Wah
Ab aya asli maja. Bahut khush hua bhai. Khush kar diya aap ne aaj.
Bahut maja aya iss update se.
Abhi reh raha hai ek raat Ruhi ke ghar. Kia baat hai. Maa ko donon ko rote dekh kar taras agaya aur mila diya donon ko kia baat hai.
Abhi kitna khush hai. Ruhi bhi kitna khush. Abhi to jane wala tha, Ruhi ne hi kaha ussko rukne ke liye aur maa ne haami bhadi
Donon romance karte hue dukaan gaye, Abhi ne kitna kuch kharida sabke liye. Shweta ko nahin bhula wo.
Aur aaj Ruhi ne bataya ke bus ke kone mein har shaam ko Abhi ke jaane ke baad wo ussko yaad karti hai. Kia baat hai. Abhi ki to aaj jaise lottery lag gayi bhai.
Kitna khush hein donon. Inki jodi bani rahe yaar.
Abhi Manoj ka wapas ana baaki hai shweta k saath.
Raat bhar kia Ruhi aur Abhi ko paas rehne ka jiada mauka milega?
Agla update kal jaldi dena bhai, intejar nahin ho raha ab