• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Uff! Ye Mohabbat ! (completed)

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
36,192
48,277
304
ju masoom na rhe ab
are bechare story ke characters ko hi idhar - udhar kr dete ho kisi ko kisi se marwane ke liye
abbb nischal ko hi le lo
jb tk hella ke sath uska tanka fit na hoga wo aapki list m se thodi na hatega
chahe phir apsyu ko meera ke hatho marwana pade yaa phir mogli ke hatho:D
baat to sahi hai :D
 
Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
36,192
48,277
304
Update 17

Aniket aur komal dono soch me pad gaye the, akhir kaun hogi wo aur akhir me aniket chidh gaya

Aniket- ye kya baat huyi bhala ? hum donobachpan ke dost hai aur dost kam bhai jyada au aura vi ke is bare me ek baar bhi nahi bataya, ruk abhi call karta hu usko..

Aniket bas call lagane hi wala tha ke komal ne use rok diya aur boli

Komal- runo ani, call mat karo aur gussa to bilkul mat karo..

Aniket- arey par itni badi baat usne chipayi kaise..

Tab komal kuch soch ke boli

Komal- jitna mai avi ko janti hu usse lagta hai ki uski jarur koi majburi hogi isiliye usne is bare me humse koi baat nahi ki hogi aur uspar gussa hone ki bajay ye bhi to socho ki hum kitne swarthi hai, hum bas apne pyaar ke liye tadap rahe the us samay aur humne uske bare me kabhi socha hi nahi, hame hamare pyaar ki takleef najar aa rahi thi aur is beech hame samay hi kaha trha avi ki or dekhne ka..

Aniket- ye bhi sahi hai.. hum hamari hi duniya ke khoye huye the.. par koi baat nahi ab bhi samay nahi gaya hai, hum dhundh nikalenge usko jisse avi pyaar karta tha

Komal- aur fayda kya hoga, wo past tha ani, tumhi ne kaha tha na ke wo aba vi ki lofe me nahi hai..

Aniket- ye hhi theek hai to ab kya kara jaye ?

Komal- har kisi ko apna pehla pyaar nahi mil pata hai par pehla pyaar na mile to apne dil ke darwaje band nahi kiye jate, aur shayad yahi wajah hai kea vi sanjana ko koi response nahi de raha hai.. shayad wo ab dobara pyaar ke chakker me nahi panda chahta..

Aniket-ha ye ho sakta hai par ek baat mere dhyan me aayi hai, aag dono taraf lagi hai par koi bolne ko tayar nahi hai

Komal- ha na, ab sab tumhari tarah daringbaaz thodi na hai.. :D

Aniket- ye tu meri tariff kar rahi hai ya tana maar rahi hai :huh:

Komal- tumko kya lagta hai ?

Aniket- tariff hi hogi, bhale daru pike propose kiya tha par propose to kiya tha :cool:

Komal- ha par bhulo mat us samay tumhe sath dene ke liye avi aur yash bhi the sath me…

Aniket- ye bhi sahi hai, kal ke kal jake milta hu avya se aur bolta hu ja patthe aage badh mai hu sath me :cool:

Komal- mr. rane avinash hai wo, aapke jitna utawala nahi hai wo, pehle ye jaante hai ke uske man me kya hai, tum shant raho jara, waise bhi sochna tumhara kaam nahi hai..

Aniket- to fir kya mai har love story me maar khan eke liye hu kya :redface: pehle yash wale kisse me maar khaya, fir wo docter suman ko uske ghar se bhagane ke chakker me pita aur hamare pujya pitaji ko to bas mauka chahiye tha unhone bhi hath saaf kiya (( :call: adi harami mai maar nahi khaunga is baar, (ha malum hai chal aage likhne de :buttkick: ) bsdk ))

Komal- isiliye to keh rahi hu pehle confirm karne do..

Aniket- ha theek hai ye kaam tumhare jimme tab tak mai ye sochta hu ke avi ki heroine kaun hai :detective:

Wahi dusri taraf sanjana kafi khush thi, aniket ne use ache se samjhaya tha ke filhaal avi ki life me koi aur ladki nahi hai aur is waqt wo canteen me avi ki raah dekhte huye baithi thi itne me jyoti waha aa gayi

Jyoti- kya sanjana madam, kaha ho aaj kal kya chal raha hai

Sanjana- kaha kya, yahi hu, bas avi ki raah dekh rahi thi

Sanjana ki baat sunkar jyoti ne ek bhadi huyi muskan di

Sanjana- kya hua tu aise kyu hasi..

Jyoti- kaha kya, kuch to nahi

Sanjana- fir hasi kyu :huh:

Jyoti- wo aisa hai na tu jiski yaha raah dekh rahi hai wo waha kisi heroine se gulugulu karne me laga hua hai, najane kitni der se..

Sanjana- kaun ? avi ? ho hi nahi sakta

Jyoti- maine abhi khud apni aankho se dekha hai, wow aha parking me us heroine se baate kar raha tha, maine hi kiya to dekha tak nahi, itna kya khola ladki me ki dost hi na dikhe..

Sanjana- jyoti agar ye majak hua na to acha nahi hoga samjhi na

Jyoti- mai kyu majak karungi, khud jake dekh le, aur sambhal ke jana pata chala kuch or hi dekhne mil jaye

Jyoti ne aag to laga di thi aur sanjana bhadak gayi thi, wow aha se uthi aur jaldi jaldi parking ki or jane lagi, avi kabhi kisi ladki se baat nahi karta tha aur ye kaun hai jise wo parking me lejake baate kar raha hai, sanjana yahi soch rahi thi aur use dur se hi avi kisi ladki se baat karta hua dikh gaya ayr ab to uska para satve aasman par tha.. sanjana jhatke ke sath waha pahuchi aur gajri

Sanjana- AVI..!!

Avi bhi palta aur bola

Avi- sanjana..

Avi aage kuch bolta isse pehle hi wo ladki sanjana se boli

Ladki- hum yaha jara kuch important baat kar rahe hai tum baad me aana..

Bas isi ki to kami thi ab to sanjana se gussa control nahi ho raha tha.

Sanjana- tu kaun mujhe bolne wali aur waise bhi mai isse baat kar rahi hu

Ab avi kuch bolta isse pehle wo ladki avi se boli

Ladki- tu ek shabd bhi nahi bolega

Ab avi ekdum chup aur us ladki ka avi ko aisa bola hua sanjana ko pasand nahi aaya

Sanjana- tu hai kaun use chup karane wali

Tab wo ladki sanjana ko samjhate huye boli

Ladki- tum jao abhi yaha se baad me baat krna kaha na..

Sanjana gusse me avi ka hath pakadne ja hi rahi thi ke us ladki ne sanjana ka hath pakad liya aur daat piste huye boli

Ladki- tujhe ek baar ache se bataya samajh nahi aaya kya ?

Sanjana bhi bhadki huyi thi

Sanjana- mera hath chhod

Dono ladkiya jidd par addi huyi thi

Ladki- sidhe sidhe yaha se jao tab chhodungi

Sanjana- iska anjaam acha nahi hoga

Ladki- ha chal chal bahut dekhe tere jaise..

Sanjana karate champion thi usne gusse me ek hath ghumaya par samne wali bhi koi kacchi khiladi nahi thi usne aasani se sanjana ka waar bachaya aur ghumkar sanjana ka hath pakad kar marod diya aur piche kar diya,

Ye sab itna jaldi hua kea vi ko kuch bolne ka mauka hi nahi mila.. us ladki ne sanjana ka hath jor se marodte huye pucha

Ladki- ab bata tu hai kaun..

Sanjana to chidi huyi thi hi

Sanjana- mai pyaar karti hu isse, tu kaun

Sanjana ki baat sunte hu avi ekdum sunn ho gaya aur aankhe badi karke use dekhne laga, aajtak sanjana ne kabhi aise nahi bola tha, wo ladki hasi aur boli]

Ladki- kya boli.. dobara bol.. tu ye avya ki premika hai kya ?

Sanjana- ha hu mai iski premika, tujhe problem hai kya, tu kaun hai..

Us ladki ne sanjana ka hath chhoda, sanjana ne apna hath sidha kiya aur dobara use maarne ke liye bhagi pat avi ne sanjana ka hath pakad liya.. avi kuch bol raha tha par sanjana sunne ki halat me hi nahi thi akhir us ladki ne hath jode aur boli

Ladki- shant ho jao sanjana, mai komal..

Sanjana- kaun komal aur tera ka sambandh hai avi ke sath..

Komal ne shanti se kaha

Komal- komal aniket rane..

Ye naam sunte hi sanjana ekdun shant ho gayi use samajh aa gaya ki ek to wo sab galat samajh baithi thi aur gusse gusse me usne apne pyaar ki kabuli bhi de di thi..

Komal mand mand muskura rahi thi, kisi tufan ke baad jaisi shanti ho jati hai waise sara mahol shant ho gaya tha koi kuch nahi bol raha tha.. sanjana ne anjane me apne pyaar ka ijhar kar diya tha isiliye wo shant thi aur avi sanjana ki uske liye feelings sunkar shant tha aur akhir me komal boli

Komal- avya, mera kaam to ho gaya mai chalti hu ab, ab tum dono ke beech meri koi jarurat nahi hai.. tum log karo baate :D

Itna bol ke komal ne sanjana ko aankh mari aur waha se chali gayi

Waise to sanjana ne FB par komal ke photos dekhe the par jyadatar uske shadi ke hi photo the aur ek baar hi dekhe hone ki wajah se wo komal ko pehchan nahi payi aur jyoti ne jis tarah bataya tha uske baad tosawal hi nahi tha ke wo komal ko pehchan leti

Avi ko shuruwat me komal ne chup rehne kyu kaha tha ke use samja nahi tha par baad me dhyan me aaya ke uske muh se sanjana naam sunkar usne use chup rehne kaha tha.. matlb jab usne sanjana ko gusse me dekha tha tabhi wo samajh gayi thi ke sanjana avi ko chahti hai aur wo is baat ko maan le isiliye use uksa rahi thi

Komal ne apna game barabar khel liya tha, sanjana ne to apne pyaar ka ijhar kar diya tha aur ab avi ki bari thi……
 
mashish

BHARAT
8,032
25,905
203

good update
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244

Superbbb Updateee

Toh Sanjana ne gusse aur jalan mein apne pyaar ko kabul kar hi liyaaa. Komal aayi aur dhamaka karke nikal gayi.

Ab dekhna yeh hai Avi kyaa karta hai aur Sanjana kaise Avi ko face karti hai.
 
Naik

Well-Known Member
20,242
75,373
258
Update 16

Sanjana mud kar jane lagi itne me aniket ne use awaj diya

Aniket- arey madam ruko, tumhare chehre par to double bara baj gaye, ruko aata hu mai…

Fir bhi sanjana dukan ke bahar nikal chuki thi aur aniket bhi jaldi se uske paas pahucha

Aniket- arey thoda dheere chalo madam, railway me paida huyi ho kya ?

Ab sanjana bhi gusse me boli

Sanjana- kyu, ab darr nahi lag raha kya apni biwi se..

Aniket- huh, kaun bola ki mai darta hu usse ?:cool: mai kisise nahi marta :cool:, ha par agar wo gussa jo tab alag baat hai :notme:

Aniket ne haste huye kaha

Sanjana- to jao, baitho apna dukan sambhalte huye

Ab aniket ka sur badal gaya tha

Aniket- oye madam, avi ke bare me janna hai to chalo chup chap coffee pite huye baat karte hai

Ab sanjana bhi shant ho gayi aur wo dono coffee shop me jake baithe aur sanjana jaise taise boli

Sanjana- sorry..

Aniket- sorry ke badle agar bill mai bhar dungi aisa kehti to thoda acha lagta 😌

Sanjana- aapko sahi me kuch problem nahi hai na, matlab aapki wife?

Aniket- mai majak kar raha tha, aur ha meri biwi ko pura bharosa hai mujhpar aur ye majak nahi hai, acha ye chhodo aap avi ke bare me keh rahi thi ? aur aap kaun ?

Sanjana- wo mai aur avi ek hi college me padhte hai, mera naam sanjana hai…

Aniket- waah, badhiya, par mujhse kya kaam aa gaya aapko ?

Ab sanjana yaha tak pahuch to gayi thi par aage baat kaise kare ye use samajh nahi aa raha tha, jaise taise wo himmat karke boli

Sanjana- meri na ek dost hai, wo bahut pyaar karti hai avi se par avi kisi aur ko chahta hai..

Sanjana ki baat sunkar aniket apna sar pakad ke baith gaya, waise usne pehchan liya tha ke sanjana jhuth bol rahi hai fir bhi wo bola

Aniket- gajab ! matlab ye dhande shuru hai uske waha.. haramkhor ko padhne bheja tha aur ye kar raha hai wo, milne do usko tang hi tod ke hath me de dunga..

Ab sanjana hadbada gayi,

Sanjana- nahi.. nahi aisa nahi hai.. wo meri saheli pyaar karti hai usse par avi ka pata nahi.. aur itni kya badi baat hai usne ? aapne bhi love marriage ki hai na.. ?

Aniket- ye avya bhi gadha hai ek number ka.. hamesha kahi na kahi fasta rehta hai. Ab kuch dino pehle ki hi baat hai, ek chudail piche padi thi uske, baap police isiliye ander karwa diya usko wo nipta nahi kea b ye nayi jhanjhat…

Sanjana- chudail nahi..mai.. hi..thi..wo.. :sad:

Aniket- arey waah.. mujhe nahi pata tha chudaile itni khubsurat hoti hai.. acha chhodo kaam kya hai batao ?

Sanjana- avi kisi ko chahta hai kya ?

Aniket ne do minute socha aur fir bola

Aniket-avi aur pyaar.., bilkul nahi. Khurafat karne bolo maar peet ka bolo wo ache se kar lega par pyaar wyar nahi, waisa kuch hota to mujhe pata hota..

Uske baad sanjana ne wo sara kissa bataya jab avi serious hokar baat kar raha tha aura b wo baat sunkar aniket bhi soch me pad gaya ki avi kisi ko chahta hai aur use pata hi nahi hai par fir bhi sari baat sunkar aniket bola

Aniket- aap aapki dost ko bolo ki wo ‘thi’ aisa bola yani ab nahi hai, aur mai dave ke sath keh sakta hu ke avi ki life me koi ladki nahi hai, ye sab to usne picha chhudane ke liye bola hoga, mai ache se janta hu usko, seat khali hai jaldi se rumal daal kar reserve kar lo..

Sanjana- wo bahut koshish kar rahi hai par avi kuch suntan hi nahi.

Aniket- iski to.. aise kaise nahi sunega mai bhi dekhta hu, mai madad karunga par mujhe pata to chale ki wo ladki kaun hai, aur pyaar karti hai to darr kyu rahi hai? Apni dost ko kyu bheja..

Sanjana- nahi waisa kuch nahi hai, mai idhar aa rahi thi to maine hi socha aapse mil lu aap khas dost ho na uske..

Aniket- fikar not.. kuch bhi madad chahiye hogi to bas call me..

Itna bol ke aniket ne apna card sanjana ko diya aur wo waha se chali gayiaur aniket haste huye khud se bola

Aniket- shabash.. matlab doodh lene bhi jana hai aur bartan bhi chupana hai.. avi ka to baad me dekha jayega pehle tumhare pyaar ka ijhar to ho jaye.. ab aayega maja, avi haramjade mera band bajaya tha tune ab teri bari hai.. tu to beta gaya ab :evillaugh:

Par reh reh ke aniket ke dimag me ek hi sawal aa raha tha ke akhir avi ki premika hai kaun ? aisa kaise ho sakta hai ke uska jigri kisi ke pyaar karta hai aur use is baat ki khabar tak nahi hai.. apne ki khayalo me khoya aniket wapis dukan jane ke bajay ghar pahuch gaya aur pahuchte hi awaj lagayi..

Aniket- kammo meri darling.. jane meri janeman….

Aniket ki awaj sunkar komal kitchen se bahar aate huye boli

Komal- tum aagaye ? itni jaldi ? sab theek hai na ??

Aniket- wo tumhari yaad aagayi to chala aaya kammo darling :love:

Komal ne pehle idhar udhar dekha ki koi hai to nahi aur jab wo nischint ho gayi ke aaspaas koi nahi hai to usne mast ek mukka aniket ke pith me jad diya aur boli

Komal- ho gayi tumhari nautanki shuru… meri yaad aa rahi thi.. jaldi batao kya baat hai bahut kaam hai mujhe..

Aniket- aaila kamal hai, ab mujhe meri eklauti biwi ki yaad bhi nahi aa sakti kya :blush:

Aniket ki baat sun komal ke gaal bhi laal ho gaye the..

Komal- tum bhi na.. acha batao baat kya hai..

Aniket- bas itna samajh lo ki maja aa gaya ;)

Komal- kya hua hai ?

Aniket- kuch nahi, mukka jara jor se laga par tumne mara tha to dard nahi hua :blush:

Komal- aisa kya, theek hai fir aaj ho jaye, waise bhi ghar par koi nahi hai 😌

Aniket- arey nahi.. nahi.. mai bhale hi bahar kitna bhi shjer ban lu par mujhe ache se pata hai ki tum is sher pe sawar hone wali mata ho, acha ye sab chhodo, breaking news hai, ek ladki aayi thi abhi dukan par avya ke bare me puch rahi thi..

Itna bol ke aniket apne daat dikhane laga..

Komal- sach me..? apne avi ke bare me puch rahi thi.. gajab.. kaisi thi?

Aniket- ek number, ekdum kadak, tavka..

Aniket ki baat sun komal keapni aankhe badi ki tab ani ke dhyan me aaya ki wo kya bol raha hai

Aniket- Avi … avi ke liye sahi thi..

Komal- hmm.. waise kya puch rahi thi? Aur tumko aisa kyu laga ki wo usko pasand karti hai..

Aniket- easy hai ekdum,, wahi purana style mere dost ke liye puchne aayi hu wagaira wagaira :blahblah:

Aniket ne natki andaj me kaha

Komal- arey to kya pata wo sach keh rahi ho..

Aniket- kammo rani ye aniket rane ki najar hai, ek jhatke me sab pehchan leti hai :cool:

Komal- ha ha pata hai aniket rane kin ajar, khud ko samajhne me do saal lage the tumko yaad hai na :Lol:

Aniket- ab tab mai kaccha tha is mamle me, tumhare pyaar me hi to samajhdar hua hu :blush:

Komal- Mr. Rane hamari bate bas karenge ab aur avi ke bare me socho

Aniket- arey yahi wo ladki hai sanjana mohite patil jisne apne baap ko bol ke avi ko ander karaya tha aur bapu chhuda ke laye the..

Komal- fir kahi koi naya bawal to nahi?

Aniket- arey nahi, maine baat ki hai usse aur mujhe lagta hai avya ki wicket bhi gir gayi hai par tumko pata hai wo dus dimag wala us bechari ke samajh ke bare hai upar se ek nayi baat pata chali hai, uska bolna hai kea vi kisi se pyaar karta haiaur bas isi bare me puch rahi thi wo..

Komal- ho hi nahi sakta hai, avi ka aisa koi scene hota to humko pata hopta.. shayad use galatfehmi huyi hogi..

Aniket- wahi to mai keh raha hu, aur samjho aisa koi matter hota to ab tak bhai ki shadi ho chuki hoti.. humne yak am ladkiyo ko bhagaya hai kya :cool:

Komal- ha ye bhi hai, chalo tumko pata nahi hai maan sakti hu par mujhe to pata hota hi..

Aniket- mujhe pata nahi aur tumhe pata hai aisa kaise :huh:

Komal- ab tum college me busy the na shravni ke piche :D

Aniket- arey yaar komal yaar uski yaad mat dila please.. :frown:

Komal- acha chhodoye baat par kya tumhe sach me lagta hai ki ye sanjana apnea vi par fida hai..

Aniket- 100% maine dekha hai uski aankho me..

Komal- fir usne apni dost ka naam kyu liya

Aniket- wahi to matter hai, mujhe lagta hai pehle apne ko khud mamla confirm karna chahiye ki sanjana avi ko chahti hai ya uski koi dost ya kahi ye koi naya game to nahi par kuch bhi ho maja jarur aayega, bahut din ho gaye kuch dhamal kiye huye, ek kaam karo tum tumhare stylr se avi ko dekhoagar batata hai to theek nahi to tekdi ka plan banaya jayega :D

Komal- tumko to bas bahana chahiye tekdi par jane ka, pehle pata to chale dono ke ,man me kya hai fir karenge dhamal..

Ab aage kya karna hai aniket aur komal isi bare me sochne lage…..
Badhiya shaandaar update bhai
 
Naik

Well-Known Member
20,242
75,373
258
Update 17

Aniket aur komal dono soch me pad gaye the, akhir kaun hogi wo aur akhir me aniket chidh gaya

Aniket- ye kya baat huyi bhala ? hum donobachpan ke dost hai aur dost kam bhai jyada au aura vi ke is bare me ek baar bhi nahi bataya, ruk abhi call karta hu usko..

Aniket bas call lagane hi wala tha ke komal ne use rok diya aur boli

Komal- runo ani, call mat karo aur gussa to bilkul mat karo..

Aniket- arey par itni badi baat usne chipayi kaise..

Tab komal kuch soch ke boli

Komal- jitna mai avi ko janti hu usse lagta hai ki uski jarur koi majburi hogi isiliye usne is bare me humse koi baat nahi ki hogi aur uspar gussa hone ki bajay ye bhi to socho ki hum kitne swarthi hai, hum bas apne pyaar ke liye tadap rahe the us samay aur humne uske bare me kabhi socha hi nahi, hame hamare pyaar ki takleef najar aa rahi thi aur is beech hame samay hi kaha trha avi ki or dekhne ka..

Aniket- ye bhi sahi hai.. hum hamari hi duniya ke khoye huye the.. par koi baat nahi ab bhi samay nahi gaya hai, hum dhundh nikalenge usko jisse avi pyaar karta tha

Komal- aur fayda kya hoga, wo past tha ani, tumhi ne kaha tha na ke wo aba vi ki lofe me nahi hai..

Aniket- ye hhi theek hai to ab kya kara jaye ?

Komal- har kisi ko apna pehla pyaar nahi mil pata hai par pehla pyaar na mile to apne dil ke darwaje band nahi kiye jate, aur shayad yahi wajah hai kea vi sanjana ko koi response nahi de raha hai.. shayad wo ab dobara pyaar ke chakker me nahi panda chahta..

Aniket-ha ye ho sakta hai par ek baat mere dhyan me aayi hai, aag dono taraf lagi hai par koi bolne ko tayar nahi hai

Komal- ha na, ab sab tumhari tarah daringbaaz thodi na hai.. :D

Aniket- ye tu meri tariff kar rahi hai ya tana maar rahi hai :huh:

Komal- tumko kya lagta hai ?

Aniket- tariff hi hogi, bhale daru pike propose kiya tha par propose to kiya tha :cool:

Komal- ha par bhulo mat us samay tumhe sath dene ke liye avi aur yash bhi the sath me…

Aniket- ye bhi sahi hai, kal ke kal jake milta hu avya se aur bolta hu ja patthe aage badh mai hu sath me :cool:

Komal- mr. rane avinash hai wo, aapke jitna utawala nahi hai wo, pehle ye jaante hai ke uske man me kya hai, tum shant raho jara, waise bhi sochna tumhara kaam nahi hai..

Aniket- to fir kya mai har love story me maar khan eke liye hu kya :redface: pehle yash wale kisse me maar khaya, fir wo docter suman ko uske ghar se bhagane ke chakker me pita aur hamare pujya pitaji ko to bas mauka chahiye tha unhone bhi hath saaf kiya (( :call: adi harami mai maar nahi khaunga is baar, (ha malum hai chal aage likhne de :buttkick: ) bsdk ))

Komal- isiliye to keh rahi hu pehle confirm karne do..

Aniket- ha theek hai ye kaam tumhare jimme tab tak mai ye sochta hu ke avi ki heroine kaun hai :detective:

Wahi dusri taraf sanjana kafi khush thi, aniket ne use ache se samjhaya tha ke filhaal avi ki life me koi aur ladki nahi hai aur is waqt wo canteen me avi ki raah dekhte huye baithi thi itne me jyoti waha aa gayi

Jyoti- kya sanjana madam, kaha ho aaj kal kya chal raha hai

Sanjana- kaha kya, yahi hu, bas avi ki raah dekh rahi thi

Sanjana ki baat sunkar jyoti ne ek bhadi huyi muskan di

Sanjana- kya hua tu aise kyu hasi..

Jyoti- kaha kya, kuch to nahi

Sanjana- fir hasi kyu :huh:

Jyoti- wo aisa hai na tu jiski yaha raah dekh rahi hai wo waha kisi heroine se gulugulu karne me laga hua hai, najane kitni der se..

Sanjana- kaun ? avi ? ho hi nahi sakta

Jyoti- maine abhi khud apni aankho se dekha hai, wow aha parking me us heroine se baate kar raha tha, maine hi kiya to dekha tak nahi, itna kya khola ladki me ki dost hi na dikhe..

Sanjana- jyoti agar ye majak hua na to acha nahi hoga samjhi na

Jyoti- mai kyu majak karungi, khud jake dekh le, aur sambhal ke jana pata chala kuch or hi dekhne mil jaye

Jyoti ne aag to laga di thi aur sanjana bhadak gayi thi, wow aha se uthi aur jaldi jaldi parking ki or jane lagi, avi kabhi kisi ladki se baat nahi karta tha aur ye kaun hai jise wo parking me lejake baate kar raha hai, sanjana yahi soch rahi thi aur use dur se hi avi kisi ladki se baat karta hua dikh gaya ayr ab to uska para satve aasman par tha.. sanjana jhatke ke sath waha pahuchi aur gajri

Sanjana- AVI..!!

Avi bhi palta aur bola

Avi- sanjana..

Avi aage kuch bolta isse pehle hi wo ladki sanjana se boli

Ladki- hum yaha jara kuch important baat kar rahe hai tum baad me aana..

Bas isi ki to kami thi ab to sanjana se gussa control nahi ho raha tha.

Sanjana- tu kaun mujhe bolne wali aur waise bhi mai isse baat kar rahi hu

Ab avi kuch bolta isse pehle wo ladki avi se boli

Ladki- tu ek shabd bhi nahi bolega

Ab avi ekdum chup aur us ladki ka avi ko aisa bola hua sanjana ko pasand nahi aaya

Sanjana- tu hai kaun use chup karane wali

Tab wo ladki sanjana ko samjhate huye boli

Ladki- tum jao abhi yaha se baad me baat krna kaha na..

Sanjana gusse me avi ka hath pakadne ja hi rahi thi ke us ladki ne sanjana ka hath pakad liya aur daat piste huye boli

Ladki- tujhe ek baar ache se bataya samajh nahi aaya kya ?

Sanjana bhi bhadki huyi thi

Sanjana- mera hath chhod

Dono ladkiya jidd par addi huyi thi

Ladki- sidhe sidhe yaha se jao tab chhodungi

Sanjana- iska anjaam acha nahi hoga

Ladki- ha chal chal bahut dekhe tere jaise..

Sanjana karate champion thi usne gusse me ek hath ghumaya par samne wali bhi koi kacchi khiladi nahi thi usne aasani se sanjana ka waar bachaya aur ghumkar sanjana ka hath pakad kar marod diya aur piche kar diya,

Ye sab itna jaldi hua kea vi ko kuch bolne ka mauka hi nahi mila.. us ladki ne sanjana ka hath jor se marodte huye pucha

Ladki- ab bata tu hai kaun..

Sanjana to chidi huyi thi hi

Sanjana- mai pyaar karti hu isse, tu kaun

Sanjana ki baat sunte hu avi ekdum sunn ho gaya aur aankhe badi karke use dekhne laga, aajtak sanjana ne kabhi aise nahi bola tha, wo ladki hasi aur boli]

Ladki- kya boli.. dobara bol.. tu ye avya ki premika hai kya ?

Sanjana- ha hu mai iski premika, tujhe problem hai kya, tu kaun hai..

Us ladki ne sanjana ka hath chhoda, sanjana ne apna hath sidha kiya aur dobara use maarne ke liye bhagi pat avi ne sanjana ka hath pakad liya.. avi kuch bol raha tha par sanjana sunne ki halat me hi nahi thi akhir us ladki ne hath jode aur boli

Ladki- shant ho jao sanjana, mai komal..

Sanjana- kaun komal aur tera ka sambandh hai avi ke sath..

Komal ne shanti se kaha

Komal- komal aniket rane..

Ye naam sunte hi sanjana ekdun shant ho gayi use samajh aa gaya ki ek to wo sab galat samajh baithi thi aur gusse gusse me usne apne pyaar ki kabuli bhi de di thi..

Komal mand mand muskura rahi thi, kisi tufan ke baad jaisi shanti ho jati hai waise sara mahol shant ho gaya tha koi kuch nahi bol raha tha.. sanjana ne anjane me apne pyaar ka ijhar kar diya tha isiliye wo shant thi aur avi sanjana ki uske liye feelings sunkar shant tha aur akhir me komal boli

Komal- avya, mera kaam to ho gaya mai chalti hu ab, ab tum dono ke beech meri koi jarurat nahi hai.. tum log karo baate :D

Itna bol ke komal ne sanjana ko aankh mari aur waha se chali gayi

Waise to sanjana ne FB par komal ke photos dekhe the par jyadatar uske shadi ke hi photo the aur ek baar hi dekhe hone ki wajah se wo komal ko pehchan nahi payi aur jyoti ne jis tarah bataya tha uske baad tosawal hi nahi tha ke wo komal ko pehchan leti

Avi ko shuruwat me komal ne chup rehne kyu kaha tha ke use samja nahi tha par baad me dhyan me aaya ke uske muh se sanjana naam sunkar usne use chup rehne kaha tha.. matlb jab usne sanjana ko gusse me dekha tha tabhi wo samajh gayi thi ke sanjana avi ko chahti hai aur wo is baat ko maan le isiliye use uksa rahi thi

Komal ne apna game barabar khel liya tha, sanjana ne to apne pyaar ka ijhar kar diya tha aur ab avi ki bari thi……
Bahot behtareen zaberdast
Shaandaar update bhai
Kamol n apna kaam ker sanjana k muh kublwaker ki woh pyar kerti h avi se
Bas dekhna h ki avi kab kabul kerta h
Shaandaar
 
kingkhankar

Well-Known Member
5,952
13,670
188

Really hilarious update.

Priest asks "Who is in the temple?" and somebody answers "I have not eaten the banana".....

Chor ke dadhi mein tinka.....
 
Top