay ke bachche aaj ke bachchon ki tarah itne jyada advanced bhi nahi the.....Jo Farzina inn baato ke baare me samajhti.....
Matlab saaf he Ruhi ne bheja tha.....
Ab jab use Ruhi ne bheja tha to....lekin kyo kya Ruhi chahti thi ki abhi use roke.....ya phir wo abhi ko dikhana chahti thi ki bhai maine kahan tha na ki nahi ho sakta to me to jaa rahi hi tu apna dekh le....



Ab iss situation me Ruhi ka role kya tha.....kuch nahi.....
Ye baat hee kaise kar rahi he jaise Kisi raah chalte bande se mukhatib ho.....

BE PATIENT ABHI......iska matlab kya he.....ki kuch der or ruko.....ak bar me nikal jaaye uske baad ro lena.....
Aisi situation me jab use khud pata hai ki ho sakta hai ki dubara unka milna na ho....tab bhi wo patients rakhne ko kaha rahi hai....ye chij out of mind hai.....

OR phir uski wo hasi.......aisi situation me logo ka gussa utna bura nahi lagta jitna ki kisi ki hasi se dard hota hai.....Jane par namak chhodne waali baat....
Chahe ab sab kuch sahi bhi ho jaaye lekin Ruhi ki wo hasi Abhi ko life time yaad rahegi....

OR jab situation itni hard hai.....dono ke future ki baat chal rahi hai....Abhi samjha raha hai.....
Uss waqt sab ka mind sirf or sirf iss Abhi or uski baato par tha.....OR Ruhi madam baal bana rahi thi......
Ab ise mai kya samjhun.....stable nahi hona.....ya paagal pan ya phir kuch or....
Ye chije wo pahle ya baad me bhi kar sakti thi....

Mana ki use apni nani ya bahan jo bhi he uske pass jana hai.....lekin bhai itna bhi kya.....ha uska ye reaction kya kahu.....

Matlab koi mar raha hai or aap makeup hee pura nahi ho raha...this is note love.....kisi bhi angle se....
Ise kahte hai BEPARWAAH hona....

Ha lekin.....lekin last wala jo scene tha jisme jis tarah ki himmat Ruhi ne dikhai....OR abhi se lipat gayi.....
Uska rona....uski takleef....aansu sab gawaah he ki wo kaafi pyar karti hai us se....


Even usne apni maa or bahan ko bhi suna diya.....ye scene pure dono updates me sabse best sequence tha.....OR usme bhi jo feelings or emotions aapne dikhaayi they are just awesome.....
OR khas kar Abhi ke wo alfaz....
Kaafi umda the.....yanhi wo time tha jab mujhe bhi feel hua....dono ke liye.....

Sunil or Abhi ki conversation sahi thi....Sunil ko bhi ahsaas he Abhi ke dard ka.....kyoki wo bhi iss chij se guzar chuka hai pahle.....
Ab shaayad wo abhi ko sab sach bata de....Jo Ruhi ki maa ne use bataya hai.....

Mahboob ki baat par jo reply Abhi ne kiya.....

Ye bilkul sach baat hai.....OR mai khud is se agree karta hu or ise maanta bhi hu....

Mardo ko bhi haq he pain feel karne ka.....apne emotions ko express karne ka.....ye kaha tak sahi he ki ak aadmi nahi royega.....


Ha to ab baat karte hai....Moat interesting character ke baare mai......
RUHI'S MOM.......Ruhi ke baad yahi he jo sabse jyada entertaining hai.....

Kya kahu iske baare mai......

Ise achchi tarah pata tha ki abhi aasani se iska jhuth pakad lega....OR wo chij ise Abhi ne turant clear bhi kar di.....khud iske saamne....

Lekin phir bhi usne wahi baat boli......OR iska reason.....
Reason sirf ak....OR koi jhuth kaam hee nahi karta kyoki Abhi use har situation me pana chahta hai......
Kul mila kar uska ye game plan sirf time gain karne ke liye tha.....OR baaki kisi bhi bataane se use itna jyada time nahi mil pata....
Ab bhale hee Ruhi yanha ya kanhi or rahe....lekin Wo aasani se ye dikha sakti he ki wo yanha nahi he....
OR khud Abhi ne time ko accept kiya hai....ki khud hee wait karega jab tak Ruhi wapas nahi aa jaati.....

Ab uske pass kaafi options he Ruhi ke baare me sochne ke liye....

Ab baat kare last waali baat ki to ye Abhi ki chinta ya use koi afsos nahi hai.....

Use achchi tarah pata he ki iss waqt abhi ki mrntal situation kesi hai......jaise ye log use chala rahe hai waise hee wo chal raha hai.....

Wo bas badhna chahti he uss situation se jisme ki Abhi gusse ya deewangi me aakar kuch galat kadam na utha le or usme uski family fas na jaaye..
Isliye usne Abhi ko kuch der ke liye bahla diya......

Lekin last me jo usne baat kahi usne mujhe dubara confuse kar diya.....

Usne pura adders kyo diya Abhi ko......agar wo sach me chahti thi dono ko milana to ye game hee nahi khelti....

Ye to waise ho gaya jaise Kisi bande ko aap koi chij do....OR koshish karo ki wo us se juda jaaye.....OR jab wo puri tarah se us se juda jaaye tab use dhire dhire se wapas le lo....
Phir do....phir wapas khinch lo....phir so phir khinch lo.....
OR last me permanently le lo.....
OR jab permanently wo chij dur ho jaaye or wo banda tadapne lage tab use phir ummid dikhao ki wo uss chij ko wapas le saka hai.....great....

Ab aap hee batao ruhi ke maa ke iss act ko.......mai MIND GAME na kahu to kya kahu......aap hee batao....

Khair dekhte hai aage kya Hota hai....
Anyways
Very well update.....
Thanks....

main ne kaha 3 updates magar shayad aap ne aaj 5 updates padhke review diye hein :toohappy:

MAI JAANTA HU KI YE STORY AK STORY NA HOKAR AK BIOGRAPHY HAI.....OR ISKI ENDING BHI SHAAYAD MAI JAANTA HU....

YE KAHANI ABHI KISI KO SUNA RAHA HAI.....APNE OLD AGE MAI.....YA PHIR ABHI KI DIARY KO KISI NE PUBLISH KARWAYA HAI.....
OR USI KO ABHI SUNAYA JAA RAHA HAI.........
bhai iss par kuch kehna hai aap ko..... Nahin yeh kahani abhi kissi ko suna nahin raha.... Abhi khud padh raha hai sab aur rota hai bahot padhte hue, haan usski diary hai abhi mere saamne likhte waqt.... diary se saare events ko apne zubaan mein likh raha hoon.... usski diary mein sab English mein likha hua hai main hinglish mein likh raha hoon.... aur OLD age ziada to nahin hua Abhi aaj bhi hai aur sab kuch feel karta hai.... aur aaj abhi ...... nahin yeh abhi batana sahi nahin hoga :D... nahin usski diary publish nahin hua hai..... usski apni handwriting mein hai manuscript.... main wahin se padhta hoon bhai :D
issko fictitious jab likhunga tab aap ko private se bata dunga filhaal sab exact weise hi chal raha hai jaise real mein hua tha....

ziada kuch nahin kahunga balke aap ka tehe dil se shukriya ada karta hoon bhai aap ke very valuable review ke liye, mujhe bahot khushi hui ke aap ke dil tak reach hua jo main reach karana chahta tha.
 
Last edited:

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Hmmmm
Very good update.....
Last wale updates kaafi intense the.....us hisaab se ye lite hai.. lekin achcha he har aise update ke baad kuch normal updates hi hone chahiye....


Ye lines kaafi deep thi.....agar samjha jaaye to.....
Iss hisaab se to Ruhi ko apne naseby se pareshani he.....OR USI wajah se wo weird behave kar rahi he.....
Wo khud chahti he Abhi ki hona lekin uski kismat uske saath nahi hai.....

Lekin mujhe ye samajh nahi aaya ki wo abhi ko kyo nahi bata rahi he..jabki saath milkar baat karne se kisi bhi problem ka hal sambhav hai......

Akhir Abhi ko Ruhi ki chachi ka ghar mil hee gaya .....bhale thodi pareshani se lekin mil gaya.....

Chachi be used sab bata bhi diya halanki isme bhi kaafi jhol he.... lekin usne thi to kar hee di ki abhi uss chij ko base bana kar baat aage badha sakta sakta hai....

Samajh nahi aa raha kisska vishwas kare.....

Anyways
dekhte aage kya hota hai
Good update
Thanks...


wah bhai thanks very much to aaj aap ne total kitne update ko review kiya vikram bhai mujhe khud yaad nahin
i am so happy and thankful to you Vikram bhai
very happy ke aap kahani ko appreciate kar rahe ho
umeed hai aage chal kar bhi aap ko passand aega yeh kahani
thanks from the depth of my heart Vikram bhai :hug: :love:
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Bahut majedar aur interesting update hai aaj ki.
Sala post office ki van ko follow karna, ye life mein kabhi nahin suna tha. Kia history create kiya hai Abhi ne wah.
To aakhir Abhi ne apne pyar, apni jaan Ruhi ko DEKHA magar chhup kar. Kyun chhup kar ? Saamne kyun nahin gaya? Ussi waqt jaa sakta tha nah :hmm:
Anyway iss update mein yehi khaas laga.
Baaki abhi ki har time, har jagah Ruhi dikhna, usski yaad ana, usska sapnon mein aana sab laajmi hai. Aisa hi hota hai na pyar mein.
Update majedar tha bhai.
Ab dekhna hai k Abhi kab aur kaise wahan jata hai, phir kia hota hai.
Keep it up bhai. :yourock:
shukriya passand karne ke liye suar bhai
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Beautiful update.
The feelings of Abhi are very well portrayed. You hv done good justice at every step of Abhi's journey.
The planning of express delivery and following of the van to every area till it reached Ruhi's area post office was magnificent and bright idea of Abhi to watch Ruhi receiving the letter in her own hands.
Ruhi's facial expresion is also described at that moment that is very well thought of Casinar ji. Thus sadness was displayed on Ruhi's face and her smile was gone and very good that Abhi found that which proved that Ruhi also is undergoing pain by being separated from Abhi. Also Abhi found Ruhi pressing his letter/card to her breast and after seeing tha handwriting of Abhi. That meant it was precious to Ruhi.
Beautiful update Casinar ji.
Waiting to see Abhi facing Ruhi once again. :adore: :adore: :adore:

Thanks so very much for the appreciation amity dear :love:
 
Last edited:

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Abhi too posted a third letter today and that letter went to the right person, it was great. Ruhi is happy to see the letter, meaning my suspicions are correct, it is not Ruhi's fault, it is someone else's. After so many days, Ruhi's beautiful face was seen today. Abhi will convince once again, but will he succeed. Abhi has positive thinking from the beginning and I am afraid that something may go wrong, and his hopes may break. I feel sad to see Abhi's antics, she is seen everywhere, it should not have happened to him. I have doubts about Mehboob from the beginning, maybe Mehboob is not good.
If God willing, Abhi will surely get his love. You have shown immense love in this story. Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story. Thank You...:heart::heart::heart:

thanks very very much for the appreciation Aakash bro
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Bahut hi badhya bhai.
Khud van ko follow karna mast idea tha. Aakhir apne aankhon se dekh liya ke Ruhi ne khud receive kiya letter ko, aur Abhi ne dekh liya k Ruhi udaas hai aur Abhi ka letter pa kar khushi hui ussko. Abhi k liye ye dekhna important tha ab ussko pata hai k Ruhi ne usske khat ka wait kiya.
Aage dekhte hein kia hota hai ab

appreciation ke liye bahot shukriya Shambhu bhai
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,334
259
Hey bidu kia mast, jhakas idea mila Abhi ko uss van ka picha karne ka wow.
Aur kamyaab hua Ruhi ko chithi lete hue dekhne ko. Wah bhai maan gaye. Bright idea.
Abhi ka din bhar Ruhi najar ans kaam me, sapnin me ana aur songs sunkar Ruhi aur apne pyar ke bare me hi feel karna nornal hai.
Aisa hich hota hai love mein sala dimag ka dahi ho jata hai
Apun k sath bhi hua hai aisa hich.
Sala pagal baba deta hai ye love
Jabardast likha hai bidu :yourock:

bahot bahot shukriya King bhai aappreciation ke liye mere dost
 
Top