• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Tumhaare Liye- Ek Prem Kahaani (Completed)

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Supreme
42,951
62,710
304
UPDATE- 01

Bachpan ke Lekar Jawani tak ke kuchh ansh.

Allahabad shahar ke ek chhote se kabse mein Aanand Joshi apni patni Raani Joshi ke sath rahte the. Jo Lower Middle Class se belong karte the. Unka khud ka auto riksha tha jise chalakar wo apna aur apne pariwar ka gujara karte the. Wo jis makan me rahte the wo 3 kamre ke makaan tha jise unke pitaji ne banwaya tha. Jinki kuchh samay pahle hi mrityu ho chuki hai. Maa to bachpan me hi chal basi thi.

Pita ki mrityu hone ke baad eklauti santan hone ke karan unki sari jyayjat Aanand ji ke naam ho gayi. Aanand ji ek beta aur do betiya thi. Badi beti ka naam Sarita, Chhoti beti ka naam Manisha aur unke pyare bete ka naam Abhishek tha. Aanand Joshi ke Betiyo ki umar me 2 se 2.5 sal ka anter tha. Lekin Abhishek Sarita se 4 varsh bada tha. wo thoda gusse wala aur chhoti si baat ko dil par lagaa lene wala ladka tha. uski padhai bhi der me shuru hui. Padhaai me abhishek kamjor hi sabit huwa.

Abhishek Dono bahano se bada tha Aur beta hone ke karan apni maa ka ladla tha. Aisa nahi tha ki Mr. aur Msr. Joshi ko apni betiyon se pyaar nahi tha. Wo apni betiyon se bhi bahut pyaar karte the, lekin akela beta hone ke karan wo unka ladla tha. Unke sath sath Abhishek dono bahnon ka bhi ladla bhai tha. Dono bahane Hamesha Abhishek ke age pichhe Ghumti rahti thi. Abhishek class 6 mein, Sarita claas 4 mein aur Manisha class 1 mein padhti thi. Abhishek maa baap ke jyada lad pyaar ki wajah se thoda bigad gaya tha aur ladai jhagda bhi karne laga tha.

Ek din english ki class chal rahi thi aur Abhishek baitha hua apni copy me kuchh bana raha tha . Abhishek padhai likhai mein bhale hi kamjor tha, lekin Abhishek ki drawing Apni umar ke Aur bachho ke mukable bahut Aachhi thi. Padhaai likhaa se jyada uski ruchi drawing mein thi. Tabhi teacher ki najar Abhishek par padi. Unhone Abhishek se kaha.

Teacher- Abhisehk. Ram ne Shyam ko khane ke liye 2 Aam diye. Iska Angrezi me anuwad karo.

Lekin Abhishek to apni hi dhun mein drawing kar raha tha. Usne jaise teacher ki baat suni hi nahi ho ya sunkar bhi ansuna kar diya ho. Teacher Abhishek ke paas aa gaye ye dekhne ke liye ki Abhishek kya kar raha hai. Abhishek teacher ko apne paas khada dekh kar apni drowing chhupane laga. Teacher ne uske hanth se paper cheen liya Aur bole.

Teacher- Abhishek. Kya kar rahe ho. Aur ye English ke subject me tum ye drawing kar rahe ho.

Abhishek- wo sir main to wo….

Teacher- Achha to tum mujhe bana rahe the. Waise drawing to tum bahut achhi karte ho, lekin ye drawing ki class nahi hai. Ek to tum padhai me itne kamjor ho aur upar se class me bhi padhai par dyaan dene ke bajay drawing bana rahe ho. Meine tumhe kitni baar manaa kiya hai lekin tum ho ki mante hi nahin ho. Isliye tum bench par khade ho jao. Aur meri class khatam hone tak bench par hi khade raho.

Teacher ne Drawing dekhte huwe muskurate huwe kaha, kyonki Abhishek ne sach me drawing Achhi banai thi. Bas thodi bahut kami thi. Abhishek ne unka kaan aur naak kuchh lamba aur bada kar diya tha, jise dekhkar teacher ke chehre par muskan fail gai thi.

ABhishek ko punishment dekar teacher fir se bachho ko padhane lage. English ki class khatam ho jane ke baad teacher bahar chale gaye to Abhishek ki punishment bhi khatam ho gayi. Wo apni jagah par wapas baith gaya. Teacher ke gaye hue kuchh hi der hui thi ki ek ladke ne uski drawing wala paper le liya aur front me jakar khada ho gaya aur bola.

Ladka- Ye dekho Abhishek ne padhai chhod kitni ghatiya drawing banai hai.

Abhishek- meri drawing de yash. De meri drawing.

Lekin us ladke ne Abhishek ki baat nahi mani aur puri class me ghoom ghoom kar Abhishek ki drawing dikhane laga. Uske baad wo apni pen nikalkar uski drawing par apni pen ghumane laga. Jisase Abhishek ki drawing kharab ho gayi.

Drawing kharab karne ke baad us ladke ne Abhishek ko wo paper wapas kar diya. Apni drawing kharab ho jane par Abhishek ko gussa aa gaya aur usne us ladke ka sir pakadkar 3-4 baar desk par patak diya. jisase uska sir fat gaya aur khoon nikalne laga. Wo ladka jor jor se rone laga.

Ek ladka bhaag kar bahar chala gaya aur principal se Abhishek ki shikayat kar di ki Abhishek ne Yash ka Sir phod diya. Principal Aur kuchh teacher daude daude class me pahuche. To dekha ki yash jameen par apna sir pakadkar bhaitha huwa hai.

Uske sir se khoon nikal raha hai. Wo jor jor se ro raha hai. Abhishek apni seat par baitha huwa chocolate kha raha tha. Principal Sir ko bahut gussa aaya. Wah Ahishek ke paas gaye aur ek jor ka jhapad Abhishek ko rasid kar diya aur bole.

Principal- Ye kya kiya tumne. Iska sir Phod diya aur aaram se baithkar chocolate kha rahe ho. Tumhare andar daya aur insaniyat naam ki koi cheej nahi hai kyaa. Kal tum apne parents ko bulakar lana. Tum jaise shararti bache ko main apne school me nahi rakh sakta.

Principal Sir ne Abhishek ko ghar jane ke liye bolkar Yash ko hospital bhijwaya. Abhishek Akele hi ghar pahucha to uski maa ne usase kaha

Raani ji- Are mera beta. Aaj to badi jaldi Ghar aa gaya. School ki chhutti ho gayi kya. Aur ye tere gaal kyon lal ho gaye hain. Kya tumne fir kisi se ladai Jhagda kiya hai.
Abhishek- Nahi mammy Wo Principal Sir ne mujhe mara. Principal Sir ne meri chhutti pahle hi kar di. Isliye main pahle ghar aa gaya.

Rani ji - Aise kaise maara unhone tujhe. Koi aise marta hai kya bachhe ko. Main baat karungi tere principal se. Chal hanth munh dho le. Main tere liye khana lagati hoon. Tu khaa le. Sarita aur Manisha ko aane ke baad khana khila dungi.

Abhishek ne apni maa ko maar khane ki poori wajah nahi batai. Isliye Rani Principal Sir ke uppar gussa ho rahi thi. Tabhi Abhishek ne kaha.

ABhishek- mummy. Kal principal Sir ne Aapko aur Papa ko school mein bulaya hai kuchh kam se. wo bol rahe the ki agar aap dono unse milne nahi gaye to wo mujhe school se nikal denge.

Rani ji- Tune kuchh ulta siddha to nahi kiya na school me. Jiski wajah se principal Sir aisa bol rahe the.

Abhishek- Nahi mummy. Maine kuchh nahi kiya. Wo yash hai na usne meri drawing kharab kar di thi. Isliye maine use mara. Isi baat ko lekar principal sir ne mujhe mara aur bole ki kal apni mummy papa ko lekar hi school aana.

Raani ji- Thik hai main chalungi tere sath. Dekhti hoon kaise nikalte hain tujhe school se principal Sir.

Thodi der baad school ki chhutti hone ke baad Sarita aur Manisha bhi Ghar aa gaye. Rani ne unhe bhi pyaar se khana khilaya. Khana khakar wo dono so gaye. Sham ko dono sokar uthi aur Apne Bhai Abhishek ke sath khelne lagi. Aanand ji ke Ghar aane ke baad Raat me khane ke samay Rani Ji ne Aanand ji se kaha.

Raani ji- Suniye ji. Kal Abhishek ke Principal Sir ne hame School me bulaya hai. Unhe kuchh jaruri baat karni hai hamse Abhishek ke bare me.

Aanand Ji- Baat kya karni hogi. Isne fir se kisi se jhagda kiya hoga. Isi silsile me unhone bulaya hoga. Ye jaise jaise bada hota ja raha hai waise waise iski shararat badhti ja rahi hai.

Raani ji- Aap to har samay mere bachhe ko hi koste rahte hain. Abhi iska bachpna hai. Abhi agar shararat nahi karega to kya buddha hone ke baad shararat karega kya. Aapko to hamesha mere bete ki hi galti najar aati hai.

Aanand Ji- Tumhare lad-pyaar ne hi ise bigad rakha hai. Aage chalkar kahi aisa na ho ki tumhe apne is lad-pyaar ki wajah se pachtana pad jaye. Abhi bhi samay hai. Use ache aur bure ke baare me samjhao. Meri to wo suntan nahi hai. Agar maar peet kar use kuchh samjhaunga to ho sakta hai wo aur bhi bigad jaye aur jiddi ho jaye. Tumhari sunta hai to kam se kam tumhi use sahi aur galat ke bare me batao.

Raani Ji- Aapko to hamesha mere bete ki hi galti dikhai deti hai. Fir bhi main use samjhaungi. Chalo ab jaldi se khana khatam karo aur so jao. Subah iske school bhi chalna hai.

Uske baad kisi ne koi baat nahi ki aur khana khakar Aanand Ji apne kamre me sone ke liye chale gaye.

Iske aage ki kahaani agle bhag mein..
 
Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Supreme
42,951
62,710
304
कहानी का पहला भाग लिख दिए हैं दोस्तों और पाठकों।।

पढ़िए, आनंद लीजिए और अपने महत्त्वपूर्ण विचार भी व्यक्त कीजिए।।
 
Kala Nag

Mr. X
Prime
4,343
17,120
144

जितनी आगे बढ़ेगी उतनी ही गहराई महसुस होगी
 
KEKIUS MAXIMUS

Supreme
15,789
32,485
259
Kahani ke kuchh ansh (Saar Sankshipt)

Sarita JEEWAJ JYOTI HOSPITAL ke Operation Teater Ke parisar me pareshani ki halat mein yahan se waha chakkar kaat rahi thi. Uske Sharir par khaki rang ki Vardi thi aur chehare par Pasina Tha. Uski aankhhe Aanshuo se bhari hui thi. Pasine se uski khaki Vardi Bheegkar Uske jism se chipak gayi thi. Vardi par jagah jagah khoon laga huwa tha, Lekin use is baat ka hosh nahi tha. Wahi paas ki bench par 2 police wale aur bhi baithe huwe the. Jo Sarita ko Idhar Udhar Chakkar lagate huwe dekh rahe the. Wo kabhi kabhi Apni Hatheli Maslne lagti to kabhi kabhi Apni Mutthiyan bheej leti. Uske chehre ke bhav Har second badal raha tha. Paas baitha police wale se jab ye na dekha gaya to unme se ek ne Sarita se kaha.

Police 1- Madam Aap pareshan mat hoiye. Aapke bhaiya ko kuchh nahi hoga. Wo bilkul thik ho jayenge. Aap himmat se kaam lijie madam.

Sarita- Kaise Himmat se Kaam loon main haan kaise himmat se kaam loon. Main kaisi bahan hoon. Maine apne inhi hantho se apne bhaiya ko goli mari. Jis bhaai ke hantho me har saal rakhi bandhti thi, jiski salamti ki bhagwaan se duwa mangti thi. Usi bhaai ko maine apne inhi hanto se shoot kiya hai. Jis bhaai ko dhoondhne ke liye maine kya nahin kiya. jis bhaai se milne ke liye din-raat main thik se soyi nahin. usi bhaai ko maine apne inhin hanthon se goli mari hai. Main bahan kahlane layak nahi hoon. Bahan ke naam par kalank hoon main.

Itna kahkar Sarita ghutanon ke bal jameen mein baith gayi aur jor jor se rone lagi. Ye dekhkar ek police wala uske paas aaya aur uske kandhe par apna hath rakhkar kaha.

Police 2- Nahi madam. Aap aise mat roiye. Aap chup ho jaiye. Aapne kuchh galat nahi kiya. Aapne apna Farj nibhaya hai.

Sarita- Are aisa farj kis kaam ka Jisko nibhane ke liye mujhe apne haantho se apne jaan se pyaare bhaiya ko goli maarni padi. Dhikkaar hai mujhe apne aap par. Agar mere bhaiya ko kuchh ho gaya to main khud ko kabhi maaf nahin kar paungi. Mar jaungi main.

Tabhi hospital ke bahar ek auto aakar rukta hai us auto se Auto driver, ek mahila aur ek ladki utarkar bhaagti hui Hospilat me aati hai, Mahila ne aate hi Sarita ke gal par ek jhannatedar thappad mara aur rote huwe bolne lagi.

Mahila- Ye kya kiya Sarita tumne Ye kya kar diya. Mere bete ko maar diyaa tumne. Apne bhaai ko goli maar di tumne. Meri mamta ka khoon kar diya tumne. Meri Khokh ujaadane ki koshish ki hai tumne. Are wo mera beta hi nahin tera bhaai bhi hai. Aur tune apne bhaai ke upar hi goli chala diii. Agar mere bete ko kuchh ho gaya na Saritaa to main tujhee jeewan bhar maaf nahi karungii.

Auto Driver- Ye kya kah rahi hoo tum bhagyawaan. Tumhe to apni beti par garv hona chahiye ki wo kitni bahadur hai. itni kathinaiyon aur Pareshaniyon ke bawjood bhi wo apne Farz aur Sachhai ke raaste se nahi bhakti. Usne apne Farz aur rishte me farz ko ahamiyat di. Aur tum usko hi dosh de rahi ho. Ek baar pahle ye to jaan leti ki Sarita ne aisa kyon kiya. Mujhe Sarita ne phone karke pahle hi sab kuchh bata diya tha.

Mahila- Are aisi kaun si baat ho gayi jo isne mere bete ko goli maar di. Are wo iska bhai hai. Jiski yaad mein din raat roti rahti thi. Jisko kaha kaha nahin dhoondha hamne. Kam se kam ek baar ise apne bhaaii se baat to karni chahiye thi. Lekin nahin ab to ye inspector ban gai hai na to apne man ka hi karegi ye. Tumne bahut galat kiya hai Sarita. Main tujhe kabhi maaf nahi karungi.

Ladki- Ye kya bol rahi ho mummy. Aap didiya ko dekho. Inko dekhkar aapko lagta hai ki inhone Jaanbujhkar bhaiyaa par goli chalai hai, bhaiyaa ko jaan se marne ki koshish ki hai. Are Bhaiya ko sabse jyada pyaar didiya hi karti hain. Fir bhi aap aisa bol rahi hain. Are kuchh to majboori rahii hogii didiya ki. Mujhe apniii didiya par puraa bharoshaa hai. Didiya koi galat kaam karr hii nahii sakti.

Itna kahkar wo ladki jakar Sarita ke gale lag jati hai. Sarita apni bahan ke gale lagkar phoot phoot karr rone lagti hai. Tabhi Opration Teater ka darwaza khulta hai aur doctor bahar aate hain aur jo batein batate hain. Use sunkar sabhi rahat ki sans lete hain.

Doctor- Ghabrane ki koi baat nahi hai. Mareej ko do goli lagi thi. Hamne dono goli nikal di hai aur ab mareej khatare se bahar hai. Abhi unhe injection de diya hai. To abhi wo aaram kar rahe hain. Neend se jaagne ke baad aap sab log unse mil sakte hain.

Itna kahkar doctor waha se chale jate hai. Sarita air uske gharwale bahar lagi bench par manish aur hatash hokar baith jate hain.

Sath Bane Rahiye.
romanchak shuruwat ..
aisa lagta hai ki savita ka bhai bahut din baad mila hai pariwar se ..
goli maarne ki wajah kya ho sakti hai abhi pata nahi par lagta hai sarita ka bhai koi galat kaam kar raha tha ..
 
Naik

Well-Known Member
22,052
78,426
258
Kahaani ki shuruaat karne se pahle kahaani ke mukhya patron ke bare mein jaan lena jaroori hai.

Patra Parichay In short.

Aanand Joshi- peshe se Auto Driver hain aur Heroin ke pita hain. Bahut hi imaandar aur Usoolon ke pakke insan. Sabhi se mel jol badhakar rahna pasand karte hain.

Raani Joshi- House Wife Aur Heroin ki maa hain. Pati ki Kam kamayi mein bhi poora ghar achhe se sambhalti hain. Apne bete se bahut pyaar karti hain. betiyon ke liye bhi inke dil mein pyaar hai.

Abhishek Joshi- Aanand Joshi aur Raani Joshi ka bada beta hai. Apni dono bahano se bahut pyaar karta hai. Bahut hi shararati aur natkhat hai. Iske sath hi bachpan se hi jaldi gussa aur chhoti si baat ko dil par laga lena iska swabhaav hai. Jiske karan poore pariwar ko pareshani ke daur se gujarna pada.

Sarita Joshi- Aanand joshi aur Rani joshi ki badi beti aur kahaani ki Main heroin. Khoobsurti aisi ki chaand bhi sharmaa jaye. tikhe nain naksh wali ladki. Honth ke niche kala til Sarita ki sundarta mein char chand lagate hain. Ghar mein sabhi se pyaar karne wali, lekin Sabse jyada pyaar wo Apne bhaai Abhishek se karti hai. Abhishek mein uski jaan basti hai. Padhaai mein bahut hoshiyaar aur swabhav se tez gaddar ladki hai.

Manisha- Aanand Joshi aur Raani joshi ki chhoti beti aur kahaani ki doosri heroin. Apni Bahan aur bhaai se bahut pyaar karti hai. Ye bhi apni bahan ki tarah khoobsurat hai. ye bahut hi chulbuli aur shararati hai.

Iske baad jitne bhi Paatr hain sabka introduction short mein hai. Vistrit introduction kahaani ke bich mein aapko pataa chalega.

Mahendra Singh Rathod- Bahut bade business man aur Hero ke pita ji. Dhan Daulat ki koi kami nahi fir bhi sadharan Jeevan jeene wale nek insan. Samaz mein achhi khasi pakad rakhne wale Prabhavshali Vyakti.

Naina Singh Rathod- House wife aur Hero ki maa. Ghar mein inki hi chalti hai. Ye apni Beti aur Apne doosre bete se bahut pyaar karti hain.

Savita- Mahendra aur Naina ji ki Eklauti beti aur Kahani ki tisri heroin. Pyaar se sabhi ise Savi bolte hain. Bahut hi milansar aur saral swabhav ki ladki. Apne ghar mein sabse jyada ye apne Doosre bhaai Ragav se pyaar karti hai.

Nishchal Singh Rathod- Mahendra ji aur Naina ji ka eklauta beta aur Kahani ka main hero. Savita se bahut pyaar karta hai. Sath mein Raghav ko jaan se jyada chahta hai.

Raghav- Ye Kahani ka doora Hero hai. Iske bare main kahani ke Madhya mein details main pata chalega.

Shanno devi- Ye hain kahani ki sabse interesting patra. Ye Mahendra ji ki buwa aur Savita, Nishchal aur Raghav ki buwa dadi hain. Purane khayalo ki hain. Inke samne Naina ji aur Mahendra ji jyada nahi bolte. Inka bahut samman karte hain. Jyada Jankari kahani ke madhya mein pata chalegi.

Anant- Kahani mein inka jyada role nahi hai lekin ye Kahani ke tisre hero hain. isliye inka jikar hona jaroori hai.

Charu- Anant ki bahan. Kahani mein inka bhi jyada role nahi hai, lekin ek karan hai jiske liye inka jikar hona jaroori hai.

Sub-Inspector- Mohit Singh, Ranjana Pathak, Vikas kumar & Jawed Akhtar.

Assistant Sub Inspector- Janhavi Kapoor. Kaushal Shukla aur Amit Rawat.

Rawat Sir- Sarita Joshi ke Office Incharge. Kahani mein inka bahut hi Important Role hai.

Boss & Sarkar- Kahani mein main Villene.

Bachha Singh- Kahani ka khalnayak. Isne jeewan mein bas ek hi achha kaam kiya hai. Details kahani ke bich mein pata chalegi.

Raghu- Bachha Singh ka bhaai. Bahut hi handsome aur Atractive Person. Details kahani ke bich mein jab iska role aayega tab pata chalega.

Kaluwa- ye bhi kahani mein villene hi hai. Bachha Singh ke niche kaam karta hai. details baad mein pata chalega.

Neta- Kahani ka villane. Iski koi details nahi hai. Bas ye ek local neta hai, lekin iske kaam bahut bade hain.

Inspector Pradhan- CBI Officer.

Is kahani mein aur bhi patra aayenge. Jinke chhote chhote role rahenge, jinke introduction ki jaroorat nahi hai. unka jikar kahani mein hi ho jayega.

Ek baat Aur Pathko. Kahani poori tarah se kalpnik hai, isliye iski ghatnayein aur patro ka work bhi kalpnik hi hai. Poori kahani Police officers ke ird gird ghoomti hai to work profile policiya hi hai, lekin us work profile mein kuchh work writer dwara dala gaya hai. to ho sakta hai mere wo Pathak bandhu jo police ki Naukri karte ho ya jinhe police ke work profile ka knowledge ho. kahani padhne ke baad wo ye objection na uthaye ki ye kaam aur ye ghanta to police ki work profile se match hi nahi karti. Ye sirf kahani ke hisab se dala gaya hai isliye wo ise anyatha na le. Kahani poori tarah se saaf suthri hai. Na hi isme sex ka koi seen hai aur na hi koi Abuse language hai.

Kahaani ka pahla bhag kal aayega.

Sath Bane Rahiye..
Bahot behtareen kirdar ka parichay dia h
Behad shaandaar lajawab
 
intro achcha hai par savita aur sarita dono ko saath me nahi rakhna chahiye tha ,,confusion ho jata hai ...
 
KEKIUS MAXIMUS

Supreme
15,789
32,485
259
majedar update ..abhishek ko drawing pasand hai aur padhai me mann nahi lagta ..
waise teacher apni drawing dekhkar khush ho gaya tha par galat waqt pe drawing ki isliye saja bhi di abhishek ko ..
yash ek bigda hua bachcha lagta hai jisne abhishek ki drawing kharab kar di ..
par abhishek ne usko sahi sabak sikhaya bas kuch jyada sar fod diya 🤣🤣..
principal ne abhishek ko usne aisa kyu kiya ye puchha hi nahi 😔..aur thappad maar diya ..
bachche kitni bhi shararat kare maa unka saath hamesha deti hai 😍..aur maa ne sahi kaha ki is umar me shararat nahi karega to kya budhape me karega 😁..

ab principal ke saath baatchit kaise hoti hai dekhte hai .
 
Jaguaar

Well-Known Member
17,679
61,277
244
UPDATE- 01

Bachpan ke Lekar Jawani tak ke kuchh ansh.

Allahabad shahar ke ek chhote se kabse mein Aanand Joshi apni patni Raani Joshi ke sath rahte the. Jo Lower Middle Class se belong karte the. Unka khud ka auto riksha tha jise chalakar wo apna aur apne pariwar ka gujara karte the. Wo jis makan me rahte the wo 3 kamre ke makaan tha jise unke pitaji ne banwaya tha. Jinki kuchh samay pahle hi mrityu ho chuki hai. Maa to bachpan me hi chal basi thi.

Pita ki mrityu hone ke baad eklauti santan hone ke karan unki sari jyayjat Aanand ji ke naam ho gayi. Aanand ji ek beta aur do betiya thi. Badi beti ka naam Sarita, Chhoti beti ka naam Manisha aur unke pyare bete ka naam Abhishek tha. Aanand Joshi ke Betiyo ki umar me 2 se 2.5 sal ka anter tha. Lekin Abhishek Sarita se 4 varsh bada tha. wo thoda gusse wala aur chhoti si baat ko dil par lagaa lene wala ladka tha. uski padhai bhi der me shuru hui. Padhaai me abhishek kamjor hi sabit huwa.

Abhishek Dono bahano se bada tha Aur beta hone ke karan apni maa ka ladla tha. Aisa nahi tha ki Mr. aur Msr. Joshi ko apni betiyon se pyaar nahi tha. Wo apni betiyon se bhi bahut pyaar karte the, lekin akela beta hone ke karan wo unka ladla tha. Unke sath sath Abhishek dono bahnon ka bhi ladla bhai tha. Dono bahane Hamesha Abhishek ke age pichhe Ghumti rahti thi. Abhishek class 6 mein, Sarita claas 4 mein aur Manisha class 1 mein padhti thi. Abhishek maa baap ke jyada lad pyaar ki wajah se thoda bigad gaya tha aur ladai jhagda bhi karne laga tha.

Ek din english ki class chal rahi thi aur Abhishek baitha hua apni copy me kuchh bana raha tha . Abhishek padhai likhai mein bhale hi kamjor tha, lekin Abhishek ki drawing Apni umar ke Aur bachho ke mukable bahut Aachhi thi. Padhaai likhaa se jyada uski ruchi drawing mein thi. Tabhi teacher ki najar Abhishek par padi. Unhone Abhishek se kaha.

Teacher- Abhisehk. Ram ne Shyam ko khane ke liye 2 Aam diye. Iska Angrezi me anuwad karo.

Lekin Abhishek to apni hi dhun mein drawing kar raha tha. Usne jaise teacher ki baat suni hi nahi ho ya sunkar bhi ansuna kar diya ho. Teacher Abhishek ke paas aa gaye ye dekhne ke liye ki Abhishek kya kar raha hai. Abhishek teacher ko apne paas khada dekh kar apni drowing chhupane laga. Teacher ne uske hanth se paper cheen liya Aur bole.

Teacher- Abhishek. Kya kar rahe ho. Aur ye English ke subject me tum ye drawing kar rahe ho.

Abhishek- wo sir main to wo….

Teacher- Achha to tum mujhe bana rahe the. Waise drawing to tum bahut achhi karte ho, lekin ye drawing ki class nahi hai. Ek to tum padhai me itne kamjor ho aur upar se class me bhi padhai par dyaan dene ke bajay drawing bana rahe ho. Meine tumhe kitni baar manaa kiya hai lekin tum ho ki mante hi nahin ho. Isliye tum bench par khade ho jao. Aur meri class khatam hone tak bench par hi khade raho.

Teacher ne Drawing dekhte huwe muskurate huwe kaha, kyonki Abhishek ne sach me drawing Achhi banai thi. Bas thodi bahut kami thi. Abhishek ne unka kaan aur naak kuchh lamba aur bada kar diya tha, jise dekhkar teacher ke chehre par muskan fail gai thi.

ABhishek ko punishment dekar teacher fir se bachho ko padhane lage. English ki class khatam ho jane ke baad teacher bahar chale gaye to Abhishek ki punishment bhi khatam ho gayi. Wo apni jagah par wapas baith gaya. Teacher ke gaye hue kuchh hi der hui thi ki ek ladke ne uski drawing wala paper le liya aur front me jakar khada ho gaya aur bola.

Ladka- Ye dekho Abhishek ne padhai chhod kitni ghatiya drawing banai hai.

Abhishek- meri drawing de yash. De meri drawing.

Lekin us ladke ne Abhishek ki baat nahi mani aur puri class me ghoom ghoom kar Abhishek ki drawing dikhane laga. Uske baad wo apni pen nikalkar uski drawing par apni pen ghumane laga. Jisase Abhishek ki drawing kharab ho gayi.

Drawing kharab karne ke baad us ladke ne Abhishek ko wo paper wapas kar diya. Apni drawing kharab ho jane par Abhishek ko gussa aa gaya aur usne us ladke ka sir pakadkar 3-4 baar desk par patak diya. jisase uska sir fat gaya aur khoon nikalne laga. Wo ladka jor jor se rone laga.

Ek ladka bhaag kar bahar chala gaya aur principal se Abhishek ki shikayat kar di ki Abhishek ne Yash ka Sir phod diya. Principal Aur kuchh teacher daude daude class me pahuche. To dekha ki yash jameen par apna sir pakadkar bhaitha huwa hai.

Uske sir se khoon nikal raha hai. Wo jor jor se ro raha hai. Abhishek apni seat par baitha huwa chocolate kha raha tha. Principal Sir ko bahut gussa aaya. Wah Ahishek ke paas gaye aur ek jor ka jhapad Abhishek ko rasid kar diya aur bole.

Principal- Ye kya kiya tumne. Iska sir Phod diya aur aaram se baithkar chocolate kha rahe ho. Tumhare andar daya aur insaniyat naam ki koi cheej nahi hai kyaa. Kal tum apne parents ko bulakar lana. Tum jaise shararti bache ko main apne school me nahi rakh sakta.

Principal Sir ne Abhishek ko ghar jane ke liye bolkar Yash ko hospital bhijwaya. Abhishek Akele hi ghar pahucha to uski maa ne usase kaha

Raani ji- Are mera beta. Aaj to badi jaldi Ghar aa gaya. School ki chhutti ho gayi kya. Aur ye tere gaal kyon lal ho gaye hain. Kya tumne fir kisi se ladai Jhagda kiya hai.
Abhishek- Nahi mammy Wo Principal Sir ne mujhe mara. Principal Sir ne meri chhutti pahle hi kar di. Isliye main pahle ghar aa gaya.

Rani ji - Aise kaise maara unhone tujhe. Koi aise marta hai kya bachhe ko. Main baat karungi tere principal se. Chal hanth munh dho le. Main tere liye khana lagati hoon. Tu khaa le. Sarita aur Manisha ko aane ke baad khana khila dungi.

Abhishek ne apni maa ko maar khane ki poori wajah nahi batai. Isliye Rani Principal Sir ke uppar gussa ho rahi thi. Tabhi Abhishek ne kaha.

ABhishek- mummy. Kal principal Sir ne Aapko aur Papa ko school mein bulaya hai kuchh kam se. wo bol rahe the ki agar aap dono unse milne nahi gaye to wo mujhe school se nikal denge.

Rani ji- Tune kuchh ulta siddha to nahi kiya na school me. Jiski wajah se principal Sir aisa bol rahe the.

Abhishek- Nahi mummy. Maine kuchh nahi kiya. Wo yash hai na usne meri drawing kharab kar di thi. Isliye maine use mara. Isi baat ko lekar principal sir ne mujhe mara aur bole ki kal apni mummy papa ko lekar hi school aana.

Raani ji- Thik hai main chalungi tere sath. Dekhti hoon kaise nikalte hain tujhe school se principal Sir.

Thodi der baad school ki chhutti hone ke baad Sarita aur Manisha bhi Ghar aa gaye. Rani ne unhe bhi pyaar se khana khilaya. Khana khakar wo dono so gaye. Sham ko dono sokar uthi aur Apne Bhai Abhishek ke sath khelne lagi. Aanand ji ke Ghar aane ke baad Raat me khane ke samay Rani Ji ne Aanand ji se kaha.

Raani ji- Suniye ji. Kal Abhishek ke Principal Sir ne hame School me bulaya hai. Unhe kuchh jaruri baat karni hai hamse Abhishek ke bare me.

Aanand Ji- Baat kya karni hogi. Isne fir se kisi se jhagda kiya hoga. Isi silsile me unhone bulaya hoga. Ye jaise jaise bada hota ja raha hai waise waise iski shararat badhti ja rahi hai.

Raani ji- Aap to har samay mere bachhe ko hi koste rahte hain. Abhi iska bachpna hai. Abhi agar shararat nahi karega to kya buddha hone ke baad shararat karega kya. Aapko to hamesha mere bete ki hi galti najar aati hai.

Aanand Ji- Tumhare lad-pyaar ne hi ise bigad rakha hai. Aage chalkar kahi aisa na ho ki tumhe apne is lad-pyaar ki wajah se pachtana pad jaye. Abhi bhi samay hai. Use ache aur bure ke baare me samjhao. Meri to wo suntan nahi hai. Agar maar peet kar use kuchh samjhaunga to ho sakta hai wo aur bhi bigad jaye aur jiddi ho jaye. Tumhari sunta hai to kam se kam tumhi use sahi aur galat ke bare me batao.

Raani Ji- Aapko to hamesha mere bete ki hi galti dikhai deti hai. Fir bhi main use samjhaungi. Chalo ab jaldi se khana khatam karo aur so jao. Subah iske school bhi chalna hai.

Uske baad kisi ne koi baat nahi ki aur khana khakar Aanand Ji apne kamre me sone ke liye chale gaye.

Iske aage ki kahaani agle bhag mein..
Superb Updatee

Abhishek ne jo Yash ke saath kiyaa woh pura uski maa ke had se jyaada laad pyaar ka natiza hai. Agar woh usse achhe se samjhati toh shayad Abhishek itna nhi bigadta.

Aanand ji ne sahi kaha abhi bhi agar usse nhi samjhaya gaya toh baad mein unhe hi pachtana padega. Shayad Abhishek ka yeh jhagralu aur gusse wala nature ke wajah se hi usko Sarita ke haatho goli khaani padhi.

Dekhte hai aage kya hota hai.
 
aalu

Well-Known Member
3,073
13,057
158
toh shuruat baapu jee se hi hui... padhai likhai ke time pe khud gilli danda khelne nikal jaate honge ya phir bagal waali larki kee choti kheenchne mein busy... tabhi toh aaj auto rickshaw kheech rahe hain... khair unke baap ne ek kaam kiya jo ghar bana ke chhor gaye... lekin inhone apne bachho ke liye kuchh na kiya... chalo sikchha toh dete the.. lekin poot ke paon paalne mein hi dikh jaate hain...

***
mahoday chitrakar banenge ab bhala itna luchha pesha ko apne middle class waale parents ya teacher nahin apnane dete hain... bolte hain jhola leke idhar udhar ghumte firoge,, kya kamaoge aur kya maa-baapu ko khilaoge... toh kuchh dhang ka padho.. ab abhishek bhaiya ko toh do hi kaam aate hain ek toh brush se paper se ragarna aur dooja kisi ka sar phorna...

aur dono hi kaam wo nihayti hi sarafat se karte hain... class ke time mein rangai aur recess ke time mein thukai... bilkul shant sushil aur dheeth kee tarah...

***
ab maa toh maa hain adhi baat janne ke baad bete ka hi paksh legi.. abhi toh khelne koodne ke din hain khelne koodne mein chot toh lagti hee hain bhale hi khelne ke liye ball kee jagah sir ho... aur iske baapu toh nire antaryaami hain... abhi se bata diya kee abhishek aage jaa ke kya banega... kaheen writer se iski special saanth-gaanth toh nahin..

***
toh jahan tak lagta hain yeh nayika ke pariwar kee kahani hain... khair adhik laad pyaar yeh har eklaute ladke santan kee kahani hain... wo kehte hain na bigar ke tedh ho gaya,,, ab yeh toh kutte kee dum kee tarah tedhe nikle...
 
Top