• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Uff! Ye Mohabbat ! (completed)

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
35,703
47,495
304
Update 13

Sawaal sawaal aur sawaal, sanjana ke dimag me is waqt dhero sawal the par itna to confirm tha ke wo avi se pyaar karne lagi thi…. Aur isiliye na jane kitni der se wo us gulab ke phool ko dekh rahi thi jo avi ne use diya tha par ab dheere here wo gulab ka peela ang uski aankho me chubhne laga..

Sanjana man hi man apne aap se hi baate kiye ja rahi thi, ye avi bhi na ? red rose deta to kya jata iska, kitna badhiya hota :loveeyes:

Ab wo kehte hai na insaan kabhi santusht nahi hota, use hamesha usi chiz ki talash hoti hai jo uske paas nahi hai aur isi chakker me us chiz ko paane ke piche wo us chiz ka bhi maja nahi le pata jo uske paas pehle se maujud hai..

Ab sanajan ko ye samajh aa gaya tha ki wo avi se pyaar karne lagi hai aur ye khayal man me aate hi wo khushi se pagal ho rahi thi, sanjana is waqt ek nayi bhavna ka anubhav kar rahi thi aur aisa uske sath pehli baar ho raha tha, dil me sekdo titliya ud rahi thi aur sanjana, uski to khushi ka koi thikana hi nahi tha,

Pehla pyaar.. !

Pehla.. pyaar ! sach kahu to is bhavna ko shabdo me vyakt karna mushkil hai, iska asli maja to tab hai jab aap khud iska anubhav kare, ek aisi feeling jo shabdo me bayan nahi ki ja sakti, ek aisi feeling jo jindagi bhar sath rehti hai, jise insaan kabhi nahi bhul sakta, wo anokhi dil kidhadkan, wo bechani koi shabdo me kaise bayan kare, hamesha apne premi ka khyal wo chahe jagte huye ho ya sote huye sapne me, hamesha usi ke bare me sochna, usi kar baat har chiz hame bhi pasand aana, uski aankhe, uska hasna, uska bolna sab kuch dil me utarne lagta hai, uska bas ek najarbhar dekha, hamari or dekh kar muskurana hi dil me ghar kar jata hai.. ekdum dil ki gehraiyo tak ( aaj tak hajaro, lakho baar aapke pyaar ke bare me suna hogfa padha hoga fir bhi pehle pyaar ka anubhav aaj bhi romanchit kar jata hai ;)

Itne din sath the par fir ye khayal pehle kyu nahi aaya aur fir achanak aise vichar kaise badal gaye iska sanjana ko ashcharya ho raha tha, kal tak to sirf dost the fir aaj achanak itni khichav kyu mehsus ho raha hai use yahi use samajh nahi aa raha tha, avi ke sath bitaya har pal use yaad aa raha tha, ekdum pehle din se

Tab use avi ki jis baat par gussa aata tha aaj usehi yaad karke hasi aa rahi thi, patthar wala scene yaad karke to uski hasi nahi ruk rahi thi aur apne aap par gussa bhi aa raha tha ke kaise usne avi ko itna sataya tha aur fir yaad aaya avi ka use buran a lage isiliye gaana gana, kitni khush huyi thi wo us samay aur khushi ke mare avi ko gale laga liya tha usne, ye scene yaad karne sanjana sharmaye bagair nahi reh payi, gaalo par laali chha gayi thi, jab gale lagaya tha tab to itna kuch nahi laga tha par aaj use yaad karne wo sharmaye ja rahi thi

Pyaar ka ehsaas, ek pehli sidhi to sanjana chadh chuki thi aur ab bari thi dusri sidhi ki yani ki kya wo bhi mujhse pyaar karta hai is chinta ki aur sanjana kab is dusri sidhi par pahhuchi use bhi samajh nahi aaya, kya avi bhi usse pyaar karta hai is sawal par usne dil aur dimag me yuh chidh chukka tha..

Dil keh raha tha ke , “ha wo bhi tumhe chahta hai, isiliye to itni jabardasti ke baad, satane ke baad bhi dosti ki hai”

Par dimag keh raha tha ke, “nahi aisa kuch nahi hai, wo rusticate na ho is darr se dosti ki hai”

“pyaar hai isiliye to principal ko maaf karne ko manaya tha usne” dil

“par wo to dosti ki khatir bhi ho sakta hai, pyaar hi ho jaruri to nahi” dimag

“nahi, pyaar hai isiliye to dobara aake usne khud se dosti ki hai” dil

“wahi to keh raha hu dosti hai pyaar hai” dimag

“pyaar hai isikiye to wo mere liye gaya” dil

“pyaar hota to sidhe sidhe gata itne nakhre kyu karta” dimag

“par wo mere liye gaya tha” dil

“tere liye? Naah” dimag

“ha mere liye aur sirf mere liye, uska naam nahi liya tab bhi wo aaya aur mujhe buran a ;lage isiliye gaana gaya” dil

“to koi romantic gaana gata, gaya bhi to dosti par” dimag

Sanjana apne hi sar par tapli maarte huye boli

Sanjana- chup, saste wakeel, wo pyaar kare ya na kare, mai karti hu bas, jaise mujhe ye baat samajhne me samay laga waise hi use bhi lag raha hai, par ek baat confirm hai ek na ek din use jaroor samajh aayega..

Ab pyaar karna to easy hai par use kabool karna jara mushkil hai, sanjana man hi man soch rahi thi ke avi ko sidhe sidhe bata de ki wo usse pyaar karti hai par agle hi pal uske dimag me khayal aaya ki, use agar koi aur pasand hogi to? Pyaar to milega nahi ulta dost bhi chala jayega, itna utavla hona bhi theek nahi, pehle ye janna chahiye ki uske man me kya hai wo kisi se kyaar to nahi karta na ? pehle is baat ka pata lagana chahiye fir bata dungi ki mai usse pyaar karti hu

Sanjana ko ye khayal jacha aur waise dekha jaye to avi ki personal life ke bare me use kuch kaha pata tha.

Agle din sanjana badhiya aura vi usko dekhte hi siti bajake bola

Avi- oye hoye sanjana, kya baat hai itna tayar hoke kiski vaat lagane ka plan hai :hinthint:

Sanjana( avi ko theek se dekhte huye) – tu itna bhi bura nahi hai, shuruwat tujhse hi karne ka plan hai

Ab ye jawab aayega ye avi ne socha hi nahi tha, fir wo baat sambhalte huye bola

Avi- to uske liye itna sajne ki kya jarurat thi ? patthar gum ho gaya kya :laughing:

Sanjana- jab sirf najro se ghayal kiya ja sakta hai to patthar uthane ki kya jarurat

Avi- sanju, tu subah subah kya kha ke aayi hai aaj, aoi ulti sidhi dawa to nahi leli, tabiyat theek hai na teri :shocking:

Sanjana muskura rahi thi aur avi kuch dhundh raha tha

Sanjana- kya dhundh ahe ho ?

Avi- wo meri ek dashing, soli ekdum kadak dost thi, wo gum ho gayi hai tune dekha kya use ?

Sanjana- chup, nautanki

Aur sanjana ne mast ek mukka avi ke pith pe jad diya aur bhi apni pith malta khada ho gaya aur bola

Avi- arey waaj sanjana aa gayi tu, tereko hi dhundh raha tha, abhi just tere jaisi dikhne wali chappan churi aayi thi idhar :D

Ispar sanjana bhi jhutha gussa dikhate huye boli

Sanjana- kyu, maine kya hamesha tom boy jaisa rehna chahiye kya ? meri bhi kabhi kabhi icha hoti hai tayar hone ki, kaisi dikh rahi hu wo to bata nahi bas bakwas kar raha hai

Avi- arey sorry sorry, ekdum mast dikh rahi hai tu :D

Sanjana- rehne de apni tariff apne paas rakh, mujhe pata hai kaisi lag rahi hu mai :cool:

Waise to avi seth kabhi kisi ladki se jyada baat chit nahi karte the par fir bhi sanjana ab uspe najar rakhe huye thi, bahut dekha par galti se bhi avi use kisi ladki se baat karte najar nahi aaya, sanjana man hi man is baat se khush thi aur akhir me usne shubham ko pakdne jo avi ka roommate bhi tha aur hamesha uske sath rehta tha, shayad use kuch pata ho, par puche to puche kaise ? ek to wo hamesha avi se chipka rehta tha aur aajtak sanjana ne usse kabhi dhang se baat nahi kit hi fir ab kaise bole, aur agar usse kuch pucha bhi to wo jhat se avi ko jake bata dega, kya kare? Kaise puche ? ya kya karne se avi ke bare me pata lagaya ja sakta hai sanjana yahi soche ja rahi thi……
 
Jaguaar

Prime
17,680
60,210
244

Superb Update

Yeh pyaar ki maari ab pagal hogyi hai. Ab usko pata lagana hai Avi ki personal life ke baare mein. Aur iske liye usne shubham ko pakadne ki sochi hai. Par woh akela kaha milta hai. Jab dekho Avi se chipka rehta hai. Mujhe toh kabhi kabhi iss shubham pe shakk hota hai. Kahi mamla kuch garbar toh nhi.

Yaha Sanjana ladki khoj rahi hai udher ladka nikla toh kya hoga bechari ka.
 
mashish

BHARAT
8,082
25,904
203

very nice update
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,620
92,252
189

sanjana ke dil ka haal e bayan
sanjana be like...
Hamesha kismat tumhe mujhse chhin kar le jaye... Zaroori to nahi...
Hamesha mere hath se tumhara hath chhut jaye... Zaroori to nahi...
Kabil nahi main tumhari... Janti hoon magar...
Par tumhe chahne me Shiddat ki koi kami reh jaye... Zaroori to nahi"

Ahem Ahem इससे पहले प्यार का परवान जोड़ पकड़े....
... संजना के लिए एक सलाह है...
ये भटकाव अच्छा नहीं इश्क बुरी बला होती है, लग जाये तो आसानी से पीछा नहीं छूटता। हम आपको मना तो नहीं कर सकते, पर इतना जरुर है प्रीत का स्वाद जो चखा जुबान ने फिर बेगाने हुए जग से समझो..... :lollypop:

well let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
 
Top