• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Tumhaare Liye- Ek Prem Kahaani (Completed)

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
22,755
46,177
259
majedar update ..abhishek abhi bhi boss ki aankho ki tasveer bana nahi paya hai ,aur ye aankho se hi kyu pehchanna hai dono ko 🤔..
nischal apne tension me hai ki sarita usse naraj ho jayegi propose karne par aur ab isliye wo usse dur hi rehne laga hai .

waise raghav ki wajah se dono ek saath aaye khana khane aur waha bhi bill pay karne ko lekar ladhna shuru kar diya 🤣..
raghav bhi ghar me maje se chhed raha tha nischal ko jhootha pani pilane ki baat par .
धन्यवाद आपका महोदय।।
अभिषेक ने बॉस और सरकार को देखा नहीं है बस आंखें हो देखी हैं।।
तस्वीर इसलिए बनवा रहे हैं अभिषेक से क़ि उसके माध्यम से बॉस और सरकार तक पहुंचा जा सके।। निष्चल और सरिता को शक है कि शायद आंखों की तस्वीर से कुछ मदद मिल जाए।।

ससथ बने रहिए।।
 
  • Like
Reactions: Naik

Jaguaar

Prime
17,680
60,210
244
धन्यवाद आपका महोदय।।
बात में तो दम है आपके।
सोचते रहिए हो सकता है आप पहुंच जाएं उस तक।।

साथ बने रहिए।।
Ab agar aap pahonchayenge toh hosakta hai hum pahonch jaaye.
 
Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
22,755
46,177
259
Ab agar aap pahonchayenge toh hosakta hai hum pahonch jaaye.
आप खुद कोशिश करिए।
बाकी हर बढ़ते अपडेट के साथ शायद आप समझ जाएं। इस अपडेट में शायद आपको कोई क्लू मिल जाए।।
 
  • Like
Reactions: Jaguaar

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
22,755
46,177
259
UPDATE- 78

Agli subah Raghav Ghar ke liye nikal gaya. Is bich uski Manisha se kam hi baat hoti thi. Jiske karan Manisha usase naraz bhi ho jati thi, lekin Raghav kisi na kisi bahane use mana hi leta tha.

Subah Nishchal bhi uthkar naha dhokar apne kaam se chala gaya. Sarita bhi samay se PS pahuch gayi. din bhar kaam karne ke baad Sarita kuchh kharidne ke liye Ek shop par pahuchi. Wah waha kuchh saman le rahi thi tabhi Nishchal bhi waha aa gaya. Jab Sarita ne use dekha to chaukti hui boli.

Sarita- Aappp..???? Aap yaha kya kar rahe hain.

Nishchal- Kya kar raha hoon kya. Kya yaha aana mana hai?

Sarita- Nahi to.

Nishchal- To fir. Waise tum yaha kya kar rahi ho.

Sarita- Wo main di ke liye kuchh gift lene ke liye aayi thi.

Nishchal- Achha. To le lo di ke liye gift.

Sarita- Aap yahan par kya kar rahe hain.

Nishchal- (baat badalte huwe) Waise tum kab ja rahi ho?

Sarita- Kahan ??

Nishchal- Di ke paas.

Sarita- Shadi ke 10 din pahle hi jaungi.

Nishchal- Thik hai. tum apna saman le lo main baad mein aa jaunga.

Sarita- Are main kya najar laga dungi kya jo aap baad mein aakar le jayenge?

Nishchal- Kya pata. Tum laga bhi sakti ho.

Sarita ne Nishchal ki baat sunkar use ghoorkar dekha to wo waha se muskurate huwe chala gaya. Uske jane ke baad Sarita ne Savita ke liye kuchh gift kharide aur apne kamre par chali gayi.

Isi tarah do din aur bit gaye. Tisre din sham ko Nishchal ke paas Abhishek ka phone aaya.

Abhishek- DSP Sir. Maine Boss aur Sarkar ki tasweer bana li hai. aap jaldi se yaha par aa jaiye.

Nishchal- Thik hai main bahut jald aapke paas pahuchne ki koshish karta hoon.

Uske baad Abhishek ne Sarita ko phone kiya aur use bhi iske bare mein bataya. Sarita bhi PS se nikal kar Sidhe Nishchal ke doosre ghar pahuch gayi. Sarita ka pahuchne ke turant baad hi Nishchal bhi waha par pahuch gaya. Dono sath sath andar gaye. Andar jate hi Sarita ne Abhishek se poochaa.

Sarita- bhaiya. Kya aapne unki poori tasweer banayi hai.

Abhishek- maine us din tumko bataya tha na ki maine un dono ko kabhi nahi dekha. Bas jab wo dono Raghu ya Bachha singh se video call par baat karte the tabhi maine unhe dekha hai. tab bhi wo mask pahne rahte the. Jiske karan maine sirf mask se khula huwa hissa hi dekha hai. maine un dono ki mask mein hi tasweer banayi hai. ye dekho.

Itna kahkar Abhishek ne wo tasvir Sarita ko de di jo usne banayi thi. dono ne tasweer ko dekha usme sirf Aankhe hi bani hui thi. dono Tasweer Dyaan se dekhne lage. Dono Tasweer mein dono ki aankhe dekhkar Sarita Aur Nishchal use pahchan-ne ki koshish karne lage.

Nishchal dono Tasweer mein bani aankho mein ek ko lagbhag pahchan hi gaya lekin dusre mein use shak tha thoda. Ek tasweer ki aankho ko pahchan kar Sarita Nishchal ki taraf dekhne lagi.

Dono ke chehre ke expression badal gaye the. Nishchal ne Sarita ko dekhte huwe kaha.

Nishchal- Kya jo main soch raha hoon tum bhi wahi soch rahi ho. ye to ye to….

Sarita- Haan Sir. Ye to ……. Aisa kaise ho sakta hai. aisa bilkul bhi nahi ho sakta.

Nishchal- mujhe bhi yahi lag raha hai ki Abhishek bhai ne jo tasweer banayi hai usme usase jaroor koi galti hui hai. Ye bilkul bhi nahi ho sakta.

Sarita- Bhaiya. Kya aapne tasweer mein jo aankhe banayi hai. ye aankhe usi insan ki hain. Jise Raghu aur Bachha Singh boss aur Sarkar bolte hain.

Abhishek- Haan Sarita. Main itne din se inki tasweer banane ki koshish kar raha hoon. Ek ek bariki ko yaad kar kar ke maine ye tasweer banayi hai. ye unhi dono ki tasweer hai jo apne aapko boss aur Sarkar kahte hain.

Nishchal- Lekin ye kaise ho sakta hai. Ye aankhein to Hubahu unse milti hain. Aapse jaroor kahi galti hui hai.

Sarita- Haan bhaiya mujhe bhi aisa hi lagta hai ki aapne jaroor koi galti ki hai. Aap ne jinki aankho ki tasweer banayi hai wo aisa kabhi nahi kar sakte.

Abhishek- Lekin maine jo Tasweer banayi hai ye final tasweer hai maine ek ek baat ko yaad karke itne din mein ye tasweer banayi hai. tasweer mein koi galti nahi hai. ye wahi dono hain jinke Aadesh par Raghu aur Bachha singh kam karte hain.

Nishchal- Main nahi manta is tasweer ko. Main Achhi tarah se janta hoon unhe. Wo kabhi aisa nahi kar sakte. Aapne jaroor kuchh mistake ki hai tasweer banane mein.

Sarita- Haan bhaiya is baat mein to main bhi Sir ke Sath hi hoon. Aapse jaroor kahi koi na koi galti hui hai. aap ek baar fir se sochkar. Achhe se yaad karke dobara tasweer banaiye. Mujhe poora bharosha hai is baar koi aur tasweer banegi.

Abhishek- Tum kah rahi ho to main ek baar aur koshish karta hoon, lekin fir bhi tasweer yahi banegi, kyonki maine har ek cheej bahut bariki se sochne ke baad hi ye Tasweer banayi hai.

lekin tumhari tasalli ke liye main fir se sochkar dobara tasweer banane ki koshish karta hoon.

Nishchal- Thik hai aap dobara tasweer banaiye. Ham ab chalte hain.

Sarita- Haan bhaiya. Aap apna dhyan rakhiyega. Main aapse milne ke liye aati rahungi. Aap mummy papa se baat kar liya kijiye.

Itna kahkar Sarita Nishchal ke sath ghar se bahar nikal aayi. Bahar aane ke baad Sarita ne Nishchal se kaha.

Sarita- Aapko kya lagta hai Sir ki bhaiya ne jo Tasweer banayi hai wo sahi hai ya galat.

Nishchal- Ye kaisi baate kar rahi ho tum. Tumhe bhi pata hai ki wo aankheon ki tasweer kiski hai. kya tumhe lagta hai ki wo aisa kuchh kar sakte hain. Mujhe to bilkul bhi nahi lagta. Tumhare bhaai se jaroor koi bhool hui hai tasweer banane mein.

Sarita- main janti hoon ki jiski tasweer bhaiya ne banayi hai unke bare mein main aisa soch bhi nahi sakti, lekin ab sochne wali baat ye hai ki bhaiya ne unhe bina dekhe unki aankho ki hubahu tasweer kaise bana di.

Nishchal- Kaise bana di ka kya matlab hai. Tasweer banate huwe kuchh galti ho gayi hogi. Jiske karan tasweer doosre ki ban gayi hai.

Sarita- Ho sakta hai jo aap kah rahe hain wo sahi ho, bhaiya bhi doosri tasweer banayenge to sab clear ho jayega.

Nishchal- Abhi tum iski chinta chhodo aur di ki shadi ko enjoy karo. Iske bare mein di ki shadi ke baad sochenge.

Iske baad dono apne apne kamre par chale gaye. Isi tarah din bit-te rahe. Dhire dhire Sarita ka Savita ke paas jane ka samay aa gaya. Savita ke paas jane ke ek din pahle hi Nishchal ne Sarita ko phone kiya aur kaha.

Nishchal- Tum kab nikal rahi ho.

Sarita- Subah ka jane ki soch rahi hoon.

Nishchal- nikalne ke pahle mujhe call kar dena main tumhe station drop kar dunga.

Sarita- Uski koi jaroorat nahi hai Sir. Aap pareshan mat ho. main chali jaungi. Dhanyawaad aapka jo aapne mere liye itna socha.

Nishchal- Agar main tumhe station tak chhod doon to tumhe problem kya hai??

Sarita- Mujhe koi problem nahi hai.

Nishchal- To tum kyon mana kar rahi ho.

Sarita- Meri marzi. Jab main ja sakti hoon to aap kyon kast kar rahe hain.

Nishchal- Thik hai jo tumhara man kar raha hai wo karo tum.

Itna kahkar Nishchal ne gusse se phone rakh diya. par thodi der baad jab uska gussa shant huwa to wo man mein bola.

Nishchal- Are yaar ye maine kya kar diya. nahak hi uspar gussa kar diya. ab to agar uska bulane ka man bhi karega ek baar ko to bhi wo nahi bulayegi mujhe. Main tanik bhi sabar kyon nahi kar pata hoon. Itni jaldi gussa kyon ho jata hoon.

Ab kya karu main. Agar dobara phone karunga to wo bhadak jayegi. Kya karu main. Aisa karta hoon Chhote miya ko phone kar leta hoon. Usi se phone karke train ka samay pooch leta hoo. Yahi sab sochkar Nishchal ne Manisha ko phone kiya.

Manisha- Yes boss. Bade din baad yaad kiya. Kaise ho.

Nishchal- Main badhiya hoon. Tum batao.

Manisha- Bahut achhi hoon. Koi kaam tha.

Nishchal- mujhe ye jan-na hai ki Sarita kis train se ja rahi hai aur uska samay kitne baje ka hai.

Manisha- Didiya se hi pooch lijiye. Wo bata degi.

Nishchal- Tumhari didiya tumhari tarah samajhdar nahi hai na. isliye to maine tumhare paas phone kiya hai.

Manisha- Achha. Iska matlab fir se aapki didiya ke sath kaha suni ho gayi hai. Chalo thik hai Aap bhi yaad rakhogi Jeeja ji ki kis dildar Sali se pala pada hai apka.

Nishchal- Jeeja ji. Ye kab bana main.

Manisha- Are bane nahi hain to ban jayenge. Bas apni koshish jari rakhiye. Main didiya ke jane ki information aapko whatsapp karti hoon. Bye.

Nishchal- Byee Choote miya.

Manisha Nishchal ko Sarita ke jane ki sari information bhej deti hai. Agle din Subah Nishchal taiyar hokar Sarita ke kamre ke bahar khada tha. Udhar Sarita bhi poori taiyari karke jaise hi apne kamre se bahar nikalti hai to samne nishchal ko khada pati pati hai. Nishchal ko dekhte hi Sarita ne kaha.

Sarita- Maine aapko mana kiya tha na ki main chali jaungi. Fir bhi aapko samajh mein nahi aaya??

Sarita ke kahne ka nishchal ke upar koi prabhav nahi pada, Nishchal ne bina Sarita ki baat sune hi uska Luggage apni gadi mein dal diya aur uska hath pakadkar use gadi main baitha diya. Jiske karan Sarita ko bahut gussa aaya aur usne kaha.

Sarita- Ye kya badtamizi hai?? Aap aise nahi kar sakte mere sath. Main ye sab bilkul bhi bardast nahi karungi. Aap apni had mein raha kariye.

Sarita ki baat ka Nishchal ne koi jawab nahi diya aur chupchap gadi start karke aage badha di. Sarita ne Nishchal ke kuchh na bolne par Aur jyada gussa ho gayi aur boli.

Sarita- Aapko kuchh sunayi nahi de raha hai kya. Bahre ho gaye ho kyaa?? Main aapse kuchh pooch rahi hoon.

Nishchal ne uski baat ka koi jawab nahi diya aur chupchap gadi drive karta raha. Jiske karan Sarita ka gussa fat pada aur wo chillate huwe boli.

Sarita- Are yaar main aapse baat kar rahi hoon. Aapko sunayi nahi de raha hai kya. Aap ye sab kyon kar rahe hain. Jabki maine aapko mana kiya tha ki main chali jaungi. Fir bhi aapko samajh mein nahi aata. Aakhir aap chahte kya hain mujhse. Kyon kar rahe hain aisa.

Is baar Nishchal ne Sarita ke baat par usase bhi jyada tez aawaz mein kaha.

Nishchal- Main pyaar karta hoon tumse dam it. Bahut pyaar karta hoon. Isliye tumhari care karta hoon. Mujhe tumhari bahut parwah hai. Jab tum samne hoti ho to duniya haseen lagti hai aur jab tum mujhse door jati ho to meri duniya weeran ho jati hai.

Tumhe pata nahi ki jab tumhe koi nuksan pahuchane ki koshish karta hai to meri kya halat ho jati hai. meri jaan nikal jati hai. Lekin tum ho ki tumhe mere pyaar ka ehsas hi nahi hai. Aakhir tum mere pyaar ko kab samjhogi.

Nishchal ki baat sunkar Sarita ka munh khula ka khula rah gaya. Wo hairani aur gusse se Nishchal ko dekhne lagi. Jabki Nishchal ne ye sari baat samne ki taraf dekhte huwe kahi thi. Uski himmat nahi ho rahi thi Sarita se najar milakar baat karne ki. Sarita ne gusse bhari aawaz mein nishchal se kaha.

Sarita- Gadi rokiye. Maine kaha gadi rokiye.

Nishchal ne Sarita ki baton ka koi jawab nahi diya aur bola.

Nishchal- Are yaar tum pagal ho gai ho kya. Tumhein meri itni si baat samajh nahi aati ki main tumse pyaar karta hoon. Bahut jyada pyaar karta hoon. Had se jyada pyaar karta hoon. Tumhein kaise bataun main kaise ehsas dilaun main tumhein apne pyaar ka. Kab samjhogi tum mere pyaar ko.

Ye sab bolte huwe wo apni dhun mein gadi chalata raha. Ye dekhkar Sarita ne Nishchal ke hath par marte huwe kaha.

Sarita- Maine kaha gadi rokiye.

Nishchal- Par kyon??

Sarita- Bas aise hi.

Nishchal- Are yaar tum fir se shuru ho gayi. Jao nahi rokta gadi. Jo karna hai kar lo.

Sarita- Main aakhiri baar kah rahi hoon. Gadi rokiye warna aChha nahi hoga.

Nishchal- Jao nahi rokta kya kar logi.

Sarita- Agar aapne gadi nahi roki to main Gadi se kood jaungi.

Sarita ki baat sunkar Nishchal hansne laga. Use hansta dekhkar Sarita ko aur bhi gussa aane laga. Wo nishchal se boli.

Sarita- Aise dant kyon dikha rahe hain maine koi jok mara hai kya.

Nishchal- Ye jok nahi to aur kya hai. Gadi lock hai to tum koodogi kaise.

Nishchal ki baat sunkar Sarita ne gusse se apna munh fer liya. Ye dekhkar Nishchal muskurate huwe gadi chalata raha. Thodi der mein hi station aa gaya to Nishchal ne gadi roki aur gate unlock kiya. Sarita turant gadi se niche utar gayi. Nishchal ne thodi tez aawaz mein Use chidhate huwe kaha.

Nishchal- Are madam badi jaldi hai tumhe jane ki. Pahle saman to utha lo.

Sarita- Wo Sab kaam baad mein karungi main, uske pahle mujhe kuchh baat karni hai aapse.

Nishchal- Main to tumse baat karne ke liye hamesha taiyaar hoon.

Sarita- Gadi mein aapne kya bola tha.

Nishchal- Kya bola tha maine. Main to poore rashte chupchap gadi chala raha tha.

Sarita- Jaan kar bhi anjan ban-ne ki koshish mat kijiye Sir. Aapko pata hai ki main kiske baare mein baat kar rahi hoon .

Nishchal- 'Kiss' ke bare mein??

Sarita- (aankh dikhakar) Sir Apni had mein rahiye aap.

Nishchal- Are yaar jab tak tum mujhe bataogi nahi tab tak mujhe pata kaise chalega ki tum 'kiss' ke bare mein baat kar rahi ho.

Nishchal ne 'Kiss' ke par bahut jor diya. Sarita ne use ghoorkar dekha aur kaha.

Sarita- Gadi mein wo aap Kya pyaar, Care and all. Ye sab kya bol rahe the.??

Nishchal- Achha. Tum is baare mein baat kar rahi ho. Haan maine ye bola, Kyonki yahi sach hai.

Sarita-(gusse se) Dekhiye Sir. Main aapko bata doon ki mujhe in sab bato mein koi interest nahi hai. Jab tak main apne goal ko acheave nahi kar leti tab tak mujhe in sabke bare mein sochne ke liye samay nahi hai. to plz aage se mujhse aisi baate mat kariyega.

Nishchal- To main kab bol raha hoon ki tum in sab mein Interest lo, lekin mera interest to inhi sab mein hai.

Sarita- To fir aap dobara mujhse aise baat mat boliyega.

Nishchal- (muskurakar) kaisi baat Miss Joshi.

Nishchal ki baat sunkar Sarita use ghoorkar dekhne lagi. Aur dant piskar rah gayi.

Iske Aage ki Kahaani Agle Bhag mein..
 
Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
22,755
46,177
259
कहानी का अठहत्तरवाँ भाग लिख दिए हैं दोस्तों और पाठकों।।

पढ़िए, आनंद लीजिए और अपने महत्त्वपूर्ण विचार भी व्यक्त कीजिए।।
 
  • Like
Reactions: Jaguaar and Luffy

Abhi32

Well-Known Member
8,005
12,249
188

Superb update akhirkar Nischal ne apne pyar ka izehar kar hi diya aur jo tasweer Abhishek ne banayi thi ho sakta hai unme se ek tasweer ananat se milti ho
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,006
203
S

Superb update
 
DARK WOLFKING

Supreme
15,545
31,865
244
romanchak update ..aisa lagta hai jo tasveer abhishek ne banayi thi wo anant ki thi isliye nischal aur sarita usko galat thehra rahe the par usse badi baat ki wo tasveer ko dekhke respect se bol rahe the ki ye unki tasveer nahi ho sakti .. ( aisa kehna chahiye tha ki ye uski tasveer ) ..
nischal aur sarita ke bich jhagda hote hi rehta hai par nischal ne manisha se sarita ke train ka time pata karke usko gaadi me le hi gaya aur apne pyar ka alag hi andaaj me ijhahar kar diya jisse sarita gussa hote hi rahi ..par nischal par ab koi asar nahi padnewala kyunki usne sab soch vichar karke kiya hai ..

kiss ka kissa majedar tha 🤣 aur sarita ko isse gussa hona hi tha ..

par kya wo tasveer wakai me anant ki hai ya kisi aur ki 🤔🤔.. aur sochnewali baat ye bhi hai ki abhishek kabhi galat painting nahi bana sakta aur usne ye daawe ke saath kaha bhi hai ..
 
Mbindas

Active Member
1,928
4,105
158
Amazing update Mahi jii :thumbup:
Abhishek ne jo do tasveere banayi hai unme se kahi ek Anant ki to nahi hai ?
Dekhte hai aage kya hota hai.
 
Top